Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Phir na kuchh bhi chaahuNga
Old
  (#1)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
Love Phir na kuchh bhi chaahuNga - 14th June 2015, 10:05 PM

Ek baar deedaar ho jaaye
Dil, tera bimaar ho jaaye
Tujhko mujhse pyar ho jaaye
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Waqt jo Thodi mohlaT de de
Tere husn kii daulat de de
Mujhko meri mohabbat de de
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Nazar nazar se pee kar dekhuN
Sajni tujhko jee bhar dekhuN
LaboN se laboN ko sii kar dekhuN
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Karne haiN kuchh waade tujh se
Rab jo mujhe milaa de tujh se
Nazdikiyaan baDha de tujh se
Phir na kuchh bhi chaahuNga

RishTe naaTe chhoD ke aaja
Saare bandhan ToD ke aaja
Ishq di chunri oDh ke aaja
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Ab kis baat kii duuri hai
Aisi kyaa majbuuri hai
Milna bohot zaruuri hai
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Basi hai Tuu nigaahoN meiN
Khada huuN Teri raahoN meiN
Kab aayegi baahoN mein
Phir na kuchh bhi chaahuNga


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
14th June 2015, 10:30 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Ek baar deedaar ho jaaye
Dil, tera bimaar ho jaaye
Tujhko mujhse pyar ho jaaye
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Waqt jo Thodi mohlaT de de
Tere husn kii daulat de de
Mujhko meri mohabbat de de
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Nazar nazar se pee kar dekhuN
Sajni tujhko jee bhar dekhuN
LaboN se laboN ko sii kar dekhuN
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Karne haiN kuchh waade tujh se
Rab jo mujhe milaa de tujh se
Nazdikiyaan baDha de tujh se
Phir na kuchh bhi chaahuNga

RishTe naaTe chhoD ke aaja
Saare bandhan ToD ke aaja
Ishq di chunri oDh ke aaja
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Ab kis baat kii duuri hai
Aisi kyaa majbuuri hai
Milna bohot zaruuri hai
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Basi hai Tuu nigaahoN meiN
Khada huuN Teri raahoN meiN
Kab aayegi baahoN mein
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Sagar jiii....kya baat hai....ek muskarahat chha gayi chehre par....itni pyari nazm likhi hai aapne ki bas kya kahoon...izhaar ikraar intzaar aur itna sara pyaar subhan allah...har ek stanza par dil se daad....bahut dilkash peshkash......

Likhte rahiye...aur mahfil me yoon hee ishq ki roshni bikherate rahiye......



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
15th June 2015, 11:08 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Sagar jiii....kya baat hai....ek muskarahat chha gayi chehre par....itni pyari nazm likhi hai aapne ki bas kya kahoon...izhaar ikraar intzaar aur itna sara pyaar subhan allah...har ek stanza par dil se daad....bahut dilkash peshkash......

Likhte rahiye...aur mahfil me yoon hee ishq ki roshni bikherate rahiye......

Nawazish, shukriyaa, karam, mehrbaani.
Nacheez ka iss qadar hausla baDhane keliye tah-e-dil se shukriya.
SaaTh banaaye rakheiN, aur bhi achha likhne ki koshish karenagae.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
15th June 2015, 01:09 PM

aap ne jo is bar afzon ko geet ka roop diyaa hai wo beshkeemtii khazaanaa hai SDC ki bazm me.....

aapko padhnaa har baar hi accha lagta hai sagar saahab.... hamaari khushnaseebi hai jo aap hamaare sath hain... aate raha kijiye....

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
16th June 2015, 04:54 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Ek baar deedaar ho jaaye
Dil, tera bimaar ho jaaye
Tujhko mujhse pyar ho jaaye
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Waqt jo Thodi mohlaT de de
Tere husn kii daulat de de
Mujhko meri mohabbat de de
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Nazar nazar se pee kar dekhuN
Sajni tujhko jee bhar dekhuN
LaboN se laboN ko sii kar dekhuN
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Karne haiN kuchh waade tujh se
Rab jo mujhe milaa de tujh se
Nazdikiyaan baDha de tujh se
Phir na kuchh bhi chaahuNga

RishTe naaTe chhoD ke aaja
Saare bandhan ToD ke aaja
Ishq di chunri oDh ke aaja
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Ab kis baat kii duuri hai
Aisi kyaa majbuuri hai
Milna bohot zaruuri hai
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Basi hai Tuu nigaahoN meiN
Khada huuN Teri raahoN meiN
Kab aayegi baahoN mein
Phir na kuchh bhi chaahuNga


kamaal karte hai aap....etna kuch chah kar bhi kehte ho ki "phir na kuch bhi chaahunga"

Jagdish ji.....bahut pyari pyari rachna hai, payre pyare ehsaas hai...hame yakeen hai jiske liye likhi hai aapne wo bhi bahut pyari pyari hongi

yu hi pyar bhare geet likhte rhiye aur hame bhi khush karte rhiye

duaon ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
17th June 2015, 12:30 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Ek baar deedaar ho jaaye
Dil, tera bimaar ho jaaye
Tujhko mujhse pyar ho jaaye
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Waqt jo Thodi mohlaT de de
Tere husn kii daulat de de
Mujhko meri mohabbat de de
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Nazar nazar se pee kar dekhuN
Sajni tujhko jee bhar dekhuN
LaboN se laboN ko sii kar dekhuN
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Karne haiN kuchh waade tujh se
Rab jo mujhe milaa de tujh se
Nazdikiyaan baDha de tujh se
Phir na kuchh bhi chaahuNga

RishTe naaTe chhoD ke aaja
Saare bandhan ToD ke aaja
Ishq di chunri oDh ke aaja
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Ab kis baat kii duuri hai
Aisi kyaa majbuuri hai
Milna bohot zaruuri hai
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Basi hai Tuu nigaahoN meiN
Khada huuN Teri raahoN meiN
Kab aayegi baahoN mein
Phir na kuchh bhi chaahuNga

wah sagar bhai khoobsoorat ehsaason ko aapne sundar shabdon me piroya hai
likhte rahen
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
18th June 2015, 08:32 AM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Ek baar deedaar ho jaaye
Dil, tera bimaar ho jaaye
Tujhko mujhse pyar ho jaaye
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Waqt jo Thodi mohlaT de de
Tere husn kii daulat de de
Mujhko meri mohabbat de de
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Nazar nazar se pee kar dekhuN
Sajni tujhko jee bhar dekhuN
LaboN se laboN ko sii kar dekhuN
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Karne haiN kuchh waade tujh se
Rab jo mujhe milaa de tujh se
Nazdikiyaan baDha de tujh se
Phir na kuchh bhi chaahuNga

RishTe naaTe chhoD ke aaja
Saare bandhan ToD ke aaja
Ishq di chunri oDh ke aaja
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Ab kis baat kii duuri hai
Aisi kyaa majbuuri hai
Milna bohot zaruuri hai
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Basi hai Tuu nigaahoN meiN
Khada huuN Teri raahoN meiN
Kab aayegi baahoN mein
Phir na kuchh bhi chaahuNga
Jagdish bhai

Mazaa aa gaya janaab, saari chahte bhi bayaan kar di aur kaha ki phir na kuch bhi chahunga

Bahut khoob janaab, yunhi likhte rahiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
21st June 2015, 09:48 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
aap ne jo is bar afzon ko geet ka roop diyaa hai wo beshkeemtii khazaanaa hai SDC ki bazm me.....

aapko padhnaa har baar hi accha lagta hai sagar saahab.... hamaari khushnaseebi hai jo aap hamaare sath hain... aate raha kijiye....

Shaad....

Aapki nawazishoN ka karzdaar huN saHb, aapke iss qadar pyaar se bohot himmat milti hai aur SDC par baar-ha aane par majbuur ho jaate haiN.
SaaTh ka yeh tasalsul jaari rakhiye. Apna khayaal rakhiye.
Khair andesh


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
15th July 2015, 10:43 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post

kamaal karte hai aap....etna kuch chah kar bhi kehte ho ki "phir na kuch bhi chaahunga"

Jagdish ji.....bahut pyari pyari rachna hai, payre pyare ehsaas hai...hame yakeen hai jiske liye likhi hai aapne wo bhi bahut pyari pyari hongi

yu hi pyar bhare geet likhte rhiye aur hame bhi khush karte rhiye

duaon ke saath

Dii, aapki nazar-e-karam paD gayii to meri koshish kaamyaab ho gayii.

yuNhi apna ashirwaad sar pe rakhiyega.
Koshish rahegii aur achha likhne ki.

Regards


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
16th July 2015, 12:04 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
wah sagar bhai khoobsoorat ehsaason ko aapne sundar shabdon me piroya hai
likhte rahen
duaon ke saath

Bohot bohot shukriyaa jenaab aapki aamad ka.
yuNhi hausla baDhaate rahiyega.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
21st July 2015, 04:44 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Ek baar deedaar ho jaaye
Dil, tera bimaar ho jaaye
Tujhko mujhse pyar ho jaaye
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Waqt jo Thodi mohlaT de de
Tere husn kii daulat de de
Mujhko meri mohabbat de de
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Nazar nazar se pee kar dekhuN
Sajni tujhko jee bhar dekhuN
LaboN se laboN ko sii kar dekhuN
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Karne haiN kuchh waade tujh se
Rab jo mujhe milaa de tujh se
Nazdikiyaan baDha de tujh se
Phir na kuchh bhi chaahuNga

RishTe naaTe chhoD ke aaja
Saare bandhan ToD ke aaja
Ishq di chunri oDh ke aaja
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Ab kis baat kii duuri hai
Aisi kyaa majbuuri hai
Milna bohot zaruuri hai
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Basi hai Tuu nigaahoN meiN
Khada huuN Teri raahoN meiN
Kab aayegi baahoN mein
Phir na kuchh bhi chaahuNga

Wah wah kya rawaanii hai...... Bas nadi ke paani ki tarah behti chali gayi.
Kya mithaas hai misri ki tarah ghulti si chali gayi

Waah waah....hats off to u for this one


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
21st July 2015, 05:13 PM

Sagar bhai

Namaste


Dil se daad aapko... bazm ki shaan badhaate rahiye

Aapka

Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
1st September 2015, 12:50 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Jagdish bhai

Mazaa aa gaya janaab, saari chahte bhi bayaan kar di aur kaha ki phir na kuch bhi chahunga

Bahut khoob janaab, yunhi likhte rahiYeGaa

Bohot bohot Shukriyaa bhai.

Aap saaTh dete raheN, koshish rahegii k likhte raheN.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
1st September 2015, 12:55 PM

Quote:
Originally Posted by masti View Post
Wah wah kya rawaanii hai...... Bas nadi ke paani ki tarah behti chali gayi.
Kya mithaas hai misri ki tarah ghulti si chali gayi

Waah waah....hats off to u for this one

Nawazish keliye shukriya Sarika ji.

Itna achha to nahi likha hai par aapko achha laga, ye meri khushnaseebi.
Aate rahiye.

satTh dene keliye ek baar phir se shukriya.


Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Amanush...
Tanhaa Raahi
Amanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.comAmanush... is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Amanush...'s Avatar
 
Offline
Posts: 3,700
Join Date: Oct 2003
Rep Power: 54
6th September 2015, 12:55 AM

Hmmm...!

Itna kuch chahne par bhi aapne phir kuch na chaaha, waah waah, Sagar Ji...! Ashiqui mizaaj ka bhi kya kehna...!

Very romantic creation, I really appreciate it...!

Keep it up, ok...?




Jeene ke liye mujhe ek sapna dedo
Haqeekat meri jaaN liye jaa rahi hai

  Send a message via Yahoo to Amanush... Send a message via MSN to Amanush...  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com