Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Aapki Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
mein waqt nahi jo badal jaoongi
Old
  (#1)
pari
Registered User
pari will become famous soon enoughpari will become famous soon enough
 
pari's Avatar
 
Offline
Posts: 687
Join Date: May 2003
Location: USA
Rep Power: 23
Thumbs up mein waqt nahi jo badal jaoongi - 19th May 2003, 07:36 PM

koi mausam ho tere rang mein rang jaoongi
mein koi waqt nahi jo badal jaoongi.....

maine maana tu ghata hai per itna na baras
mein bhi dariya hoon kinare pe ubal jaoongi
mein koi waqt nahi jo badal jaoongi....

mein tere haath ki rekha hoon mujhe gaur se padh
kam hui teri muhabbat to mit hi jaoongi
mein koi waqt nahi jo badal jaoongi....

roz aaya na karo usne kaha hai rashid
aaj sadko pe bhatak lu waha kal jaoongi
mein koi waqt nahi jo badal jaoongi...........


Chadha hai aaj bhi uska Rang, jisne kabhi Ranga hi nahi :-)
   
Reply With Quote
good
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
good - 29th May 2003, 11:35 PM

pari,
bahot achhi nazam .........khaas kar yah......

roz aaya na karo usne kaha hai rashid
aaj sadko pe bhatak lu waha kal jaoongi
mein koi waqt nahi jo badal jaoongi...........


------------
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#3)
manisha
Registered User
manisha is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 33
Join Date: May 2003
Location: dubai
Rep Power: 0
hi - 2nd June 2003, 06:52 PM

hello pari ji,
Phir se aapne bahut hi umda gazal likhi hai...kya kehna hai aapki shayri ka.....ye lines to behad khoobsura hai..

maine maana tu ghata hai per itna na baras
mein bhi dariya hoon kinare pe ubal jaoongi

aise hi likhte rahiye,,....
manisha


Achha sila diya tune mere pyar ka yaar ne hi loot liya ghar yaar ka
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Jindadil
Registered User
Jindadil is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: Jun 2003
Rep Power: 0
2nd June 2003, 08:19 PM

Hello Pari,

Bhaut hi accha likha hai,

Ummid hai aage bhi achhi shayari padne ko milegi

Jindadil
   
Reply With Quote
Re: mein waqt nahi jo badal jaoongi
Old
  (#5)
zakhmee
Banned
zakhmee is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 202
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 0
Re: mein waqt nahi jo badal jaoongi - 3rd June 2003, 06:37 AM

wah pari ji, hamare paas to tareef ke liye bhi lafz nahin.
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
animesh
Registered User
animesh is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Jun 2003
Location: saara jahan
Rep Power: 0
hi - 4th June 2003, 02:00 AM

wah pari ji,
bahut achha likha hai aapne....mujhe bahut pasand aaya..........keep up the work.....
animesh.


tu is tarah se meri zindgi mein shamil hai,jaha bhi jaau to lagta hai teri mehfil hai...........
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Sahar hamari badal gayi shab e rat mein tab se naresh Shayri-e-Dard 0 25th August 2006 06:48 PM
ZIndagi beet-ti nahi, waqt bhi gujarta nahi, shayri12345 Shayri-e-Dard 5 14th July 2005 05:43 PM
Waqt badal jaayega.......with luv shayri12345 Shayri-e-Dard 5 20th April 2005 10:13 PM
hum waqt nahi hai, jo badal jayege ... mann_chand Shayri-e-Dard 10 4th February 2005 10:02 AM
"PYAR, PYar aur PYAR" waqt ke saath sab kuch badal jaya karta hai, PYAR nahi Badalta> shayri12345 Shayri-e-Dard 2 4th December 2002 06:04 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com