Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
hi
Old
  (#41)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 15th May 2004, 01:23 AM

jnab ghayal sahab...
kais ehain...?

Unse bichadkar zinda rehte,haste gaate
Hum me ye hunar hota tau achha tha

Doston ne sajde kiye par 'parwana' raha tanha
Dua.on mein asar hota tau achha tha

---------
lafzon ko dard bana kar pesh karna...asaan kam nahi hota
or agar us main..qawaid..ka khiyal rakha jaye to
kiya baat hay..
aap ki shayri main yeh kuch milta hay..acha lagta hay
parh kar...apna kjhiyal rakhna..


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
Old
  (#42)
ghayalparwana
Registered User
ghayalparwana will become famous soon enoughghayalparwana will become famous soon enough
 
ghayalparwana's Avatar
 
Offline
Posts: 1,128
Join Date: Nov 2002
Location: London
Rep Power: 24
17th May 2004, 12:03 AM

Khan Sahib...

Ye to padne waale ki nazar aur dil e purjazbaat hota hai jo kisi ke likhe lafzon mein dard ko pehchaan sake..

Behad shukrguzaar huun aapka jo yahan aakar nacheez ki honslaafzai kee aapne..

Shukriya nawajish

Varinder


kyon zindagi ki raah mein akele chalta hai dost
chal waha chal jahan tere jaise aur bhi hai...
   
Reply With Quote
Old
  (#43)
Rohin
Registered User
Rohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to beholdRohin is a splendid one to behold
 
Rohin's Avatar
 
Offline
Posts: 3,937
Join Date: Dec 2003
Rep Power: 32
4th December 2005, 09:27 AM

Varinder bhai,

Bahut khoob... too good infact... Meena di ne yeh rachna dikhlayi... aur sach maaniye bahut hi behtreen likha hai aapne.... aaj kal aapka aana kam hota hai... magar umeed hai aap ek baar phir aayenge.... vaise samjh sakta hoon... bhabhi ke saath masroof hain.... magar unhe bhi leke aaiyega jaroor....

Take Care
Rohin


http://www.thoughtsunbound.com a place for my thoughts
   
Reply With Quote
Re: Mehfil ke naam
Old
  (#44)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
Re: Mehfil ke naam - 4th December 2005, 09:27 AM

Quote:
Originally posted by ghayalparwana
Dosto..aapki nazar ye ghazal karta huun-


Apna bhi ik ghar hota tau achha tha
Tera wahan guzar hota tau achha tha

Dil ki teri banawat hai behtar magar
Deewaron me dar hota tau achha tha

Daawat o nikaah me teri rahi bas ik kami
Peene ko jehar hota tau achha tha

Deedar e gule rukhsar me guzar jaati zindagi
Jeena is kadar hota tau achha tha

Tera garoor choor hota is haseen misal se
Chaand bedaag agar hota tau achha tha

Main na ho saka tera ye tujhko gham nahin
Tu mera Magar hota tau achha tha

Hamne dam tab toda jab manzil thi saamne
Poora ye safar hota tau achha tha

Unse bichadkar zinda rehte,haste gaate
Hum me ye hunar hota tau achha tha

Doston ne sajde kiye par 'parwana' raha tanha
Dua.on mein asar hota tau achha tha

my dear varinder
u are a friend i have always cherished. getting in touch with u have always been a pleasure
nice to read this ghazal

i loved these lines though whole ghazal is awesome

Hamne dam tab toda jab manzil thi saamne
Poora ye safar hota tau achha tha

keep going
and hope life is treating u well

luv ya
Priya


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
MEHFIL-E-YARAN..k naam<<<< banjara'''' Shayri-e-Dard 17 13th October 2014 08:03 PM
mazhab kae naam per honae walae fasaadaat kae naam aek ghazal yasmeenraaz Ghazal Section 7 13th November 2007 03:47 PM
**Mehfil** Niks Shayri-e-Dard 1 5th January 2006 01:04 PM
Ek Gazal Mehfil ke naam Arnab Shayri-e-Dard 1 15th May 2003 11:59 AM
Mehfil Arnab Shayri-e-Dard 1 11th January 2003 02:37 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com