Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri Ki Paathshaala

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 5.00 average. Display Modes
Old
  (#761)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
26th August 2014, 07:52 AM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
tere hathon ki lakeeron se na faraaz hai na nasheb hai

ghulam na ho inka tu,ke ye mahaz aik fareb hai
WWWWWAAAAHHHHHH behad hi asardaar tareeke se aap ne ek strong opinion rakh diya hai !! bahaut effective laga ye sher !! Dheron daad Ananthpak sahab !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#762)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 10:20 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Aadeil sahab ... bahaut khoob ! Aap ne waaqayee achchhee research ki hai, aur ye misaal di hai ki lafz "faraaz" plural mein istemaal ho sakta hai, aur is ke liye humein is lafz ko modify karne ki zaroorat naheen hoti. Saath hi, hum pehle bhi dekh chile hain, ki kisi puraane ustaad shayar ki misaal naheen mili lafz "faraazoN" ke liye, haalanki ek recent misaal mili hai, lekin kyunkimye conclusive naheen hai is liye us ka use hum ne members par chhorh diya hai.

Bas ek alag context mein, as a learning thought, ek chhoti si baat kehna chaahoonga, ki kuchh aise lafz bhi hote hain, jo singular form mein plural ka kaam bhi karte hain (jaise "faraaz"), par kuchh situations mein un ke alag plural form bhi ban jaate hain.

Ek misaal, jo Faiz sahab, ke 2 aashaar se, milti hai

na gul khile haiN na un se mile haiN na mayy pee hai
ajeeb raNg se ab ke bahaar guzree hau
- faiz

guloN meiN raNg bhare baad e naubahaar chale
chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale
- faiz

lafz "gul" aur "gulon" dono co-exist karte hain.

aur kuchh aise lafz hain jo as is form mein bhi plural hain aur "oN" laga ke bhi plural ban jaate hain ... Gham / Ghamon .... Phool / Phool .... Armaan / Armaanon etc etc

this point is for learning purpose only, and no bearing to the prior disussion.

agar dhoonshne par bhi lafz "faraazon" naheen mil raha hai to we wil have to assume it does not exist.

thank you for your patient listening. please point out flaws to help me improve.

Thanks!
Sushrut
Zaraasaab,
aapme hum flaws kya nikaalenge? , bas hamaari koshish thi ki kahiN 'faraazoN' lafz miil jaaye ya phir sahi plural form mil jaaye. aur aapne bilkul sahi farmaayaa ki kaii lafz hote haiN jisme hum 'oN' lagaa ke plural form banaa sakte haiN.. aur usii ko zehn meN rakhaa tha jab 'faraaz' kii plural dhund rahe the

aapka bahot bahot shukriya aur Ananthji ka bhii iis mudde pe discussion karne ke liye. waakaii is thread pe hameN bahot kuchh sikhne ko mila hai aur uske liye Zarraasaab aapka jitna bhii shukriya adaa kareN utna kam hoga.

duaaoN ke saath,
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#763)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 10:21 AM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Waaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhhh.....Aadeil sahab...kya kehne...bohat umda .....dheron daad
Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Bahaut hi gehree soch dekhne ko mili hai Aadeil sahab, aur nasheb o faraaz ke safar se kya physical effect ho sakta hai aur us ka metaphorical interpretation ... kaafi depth aur complex imagination hai

Bahaut khoob .... dher si daad !!
Zarraasaab aur Ananthji,

aap dono ka teh-e-dil se shukr guzaar hooN...

khush rahiye
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#764)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 10:23 AM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
tere hathon ki lakeeron se na faraaz hai na nasheb hai

ghulam na ho inka tu,ke ye mahaz aik fareb hai
waaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhh!!!!!
Ananthji,

pehle to aapkii iis soch pe maiN aapko dheroN daad dena chaahunga..... behad hi gehrii aur ilmii bayaanaat hai ye...... usii se sher meN ek josh aur ravaangii aa jaati hai...............

dheroN daad hamaari jaanibse
Adil

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#765)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
26th August 2014, 10:26 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
Zaraasaab,
aapme hum flaws kya nikaalenge? , bas hamaari koshish thi ki kahiN 'faraazoN' lafz miil jaaye ya phir sahi plural form mil jaaye. aur aapne bilkul sahi farmaayaa ki kaii lafz hote haiN jisme hum 'oN' lagaa ke plural form banaa sakte haiN.. aur usii ko zehn meN rakhaa tha jab 'faraaz' kii plural dhund rahe the
aapka bahot bahot shukriya aur Ananthji ka bhii iis mudde pe discussion karne ke liye. waakaii is thread pe hameN bahot kuchh sikhne ko mila hai aur uske liye Zarraasaab aapka jitna bhii shukriya adaa kareN utna kam hoga.
duaaoN ke saath,
Adil
Sahi farmaya aap ne Aadeil sahab....zarraa sahab ne is thread ko jaise jaan de di hai apne thoughts aur knowledge se....aap dono ka bohat bohat shukriya k aap dono ki wajah se hum sab ko especially mujhe bohat kuch naya seekhne ko mila

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#766)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
26th August 2014, 11:15 AM

Yakeen maaniye Aadeil sahab .... ye activity aap aur aap jaise hi behad nek insaanon aur shayari ke deewaanon ki wajah se chal rahi hai ... aur aap ka to contribution aisa hai ki na gina ja sakta hai na naapa na tola ... aap ke qalaam ka to lutf hum ne uthaaya hi hai, balki aap se main ne aur ahl e bazm se bahaut kuchh seekha bhi hai .... bas ye pyaar mohabbat khayaal zauq aur seekhne ka silsila yoon hi chalta jaaye !!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#767)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 11:16 AM

sadaa-e-aabshaar* aayii faraaz-e-koh se yuN ke
nasheb-e-chashm** se dekhuN kahiN saaqii nazar aaye

(*sound of waterfall; **slanted eyes)

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 26th August 2014 at 11:35 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#768)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
26th August 2014, 11:26 AM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Sahi farmaya aap ne Aadeil sahab....zarraa sahab ne is thread ko jaise jaan de di hai apne thoughts aur knowledge se....aap dono ka bohat bohat shukriya k aap dono ki wajah se hum sab ko especially mujhe bohat kuch naya seekhne ko mila
Taalee donon haathon se bajti hai Ananthpak sahab !! Aap ne is activity ko apne khoobsurat aur gehre khayaal ataa farmaaye ... aur aap ne is se ek rabt bana liya !!! Aap ne jis khoobee se seekhne ki koshish mein itni maturity se contribute kiya hai us ke liye aap ka mashqoor o mamnoon hoon sahab !!!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#769)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
26th August 2014, 11:46 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
sadaa-e-aabshaar* aayii faraaz-e-koh se yuN ke
nasheb-e-chashm** se dekhuN kahiN saaqii nazar aaye

(*sound of waterfall; **slanted eyes)
wwwwwaaaaaaahhhhhhhhh ...... kin roohaanee gehraaiyon mein utar gaya hain ye sher !!!!!! jitna rawaan saaf nirmal hai utna hi ooncha vishaal aur phaila hua ... bilkul kisi aabshaar ke jaise ... anginat daad aap ko Aadeil sahab !!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#770)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 11:54 AM

A tribute to river Ganges....
nasheb-e-faraaz-e-himaalaa se ho kar
sang-e-aab se raksh kartii chalii hooN

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 26th August 2014 at 12:44 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#771)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 11:59 AM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
wwwwwaaaaaaahhhhhhhhh ...... kin roohaanee gehraaiyon mein utar gaya hain ye sher !!!!!! jitna rawaan saaf nirmal hai utna hi ooncha vishaal aur phaila hua ... bilkul kisi aabshaar ke jaise ... anginat daad aap ko Aadeil sahab !!!
aapka behad shukr guzaar hooN.. iis hausla afzaaii ke liye

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Dil Masroor Rahe Taa-umr Gar Paas Rahe Woh Nau-bahaar-e-naaz....!!
Old
  (#772)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love Dil Masroor Rahe Taa-umr Gar Paas Rahe Woh Nau-bahaar-e-naaz....!! - 26th August 2014, 12:33 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
waah! Hassanbhai, bahot khub....
vaise, on a lighter note, ye banjaaran hai kaun?
Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Aaaahahahahahaha ..... bakaayda back ground music ke saath romantic scene picturise kiya hai Hassan sahab !! Kya baat hai !! Waah waah waah !! Waise banjaaran se mulaaqaat nasheb mein huwee ya faraaz par ??
Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Waaaaaaahhhhhhhhhhh!!!! Hassan bhai...bohat khoob...pure hindi filmo wala setup lag raha hai...dheron daad
guzre haiN zeest meiN janay kese kese nasheeb-o-faraaz
zikr hua hai to batlaatay haiN kese hua pyar ka aaghaaz

pan-ghat pe mili alhad si mutyaar, jis pe hum dil the gaye haar!
Qurbat hi faQt matloob rahi, dil meiN kabhi rakhi na koi aaz

faQt : only, just
aaz : desire

tamaam lawaazim us ke rakhe apne sir pe aur chal pad’ay!
dar tha woH uktaa na jaye raste meiN, hum ban gaye laffaaz

lawaazim : baggage
laffaaz : one who talks too much

lazim tha ke zindagi ik dosray ka aasra ban ke basar karte
kiya waada, rakheN ge aise aap ko jese aap koi Khuda-saaz

Khuda-saaz : God’s gift

‘parStaar’ naazaaN hai bohat apne pyar pe aur ba-zidd hai ke!
dil masroor rahe taa-umr gar paas rahe woH nau-bahaar-e-naaz

naazaaN : proud, arrogant
taa-umr : life long
nau-bahaar-e-naaz : lover

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#773)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 12:40 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan View Post

waaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhh!!!
Hassanbhai, laajavaab... iise aap shayri-e-ishq meN bhii post kar dijiye... behad khubsurat hai ye rachnaa (banjaaran kaa naam nahi hai tehriir kii baat kar rahaa hooN) .........

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#774)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 12:42 PM

tarz-e-ravish* hai tera faraaz-e-hunar**, par
tarz-e-bayaaN*** aur mere nasheb-e-sukhan**** meN

(*method, tactic;
**perfection;
***mode of narration;
****depth of poems)

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 26th August 2014 at 12:46 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#775)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
26th August 2014, 12:50 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Taalee donon haathon se bajti hai Ananthpak sahab !! Aap ne is activity ko apne khoobsurat aur gehre khayaal ataa farmaaye ... aur aap ne is se ek rabt bana liya !!! Aap ne jis khoobee se seekhne ki koshish mein itni maturity se contribute kiya hai us ke liye aap ka mashqoor o mamnoon hoon sahab !!!!
Zarraa sahab is nawazish ka behad shukrguzaar hun

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#776)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 12:56 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
Taalee donon haathon se bajti hai Ananthpak sahab !! Aap ne is activity ko apne khoobsurat aur gehre khayaal ataa farmaaye ... aur aap ne is se ek rabt bana liya !!! Aap ne jis khoobee se seekhne ki koshish mein itni maturity se contribute kiya hai us ke liye aap ka mashqoor o mamnoon hoon sahab !!!!
aur agar sab saath taali bajaaye to garbaa ho jaataa hai

kehne kaa taatpariy hai ki, sab saath milke iis tarah contribute karenge to uskaa lutf har koii uTHaa saktaa hai. contributors bhii aur readers bhii

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 26th August 2014 at 12:59 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#777)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
26th August 2014, 01:12 PM

Quote:
Originally Posted by zarraa View Post
WWWWWAAAAHHHHHH behad hi asardaar tareeke se aap ne ek strong opinion rakh diya hai !! bahaut effective laga ye sher !! Dheron daad Ananthpak sahab !!
Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Waaahhhh! jij ap to ek se badhkar ek sher pesh kar raheiN haiN...impressive
Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
waaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhh!!!!!
Ananthji,

pehle to aapkii iis soch pe maiN aapko dheroN daad dena chaahunga..... behad hi gehrii aur ilmii bayaanaat hai ye...... usii se sher meN ek josh aur ravaangii aa jaati hai...............

dheroN daad hamaari jaanibse
Adil

Zarraa sahab,saali sahiba aur Aadeil sahab.....aap teeno ka bohat bohat shukriya

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#778)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
26th August 2014, 01:16 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
sadaa-e-aabshaar* aayii faraaz-e-koh se yuN ke
nasheb-e-chashm** se dekhuN kahiN saaqii nazar aaye

(*sound of waterfall; **slanted eyes)
[QUOTE=aadeil;466458]A tribute to river Ganges....
nasheb-e-faraaz-e-himaalaa se ho kar
sang-e-aab se raksh kartii chalii hooN
[/QU
WWWWWWWAAAAAAAAAAHHHHHHHHHHHHH!!!!!! Aadeil sahab ....ek se badhkar ek ...dheron daad humari taraf se

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*

Last edited by ananthpak; 26th August 2014 at 01:40 PM..
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#779)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
26th August 2014, 01:38 PM

Waaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhh!!! Hassan bhai bemisaal...behtareen...dheron daad ...likhte rahiyye

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#780)

26th August 2014, 02:23 PM

Meri personal experience se kuch jod bator kar arz hai
hui mukkammal zindagi ,Pari ka deedaar hua
itne nasheb-o-faraaz ke baad wasl-e-yaar hua
tab ja ke aaya kahin meri ruh ko chain-o-sukoon
Maula tere mojza* ka main shukrguzaar hua
*miracle

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*

Last edited by ananthpak; 26th August 2014 at 02:27 PM..
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#781)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 26th August 2014, 02:29 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Meri personal experience se kuch jod bator kar arz hai
hui mukkammal zindagi ,Pari ka deedaar hua
itne nasheb-o-faraaz ke baad wasl-e-yaar hua
tab ja ke aaya kahin meri ruh ko chain-o-sukoon
Maula tere mojza* ka main shukrguzaar hua
*miracle
brilliant......xoxo.........

_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#782)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 03:37 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Meri personal experience se kuch jod bator kar arz hai
hui mukkammal zindagi ,Pari ka deedaar hua
itne nasheb-o-faraaz ke baad wasl-e-yaar hua
tab ja ke aaya kahin meri ruh ko chain-o-sukoon
Maula tere mojza* ka main shukrguzaar hua
*miracle
waaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhh!!!!
Ananthji,
bahot hi khubsurat qi'ta pesh kiya hai....
laajavaab.....
dheroN daad....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#783)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
26th August 2014, 03:38 PM

doston ... waise to "nasheb-o-faraaz" par ghaur karne ka aaj aakhiri din tha, par aap sab ke is qadar khoobsurat qalaam aa rahe hain, aur guftafoo bhi garm hai, to charcha ek din aur extend kar dete hain ... yaani ki kal 27th Aug raat 9:00 PM India time ya 3:30 PM GMT tak ... tab tak nasheb-o-faraaz ke nasheb-o-faraaz ka safar jaaree rakhte hain

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#784)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 03:39 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Waahhh! bahot khoob thikse samajh nahin aya lekin
pehle ye bataa ki daad de rahii hai ki taaNg khinch rahii hai ki meaning puchh rahi hai?

vaise pehle sher ko samajhne ke liye daru ka glass aur bottle dono hath meN hone chaahiye

Explanation:-
sadaa-e-aabshaar aayii faraaz-e-koh se yuN ke
nasheb-e-chashm se dekhuN kahiN saaqii nazar aaye

Meaning:
The noise of waterfalls from the height of the mountain was such, that I started searching for saaqii from the corner of my eyes

2nd sher:
tarz-e-ravish hai tera faraaz-e-hunar, par
tarz-e-bayaaN aur mere nasheb-e-sukhan meN

Meaning:
your tactics are perfect, but
my style of narration in depth of poems is different

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif

Last edited by aadeil; 26th August 2014 at 04:18 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#785)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
26th August 2014, 04:35 PM

[QUOTE=ananthpak;466474]
Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
A tribute to river Ganges....
nasheb-e-faraaz-e-himaalaa se ho kar
sang-e-aab se raksh kartii chalii hooN
[/QU
WWWWWWWAAAAAAAAAAHHHHHHHHHHHHH!!!!!! Aadeil sahab ....ek se badhkar ek ...dheron daad humari taraf se
Thanks a lot, Ananthji .....................................

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#786)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 26th August 2014, 07:50 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Meri personal experience se kuch jod bator kar arz hai
hui mukkammal zindagi ,Pari ka deedaar hua
itne nasheb-o-faraaz ke baad wasl-e-yaar hua
tab ja ke aaya kahin meri ruh ko chain-o-sukoon
Maula tere mojza* ka main shukrguzaar hua
*miracle
waahhhhhhhhhhhhh! Ananth sir.. kamal hi kamal hai!

daad hi daad...............

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#787)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Thumbs up 26th August 2014, 07:51 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
A tribute to river Ganges....
nasheb-e-faraaz-e-himaalaa se ho kar
sang-e-aab se raksh kartii chalii hooN

waaaaaaaaaaaaaahh! waaaaaaaaaaaaah!

Adil bhai.. bohat bohat khoob.... daad ka nazraana qabool kejiye!

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#788)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 26th August 2014, 08:06 PM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
waaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhh!!!
Hassanbhai, laajavaab... iise aap shayri-e-ishq meN bhii post kar dijiye... behad khubsurat hai ye rachnaa (banjaaran kaa naam nahi hai tehriir kii baat kar rahaa hooN) .........
Adil bhai,,

Bohat bohat shukriyaaH!...
Chalo aap ki baat maan lete haiN!

Milte rahiye ga,,

DuaooN ke saath,,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#789)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 26th August 2014, 08:12 PM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Waaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhhhhhh!!! Hassan bhai bemisaal...behtareen...dheron daad ...likhte rahiyye
Ananth sir..

Iss qadar pazeeraayi ke liye be-had shukriyaaH!

DuaooN ke saath,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#790)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Smile 26th August 2014, 08:18 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Wow! PS bahot hi khoobsurat aur romantic ghazal hai, kya baat hai ji sab thik hai na
Naaz.. that's my pleasure!

Take care,

Regards,

*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")
   
Reply With Quote
Old
  (#791)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
27th August 2014, 01:50 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
A tribute to river Ganges....
nasheb-e-faraaz-e-himaalaa se ho kar
sang-e-aab se raksh kartii chalii hooN
Wwwwwaaaahhhhhh !!!!! Sundar aur nirmal sher !!! Dheron daad Aadeil bhai !!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#792)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
27th August 2014, 02:00 AM

wwwwwwwwwaaaaaaaahhhhhhhh !!!!!

bahaaaaauuuuuuut hi khoobsurat ghazal pesh ki hai Hassan bhai !!

ye ek prem geet bhi hai, ek afsaana-e-ulfat bhi, ek kahaani bhi, ek tasweer bhi, ek mahakta huwa phool bhi aur bahaar-e-gulshan bhi !!!

is ke fusoon se mehfil-e-fusoon-e-alfaaz charaaghaan ho uthee aur bazm-e-SDC naghmon mein doob gayee !!

bahaut se pyaar ke saath dheron dheron daad aap ko Hassan bhai !!! ummeed hai isee tarah sher-o-sukhan ke panghat par aap hunar ki pyaas bujhaate bhi rahein aur us ki tishnagi bardhaate bhi rahein !!

guzre haiN zeest meiN na jaane kaise nasheb-o-faraaz
zirk hua hai to batlaatay haiN kese hua pyar ka aaghaaz

pan-ghat pe mili alhad si mutyaar, jis pe hum dil the gaye haar!
Qurbat hi faQt matloob rahi, dil meiN kabhi rakhi na koi aaz

faQt : only, just
aaz : desire

tamaam lawaazim us ke rakhe apne sir pe aur chal pad’ay!
dar tha woH uktaa na jaye raste meiN, hum ban gaye laffaaz

lawaazim : baggage
laffaaz : one who talks too much

lazim tha ke zindagi ik dosray ka aasra ban ke basar karte
kiya waada, rakheN ge aise aap ko jese aap koi Khuda-saaz

Khuda-saaz : God’s gift

‘parStaar’ naazaaN hai bohat apne pyar pe aur ba-zidd hai ke!
dil masroor rahe taa-umr gar paas rahe woH nau-bahaar-e-naaz

naazaaN : proud, arrogant
taa-umr : life long
nau-bahaar-e-naaz : lover
[/QUOTE]

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#793)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
27th August 2014, 02:06 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
tarz-e-ravish* hai tera faraaz-e-hunar**, par
tarz-e-bayaaN*** aur mere nasheb-e-sukhan**** meN

(*method, tactic;
**perfection;
***mode of narration;
****depth of poems)
Ab ye sher pardh ke misra-e-saanee se to sehmat hona hi pardhega waah bahaut hi umdah sher !! Bahaut si daad Aadeil sahab aap ko !!!!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#794)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
27th August 2014, 02:13 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
aur agar sab saath taali bajaaye to garbaa ho jaataa hai

kehne kaa taatpariy hai ki, sab saath milke iis tarah contribute karenge to uskaa lutf har koii uTHaa saktaa hai. contributors bhii aur readers bhii
Hahahahahhahahahaha !!! Well said Aadeil sahab !!!!! Zaroor yahi dua hai ki raqs-e-sukhan aur se aur jalwe bikherta jaaye !!!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#795)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,718
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
27th August 2014, 02:17 AM

Quote:
Originally Posted by ananthpak View Post
Meri personal experience se kuch jod bator kar arz hai
hui mukkammal zindagi ,Pari ka deedaar hua
itne nasheb-o-faraaz ke baad wasl-e-yaar hua
tab ja ke aaya kahin meri ruh ko chain-o-sukoon
Maula tere mojza* ka main shukrguzaar hua
*miracle
Wah wah wah wah Ananthpak sahab !!! Bahaut hi khoobsurat qit'a farmaaya hai !!! Aap ke qalaam mein barjastagi, thehraav aur gehraayee hoti hai jo inhein dilkash bana deti hai !!! Bahaut si daad .... aur aap ko aur Pari ji ko dheron duaein aur anekon sunhkaamnaaein !!!

maiN rehnuma ke kahe raastoN se door raha
mera maqaam sada manziloN se door raha
   
Reply With Quote
Old
  (#796)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
27th August 2014, 09:06 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Muhabbat kii nasheb-o-faraaz se guzraa
Kabhii raah par tha dil kabhii gumraah

Wwwwwaaaaaaaaaahhhhhhhhh!!!! Beautiful lines saali sahiba....dheron daad

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#797)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
27th August 2014, 09:09 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
How romantic jij bahot khoob

Thank you so much saali sahiba

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#798)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
27th August 2014, 09:11 AM

Quote:
Originally Posted by Praneeta View Post
brilliant......xoxo.........
Thanx dear ......................

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Old
  (#799)
aadeil
Registered User
aadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud ofaadeil has much to be proud of
 
aadeil's Avatar
 
Offline
Posts: 1,646
Join Date: Oct 2013
Location: Mumbai, India
Rep Power: 22
27th August 2014, 09:12 AM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Muhabbat kii nasheb-o-faraaz se guzraa
Kabhii raah par tha dil kabhii gumraah
Excellent Naaz!
simple words with deep thoughts

dheroN dheroN daad aur mubaarakbaad.....

ख़ुदा परेशां तेरी बला से तेरे सितम से तेरे अधम से
अगर हसीँ होते ज़ुल्म तेरे तू भी तो कुछ शर्मसार होता

http://www.shayri.com/forums/signaturepics/sigpic89874_2.gif
   
Reply With Quote
Old
  (#800)
ananthpak
~“ REBELLIOUS IN LOVE “~
ananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud ofananthpak has much to be proud of
 
ananthpak's Avatar
 
Offline
Posts: 492
Join Date: Dec 2011
Location: Ruatonga,Cook Islands
Rep Power: 24
27th August 2014, 09:13 AM

Quote:
Originally Posted by aadeil View Post
waaaaaaaaaaaaaaaaahhhhhhhhhhhhhh!!!!
Ananthji,
bahot hi khubsurat qi'ta pesh kiya hai....
laajavaab.....
dheroN daad....

Bohat bohat shukriya Aadeil sahab

Mohabbat ke ye silsile na the
Jab tak tum hum mile na the

*pari*
  Send a message via Yahoo to ananthpak  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com