Main madhosh hu zaroor tune bahkaya hoge
Nasha ye apni aankhon se chadhaya hoga
Aankhen bhi mastani hain tere honth bhi naseele h
Khuda ne zaroor....... tujhe pi ke banaya hoga
chand ho pari ho ya koi afshara
pyar kare jo hume sone sa khara
jiski ankhon me ho pyar hi pyar bhara
me uska "veer" wo meri "zarra"
-------------------Brizesh_kol_-------------------------------------
Yeh unki saaye ki thandak hai ya falak se aya zhaalah,
Yeh unki nafs ka naaz hai ki shabnam ka ek katra.
Yeh hamari beech sadiyo ki doori hai ya ek kadam ka faaslah,
Yeh tumhe pane ka qumaarr hai ya koh dene ka khatrah….
chand ho pari ho ya koi afshara
pyar kare jo hume sone sa khara
jiski ankhon me ho pyar hi pyar bhara
me uska "veer" wo meri "zarra"
-------------------Brizesh_kol_-------------------------------------
Sukhe huye phool unke kab se kitaabo mai rakhe hai
Jala ke diye mohabbat ke hamne khwaabo mai rakhe hai
Chandni raat mai chamakte chand ko jaanna mushkil thaa
Magar mere mehboob ke ashk gulaabo mai rakhe hai....."
chand ho pari ho ya koi afshara
pyar kare jo hume sone sa khara
jiski ankhon me ho pyar hi pyar bhara
me uska "veer" wo meri "zarra"
-------------------Brizesh_kol_-------------------------------------
Shama kehti hai muje banaya kisne,
jis jis ke hath lagi muje jalaya usne,
wo shama kya jise koi jalane wala na ho,
wo insan hi kya jise koi chahne wala na ho…
chand ho pari ho ya koi afshara
pyar kare jo hume sone sa khara
jiski ankhon me ho pyar hi pyar bhara
me uska "veer" wo meri "zarra"
-------------------Brizesh_kol_-------------------------------------