Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Raaton ko aaj bhi
Old
  (#1)
Aashique
Registered User
Aashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.comAashique is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Aashique's Avatar
 
Offline
Posts: 608
Join Date: May 2009
Location: Surat (Gujarat)
Rep Power: 35
Raaton ko aaj bhi - 25th March 2016, 01:17 PM

Mausam guzar gaye,
intzaar akhon me aaj bhi
Ke neend humein aati nahi,
raaton ko aaj bhi

Goonz unthti Hai unki awaaz,
kaano me aaj bhi
Ke zikra nikal aata Hai unka,
Baaton me aaj bhi

Chalak Chalak jaate hai
Jaam akhon ke aaj bhi
Haste haste ro deta hu
Itne Saalo aaj bhi

Deewana sa hogaya Hu..
Is yaqeen me tu aayega..
Shehar shehar dhoodta hu
Un Raaho pe aaj bhi

Raaz-e-bayan kaise karu
Jo sine me daba rakhe hai
Kuch baatein dabi Hui hai
In labo pe aaj bhi

Ishq, Pyaar, Bewafai...
Naam tere kitne Hai Hai,
Wafa ke kaantein chubhte hai
Pairo me aaj bhi,

Palkon pe Janaza uthaya tha
Teri mohabbat ka maine
Phir bhi woh Zinda hai
Yaadon me aaj bhi

Mausam guzar gaye,
intzaar akhon me aaj bhi
Ke neend humein aati nahi,
raaton ko aaj bhi


   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
26th March 2016, 08:09 AM

Quote:
Originally Posted by Aashique View Post
Mausam guzar gaye,
intzaar akhon me aaj bhi
Ke neend humein aati nahi,
raaton ko aaj bhi

Goonz unthti Hai unki awaaz,
kaano me aaj bhi
Ke zikra nikal aata Hai unka,
Baaton me aaj bhi

Chalak Chalak jaate hai
Jaam akhon ke aaj bhi
Haste haste ro deta hu
Itne Saalo aaj bhi

Deewana sa hogaya Hu..
Is yaqeen me tu aayega..
Shehar shehar dhoodta hu
Un Raaho pe aaj bhi

Raaz-e-bayan kaise karu
Jo sine me daba rakhe hai
Kuch baatein dabi Hui hai
In labo pe aaj bhi

Ishq, Pyaar, Bewafai...
Naam tere kitne Hai Hai,
Wafa ke kaantein chubhte hai
Pairo me aaj bhi,

Palkon pe Janaza uthaya tha
Teri mohabbat ka maine
Phir bhi woh Zinda hai
Yaadon me aaj bhi

Mausam guzar gaye,
intzaar akhon me aaj bhi
Ke neend humein aati nahi,
raaton ko aaj bhi

Waah!!! Bahut khoob............................



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
1st April 2016, 07:57 AM

Quote:
Originally Posted by Aashique View Post
Mausam guzar gaye,
intzaar akhon me aaj bhi
Ke neend humein aati nahi,
raaton ko aaj bhi

Goonz unthti Hai unki awaaz,
kaano me aaj bhi
Ke zikra nikal aata Hai unka,
Baaton me aaj bhi

Chalak Chalak jaate hai
Jaam akhon ke aaj bhi
Haste haste ro deta hu
Itne Saalo aaj bhi

Deewana sa hogaya Hu..
Is yaqeen me tu aayega..
Shehar shehar dhoodta hu
Un Raaho pe aaj bhi

Raaz-e-bayan kaise karu
Jo sine me daba rakhe hai
Kuch baatein dabi Hui hai
In labo pe aaj bhi

Ishq, Pyaar, Bewafai...
Naam tere kitne Hai Hai,
Wafa ke kaantein chubhte hai
Pairo me aaj bhi,

Palkon pe Janaza uthaya tha
Teri mohabbat ka maine
Phir bhi woh Zinda hai
Yaadon me aaj bhi

Mausam guzar gaye,
intzaar akhon me aaj bhi
Ke neend humein aati nahi,
raaton ko aaj bhi


waaah aashique saahab... ehsaas bade paaqizah se hain..... chand alfaaz behad gahre aur sacche lage...

Raaz-e-bayan kaise karu
Jo sine me daba rakhe hai
Kuch baatein dabi Hui hai
In labo pe aaj bhi

likhte rahiye.... salaamt rahiye

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com