 |
|
|
|
|
 |
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|
Fusoon-e-Ishq Ne Jab Deewanaa Banaya!! -
25th July 2014, 11:17 AM
Adaab Hazreen-e-mehfil-e-dard,
Aaj kal aik silsila chal raha hai FusooN-e-alfaaz....
Jis ki sarbarahi hamare janab Zarraa saheb kar rahe haiN,
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=77403
Aaj tak hum ne jitne alfaaz padh'e ya seekhe haiN (underlined),
un sab alfaazoN se mil kar yeh aik 'koshish' ki hai:-
fusooN-e-ishQ ne jab deewanaa banaya!
zeest ko ik bewafaa ne tamashaa banaya..
fusooN : magic
haal kia biyaaN ho, hum jese be-haal ka….!
rasan-e-daar khud unhoN ne apnaa banaya
rasan-e-daar : phansi ki rassi
kabhi ho jaati hai niyyat kharab, beech bazaar!
haan! bosa-e-rukhsar ne humaiN ruswaa banaya
bosa : kiss
phir chaaye khalwatoN ke baadal chaar soo!
us sung ne jab bar-mala muqadammaa banaya
khawatoN : solitude
sung : stone
bar-mala : manifestly
muqadammaa : case
zindaaN meiN zikr-e-yaar ke siwa kuch na kiya!
ussi mah-e-jabeen ke charche, jis ne paglaa banaya
ZindaaN : Prison
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
Last edited by Hassan; 25th July 2014 at 11:20 AM..
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 21
|
25th July 2014, 12:23 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
fusooN-e-ishQ ne jab deewanaa banaya!
zeest ko ik bewafaa ne tamashaa banaya..
haal kia biyaaN ho, hum jese be-haal ka….!
rasan-e-daar khud unhoN ne apnaa banaya
kabhi ho jaati hai niyyat kharab, beech bazaar!
haan! bosa-e-rukhsar ne humaiN ruswaa banaya
phir chaaye khalwatoN ke baadal chaar soo!
us sung ne jab bar-mala muqadammaa banaya
zindaaN meiN zikr-e-yaar ke siwa kuch na kiya!
ussi mah-e-jabeen ke charche, jis ne paglaa banaya
|
waaah.... laajawaab, bahot khub.. daad hi daad aapko, Hassanbhai 
ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता
|
|
|
|
|
Main shayar to nahin.....
Offline
Posts: 2,794
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 49
|
25th July 2014, 12:29 PM
kya baat hai hassan jee......bahut hee khoovsurat ehsaas.....reps.added
एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था
Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
|
|
|
|
|
Aapki dost
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 56
|
25th July 2014, 02:55 PM
Superb!...................................
Zainy
PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...
Nm
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

26th July 2014, 05:39 AM
Quote:
Originally Posted by N@zneen
Beautiful collective creation of FusooN-e-alfaaz......outstanding.
Hassan you are one amongst the best.
Keep writing.
|
Naaz,
Thanks a lot for such a beautiful comment. 
Keep supporting,
Regards,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 51
|

26th July 2014, 11:38 AM
Quote:
Originally Posted by Hassan
Adaab Hazreen-e-mehfil-e-dard,
Aaj kal aik silsila chal raha hai FusooN-e-alfaaz....
Jis ki sarbarahi hamare janab Zarraa saheb kar rahe haiN,
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=77403
Aaj tak hum ne jitne alfaaz padh'e ya seekhe haiN (underlined),
un sab alfaazoN se mil kar yeh aik 'koshish' ki hai:-
fusooN-e-ishQ ne jab deewanaa banaya!
zeest ko ik bewafaa ne tamashaa banaya..
fusooN : magic
haal kia biyaaN ho, hum jese be-haal ka….!
rasan-e-daar khud unhoN ne apnaa banaya
rasan-e-daar : phansi ki rassi
kabhi ho jaati hai niyyat kharab, beech bazaar!
haan! bosa-e-rukhsar ne humaiN ruswaa banaya
bosa : kiss
phir chaaye khalwatoN ke baadal chaar soo!
us sung ne jab bar-mala muqadammaa banaya
khawatoN : solitude
sung : stone
bar-mala : manifestly
muqadammaa : case
zindaaN meiN zikr-e-yaar ke siwa kuch na kiya!
ussi mah-e-jabeen ke charche, jis ne paglaa banaya
ZindaaN : Prison
|
excellent composition Hassan
bahot khub 
_______________________________________________ PRANEETA
Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
|
|
|
|
|
RADHE RADHE
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 57
|

26th July 2014, 02:48 PM
bahut khoob hassan bhai.......radhe radhe
Aapka Apna Ishk
'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है
email: rkm179@gmail.com
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 1,696
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 36
|
26th July 2014, 03:29 PM
Waaah !!! Behad hi khoobsurat ghazal se nawaaza hai Hassan bhai !! Waaqayee aap ne pardhne waalon ke dil meiN ke fusoon-e-alfaaz paida kar diya hai !!!
maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
|
|
|
|
|
~$uper M0der@tor~
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 60
|
26th July 2014, 08:43 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
Adaab Hazreen-e-mehfil-e-dard,
Aaj kal aik silsila chal raha hai FusooN-e-alfaaz....
Jis ki sarbarahi hamare janab Zarraa saheb kar rahe haiN,
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=77403
Aaj tak hum ne jitne alfaaz padh'e ya seekhe haiN (underlined),
un sab alfaazoN se mil kar yeh aik 'koshish' ki hai:-
fusooN-e-ishQ ne jab deewanaa banaya!
zeest ko ik bewafaa ne tamashaa banaya..
fusooN : magic
haal kia biyaaN ho, hum jese be-haal ka….!
rasan-e-daar khud unhoN ne apnaa banaya
rasan-e-daar : phansi ki rassi
kabhi ho jaati hai niyyat kharab, beech bazaar!
haan! bosa-e-rukhsar ne humaiN ruswaa banaya
bosa : kiss
phir chaaye khalwatoN ke baadal chaar soo!
us sung ne jab bar-mala muqadammaa banaya
khawatoN : solitude
sung : stone
bar-mala : manifestly
muqadammaa : case
zindaaN meiN zikr-e-yaar ke siwa kuch na kiya!
ussi mah-e-jabeen ke charche, jis ne paglaa banaya
ZindaaN : Prison
|
Hassan mere bhaai.... kyaa kaamaal kar diyaa mere yaar.... bas waah hi waahhhh... kyaa kahne bahot aalaa bahot hi khoobsurat....
main aapki is khoobsurat koshish ke liye aapko dheron daad aur mubaarakbaad denaa chahta hoon... aapne jo misaal pesh ki hai is kalaam ko likh kar wo kaabile tareef hai..... bahot khoob mere bhai.... Allah tumhe aur nawaaze ... khush raho aabaad raho...
Shaad...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

27th July 2014, 12:11 PM
Quote:
Originally Posted by aadeil
waaah.... laajawaab, bahot khub.. daad hi daad aapko, Hassanbhai 
|
Aadil bhai,
Teh-e-dil se mashkoor hooN aap ki inayat k liye.... 
Younhi milte rahiye ga,
DuaooN k saath,,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

28th July 2014, 02:55 AM
Quote:
Originally Posted by aru
kya baat hai hassan jee......bahut hee khoovsurat ehsaas.....reps.added
|
Arvind jii,
Pasandeedgi ke liye behad manooN hooN.. 
Milte rahiye ga,
DuaooN ke saath,,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Shayri.com Moderator
Offline
Posts: 10,543
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 58
|
28th July 2014, 12:07 PM
Hassan bhaii
namaste
alfaaz aur andaaz donon mujhe behad pasand aayen
dil se daad
aapka
Dhaval
*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

29th July 2014, 04:13 AM
Quote:
Originally Posted by zainy;and
Superb!...................................
|
Bunch of thanks Zainy Saheba 
Take care,
Regards,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

1st August 2014, 02:42 AM
Quote:
Originally Posted by Praneeta
excellent composition Hassan
bahot khub 
|
Pari,
Kese shukriyaaH adaa karooN tumhara ..
Shuru se miltay huay tumharay saath k liye mere paas 'thankyou'
ke liye alfaaz nahi haiN ....
Bas itna khahooN ga.. stay like this! 
Take care ,
Regards,,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

4th August 2014, 01:33 AM
Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT
bahut khoob hassan bhai.......radhe radhe
|
IshQ jii,,
Khaak alfaaz aap ko pasand aaye,,
meri khush naseebi hai! 
Milte rahiye ga,
DuaooN ke saath,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Registered User
Offline
Posts: 26
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 0
|
5th August 2014, 12:30 AM
bohat khub hassan ji bohat khub
LOVEU SAINI
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

5th August 2014, 10:34 PM
Quote:
Originally Posted by zarraa
Waaah !!! Behad hi khoobsurat ghazal se nawaaza hai Hassan bhai !! Waaqayee aap ne pardhne waalon ke dil meiN ke fusoon-e-alfaaz paida kar diya hai !!!
|
Zarraa saheb,
Aap ki daad aur pazeeraayi se meri koshish takmeel ko pohnch gayii! 
Milte rahiye ga,,
DuaooN ke saath,,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|
6th August 2014, 12:05 PM
Quote:
Originally Posted by sameer'shaad'
Hassan mere bhaai.... kyaa kaamaal kar diyaa mere yaar.... bas waah hi waahhhh... kyaa kahne bahot aalaa bahot hi khoobsurat....
main aapki is khoobsurat koshish ke liye aapko dheron daad aur mubaarakbaad denaa chahta hoon... aapne jo misaal pesh ki hai is kalaam ko likh kar wo kaabile tareef hai..... bahot khoob mere bhai.... Allah tumhe aur nawaaze ... khush raho aabaad raho...
Shaad...
|
Shaad Bhai,,
Pazeraayi aur duaooN ke liye manooN-o-mashkoor hooN! 
Milte rahiye ga,
DuaooN ke saath,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

7th August 2014, 12:12 AM
Quote:
Originally Posted by Dhaval
Hassan bhaii
namaste
alfaaz aur andaaz donon mujhe behad pasand aayen
dil se daad
aapka
Dhaval
|
Dhaval bhai!
Adna si koshish ki hausla afzaai k liye manooN hooN!
Milte rahiye ga,
DuaooN ke saath,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

7th August 2014, 01:16 AM
Quote:
Originally Posted by loveu saini
bohat khub hassan ji bohat khub
LOVEU SAINI
|
Loveu jii!
Be-had shukriyaaH pazeraayi ke liye!
Milte rahiye,
DuaooN ke saath,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
|
|
Moderator
Offline
Posts: 15,197
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 62
|
21st November 2014, 02:35 PM
Quote:
Originally Posted by Hassan
Adaab Hazreen-e-mehfil-e-dard,
Aaj kal aik silsila chal raha hai FusooN-e-alfaaz....
Jis ki sarbarahi hamare janab Zarraa saheb kar rahe haiN,
http://www.shayri.com/forums/showthread.php?t=77403
Aaj tak hum ne jitne alfaaz padh'e ya seekhe haiN (underlined),
un sab alfaazoN se mil kar yeh aik 'koshish' ki hai:-
fusooN-e-ishQ ne jab deewanaa banaya!
zeest ko ik bewafaa ne tamashaa banaya..
fusooN : magic
haal kia biyaaN ho, hum jese be-haal ka….!
rasan-e-daar khud unhoN ne apnaa banaya
rasan-e-daar : phansi ki rassi
kabhi ho jaati hai niyyat kharab, beech bazaar!
haan! bosa-e-rukhsar ne humaiN ruswaa banaya
bosa : kiss
phir chaaye khalwatoN ke baadal chaar soo!
us sung ne jab bar-mala muqadammaa banaya
khawatoN : solitude
sung : stone
bar-mala : manifestly
muqadammaa : case
zindaaN meiN zikr-e-yaar ke siwa kuch na kiya!
ussi mah-e-jabeen ke charche, jis ne paglaa banaya
ZindaaN : Prison
|
HSN bhai, wahhh kya baat hai....alfaazoN ko bahut acchi tarah piroya hai aapne...bahut kamaal.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
.....Sunita Thakur.....
यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...
|
|
|
|
|
Some Mirrors Lie...
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 43
|

24th November 2014, 09:53 AM
Quote:
Originally Posted by sunita virender
HSN bhai, wahhh kya baat hai....alfaazoN ko bahut acchi tarah piroya hai aapne...bahut kamaal.

|
Sunita baaji,
Adna sii koshish ko had darja pazeeraayi dene ke liye behad manoon hooN!
Apna khayaal rakhiye ga,
Regards,
*hSn* : parStaar
tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN... ("Asad")
|
|
|
Thread Tools |
|
Display Modes |
Rate This Thread |
Linear Mode
|
|
Posting Rules
|
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts
HTML code is Off
|
|
|
Powered by vBulletin® Version 3.8.5 Copyright ©2000 - 2023, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com
|
 |