Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Maut aur jindagi meri tumse rahe
Old
  (#1)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
Maut aur jindagi meri tumse rahe - 21st March 2006, 12:47 PM

Maut aur jindagi meri tumse rahe
Main rahoon nan rahoon, tujhse juda khushian na rahe

Paas aa - ke bata doon, kyun hai tu itna khaas
Har gham mein, Khushi mein tu hi rehta hai meri aas

Duriyaan tujhse, Sikhati rahi mujhe jeena
kareeb aaye ho to marne ka nahi hai intezaar

kareeb aaye ho to marne ka nahi hai intezaar

Yun kathi thi raatein jyun (badalon ka)parda kiye bedhi hon
Tum aaye to barson baad hua chand ka didar

Tujhse milne ka hoga yeh asar, Socha na tha
Dil toh dil, rooh par bhi na hoga ikhtiyaar
   
Reply With Quote
Re: Maut aur jindagi meri tumse rahe
Old
  (#2)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Maut aur jindagi meri tumse rahe - 21st March 2006, 01:19 PM

Dear

acha likha hai aapne lekin rythme thodi theek nahi...baki aapke jazbaat bohat pasand aaye hamein...yuhi likhte rahiye....

take care


Diggaj

Quote:
Originally posted by masti
Maut aur jindagi meri tumse rahe
Main rahoon nan rahoon, tujhse juda khushian na rahe

Paas aa - ke bata doon, kyun hai tu itna khaas
Har gham mein, Khushi mein tu hi rehta hai meri aas

Duriyaan tujhse, Sikhati rahi mujhe jeena
kareeb aaye ho to marne ka nahi hai intezaar

kareeb aaye ho to marne ka nahi hai intezaar

Yun kathi thi raatein jyun (badalon ka)parda kiye bedhi hon
Tum aaye to barson baad hua chand ka didar

Tujhse milne ka hoga yeh asar, Socha na tha
Dil toh dil, rooh par bhi na hoga ikhtiyaar


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Tu jo jindagi mein meri, jindagi ki tarah aaye dheer Shayri-e-Ishq 2 16th June 2006 12:36 AM
Maut aur jindagi meri tumse rahe masti Shayri-e-Ishq 7 29th March 2006 05:42 PM
~~**Jindagi Aur Maut Mai Bas Faasla Itna Rahe**~~ acharya_mj Shayri-e-Dard 7 13th March 2006 01:46 PM
jindagi aur maut Taish Aapki Shayri 0 31st January 2005 06:50 PM
jindagi aur maut tumhari_shayri Hindi Kavitayen 0 14th March 2003 10:53 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com