Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kya dhoondhoge
Old
  (#1)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
kya dhoondhoge - 6th September 2016, 10:09 AM

kin galiyon se tum ab mahtaab dhoondhoge
toote pyaalon mein kaisi sharaab dhoondhoge

bhool jaayegi hai dastoor-e-duniyaa aisa
chand chehron mein kahan ahbaab dhoondhoge

zard mausam mein mayoos honge gulshan bhi
kin baageechon se khiltaa gulaab dhoondhoge

dil-nawaazee ka bayaan wa'az se karna seekho
warnaa mehfil mein kisko janaab dhoondhoge

hai bahut door vo aur hai.n nigaah-e-chasm teri
'Qasid' kab tak tum unka jawaab dhoondhoge

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
6th September 2016, 03:30 PM

dil-nawaazee ka bayaan wa'az se karna seekho
warnaa mehfil mein kisko janaab dhoondhoge

Waah!!Waahh!!..khoob kaha qasid sahab....bahot badhiya..
Sabhi ashaar bahot khoob par ye sher khaas pasand aaya...naye takhallus ke sath umda kalaam pesh kiya hai bazm me apne
hai bahut door vo aur hai.n nigaah-e-chasm teri
'Qasid' kab tak tum unka jawaab dhoondhoge

Kya baat hai! Waah......

daad qubool kariyega..

Likhte rahein....

Salamat rahein..

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Mujahid Ali
Registered User
Mujahid Ali will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 387
Join Date: Feb 2016
Location: Mumbai
Rep Power: 9
6th September 2016, 09:02 PM

Quote:
Originally Posted by Qasid View Post
kin galiyon se tum ab mahtaab dhoondhoge
toote pyaalon mein kaisi sharaab dhoondhoge

bhool jaayegi hai dastoor-e-duniyaa aisa
chand chehron mein kahan ahbaab dhoondhoge

zard mausam mein mayoos honge gulshan bhi
kin baageechon se khiltaa gulaab dhoondhoge

dil-nawaazee ka bayaan wa'az se karna seekho
warnaa mehfil mein kisko janaab dhoondhoge

hai bahut door vo aur hai.n nigaah-e-chasm teri
'Qasid' kab tak tum unka jawaab dhoondhoge
Bohat khoob qasid sahab

La-jawaab ghazal pesh kiya

Naye takhallus ke saath aaghaaz bohat umda raha
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
sabaa kiyani
Registered User
sabaa kiyani will become famous soon enoughsabaa kiyani will become famous soon enough
 
sabaa kiyani's Avatar
 
Offline
Posts: 455
Join Date: May 2015
Rep Power: 10
6th September 2016, 10:44 PM

vaah qasid sahib buhet khoob ghzal likhee hey aap ney buhet khoob

Quote:
Originally Posted by Qasid View Post
kin galiyon se tum ab mahtaab dhoondhoge
toote pyaalon mein kaisi sharaab dhoondhoge

bhool jaayegi hai dastoor-e-duniyaa aisa
chand chehron mein kahan ahbaab dhoondhoge

zard mausam mein mayoos honge gulshan bhi
kin baageechon se khiltaa gulaab dhoondhoge

dil-nawaazee ka bayaan wa'az se karna seekho
warnaa mehfil mein kisko janaab dhoondhoge

hai bahut door vo aur hai.n nigaah-e-chasm teri
'Qasid' kab tak tum unka jawaab dhoondhoge

sabaa kiyani
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
6th September 2016, 11:32 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
dil-nawaazee ka bayaan wa'az se karna seekho
warnaa mehfil mein kisko janaab dhoondhoge

Waah!!Waahh!!..khoob kaha qasid sahab....bahot badhiya..
Sabhi ashaar bahot khoob par ye sher khaas pasand aaya...naye takhallus ke sath umda kalaam pesh kiya hai bazm me apne
hai bahut door vo aur hai.n nigaah-e-chasm teri
'Qasid' kab tak tum unka jawaab dhoondhoge

Kya baat hai! Waah......

daad qubool kariyega..

Likhte rahein....

Salamat rahein..
Nawaazish ka behad shukriyaa Madhu umeed hai aage bhi aisi ghazalein ban paaye jo aapki daad ka haqdaar bane...

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
6th September 2016, 11:32 PM

Quote:
Originally Posted by Mujahid Ali View Post
Bohat khoob qasid sahab

La-jawaab ghazal pesh kiya

Naye takhallus ke saath aaghaaz bohat umda raha
Shukriya Mujahid bhai - yunhi saath dete rahiyegaa aur meri koshish rahegi ki kuch naya mehfil mein rakhtaa rahun

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
6th September 2016, 11:34 PM

Quote:
Originally Posted by sabaa kiyani View Post
vaah qasid sahib buhet khoob ghzal likhee hey aap ney buhet khoob
sabaa ji khaak alfaaz aap tak pahunch paaye mamnoon hoon aage bhi aapse saath ki umeed rakhta hoon aate rahiye likhte rahiye

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#8)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
9th September 2016, 11:35 AM

Quote:
Originally Posted by Qasid View Post
kin galiyon se tum ab mahtaab dhoondhoge
toote pyaalon mein kaisi sharaab dhoondhoge

bhool jaayegi hai dastoor-e-duniyaa aisa
chand chehron mein kahan ahbaab dhoondhoge

zard mausam mein mayoos honge gulshan bhi
kin baageechon se khiltaa gulaab dhoondhoge

dil-nawaazee ka bayaan wa'az se karna seekho
warnaa mehfil mein kisko janaab dhoondhoge

hai bahut door vo aur hai.n nigaah-e-chasm teri
'Qasid' kab tak tum unka jawaab dhoondhoge

waahh kyaa baat hai qasid saahab...............

behad prusukoon, pur lutf kalaam se bazm ko sajaaya hai aapne is baar... har ek sher apne aap me muammal hai aur behad hi kareene se taraashaa gaya hai.....

ye aashaar dil ke behad kareeb rahe....... tahe dil se daad ka nazraana pesh karta hoon, qubool kijiye ..

Shukriyaa

Shaad...........

Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
9th September 2016, 08:49 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waahh kyaa baat hai qasid saahab...............

behad prusukoon, pur lutf kalaam se bazm ko sajaaya hai aapne is baar... har ek sher apne aap me muammal hai aur behad hi kareene se taraashaa gaya hai.....

bhool jaayegi hai dastoor-e-duniyaa aisa
chand chehron mein kahan ahbaab dhoondhoge

dil-nawaazee ka bayaan wa'az se karna seekho
warnaa mehfil mein kisko janaab dhoondhoge

ye aashaar dil ke behad kareeb rahe....... tahe dil se daad ka nazraana pesh karta hoon, qubool kijiye ..

Shukriyaa

Shaad...........
Apni is ghazal par aapki kami khal rahi thi aur dekhiye ki aap aa hi gaye....mamnoon ki aapko mera likha pasand aaya aur aapse har baar ki tarah aage bhi saath ki umeed rakhta hoon....

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
10th September 2016, 01:16 PM

Aik umdaah koshish... Maqtaa khoob rahaa.. Dil se daad aapko

Aapka
Dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
10th September 2016, 11:30 PM

Quote:
Originally Posted by Dhaval View Post
Aik umdaah koshish... Maqtaa khoob rahaa.. Dil se daad aapko

Aapka
Dhaval
Mamnoon hoon saahab ki aapko khaak koshish pasand aayi....aate rahiye aajkal aapke darshan durlabh ho gaye hai

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Sagar Aashna
Registered User
Sagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of lightSagar Aashna is a glorious beacon of light
 
Sagar Aashna's Avatar
 
Offline
Posts: 410
Join Date: Nov 2014
Location: Jammu, J&K.
Rep Power: 14
12th September 2016, 12:30 AM

Quote:
Originally Posted by Qasid View Post
kin galiyon se tum ab mahtaab dhoondhoge
toote pyaalon mein kaisi sharaab dhoondhoge

bhool jaayegi hai dastoor-e-duniyaa aisa
chand chehron mein kahan ahbaab dhoondhoge

zard mausam mein mayoos honge gulshan bhi
kin baageechon se khiltaa gulaab dhoondhoge

dil-nawaazee ka bayaan wa'az se karna seekho
warnaa mehfil mein kisko janaab dhoondhoge

hai bahut door vo aur hai.n nigaah-e-chasm teri
'Qasid' kab tak tum unka jawaab dhoondhoge

Qasid sahab adaab !
Lajawaab likha hai aapne. Behad khoosuarat peshkash. Likhte rahiye.

Sagar Aashna
****************
Qaul thae ke 'Sagar' milengae kal magar
Taareeki musalsal hai, savera nahii hota

Last edited by Sagar Aashna; 12th September 2016 at 12:34 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up 12th September 2016, 02:36 PM

Quote:
Originally Posted by Qasid View Post
kin galiyon se tum ab mahtaab dhoondhoge
toote pyaalon mein kaisi sharaab dhoondhoge

bhool jaayegi hai dastoor-e-duniyaa aisa
chand chehron mein kahan ahbaab dhoondhoge

zard mausam mein mayoos honge gulshan bhi
kin baageechon se khiltaa gulaab dhoondhoge

dil-nawaazee ka bayaan wa'az se karna seekho
warnaa mehfil mein kisko janaab dhoondhoge

hai bahut door vo aur hai.n nigaah-e-chasm teri
'Qasid' kab tak tum unka jawaab dhoondhoge

Anu bhai...kya kamaal ka likha hai, aik se aik umda sher kahe hai aapne, dil se daad hazir hai...aur haa jo sher muje sabse khaas lga uska jikar karna jarrori hai yeh sher mere dil ke khaas kareeb rha:

bhool jaayegi hai dastoor-e-duniyaa aisa
chand chehron mein kahan ahbaab dhoondhoge

pyar aur duaoN ke saath

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#14)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
13th September 2016, 10:32 PM

Quote:
Originally Posted by Sagar Aashna View Post
Qasid sahab adaab !
Lajawaab likha hai aapne. Behad khoosuarat peshkash. Likhte rahiye.
Janaab Sagar sahab aap ko waapis dekhkar behad aacha lag raha hai aate rahiye aap jaisi shakshiyat ki is bazm mein bahut zaroorat hai...khaaksaar ko tavajoo dene ka shukriyaa mere bhai

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#15)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
13th September 2016, 10:34 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Anu bhai...kya kamaal ka likha hai, aik se aik umda sher kahe hai aapne, dil se daad hazir hai...aur haa jo sher muje sabse khaas lga uska jikar karna jarrori hai yeh sher mere dil ke khaas kareeb rha:

bhool jaayegi hai dastoor-e-duniyaa aisa
chand chehron mein kahan ahbaab dhoondhoge

pyar aur duaoN ke saath
Didi behad aacha laga ki aapko yeh ghazal pasand aayi, umeed hai aage bhi haal-e-dil ki adaayegi aapka dil chuti rahe.....aate rahiye aur saath dete rahiyegaa

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com