Quote:
Originally Posted by masti
Jaa rahi hai jaan ab
Deedaar De Deedaar De
tu hi allah tu hi rab
Deedaar De Deedaar De
Tuu ek nashaa hai pyaar ka
Deedaar De Deedaar De
Tere bina ruki hai shab
Deedaar De Deedaar De
hain dhadkane badi hui
Deedaar De Deedaar De
palkein bichaaye baithe sab
Deedaar De Deedaar De
hai ik khumaari chah ki
Deedaar De Deedaar De
masti ka ho bas ye sabab
Deedaar De Deedaar De
|
Kya baat hai bhabhi... Romantic likhte huwe aapke aashaar me alag hi khoobsurati aa jaati hai, isme humare bhaisahab ka contribution jo hai
Bahut acche lage aapke ehsaas-o-aashar, yun hi sunaati rahiye aur apna khayal rakhiye
Vaise aap apni aawaaz me ise sunaayen aur mazaa aaye