Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
ik baar to mil jaa...
Old
  (#1)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
ik baar to mil jaa... - 3rd December 2002, 12:53 PM

Dil ki gehraion se hum kisi ka jab intezar karte hai..par woh kabhi saamne nahin aata to kai baar dil ki aah aise alfazo mein ubhar ke saamne aati hai..

Tere intezar ki inteha kya battain dost...

Dhadkan saath chod gayi..nabz bhi tham gayi..
kabar mein dafna gaye log.magar aankh khuli rahi..
jism beshak mit gaya rooh ko chen na mila..
mere khuda tuhi bata..kya wafa ka yahi hai silaaa???
rooh bhatak rahi hai..teri kasak ab bhi hai..
ab aur mat tadpaa..IK BAAR TO MIL JAA...
kaale libaas mein aaye doot..door leja rahe hai mujhe..
"IK BAAR TO MIL JAA"yeh khaate hai kasam phir na bulaenge tujhe


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
4th June 2004, 01:05 PM

mere varinder,

rooh bhatak rahi hai..teri kasak ab bhi hai..
ab aur mat tadpaa..IK BAAR TO MIL JAA...

zindgi bhar intzaar kiya
or intzaar hi zindgi ban gaya
achank woh saamne aaye
or kayamat ka din ban gaya.

tumhari meena
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
5th June 2004, 02:42 PM

Dhadkan saath chod gayi..nabz bhi tham gayi..
kabar mein dafna gaye log.magar aankh khuli rahi..
jism beshak mit gaya rooh ko chen na mila..
mere khuda tuhi bata..kya wafa ka yahi hai silaaa???
rooh bhatak rahi hai..teri kasak ab bhi hai..
ab aur mat tadpaa..IK BAAR TO MIL JAA...
kaale libaas mein aaye doot..door leja rahe hai mujhe..
"IK BAAR TO MIL JAA"yeh khaate hai kasam phir na bulaenge tujje

kya baat hai kitna sucha dard hai isme.
bhiya ye kya hai haan???
sakhiiiiiiii


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Re: ik baar to mil jaa...
Old
  (#4)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
Re: ik baar to mil jaa... - 6th June 2004, 10:16 PM

Quote:
Originally posted by ghayalparwana

"IK BAAR TO MIL JAA"yeh khaate hai kasam phir na bulaenge tujhe
nice vir..but...

kash tumne ye kaha hota... ki tu aa aur fir faisla karna lautne ke liye
agar tum haq se thamte hamara hath,ham na nahi kehte rukne ke liye
is bebasi se bualana tumhara sayad galat bhi nahi hai magar...
kabhi kabhi jabardasti bhi karni padti hai sanam ko manane ke liye


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
nutkhut
Registered User
nutkhut is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 41
Join Date: May 2004
Location: India
Rep Power: 0
6th June 2004, 11:07 PM

Ghayal ji,


Dhadkan saath chod gayi..nabz bhi tham gayi..
kabar mein dafna gaye log.magar aankh khuli rahi..
jism beshak mit gaya rooh ko chen na mila..
mere khuda tuhi bata..kya wafa ka yahi hai silaaa???
rooh bhatak rahi hai..teri kasak ab bhi hai..
ab aur mat tadpaa..IK BAAR TO MIL JAA...
kaale libaas mein aaye doot..door leja rahe hai mujhe..
"IK BAAR TO MIL JAA"yeh khaate hai kasam phir na bulaenge tujhe


Aap sabhi yahan bade-bade shayar hei.n Hum to student hei.n aapke. per likhte khoob hei.n Aap. Hamari dua kubool kijiye.

koshish to bahut ki per Deedar-e-sanam na hua
shishe mei.n aks dikha aur ghayal parwana ho gaya.
lakh murrhum lagai per sukhte nahi.n hai zakhm
dard ki dariya ko bahte ek Jamana ho gaya


nutkhut.


jahaa.n bhi ho.nge apne liye jagah bana le.nge
Humko aata hai huner dil mei.n utar jaane kaa
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
romana
Registered User
romana will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 754
Join Date: Sep 2002
Location: uk
Rep Power: 22
hi - 6th June 2004, 11:25 PM

vow varinder jee

kamaal ka likha hai aapne varin ji ehm intezaar ka matlib har aik ko samijh mai nahi aata us waqat tak jab khud use experiance na karle its very hard to feel any other way. aap jis gehrai se apne khiyaalaat ko lafzo mai dala hai us pe dil se wah nikal gayi aur aapke lafzo ke dard ka ehsaas hum ko cho giya. beautiful poem

keep it up
hamesha likhte rahiye
bye


~,ROMANA,~
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
8th June 2004, 05:18 AM

rooh bhatak rahi hai..teri kasak ab bhi hai..
ab aur mat tadpaa..IK BAAR TO MIL JAA...
kaale libaas mein aaye doot..door leja rahe hai mujhe..
"IK BAAR TO MIL JAA"yeh khaate hai kasam phir na bulaenge tujhe

Ghayal Bhayyia bahut khuub hai aapke dil kee kasak...na jaane kyon aapko UNKI majboori bataane ko man kar raha hai...

Tamaam umr zindagi se duur rahe
Teri khushi ke liye apni khushi se duur rahe
Ab is se badhkar wafa ki sazaa kya hogi
Ki tere ho kar bhi tujhse duur rahe

don't know the shayar... but shayad kuch dil ko tasalli ho yeh padhkar...duaaon sahit...

paras

aur Sanam aapne bhi bahut hee achha jawaab diya...

kash tumne ye kaha hota... ki tu aa aur fir faisla karna lautne ke liye
agar tum haq se thamte hamara hath,ham na nahi kehte rukne ke liye
is bebasi se bualana tumhara sayad galat bhi nahi hai magar...
kabhi kabhi jabardasti bhi karni padti hai sanam ko manane ke liye

daad kabuul kijiey...simply superb!


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
12th June 2004, 01:55 AM

jism beshak mit gaya rooh ko chen na mila..
mere khuda tuhi bata..kya wafa ka yahi hai silaaa???


Bahut khoob Varinder ji!



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#9)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
12th June 2004, 06:30 PM

zindgi bhar intzaar kiya
or intzaar hi zindgi ban gaya
achank woh saamne aaye
or kayamat ka din ban gaya.

Bahut khoob keh gayi aap MEENA JI..

sach kabhi kabhi to intzaar ki itni aadat ban jaati ha ke wahi zindagi ban jaata hai aur gar koi is intzaar ko bhi cheen le tau zindagi bhi naraaz ho jaati hai..

Poorane zakhm taaza karne ka Shukriya

Varinder
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
12th June 2004, 06:31 PM

Sakhi...

Ye kuchh bji tau nahin hai,bas kuchh dard tha jo kaagaz par utar gaya bas..aur kaafi waqt bhi ho chuka hai isse kaagaz pe uttre hue, ye tau Meena ji hai jo isse phir se saamne le aayi..

Keep smiling dear

Varinder
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
12th June 2004, 06:36 PM

kash tumne ye kaha hota... ki tu aa aur fir faisla karna lautne ke liye
agar tum haq se thamte hamara hath,ham na nahi kehte rukne ke liye
is bebasi se bualana tumhara sayad galat bhi nahi hai magar...
kabhi kabhi jabardasti bhi karni padti hai sanam ko manane ke liye

Haan..tsahi kehti ho, magar janbardasti unse hi kii jaati hai na jinpar aap apna haque samjho!! Aur haque aadmi us par hi rakhta hai jiske dil mein kuchh bhi aisa na ho jo tumse chuppa ho. Jab koi khud hi dilon mein faasle paida karr de doosre ko paraya samajh kar,apne dard usse chupa kar,tau fir koi kaise kisi par haque rakh sakta hai...Woh kar sakta hai tau sirf 'minnat' aur afsos magar yehi uski pyaar ki aawaz ban jaati hai..

Tum yahan aayi..apne khyaalat aage rakhe..achha laga mujhe

Khush Raho
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#12)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 14th June 2004, 05:32 AM

ghayal sahab
kaise ho?
ham hazar koshish kar lain lafzon main aap jaisa asar nahi la sakte,,kiya baat hay sahab...intzar ..or dard ki kafiyat ko kaise ..
ache andaz se byan kiya hay..nohay khoob sahab..
likhte rhaiye ga...


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
14th June 2004, 09:24 PM

veeru Bhai ..

Kya haal haiN

kayi dinoN baad dikhe waise hum khud hi yahaN pe nahi the ..
Aur ye kya dikhte hi ye udaas mahol kyoN bade gumzada dikh rahe ho bhai ..

likhte to tum hamesha se hi achha ho bas nazar jara kam aate ho .. waise bhi achhi cizeiN duniyaN kii nazaroN se chup ke hi raheiN to achha hai nazar lagne ka khatra kam ho jata hai ..

fir bhi kabhi kabhar rabta farmaya karo

bahut achha likha hai iss baar bhi ..

tareef Qabool karo
Apna khyaal rakho


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
16th June 2004, 11:55 PM

koshish to bahut ki per Deedar-e-sanam na hua
shishe mei.n aks dikha aur ghayal parwana ho gaya.
lakh murrhum lagai per sukhte nahi.n hai zakhm
dard ki dariya ko bahte ek Jamana ho gaya

Aisi gehri baat karne waala koi mamoolishakhs tau nahin ho sakta...Bahut khoob kaha aapne Nutkhut jii..

Yahan koi bada chata nahin hai .sab barabar an aur sab ik doosre se seekhte hain..Aapne yaha aakar is kalaam ko pada jo bahut pehle likha tha maine..isse pasand kiya aur meri honsla afzai ki..in san ke liye shukrguzaar huun aapka

Varinder


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
16th June 2004, 11:58 PM

Romana ji..

Aaj aapko yaha dekhkar sach mein bahut achha laga, aap tau jaise id ka chaand ho gayi hain..ja fir keh lijiye Aamir Khan ho gayi hai jo bas 6 mahino ke baad hi screen par dikhta hai..

Apne nacheez ke dard ko pehchaana..usse samjha aur pasand kiya..ab kis kis baat ka shukriya karoon

Bas yahi kehta hua izzazat chahoonga ke hume yaad rakhne ka shukriya

Varinder
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
17th June 2004, 12:03 AM

Tamaam umr zindagi se duur rahe
Teri khushi ke liye apni khushi se duur rahe
Ab is se badhkar wafa ki sazaa kya hogi
Ki tere ho kar bhi tujhse duur rahe

'Dil ko behlaane ke liye ghalib khyaal achha hai'...Mujhe is shayar ka naam maloom hai ..lol.

Paras ..main sachaii mein vishwaas rakhta huun..Jhoothi tassali to assali hi hui naa..

Par tumhari baa samajhta huun main..hansla dena chahti ho haiya ko..

Shukriya...isse padne ka aur pasand karne kaa

Varinder


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
22nd July 2004, 11:51 PM

Khan Bhai Aur Kshitiz Bhai,

Aap jaise doston ki wajah se hi likh raha huun main, ye aap ki haunsla afzai hi hai jo ab tak kalam se naata juda hai.. Aap logon se hi seekha hai shayri ko aur aap se hi seekhta rahoonga.

Nacheez ka saath nibhaane ka shukriya

Varinder


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
san04
ansoon aur muskan....
san04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nicesan04 is just really nice
 
san04's Avatar
 
Offline
Posts: 751
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 24
24th July 2004, 03:38 PM

hello varinder ji
apke ye lafz"EK BAAR TO MIL JA" bahut kasa chortey hain dil per aur dil hamara bhi tarap jata hai kisi se yeh kehne ko ki ..kash ab to koi ek baar aaker mil jaye jiski rah me palkeyin bichaye baithey hain.....
bahut hi pyari,,rachna...


swati...............some words about tears in!
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
25th July 2004, 06:50 PM

Varindar saahab...

Namaskaar..

rooh bhatak rahi hai..teri kasak ab bhi hai..
ab aur mat tadpaa..IK BAAR TO MIL JAA...

kaale libaas mein aaye doot..door leja rahe hai mujhe..
"IK BAAR TO MIL JAA"yeh khaate hai kasam phir na bulaenge tujhe


Kya kahna... koyi lafz nahi hai jo yah jataa sake ki yah sher hame kitni achchhi lagi... Kaafi kasaak nazar aa rahi hai hame aap ki yah qalam meN...

Daad qabul kijiye...

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
sau baar chaman mahakaa sau baar bahaar aa_ii -. 0aayush Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 15th June 2010 10:56 AM
sau baar chaman mahakaa sau baar bahaar aa_ii Mayank Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 9th August 2008 11:23 AM
KHAT US KO BAAR BAAR LIKHO, ILTEJA KARO - by Qateel Rajasthani Mahek Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 18th December 2003 05:07 PM
saw baar chaha tumhey ek baar bhi nibha na sakey husn_haya Shayri-e-Dard 4 26th May 2003 01:09 PM
Kyuin Hum Baar Baar Dhokha Kha Rehe Hai??? Ishiqka Shayri-e-Dard 7 3rd February 2003 12:16 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com