Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
for them who wants to DIE....pls read this
Old
  (#1)
naraz
dhalta hua suraj
naraz is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Nov 2002
Location: wats in the location. a human can not stay at a place. i am also changing my location day to day
Rep Power: 0
for them who wants to DIE....pls read this - 5th December 2003, 07:21 AM

har lamha,har sans par, tera sukragujar hu me e jindagi
tune jitni sans di hai... uska karajdar hu me e jindagi

wo log honge jo har dam
rakhte hai maut ki khwahish
magar me tere liye har waqt
khawahish mand hu e jindagi

kuchh na kar paya ab talak
kash mil jaye muje kuchh waqt
ek ek lamhe ka aaj tere
mohtaj hu me e jindagi

khuda ke darbar me maine
fariyad bhi bahot ki thi
sayad khuda ko bhi lagta hai
me tere layak nahi e jindagi

e logo...
jara mehsoos karo, ye badi kimti ne-amat hai
ji lo dil se jab tak tumhare sath hai ye jindagi


aaquib
Tum nahi pass,koi pass nahi
Ab muje jindagi ki koi aas nahi
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 5th December 2003, 07:29 AM

aaj tak kabhi apne aap ko is kadar
bebas nahi payamain ne....
kiya likhon hath harkat se,,mazoor
or dil sochne se mahroom hay...


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
5th December 2003, 08:17 AM

Aaquib Jee, Kalam aapka beshakh dilki hi hein. Ek taaza ahsaash.
jara mehsoos karo, ye badi kimti ne-amat hai
ji lo dil se jab tak tumhare sath hai ye jindagi
Waise toh peri ki puri hi kalam meh hi haqikat bayan kiye hein aapne lekin yeh jo ahsaash dilaya aapne, bohot achha laga. Bohot bohot shukriya. "Tum nahi pass,koi pass nahi
Ab muje jindagi ki koi aas nahi" aapka yeh lines mujhe achha laga.
Likhte rahiyega. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 5th December 2003, 07:01 PM

salaam aquib jee

aap ne kabhi ksisi pe zahir nahein kiya ke aap kitni takleef se guzar rahe hai. yeh nazam par ke maloom nahien kiya likho magar yeh zaroor kaho gi ke duniya bhot kam loog hote hai jo apne dard ko apnaate hai aur phir bi apne self confidence ko nahein marne dete pls aap yoon umeed na choorein umeed hi zindagi ka doosra naam hai. aap bhuadar hai bhut bhudar jo aise dukh se lad rahe hai. zindagi bhut keemti hai magar loog use apne granted ke liye lete hai. aap khuda pe baroosa rakho aur yoo mayoos na ho. life is not forever but its very perecious please take acre of ur self
bye

i will pray for ur health


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zahra
Registered User
zahra is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 490
Join Date: Feb 2003
Location: U.S.A Chicago
Rep Power: 22
6th December 2003, 06:30 AM

salan naraz jii,
i don't know what to say, magar jo ap na likha hai sumejh nahi araha hai ka us ki tareef kasa ki jay, kuch bata asi ho ti hai jo log apna dil mai hamesha rekhta hai or kabhi kisi ka na bata ta hai or nahi zahir ho na deta hai, or mai bhi un mai sa ek hoon.
meri taraf sa ap ka liya boht dher sari duaa, app ko Inshallah kuch nahi ho ga, take care Allah hafiz.


Woh Mere Dil ko Kuchal ke Chala Gaya .
Anjane Mein Mujko Woh Shayar Bana Gaya
   
Reply With Quote
Re: hi
Old
  (#6)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: hi - 7th December 2003, 02:20 PM

Quote:
Originally posted by banjara''''
aaj tak kabhi apne aap ko is kadar
bebas nahi payamain ne....
kiya likhon hath harkat se,,mazoor
or dil sochne se mahroom hay...
naraz dost,
jo jubaan khan bhai ki aaj meri bhi wahi hai.
   
Reply With Quote
is it too late??
Old
  (#7)
Mehbuub
Registered User
Mehbuub is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 84
Join Date: Apr 2003
Location: mohd.ALi road
Rep Power: 22
is it too late?? - 8th December 2003, 11:42 PM

hi everyone...especially naraz jee.
it is so good that u have now understood what life is...but i hope that it is not too late...(is it?).
aksar log gaflat me apni zindagi guzaar dete hai or jab "maut" unhe dastak deti hai to ghabra jaate hai..magar Uparwaale ki rehmat ke darwaaze kabhi band nahi hote chahe insaan kitna bhi bhatka hua ho..Wo chahta hai to zindagi deta hai or wo chahta hai to maut dega..hame to bas ye dua karni chahiye usse ki " jo hamare HAQ me behtar ho tu hame wo dede.."
Rahi baat afsos ki to maaut aane par afsos tab hota hai jab ki hame ye pata hota hai ke, maut haq hai magar hamne uski tayyari nahi ki.
Aur naraz jee hum aapke liye or un sabhi logo ke liye dua karenge jo kisi na kisi taqleef me hai.aap bhi dua karna.
Allah hafiz!


Abidhussain!!
Apni marzi se kaha apne safar ke hum hai,
Rukh hawaoo ka jidhar ka hai,udhar ke ham hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
9th December 2003, 12:05 AM

naraj ji
apko aaj 1st chance pada aur bahut acha laga apke vichaar jaanke jindagi ke liye.
aaj jab sab jindagi se pareshaan hai apki khwahish lajbaab hai janab.
apki jindagi apse bafa kare yahi dua hai meri.
sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#9)
naraz
dhalta hua suraj
naraz is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 43
Join Date: Nov 2002
Location: wats in the location. a human can not stay at a place. i am also changing my location day to day
Rep Power: 0
12th December 2003, 08:33 AM

thanks to my friends
muje bahot kuchh likhna hai, magar likh nahi pa raha hu
thanks meenaji, for ur help..i talked to sanam and i have given her some id of my nearest ppl.
if tomorrow i die, she will let u know

mere jis dostne upar kaha hai ki most se ghabra raha hu. use me kehna chahunga ki mot to ek din aani hi hai, kal aati ho to aaj aa jaye. magar bhai, jo arman dil me dab kar reh gaye ho unka boj uthana bahot muskil hota hai. magar aapki galti nahi hai. kyuki aap mere bare me kuchh nahi jante..ab tak sanam janti thi aur ab meenaji janti hai. aur sayad kal ko aap sab jan jayenge
allah hafiz
jindagi rahi to fir milenge......


aaquib
Tum nahi pass,koi pass nahi
Ab muje jindagi ki koi aas nahi
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
12th December 2003, 09:33 AM

Dear Naraz Jee, Aapka likhha abhi parhi. Keya kahu....... Dilki arman ki baat mujhe pehle hi mehsoosh hogayi thi. Lekin ek baat mujhe confirm nehi hein....... Duwao ke sath izazat chahungi. Aapna khayal rakhiyega. God bless you.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
12th December 2003, 09:35 AM

hi naraz ji mein jaanti nahi aapko kya problam hai bas ye kahungi ki jo bhi pareshaani aap par aai ho woh khuda kare jaldi se door ho jaye .bas yahi sakhi ki dua hai ki aap khush aur aabaad raho.
sakhiiii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
12th December 2003, 10:09 AM

Naraz bhagwaan jaldi achha karein aapko,

hamari yahi dua yahi shubhkaamna hai...bhagwaan meri sab khushiyaan aapki jholi mein daal dein...aapko koyi taqleef na pesh aaye....


beshumaar pyaar ke saath....paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Sofia Saeed
Registered User
Sofia Saeed is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 232
Join Date: Dec 2003
Location: Dallas, Tx
Rep Power: 21
16th December 2003, 01:45 AM

that was so beautiful..surely touched my heart...good job


sofia
   
Reply With Quote
Re: for them who wants to DIE....pls read this
Old
  (#14)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
Re: for them who wants to DIE....pls read this - 19th December 2003, 09:31 AM

Quote:
Originally posted by naraz
har lamha,har sans par, tera sukragujar hu me e jindagi
tune jitni sans di hai... uska karajdar hu me e jindagi

wo log honge jo har dam
rakhte hai maut ki khwahish
magar me tere liye har waqt
khawahish mand hu e jindagi

kuchh na kar paya ab talak
kash mil jaye muje kuchh waqt
ek ek lamhe ka aaj tere
mohtaj hu me e jindagi

khuda ke darbar me maine
fariyad bhi bahot ki thi
sayad khuda ko bhi lagta hai
me tere layak nahi e jindagi

e logo...
jara mehsoos karo, ye badi kimti ne-amat hai
ji lo dil se jab tak tumhare sath hai ye jindagi

aaquib,

bhagwaan se meri prathhna hai k, tumhara operation kaamiyaab ho. yaha par saare dost ki duwaa tumhare sathh hai. tum akely nahi ho aaquib... sab sathh hai tumhare.
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
19th December 2003, 10:01 AM

aaquib,

bhagwaan tumhein bilkul theek kardein yahi meri dua meri praarthna hai us se...jab theek ho kar aaoge tau baat kareinge tumse...

Dher se pyaar ke saath

Paras


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
19th December 2003, 04:17 PM

naraz ji aapki tabiyat achi ho jaye jkaldi se aur aap hamein phir yahin miloge na haan.
mein janti hun aap kahin jaa nahi paoge haan.are kyunnnnn
ham sab aa[pse pyaar se karte hai.
aapko ham kahin nahi jaane denge haan.
aapke liye yahi dua hai ki aap jaldi se khushi khushi yahn back aao
.duaoin ke saath deroin
sakhiiiiiii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#17)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
19th December 2003, 11:23 PM

naraz dost
aap
mein muazrat chahta hoon ke is kalam ko aap ke pehle naheen parh saka.
magar dost jitna asar ke is kalam ko parh ker mein ne mehsoos kiya hai voh sirf mehsoos kiya jaa sakta hai alfaaz mein bayan naheen kiya jaa sakta hai.
aap is forum ke is family ke member ho aur hamaare bhai ho. ham sab saathi sadqe dil se dua go hain ke Allah aap ko sehat e kulli ataa kare aur aap hanste muskuraate isi tarah is forum per apni post bhejte raho aur ham parhte rahen.
Insha Allah aap ka operation zaroor kamyab ho gaa.
Ham sab ki duaaeyen aap ke saath hain.
Aur mera eemaan hai ke Hamari duaayen , itne saathiyon ke duaayen kabhi raayegaan naheen jaayen gi aur aap jald sehatmand ho kar zaroor wapis aao ge.
Aap himmat se kaam lo aur dil mein yeh yaqeen rakho ke aap ne waapis aana hai aur voh sab kerna hai jis ki aap ko khuahish hai aur chah hai. ok.??
ejazat chahta hoon is apne pan ke saath ke aap waapis aayo ge aur zaroor aao ge. sehat aur tundrusti ke saath.
God bless you

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Must read urdu sher from "Mirga Zhalib" 8-)... Read & enjoy.... Tausif shaikh Humourous Shayri 7 23rd June 2010 11:15 AM
A Must Read Story!!!spare Few Mins And Read It! farhana General Stories 8 25th December 2009 09:52 PM
Please Read it ! baba Aapki Shayri 2 6th January 2004 01:27 PM
Please Read it ! baba Shayri-e-Dard 2 5th January 2004 05:03 PM
Don't read it mohit Humourous Shayri 13 25th September 2003 05:33 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com