Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Sarhad (Musharrafhusain jee kee jee ka khas gour chahoonga)
Old
  (#1)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
Sarhad (Musharrafhusain jee kee jee ka khas gour chahoonga) - 1st March 2006, 01:47 PM

do mulkon main dil se fil to jo rasta talash rahen hain un logon ke dil kee baat hai ni mazahab na siyasat abs muhabbat

Anil

Meree in ankhon ne kitne nazuk sapne dekhe hain
Sarhad ke is par hoon main us par bhee apne dekhe hain

Na koyee dard hai tujhko na koyee ab dil main gam hai
Too bhee hairan see soch rahee hai ankh bhala phir kyon nam hai
Toone kuch bhee khoya hai na tujh se kuch bhee toota hai
Ye mera apna mazi hai jo teree ankhon main chhoota hai
Ye sare udas se lamhe meree hee kahanee kahate hain
Ye sare mere ansoon hain jo teree ankhon se bahate hain

Sarhad kee lakeron par gir kar gulab wahan par bo denge
Ye sagar kee laharen ban ke kanton kee taron ko dho denge
Mere gam ko yoon hee ab too apnee ankhon se bahne de
Sarhad ke is par ke kisse us par bhee ab to kahne de
Meree ankhon main inko kabhee ab kaise main rakh payoonga
Inse mera rishta to hai par kaise use nibhayoonga

Meree ankhon ne jo bhee nazuk sapne dekhe hain
Un apno ko sompa hai gam maine jo apne dekhe hain
Ankhon main sapne bakee hain sapne bheeg kyon jane doon
Too na rakhe inko to bhee kaise ankhon main ane doon


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
1st March 2006, 02:19 PM

Sarhad kee lakeron par gir kar gulab wahan par bo denge
Ye sagar kee laharen ban ke kanton kee taron ko dho denge
Mere gam ko yoon hee ab too apnee ankhon se bahne de
Sarhad ke is par ke kisse us par bhee ab to kahne de
Meree ankhon main inko kabhee ab kaise main rakh payoonga
Inse mera rishta to hai par kaise use nibhayoonga


bahaut khoob anil sahab...aap jabbhi likhte ho kuch aise topics pe likhte ho jo dil ko choo jaate hain...
mujhe yakeen hai musharraf sahab bhi ise bahaut pasand karenge...
yuhinlikhte rahiyega.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: Sarhad (Musharrafhusain jee kee jee ka khas gour chahoonga)
Old
  (#3)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Sarhad (Musharrafhusain jee kee jee ka khas gour chahoonga) - 1st March 2006, 02:53 PM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
do mulkon main dil se fil to jo rasta talash rahen hain un logon ke dil kee baat hai ni mazahab na siyasat abs muhabbat

Anil

Meree in ankhon ne kitne nazuk sapne dekhe hain
Sarhad ke is par hoon main us par bhee apne dekhe hain

Na koyee dard hai tujhko na koyee ab dil main gam hai
Too bhee hairan see soch rahee hai ankh bhala phir kyon nam hai
Toone kuch bhee khoya hai na tujh se kuch bhee toota hai
Ye mera apna mazi hai jo teree ankhon main chhoota hai
Ye sare udas se lamhe meree hee kahanee kahate hain
Ye sare mere ansoon hain jo teree ankhon se bahate hain

Sarhad kee lakeron par gir kar gulab wahan par bo denge
Ye sagar kee laharen ban ke kanton kee taron ko dho denge
Mere gam ko yoon hee ab too apnee ankhon se bahne de
Sarhad ke is par ke kisse us par bhee ab to kahne de
Meree ankhon main inko kabhee ab kaise main rakh payoonga
Inse mera rishta to hai par kaise use nibhayoonga

Meree ankhon ne jo bhee nazuk sapne dekhe hain
Un apno ko sompa hai gam maine jo apne dekhe hain
Ankhon main sapne bakee hain sapne bheeg kyon jane doon
Too na rakhe inko to bhee kaise ankhon main ane doon
Anil bhai kya kahu..Kuch samjh nahi aa raha par shayad mujhe apki har rachna mein ye kuch khas lagi apne dil pass lagi..Bohat khoob bhai Kya main sochta hu vaisa koi us paar bhi koi sochta hoga,Saath-2 khushi-2 rehne ka waha koi ye sapna dekhta hoga..Shukriya bhai
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#4)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
1st March 2006, 02:58 PM

Vah Anilji aap ne phir se 1 baar saabit kar diya ke aap ki ungliyon mai jo nazme likhne ki kala hai

vo kisi aur mai nahi

Behtareen likha hai aap ne

Bas aise hi likhte Rahiye.

Agar mauka mila to mai isme apni panktiya daal ke ise aur bhi khubsurat banaunga...

Gustaakhi Maaf...

Take care
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#5)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
1st March 2006, 03:15 PM

bahoot hi achhi aur sachi nazm pesh ki hai....

uhi likhate rahiye


Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
farhana
Old
  (#6)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
farhana - 1st March 2006, 04:07 PM

shukriya farhana jis man se jis eemandaree se maien likha is nazm ko usee dil se ise samjhne ke liye tum ne jis man se meree tareef kee dil bheeg sa gaya khushee se
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#7)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
1st March 2006, 04:25 PM

anil mere bhai

aap ne apni is nazm mein mohabbat aur akhu-et ke jo alfaaz istemaal kiye hain voh bohat qaabil e qadr hain, mein kyaa balke hem sab in jazbaat ko bohat achchi tarah mehsoos ker sakte hain aur aap ke in ehsaasaat mein aur khaloos mein aap ke saath hain.
dar-asl yeh shayri hai hi mohabbat ka rishta jo hamein bahem milataa hai.
hamare ek ustaad ka shayr hai jo bohat hazb-e-haal hai.

"UN KA JO KAAM HAI VOH EHL-E-SIYAASAT JAANEIN"
MERA PAIGHAAM MOHABBAT HAI JAHAN TEK POHNCHE"

Baher haal anil aap ka jazba aur khaloos dekh ker mein aap ko salam kerta hoon aur dua go hoon ke hamare mulkon ke beech jo bhi na ittefaaqi hai voh duur ho.
aur hem isi tarah mohabbat aur dosti ke is safer ko jaari o saari rakh sakein.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
1st March 2006, 05:08 PM

anil ji
aisa hoga jarur bus itna hi kahungi aapki ye rachna achhi lagi
shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#9)
anjaani awaaz
Registered User
anjaani awaaz is on a distinguished road
 
anjaani awaaz's Avatar
 
Offline
Posts: 417
Join Date: Jan 2005
Location: Office 24x7
Rep Power: 20
1st March 2006, 06:01 PM

Ankhon main sapne bakee hain sapne bheeg kyon jane doon
Too na rakhe inko to bhee kaise ankhon main ane doon

Anil Ji,
Bahut khoob likha hain aapne.
Kabhi kabhi lagta hai kuch sach... haan shayad sach... jhoot ki buniyaad par kaise tik jate hain.
Sarhad ek sachayee hai par us se badi sacchayee hai sarhad ke is paar aur us paar ek jaisa dil hona...jise koi man na nahin chahta...
Aapki rachna padne ke baad ek kiran nazar aa rahi hai jo sachmuch us sarhad par gulabon ko mehkayegi

Isi umeed ke saath likhte rahiye


^^^Shalini^^^
... jab se kisi ne
karli hai suraj ki chori
aao
chal ke suraj dhoondhein
aur na mile toh
kiran kiran phir jama karein hum
aur ik suraj naya banyein
-NM
  Send a message via Yahoo to anjaani awaaz  
Reply With Quote
Old
  (#10)
mehul jain
haatho se haath milte rah
mehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the roughmehul jain is a jewel in the rough
 
mehul jain's Avatar
 
Offline
Posts: 1,429
Join Date: Feb 2005
Location: mumbai
Rep Power: 23
1st March 2006, 08:05 PM

bahut umda anil bhai


meri har chahat se pehle ek chahat hogi
wo chahat hamesha tum hogi
ab to chahna hi reh gaya hai zindagi main
na jane yeh chahat kab puri hogi
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
1st March 2006, 08:20 PM

Anil ji Namaskaar...

Sarhad ke is par hoon main us par bhee apne dekhe hain

yeh pankti zehan mein yoon ghar kar gayi ki poochiye nahin, pyaar, apnepan aur aane waale khushgawaar waqt ki ummiid se bharpoor yeh kalaam kaabil-e-tareef hai...hamari sanskriti ek hai, bhasha ek hai, sangeet ek hai, phir dilon mein duuri kahan...waqai siyasat ka kaam siyasati jaanein yeh paigam-e-mohabat hai...duur duur pahonchega...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#12)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
thanks - 2nd March 2006, 07:07 AM

bahut se logon ko poore dil se mera sath dene ke liye shukria kahana hai bas aaj kuch masroof hoon thora sa waqt de den kuhc logob ne bahut man diya mere alfaz ko
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#13)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
2nd March 2006, 01:19 PM

anil,

bahut khub likha hai ...
   
Reply With Quote
dhanyavad
Old
  (#14)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
dhanyavad - 2nd March 2006, 04:26 PM

diggaz shukriya bahut bahut ke tumhe ye rachana khas lagee ise maien khas dils se likha tha tumhre pyar ke liye mera bhee bahut sa pyar apana khayal rakhana aur meree shayree ke sath baith ke doston kee tarah baten karana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
acharya
Old
  (#15)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
acharya - 2nd March 2006, 04:28 PM

kuch logon kee mujeh ab meree post pe prateeksha rahtee hai tum bhe eek ho us main se apana khayal karana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
mushharf bhaee
Old
  (#16)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
mushharf bhaee - 2nd March 2006, 04:30 PM

bahut bahut sar jhka ke bahut bahut shukriya meree nazm aap ek remarks aap kee baat ke bina adhooree rahtee aap en wahan aa ke ise poora kar diya bas dost bhee rahana aur likhte bhee ranaha meree khamina bhee babate rahana mujhe

Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shardha
Old
  (#17)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shardha - 2nd March 2006, 04:32 PM

tumhara sath meree har rachana ko milta hai ek shraddha ek sath tumhara har shabd parhta hoon mere lafzon se apana pan banaye rakahana

thanks
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukria
Old
  (#18)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukria - 2nd March 2006, 07:21 PM

shalini tum bahut masroof ho par aa jtee ho meree shayree ki kitab main apane mahakte hue lafz le ke aur tum ne bahut parh ke samjh ke jan ke reemarks diye achha sa laga bahut bar prha bas zindgee se zid kar ke waqt ke kuch pal meree shayree ke liye mantee rahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
achha laga
Old
  (#19)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
achha laga - 2nd March 2006, 07:22 PM

mehul tum to meree shayree ke pahredar ho kab koyee nazm ayee gayee sab khabar rahtee hai thanks for reading
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
shukriya
Old
  (#20)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
shukriya - 2nd March 2006, 07:26 PM

paras sar jhuka ke shukriya ek pankti bhee meree tumahre zehan main bas gayee to dil main ahar gulab bo diye tum ne shukriya bahut bahut amar lagtee hai woh rachana jis ko tum sahala de sneh se
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: Sarhad (Musharrafhusain jee kee jee ka khas gour chahoonga)
Old
  (#21)
saakib
Registered User
saakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the roughsaakib is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 246
Join Date: Dec 2005
Location: NEW DELHI
Rep Power: 0
Re: Sarhad (Musharrafhusain jee kee jee ka khas gour chahoonga) - 3rd March 2006, 07:35 AM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
do mulkon main dil se fil to jo rasta talash rahen hain un logon ke dil kee baat hai ni mazahab na siyasat abs muhabbat

Anil

Meree in ankhon ne kitne nazuk sapne dekhe hain
Sarhad ke is par hoon main us par bhee apne dekhe hain

Na koyee dard hai tujhko na koyee ab dil main gam hai
Too bhee hairan see soch rahee hai ankh bhala phir kyon nam hai
Toone kuch bhee khoya hai na tujh se kuch bhee toota hai
Ye mera apna mazi hai jo teree ankhon main chhoota hai
Ye sare udas se lamhe meree hee kahanee kahate hain
Ye sare mere ansoon hain jo teree ankhon se bahate hain

Sarhad kee lakeron par gir kar gulab wahan par bo denge
Ye sagar kee laharen ban ke kanton kee taron ko dho denge
Mere gam ko yoon hee ab too apnee ankhon se bahne de
Sarhad ke is par ke kisse us par bhee ab to kahne de
Meree ankhon main inko kabhee ab kaise main rakh payoonga
Inse mera rishta to hai par kaise use nibhayoonga

Meree ankhon ne jo bhee nazuk sapne dekhe hain
Un apno ko sompa hai gam maine jo apne dekhe hain
Ankhon main sapne bakee hain sapne bheeg kyon jane doon
Too na rakhe inko to bhee kaise ankhon main ane doon

adaab anil ji,,,

aapke khayalaat aur zubaani ki kadar karte hai hum...hume behad padand aaya aapa yuh likhna...janaab aapke tasavur ki is raah ko yakeenan anjaam milega ek din...

aapka dost
saakib...
   
Reply With Quote
hamkhayal
Old
  (#22)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
hamkhayal - 3rd March 2006, 03:28 PM

mera ham khayal hone ke liye baht bahut shukriya bas aise hee aate rahana hamare ashar ke as pas tum
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
sarhad par bhi ....... Qasid Shayri-e-Dard 25 14th December 2014 10:46 PM
Jaag kar raat guzaaree hai: zaraa gour karo! abdbundeli Shayri-e-Dard 8 20th November 2010 07:31 PM
thoda gour farmaye moinkhanp Shayri-e-Ishq 1 9th March 2008 01:30 PM
musharrafhusain jee janamdin mubaaraq..! Dhaval Celebrations 10 28th November 2007 09:17 PM
Gour farmaiega Gourav sahaab.. Manish K Bansal Feedback and Suggestions 2 13th February 2004 02:05 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com