Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kabhie naa aisa socha tha
Old
  (#1)
khanak
Registered User
khanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 310
Join Date: Mar 2009
Location: gujrat
Rep Power: 0
Love kabhie naa aisa socha tha - 26th May 2009, 10:41 AM

Kabhie naa aisa socha tha
Khwaabo se woh u nikal aayegaa
Aate hi kaise ho kehkar
Batiyaana shuru kar degaa
Baat baat par hasayega woh
Chup hone hi nahi degaa
Bolte bolte itna bolega woh
Mujhe bolne hi nahi degaa
Jab mai kahungi aap kuch bolo
Mai kyaa bolu.. ye kahegaa
Jab jab mai chillaungi tab
Chupchap so jayegaa
Bolu agar koi galat baat toh
Zor se daat degaa
Koi nahi jaanta k kab
Who phir normal hoyegaa
Kyaa karu mai is vyakti kaa
Kyaa koi mujhe samjhayegaa
Meri toh khushi usme basi hai
Jag chahe hase toh hasegaa
Saare jag ko bhula degaa
Aur mujhpar raaj karegaa........
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 15
26th May 2009, 11:44 AM

Quote:
Originally Posted by khanak View Post
Kabhie naa aisa socha tha
Khwaabo se woh u nikal aayegaa
Aate hi kaise ho kehkar
Batiyaana shuru kar degaa
Baat baat par hasayega woh
Chup hone hi nahi degaa
Bolte bolte itna bolega woh
Mujhe bolne hi nahi degaa
Jab mai kahungi aap kuch bolo
Mai kyaa bolu.. ye kahegaa
Jab jab mai chillaungi tab
Chupchap so jayegaa
Bolu agar koi galat baat toh
Zor se daat degaa
Koi nahi jaanta k kab
Who phir normal hoyegaa
Kyaa karu mai is vyakti kaa
Kyaa koi mujhe samjhayegaa
Meri toh khushi usme basi hai
Jag chahe hase toh hasegaa
Saare jag ko bhula degaa
Aur mujhpar raaj karegaa........
khanak
yeh toh bohot piyara likha aap ne,,
sachhi main hame itna pasand aaya,,i luv it
keep writing my dear
tc


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
Old
  (#3)
khanak
Registered User
khanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 310
Join Date: Mar 2009
Location: gujrat
Rep Power: 0
26th May 2009, 03:00 PM

Quote:
Originally Posted by Rani Aflatoon View Post
khanak
yeh toh bohot piyara likha aap ne,,
sachhi main hame itna pasand aaya,,i luv it
keep writing my dear
tc
thanku rani........ nice to know aapko humari poetry's pasand aati hai....... thanks dear... t care.....
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
26th May 2009, 06:07 PM

Quote:
Originally Posted by khanak View Post
Kabhie naa aisa socha tha
Khwaabo se woh u nikal aayegaa
Aate hi kaise ho kehkar
Batiyaana shuru kar degaa
Baat baat par hasayega woh
Chup hone hi nahi degaa
Bolte bolte itna bolega woh
Mujhe bolne hi nahi degaa
Jab mai kahungi aap kuch bolo
Mai kyaa bolu.. ye kahegaa
Jab jab mai chillaungi tab
Chupchap so jayegaa
Bolu agar koi galat baat toh
Zor se daat degaa
Koi nahi jaanta k kab
Who phir normal hoyegaa
Kyaa karu mai is vyakti kaa
Kyaa koi mujhe samjhayegaa
Meri toh khushi usme basi hai
Jag chahe hase toh hasegaa
Saare jag ko bhula degaa
Aur mujhpar raaj karegaa........
khanak ji ! aapki poem ki shabd rachna aur ehsaas bahut khubsurat hai... padh kar acha laga...aise hi likhte rahiye...

-------------------
pata nahi tujh pe meri
kis baat ka asar hone wala hai
koi raaz aaj teri zubaa se
phir khulne wala hai.....


---naresh mehra--

  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#5)
khanak
Registered User
khanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 310
Join Date: Mar 2009
Location: gujrat
Rep Power: 0
26th May 2009, 07:06 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
khanak ji ! aapki poem ki shabd rachna aur ehsaas bahut khubsurat hai... padh kar acha laga...aise hi likhte rahiye...
-------------------
pata nahi tujh pe meri
kis baat ka asar hone wala hai
koi raaz aaj teri zubaa se
phir khulne wala hai.....
---naresh mehra--
dhanyawaad naresh ji........ meri kavita ko sarahya aapne.... achcha laga.... shukriya
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
26th May 2009, 07:57 PM

hmmmmmmmmmmm khanak ji ko mera salaam,

bahut unusual samavesh tha, theth gaaoN ke shabdm suddh hindi ke shabd, english ke words, aur urdu ke lafz sabhi maujood the isme, yaad nahiN aisa pehle dekha bhi hai ya nahiN, bahut hi aadhunik shili ki kavita likhi hai aapne, iske liye aapko badhaai, pyara sa hai par ehsash halke se uljhe hue se lage, shayad sliye kyuNki uljhan hi dikhane ki kosish ki hai aapne, ek bahut pyari kossish pe mubaaraqbaad aapko. umeed karta aage aapse aur bh majedaar cheezeN padhne ko mleNgi...!!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#7)
Rani Aflatoon
Registered User
Rani Aflatoon will become famous soon enough
 
Rani Aflatoon's Avatar
 
Offline
Posts: 178
Join Date: May 2009
Location: Kisi Ke Ehsaas Main
Rep Power: 15
26th May 2009, 08:45 PM

Quote:
Originally Posted by khanak View Post
thanku rani........ nice to know aapko humari poetry's pasand aati hai....... thanks dear... t care.....
aise kaise pasand nahin
aayegi,,,
itni pyari pyari alfaaz jo
likhti ho aap,,,
apne jazbaat hamare
saath share karti ho
tc


[IMG][/IMG]
  Send a message via Yahoo to Rani Aflatoon Send a message via MSN to Rani Aflatoon  
Reply With Quote
aqeel
Old
  (#8)
aqeel
Registered User
aqeel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 0
aqeel - 26th May 2009, 08:53 PM

nice to read pl keep it up jo sab pe bpjh tha ek shaam jab nahi lauta -usi parinde ka shakho ko intzar raha
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
aqeel
Registered User
aqeel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 8
Join Date: Jun 2008
Rep Power: 0
26th May 2009, 09:02 PM

shaam dhale ye soch ke baithe ham apni tasveer ke paas -saari ghazlen baithi hongi apne apne meer ke paas
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
khanak
Registered User
khanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 310
Join Date: Mar 2009
Location: gujrat
Rep Power: 0
26th May 2009, 10:49 PM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
hmmmmmmmmmmm khanak ji ko mera salaam,

bahut unusual samavesh tha, theth gaaoN ke shabdm suddh hindi ke shabd, english ke words, aur urdu ke lafz sabhi maujood the isme, yaad nahiN aisa pehle dekha bhi hai ya nahiN, bahut hi aadhunik shili ki kavita likhi hai aapne, iske liye aapko badhaai, pyara sa hai par ehsash halke se uljhe hue se lage, shayad sliye kyuNki uljhan hi dikhane ki kosish ki hai aapne, ek bahut pyari kossish pe mubaaraqbaad aapko. umeed karta aage aapse aur bh majedaar cheezeN padhne ko mleNgi...!!
thanks ghazal....... par actually baat yahi hai..... main kuch plan karke nahi likhti...... jo words jaise bhi meri soch mei aate hai main wahi aapke saamne prastut kar deti hoo............

baat wahi jo dil se nikle......... dimag ki toh har koi sunta hai

aisa kuch mai maanti hoo.......keep writing.....
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
khanak
Registered User
khanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 310
Join Date: Mar 2009
Location: gujrat
Rep Power: 0
26th May 2009, 10:50 PM

[quote=Rani Aflatoon;356279]aise kaise pasand nahin
aayegi,,,
itni pyari pyari alfaaz jo
likhti ho aap,,,
apne jazbaat hamare
saath share karti ho
tc[/quo
thanks a lot dear......... aapka teh dil se shukriyaa.......... milte rahenge
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
khanak
Registered User
khanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura aboutkhanak has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 310
Join Date: Mar 2009
Location: gujrat
Rep Power: 0
26th May 2009, 10:52 PM

Quote:
Originally Posted by aqeel View Post
nice to read pl keep it up jo sab pe bpjh tha ek shaam jab nahi lauta -usi parinde ka shakho ko intzar raha
thankssss aqeel.............. keep writing and reading me.............
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Bewajah khafa ho jaate hai kabhie kabhie mann_chand Shayri-e-Dard 12 11th May 2009 06:11 AM
Kabhi Socha Bhi Na Tha Aisa Hoga Junior_Ghalib Shayri-e-Dard 0 17th May 2006 02:37 PM
.....Aisa socha nahi tha humne Rohin Hindi Kavitayen 25 8th May 2005 12:01 PM
Kabhie Subha Say Kabhie Sehar Say mrshaami Aapki Shayri 4 23rd February 2005 12:41 AM
Pyaaar Mein Kabhie Kabhie...... shayar_rahul Humourous Shayri 0 11th March 2004 11:31 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com