Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane...
Old
  (#1)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Post kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane... - 13th March 2007, 09:29 AM

Aisee lazzat khalish-e-dil mein kahaan hoti hai
Reh gayaa seene me.n usakaa koii paikaa.N hogaa
--Momin


Dosto Namaskaar, Aadaab, Sat Sri Akaal…

Kaise hain aap sab? Raunak tau khuub hai yahaan…bahut se naye naye members dekh rahi hoon…bahut achhe!! Aapki mehfil mein aik nayaa kalaam meri jaanib se…nazar-e-inaayat kijieyegaa…tau arz hai…

dekhaa jo aape se baahar Gam-e-jaanaa.N hamane
to sajaa liye hai.n gauhar zer-e-mizaGhaa.n hamane

phuuTe jo dil ke aabale to ha.Ns diye hai.n ham
is taur bhii kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane

jo sunaa ki mausam-e-gul hai qurb-e-khizaa.N yaaro
to kar liyaa baseraa pahaloo-e-khizaa.N hamane

use kyaa maaluum lazzat pur khaar raaho.n kee
jisakii raaho.n me.n bichhii dekhii hai.n kaliyaa.n hamane

har ahal-e-wafaa me.n paayii dast-e-uuduu kee buu
har baar choT khaaii kiyaa dil ko pashemaa.N hamane

is janam nahii.n to agale janam wo hogaa meraa
dabaa rakhaa hai is yaqii.n pe dard-e-nihaa.N hamane

ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras’
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N hamane

zer-e-mizghaa.n = under the lashes
darmaan = treatment (ilaaj)
qurb-e-khizaa.N = in close proximity to spring
lazzat = enjoyment
pur khaar = full of thorns
dast-e-uduu = hands of the enemy
pashemaan = remorseful, regretful
dard-e-nihaa.n = pain that is hidden
tar = wet


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
13th March 2007, 07:26 PM

aadaab paras ji!!!!!!!!!
kaisi hain aap!!!!!

bahut din baad dikhaay din.bada gazab ka likha hai aapne,hamesha ki tarah.aapke andaaz-e-bayaan ke kya kehne.sach kahun to baht rashk hota hai kabhi kabhi(dont mind).kaash hum bhi aap jaisa likh paate.

use kyaa maaluum lazzat pur khaar raaho.n kee
jisakii raaho.n me.n bichhii dekhii hai.n kaliyaa.n hamane

har ahal-e-wafaa me.n paayii dast-e-uuduu kee buu
har baar choT khaaii kiyaa dil ko pashemaa.N hamane

yeh do ashaar to behad pasand aaye,dil ke bahut kareeb lage.aap yunhin umdaah likhti rahen aur hamesha khush rahen,yehi dua hai.
dil se di daad kabool kijiye.
tc,bye.


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#3)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 14th March 2007, 11:04 AM

Quote:
Originally Posted by Parastaar View Post
Aisee lazzat khalish-e-dil mein kahaan hoti hai
Reh gayaa seene me.n usakaa koii paikaa.N hogaa
--Momin


Dosto Namaskaar, Aadaab, Sat Sri Akaal…

Kaise hain aap sab? Raunak tau khuub hai yahaan…bahut se naye naye members dekh rahi hoon…bahut achhe!! Aapki mehfil mein aik nayaa kalaam meri jaanib se…nazar-e-inaayat kijieyegaa…tau arz hai…

dekhaa jo aape se baahar Gam-e-jaanaa.N hamane
to sajaa liye hai.n gauhar zer-e-mizaGhaa.n hamane

phuuTe jo dil ke aabale to ha.Ns diye hai.n ham
is taur bhii kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane

jo sunaa ki mausam-e-gul hai qurb-e-khizaa.N yaaro
to kar liyaa baseraa pahaloo-e-khizaa.N hamane

use kyaa maaluum lazzat pur khaar raaho.n kee
jisakii raaho.n me.n bichhii dekhii hai.n kaliyaa.n hamane

har ahal-e-wafaa me.n paayii dast-e-uuduu kee buu
har baar choT khaaii kiyaa dil ko pashemaa.N hamane

is janam nahii.n to agale janam wo hogaa meraa
dabaa rakhaa hai is yaqii.n pe dard-e-nihaa.N hamane

ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras’
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N hamane

zer-e-mizghaa.n = under the lashes
darmaan = treatment (ilaaj)
qurb-e-khizaa.N = in close proximity to spring
lazzat = enjoyment
pur khaar = full of thorns
dast-e-uduu = hands of the enemy
pashemaan = remorseful, regretful
dard-e-nihaa.n = pain that is hidden
tar = wet
wah wah!paras ji kyaa baat hai kyaa andaaz hai....ek bar parna jo shuru kiyaa to pata hii nahi chala kab khatam ho gayii ye gazal.....makta bhut dil frabe bana hai waise to poori gazal hii kabile tareef hai......hamari dil se daad hazir hai.......yun hii likti rahiye........raj.........

ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras’
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N hamane

wah wah wah wah wah wah !kitni dafa wah wah likhu.........


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
14th March 2007, 12:31 PM

paras ji namskaar,

bahot hi khoobsooraT andaaz ke sath ek baar fir kamaal kar diya paras ji aapne.. aapko paRHna hamesha achHa lagta hai mujhe..lafzoN ke sath khoob insaaf kiya hai aapne ..ash'aar bahot hi achHe lage ..ek behtrin ghazal ke liye dil se nikli daad ko kubul kijiyenGa..paras ji aise hi liKhte raheN taaki hum bhi kuch siKh sakeN aap se ..

apna khayaal rakheN aur khusH raheN

duaoN ke sath ijaazaT

aapka dost
dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
18th March 2007, 12:04 PM

dekhaa jo aape se baahar Gam-e-jaanaa.N hamane
to sajaa liye hai.n gauhar zer-e-mizaGhaa.n hamane

phuuTe jo dil ke aabale to ha.Ns diye hai.n ham
is taur bhii kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane

Kyaa baat hai.... Doosra sher bahut kamaal hai...


jo sunaa ki mausam-e-gul hai qurb-e-khizaa.N yaaro
to kar liyaa baseraa pahaloo-e-khizaa.N hamane

use kyaa maaluum lazzat pur khaar raaho.n kee
jisakii raaho.n me.n bichhii dekhii hai.n kaliyaa.n hamane

Waaahh...bahut hi khoob....


har ahal-e-wafaa me.n paayii dast-e-uuduu kee buu
har baar choT khaaii kiyaa dil ko pashemaa.N hamane

is janam nahii.n to agale janam wo hogaa meraa
dabaa rakhaa hai is yaqii.n pe dard-e-nihaa.N hamane

Uff... kya baat kahi hai... loved these lines...


ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras’
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N hamane

Waaaaahhhhhhhhhhhhhh....

Dearest Guruji,

As always a wonderful wonderful expression of thoughts... bahut hi khoobsurat aashaar hain... Mazaa aa gaya inhe padhkar... Haan urdu ki classes heavy thhin...so took a bit of time to get the meaning...

Sooo... Meri dil se daad kubool kijiyega... likhti rahiye bass yun hi.... Apna khayal rakho ache se...


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
18th March 2007, 02:04 PM

pairi pauna dd,

bahut muddatoN ke baad aapko itne aaraam se padha hai dd, aur yakeeN maaniye dil ko beintehaaN tasalli hui aapko padh kar, khaash taur se maqta mere khayaal me haasil-e-ghazal raha, bahut khub bayaani ki aapne dad ki, bas guzarish yahi karuNga ki aap age v isi tarah mehfileN sajati raheN...!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#7)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
20th March 2007, 01:56 PM

My 4everluvly Guru Ji,

Pehle toh maafi chaahta hu itni deri se reply karne ke liye. Par kya karu, aapka kalaam itna gehra tha ki iski gehraayi samajte samajte bohot waqt lag gaya Lekin bohot pasand aaya. Har baar ki tarha kuch naya kuch mukhtalif per wohi josh aur wohi gehraayi jisse hum itna chaahte hai. Likhte rahiye aur hume uhi seekh dete rahiye.

Aapka nalayak shagird


Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Old
  (#8)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
30th March 2007, 12:28 PM

Pehle tau der se jawaab dene ke liye muaafi chaahti hoon aap sabse...

My Dear Akelijaan,

Mera likha pasand aaya aapko, khushqismati hai meri…duaaon ke liye aur daad ke liye bahut shukriyaa…yoonhi aati jaati rahein…khayaal rakhein apna

Lol Rajveer ji…

At least poori line tau waah waah se bhar dee hoti…just kidding…a shayar of your hunar agar daad de tau bahut achha lagta hai…shukriya mujhe padhne ke liye…

Dear Dhaval,

Main tau yahin se, aap sab se seekhti hoon…seekhti rahoongi…kisi ko sikhaana is kaabil nahin hoon main…phir bhi itna maan dene ke liye shukriyaa…take care


Hey Buddy,

How are you doing? Tumhara word to word padhna aur phir daad dena aisa lagta hai ki main tumhein padh ke suna rahi hoon…love it…keep it up….

Sweet Lucky,

Kaise ho? Haan maktaa tau mera favorite hai hee…kyunki wahi pehle likha gaya thaa…phir baaki kee ghazal…khayaal rakhna apna

My Shugary Sweet Shaagird…

You will never be short of sweet words…that is for sure…thanks for taking time to reply…take care


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
30th March 2007, 05:28 PM

Paras..

This one really needs a good reply.... Got to post one.... Gi me some time..

TY
Till later...
TC


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 30th March 2007, 09:47 PM

Quote:
Originally Posted by Parastaar View Post
Aisee lazzat khalish-e-dil mein kahaan hoti hai
Reh gayaa seene me.n usakaa koii paikaa.N hogaa
--Momin


Dosto Namaskaar, Aadaab, Sat Sri Akaal…

Kaise hain aap sab? Raunak tau khuub hai yahaan…bahut se naye naye members dekh rahi hoon…bahut achhe!! Aapki mehfil mein aik nayaa kalaam meri jaanib se…nazar-e-inaayat kijieyegaa…tau arz hai…

dekhaa jo aape se baahar Gam-e-jaanaa.N hamane
to sajaa liye hai.n gauhar zer-e-mizaGhaa.n hamane

phuuTe jo dil ke aabale to ha.Ns diye hai.n ham
is taur bhii kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane

jo sunaa ki mausam-e-gul hai qurb-e-khizaa.N yaaro
to kar liyaa baseraa pahaloo-e-khizaa.N hamane

use kyaa maaluum lazzat pur khaar raaho.n kee
jisakii raaho.n me.n bichhii dekhii hai.n kaliyaa.n hamane

har ahal-e-wafaa me.n paayii dast-e-uuduu kee buu
har baar choT khaaii kiyaa dil ko pashemaa.N hamane

is janam nahii.n to agale janam wo hogaa meraa
dabaa rakhaa hai is yaqii.n pe dard-e-nihaa.N hamane

ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras’
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N hamane

zer-e-mizghaa.n = under the lashes
darmaan = treatment (ilaaj)
qurb-e-khizaa.N = in close proximity to spring
lazzat = enjoyment
pur khaar = full of thorns
dast-e-uduu = hands of the enemy
pashemaan = remorseful, regretful
dard-e-nihaa.n = pain that is hidden
tar = wet
Paras ji aapko shaan ka salam,

bahut dino baad aapki post padhne ko mile... bahut achee alfaz use kiye hain aapne... mujhe aapka aage bhi intezaar rahega..

Aap kush rahen or muskurate rahe..
take care
SHAAN


Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
31st March 2007, 02:19 AM

dekhaa jo aape se baahar Gam-e-jaanaa.N hamane
to sajaa liye hai.n gauhar zer-e-mizaGhaa.n hamane

phuuTe jo dil ke aabale to ha.Ns diye hai.n ham
is taur bhii kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane

jo sunaa ki mausam-e-gul hai qurb-e-khizaa.N yaaro
to kar liyaa baseraa pahaloo-e-khizaa.N hamane

use kyaa maaluum lazzat pur khaar raaho.n kee
jisakii raaho.n me.n bichhii dekhii hai.n kaliyaa.n hamane

har ahal-e-wafaa me.n paayii dast-e-uuduu kee buu
har baar choT khaaii kiyaa dil ko pashemaa.N hamane

is janam nahii.n to agale janam wo hogaa meraa
dabaa rakhaa hai is yaqii.n pe dard-e-nihaa.N hamane

ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras’
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N hamane


wah wah wah aapa kya baat apke qalaam ki

bahut hi khub likha hai last sher to dil le gya hai ji...

kitne din mein pada apka likha hua kuch bahut acha laga..
miss u dear
woth mithhi apki sakhi


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
31st March 2007, 10:10 AM

bahut khub paras ji

kya bat hai

aapko hamara sadar pranaam

paras ji aapne to is rachna mein kamal hi kar diya aapne bahut hi khubsurati se apne dil ke ehsaason ko hamare samne bayan kiya hai

paras ji aaj aapki rachna aankho se hokar dil tak pohchi hai, aaj aapkii is rachna ko padhke dil khush hua hai, paras ji aapki rachna ko padhke jo mukarte the kabhi aaj unka bhi sir juka hai

ese hi likhte rehiyega aur mehfil ko sajate rehiyega
aapka dost
Merul



Quote:
Originally Posted by Parastaar View Post
Aisee lazzat khalish-e-dil mein kahaan hoti hai
Reh gayaa seene me.n usakaa koii paikaa.N hogaa
--Momin


Dosto Namaskaar, Aadaab, Sat Sri Akaal…

Kaise hain aap sab? Raunak tau khuub hai yahaan…bahut se naye naye members dekh rahi hoon…bahut achhe!! Aapki mehfil mein aik nayaa kalaam meri jaanib se…nazar-e-inaayat kijieyegaa…tau arz hai…

dekhaa jo aape se baahar Gam-e-jaanaa.N hamane
to sajaa liye hai.n gauhar zer-e-mizaGhaa.n hamane

phuuTe jo dil ke aabale to ha.Ns diye hai.n ham
is taur bhii kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane

jo sunaa ki mausam-e-gul hai qurb-e-khizaa.N yaaro
to kar liyaa baseraa pahaloo-e-khizaa.N hamane

use kyaa maaluum lazzat pur khaar raaho.n kee
jisakii raaho.n me.n bichhii dekhii hai.n kaliyaa.n hamane

har ahal-e-wafaa me.n paayii dast-e-uuduu kee buu
har baar choT khaaii kiyaa dil ko pashemaa.N hamane

is janam nahii.n to agale janam wo hogaa meraa
dabaa rakhaa hai is yaqii.n pe dard-e-nihaa.N hamane

ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras’
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N hamane

zer-e-mizghaa.n = under the lashes
darmaan = treatment (ilaaj)
qurb-e-khizaa.N = in close proximity to spring
lazzat = enjoyment
pur khaar = full of thorns
dast-e-uduu = hands of the enemy
pashemaan = remorseful, regretful
dard-e-nihaa.n = pain that is hidden
tar = wet


!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!





Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.


Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
waah wah
Old
  (#13)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
waah wah - 31st March 2007, 11:14 AM

Quote:
Originally Posted by Parastaar View Post
Aisee lazzat khalish-e-dil mein kahaan hoti hai
Reh gayaa seene me.n usakaa koii paikaa.N hogaa
--Momin


Dosto Namaskaar, Aadaab, Sat Sri Akaal…

Kaise hain aap sab? Raunak tau khuub hai yahaan…bahut se naye naye members dekh rahi hoon…bahut achhe!! Aapki mehfil mein aik nayaa kalaam meri jaanib se…nazar-e-inaayat kijieyegaa…tau arz hai…

dekhaa jo aape se baahar Gam-e-jaanaa.N hamane
to sajaa liye hai.n gauhar zer-e-mizaGhaa.n hamane

phuuTe jo dil ke aabale to ha.Ns diye hai.n ham
is taur bhii kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane

jo sunaa ki mausam-e-gul hai qurb-e-khizaa.N yaaro
to kar liyaa baseraa pahaloo-e-khizaa.N hamane

use kyaa maaluum lazzat pur khaar raaho.n kee
jisakii raaho.n me.n bichhii dekhii hai.n kaliyaa.n hamane

har ahal-e-wafaa me.n paayii dast-e-uuduu kee buu
har baar choT khaaii kiyaa dil ko pashemaa.N hamane

is janam nahii.n to agale janam wo hogaa meraa
dabaa rakhaa hai is yaqii.n pe dard-e-nihaa.N hamane

ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras’
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N hamane

zer-e-mizghaa.n = under the lashes
darmaan = treatment (ilaaj)
qurb-e-khizaa.N = in close proximity to spring
lazzat = enjoyment
pur khaar = full of thorns
dast-e-uduu = hands of the enemy
pashemaan = remorseful, regretful
dard-e-nihaa.n = pain that is hidden
tar = wet
Hello paras didi kaisi hai aap?

aap ka ye kalaam sach mai kaabil-e-taarif hai,jab bhi ham dil ke jazbaat ko labzo mai dhaalne ki koshish karte hai to ek umdaa ghazal/kalaam bantaa hai magar yeh hunar sab mai nahi hotaa, aap mai hai didi aur ham sab ki yahi dua hai ki khudaa aap ko aur hunarmand kare

filhal dil se dad kabool kareN is umdaa kalaam par

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
27th April 2007, 02:48 PM

Quote:
Originally Posted by Parastaar View Post
Aisee lazzat khalish-e-dil mein kahaan hoti hai
Reh gayaa seene me.n usakaa koii paikaa.N hogaa
--Momin


Dosto Namaskaar, Aadaab, Sat Sri Akaal…

Kaise hain aap sab? Raunak tau khuub hai yahaan…bahut se naye naye members dekh rahi hoon…bahut achhe!! Aapki mehfil mein aik nayaa kalaam meri jaanib se…nazar-e-inaayat kijieyegaa…tau arz hai…

dekhaa jo aape se baahar Gam-e-jaanaa.N hamane
to sajaa liye hai.n gauhar zer-e-mizaGhaa.n hamane

phuuTe jo dil ke aabale to ha.Ns diye hai.n ham
is taur bhii kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane

jo sunaa ki mausam-e-gul hai qurb-e-khizaa.N yaaro
to kar liyaa baseraa pahaloo-e-khizaa.N hamane

use kyaa maaluum lazzat pur khaar raaho.n kee
jisakii raaho.n me.n bichhii dekhii hai.n kaliyaa.n hamane

har ahal-e-wafaa me.n paayii dast-e-uuduu kee buu
har baar choT khaaii kiyaa dil ko pashemaa.N hamane

is janam nahii.n to agale janam wo hogaa meraa
dabaa rakhaa hai is yaqii.n pe dard-e-nihaa.N hamane

ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras’
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N hamane

zer-e-mizghaa.n = under the lashes
darmaan = treatment (ilaaj)
qurb-e-khizaa.N = in close proximity to spring
lazzat = enjoyment
pur khaar = full of thorns
dast-e-uduu = hands of the enemy
pashemaan = remorseful, regretful
dard-e-nihaa.n = pain that is hidden
tar = wet
paras ji ab har gazal ke liye kaya kahu...aap janti hi hai..ki main yehi kahungi bahut khoob...aap kuch bhi likho mujhe uska ek ek lafaz sshi lagta hai....!

regards


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
27th April 2007, 05:07 PM

Quote:
Originally Posted by Parastaar View Post
Aisee lazzat khalish-e-dil mein kahaan hoti hai
Reh gayaa seene me.n usakaa koii paikaa.N hogaa
--Momin


Dosto Namaskaar, Aadaab, Sat Sri Akaal…

Kaise hain aap sab? Raunak tau khuub hai yahaan…bahut se naye naye members dekh rahi hoon…bahut achhe!! Aapki mehfil mein aik nayaa kalaam meri jaanib se…nazar-e-inaayat kijieyegaa…tau arz hai…

dekhaa jo aape se baahar Gam-e-jaanaa.N hamane
to sajaa liye hai.n gauhar zer-e-mizaGhaa.n hamane

phuuTe jo dil ke aabale to ha.Ns diye hai.n ham
is taur bhii kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane

jo sunaa ki mausam-e-gul hai qurb-e-khizaa.N yaaro
to kar liyaa baseraa pahaloo-e-khizaa.N hamane

use kyaa maaluum lazzat pur khaar raaho.n kee
jisakii raaho.n me.n bichhii dekhii hai.n kaliyaa.n hamane

har ahal-e-wafaa me.n paayii dast-e-uuduu kee buu
har baar choT khaaii kiyaa dil ko pashemaa.N hamane

is janam nahii.n to agale janam wo hogaa meraa
dabaa rakhaa hai is yaqii.n pe dard-e-nihaa.N hamane

ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras’
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N hamane

zer-e-mizghaa.n = under the lashes
darmaan = treatment (ilaaj)
qurb-e-khizaa.N = in close proximity to spring
lazzat = enjoyment
pur khaar = full of thorns
dast-e-uduu = hands of the enemy
pashemaan = remorseful, regretful
dard-e-nihaa.n = pain that is hidden
tar = wet
bohat khoob paras ji aap ne itna acha likha hai ke alfaaz nahi hain tareef ke liye ...

use kyaa maaluum lazzat pur khaar raaho.n kee
jisakii raaho.n me.n bichhii dekhii hai.n kaliyaa.n hamane



har ahal-e-wafaa me.n paayii dast-e-uuduu kee buu
har baar choT khaaii kiyaa dil ko pashemaa.N hamane

ye do ashaar dil ke bohat qareeb lage


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Safiya
Registered User
Safiya will become famous soon enoughSafiya will become famous soon enough
 
Safiya's Avatar
 
Offline
Posts: 127
Join Date: Apr 2005
Location: doston ke dil me
Rep Power: 20
1st May 2007, 09:17 PM

Pyaari Pyaari Paras,

Keysi ho, Aaj itne dino baad ek baar phir tumhaari ghazal paDi, to eysa kyun lag raha haiy ki aaj bhi vohi dard tum seene me chupaaye beythi ho, us naasoor ki khalish mehsoos huvi, aur tumhaari har baat yaad aane lagi.
Duaa to humesha yehi ki ke tum khush raho, tum sochti hogi ke mey yunhi keh rahii hun, lekin nahi, raabta na hone ke bavjood mey tumhe kabhi bhooli nahi. Ghazal dard me sarobar haiy, ye sheyr bohot pasand aaye


phuuTe jo dil ke aabale to ha.Ns diye hai.n ham
is taur bhii kiyaa hai dard kaa daramaa.N hamane

ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras’
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N hamane

Maqta bohot dil choo lene waala hai albatta ek adna si raay ye haiy ki jab aap maqte me khood ko indirectly address kar rahi ho to us baat ke flow ko continue rakho, jeyse ki

ho kyuu.N naa shoKh ra.ng terii Gazalo.n kaa ‘paaras'
kee hai.n tar khuun-e-jigar me.n u.ngaliyaa.N 'Tumne'

ye to sirf ek poorani dost ki raay haiy, pasand na aaye to nazar-andaaz kar dena,
khush raho aabaad raho
SAFIYA
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
2nd May 2007, 03:39 AM

Guddo di

Kya baat hai .. har sher wakai mere khayal se ek se bhadhkar ek hai ... itni wazni alfaaz aur itni saadgi aapke alawa koun kar sakta hai guddo di .. aapko yahan dekh kar kitni khushi hui bayaan nahi kar sata .. ishq pemar mitne ka ye junoon zaari rakhna didi

aapka bhai

Kunaal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#18)
kishor
Darde Dil Ke Tukde
kishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the roughkishor is a jewel in the rough
 
kishor's Avatar
 
Offline
Posts: 1,035
Join Date: Mar 2003
Location: NEW PANVEL,NAVI MUMBAI,MAHARASHTRA,INDIA
Rep Power: 25
2nd May 2007, 01:34 PM

iss shyri ka jawaab nahi bahut khoob janaab,,,,


******************************
Dil Itna Naazuk Hota Hai Ke,
Isski Tootne Ki Awaaz Bilkul Nahi Aathi,

******************************
MEIN TUJHKO BHOOL JAUN YE KISSS KITAAB MEIN LIKHA HAI.
------------------------------------------------
socha tha woh hame tut kar chahenge
par chaha bhi hami ne aur tute bhi hum

KISHOR R KARKERA
NEW PANVEL
NAVI MUMBAi,410206
PH:-09322764070
  Send a message via Yahoo to kishor  
Reply With Quote
Old
  (#19)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
2nd May 2007, 07:22 PM

Bahut khoob Di..

Daad kubool keejiye..

~Priya



"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
4th May 2007, 12:17 PM

Still waiting Sush…

For that promised good reply…



Shaan Jee…

Shukriya aapne apne qeemti waqt mein se kuchh pal is kalaam ko diye…aate rahiye…


Hello Meri Gudiyaa…

Der baad tum aayin aur der se main reply kar rahi hoon…hisaab baraabar…hamesha khush raho…


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ghazab kiyaa tire va'de pe ai'tabaar kiyaa...DaaGh Dehlavi muKhlis Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 17th May 2008 01:44 PM
patthar ke sanam, tujhe hamane Kadeer Hindi/Urdu Lyrics 3 18th August 2004 05:22 PM
kiyaa hai pyaar jise hamane zindagii kii tarah Neha Haroon Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 6th August 2004 12:23 PM
kiyaa hai pyaar jise hamane zindagii kii tarah.... sanjoo Shayri-e-Mashahoor Shayar 1 15th April 2004 04:33 PM
kiyaa hai pyaar jise hamane zindagii kii tarah sanjoo Shayri-e-Mashahoor Shayar 3 19th October 2003 06:47 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com