Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
Ghazal- jahaaN har haath me PATTHAR salamat hai...!!
Old
  (#1)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
Ghazal- jahaaN har haath me PATTHAR salamat hai...!! - 8th August 2015, 06:38 PM

Ik ghazal aap sabki mohabbaton ke hawaale...


JahaaN har haath mein patthar salamat hai,
Kahe kaise koi ke sar salamat hai...

Hume kya gham jaliN haiN bastiyaaN kitni,
SukooN humko humara ghar salamat hai...

Mujhe ab rahzani ka darr nahi hota,
Mera hai jo mire andar salamat hai...

Hue hain aaj fir se sher ulfat ke,
Khabar kar do mira dilbar salamat hai...

Zamaane ka qafan mujhko nahi dena,
Meri mitti ki ik chaadar salamat hai...

KahaaN vo rooh jisko "taish" kehte the,
YahaaN bas naam ka paikar salamat hai..



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#2)
armaan1
Registered User
armaan1 is on a distinguished road
 
armaan1's Avatar
 
Offline
Posts: 1
Join Date: Jun 2015
Location: Home
Rep Power: 0
8th August 2015, 11:46 PM

Zamaane ka qafan mujhko nahi dena,
Meri mitti ki ik chaadar salamat hai...

Wahhh bahut he badhiya....dost
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
9th August 2015, 12:49 AM


Mujhe ab rahzani ka darr nahi hota,
Mera hai jo mire andar salamat hai

KahaaN vo rooh jisko "taish" kehte the,
YahaaN bas naam ka paikar salamat hai..
Bahut khoob...

Waah! taish ji...hamesha ki tarah is baar bhi bahut pasand aayi aapki ye peshkash...par ye do sher khas achche lage.....
Likhte rahein...



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
9th August 2015, 09:15 PM

Quote:
Originally Posted by taish View Post
ik ghazal aap sabki mohabbaton ke hawaale...


jahaan har haath mein patthar salamat hai,
kahe kaise koi ke sar salamat hai...

Hume kya gham jalin hain bastiyaan kitni,
sukoon humko humara ghar salamat hai...

Mujhe ab rahzani ka darr nahi hota,
mera hai jo mire andar salamat hai...

Hue hain aaj fir se sher ulfat ke,
khabar kar do mira dilbar salamat hai...

Zamaane ka qafan mujhko nahi dena,
meri mitti ki ik chaadar salamat hai...

Kahaan vo rooh jisko "taish" kehte the,
yahaan bas naam ka paikar salamat hai..

bahut khoob rahi aapki yeh ghazal lucky bhai.................
Likhte rahen


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
11th August 2015, 03:11 AM

Quote:
Originally Posted by armaan1 View Post
Zamaane ka qafan mujhko nahi dena,
Meri mitti ki ik chaadar salamat hai...

Wahhh bahut he badhiya....dost
shukriya dost, umeed karta huN aapka pyar aage bhi yuNhi milta rahega, aur aapse mukhatib hone ke mauke bhi milte raheNge...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#6)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
11th August 2015, 08:30 AM

kya khoob ghazal huee aapki lucky bhai ...waah maza gaya per ke .

Ek ek sher lajawab tha ...bahut ache Miya , aapki kalam salamat rahe.

Hamdam



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
11th August 2015, 11:10 AM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post

Mujhe ab rahzani ka darr nahi hota,
Mera hai jo mire andar salamat hai

KahaaN vo rooh jisko "taish" kehte the,
YahaaN bas naam ka paikar salamat hai..
Bahut khoob...

Waah! taish ji...hamesha ki tarah is baar bhi bahut pasand aayi aapki ye peshkash...par ye do sher khas achche lage.....
Likhte rahein...
tahe dil se shukraguzaar hun madhu ji aapki is hausla afzaayi ka, bas aage bhi aap yuNhi saat deti raheN....



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#8)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
11th August 2015, 12:37 PM

Quote:
Originally Posted by ISHK EK IBADAT View Post
bahut khoob rahi aapki yeh ghazal lucky bhai.................
Likhte rahen
Rajinder ji tahe dil se aapka shukraguzaar hun...bas yunhi aage v saathvdere rahen...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#9)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
12th August 2015, 09:57 AM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
Ik ghazal aap sabki mohabbaton ke hawaale...


JahaaN har haath mein patthar salamat hai,
Kahe kaise koi ke sar salamat hai...

Hume kya gham jaliN haiN bastiyaaN kitni,
SukooN humko humara ghar salamat hai...

Mujhe ab rahzani ka darr nahi hota,
Mera hai jo mire andar salamat hai...

Hue hain aaj fir se sher ulfat ke,
Khabar kar do mira dilbar salamat hai...

Zamaane ka qafan mujhko nahi dena,
Meri mitti ki ik chaadar salamat hai...

KahaaN vo rooh jisko "taish" kehte the,
YahaaN bas naam ka paikar salamat hai..

waahhh janaab waaahhhhh ye ghazal behad aalaa huii aapki jaanaib se ke bas dil ko sukoon pahuchaa hai samajh liijiye.......

YahaaN bas naam ka paikar salamat hai

kyaa khoob khoob sher hue hain, jitni daad pesh ki jaae kamm hai..... duaa karta hoon Rab se ke zore kalam barqaraar rahe...... likhte rahiye


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
12th August 2015, 12:49 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
Ik ghazal aap sabki mohabbaton ke hawaale...


JahaaN har haath mein patthar salamat hai,
Kahe kaise koi ke sar salamat hai...

Hume kya gham jaliN haiN bastiyaaN kitni,
SukooN humko humara ghar salamat hai...

Mujhe ab rahzani ka darr nahi hota,
Mera hai jo mire andar salamat hai...

Hue hain aaj fir se sher ulfat ke,
Khabar kar do mira dilbar salamat hai...

Zamaane ka qafan mujhko nahi dena,
Meri mitti ki ik chaadar salamat hai...

KahaaN vo rooh jisko "taish" kehte the,
YahaaN bas naam ka paikar salamat hai..


wahhhhh kya khoobsurat likhtey ho Lucky aap.....har baar ki tarah es baar bhi aapki gazal kamaal ki rhi...yu hi likhtey rhiye aur bazm ki shaan bane rehiye.

duaoN ke saath


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#11)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
13th August 2015, 10:14 AM

Quote:
Originally Posted by Hamdam View Post
kya khoob ghazal huee aapki lucky bhai ...waah maza gaya per ke .

Ek ek sher lajawab tha ...bahut ache Miya , aapki kalam salamat rahe.

Hamdam

Sanjay ji aapki mohabbaton ke liye tahe dil se shukraguzaar hun. Yunhi pyar barqaraar rakhen...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#12)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
13th August 2015, 07:25 PM

Quote:
Originally Posted by taish View Post
ik ghazal aap sabki mohabbaton ke hawaale...


jahaan har haath mein patthar salamat hai,
kahe kaise koi ke sar salamat hai...

Hume kya gham jalin hain bastiyaan kitni,
sukoon humko humara ghar salamat hai...

Mujhe ab rahzani ka darr nahi hota,
mera hai jo mire andar salamat hai...

Hue hain aaj fir se sher ulfat ke,
khabar kar do mira dilbar salamat hai...

Zamaane ka qafan mujhko nahi dena,
meri mitti ki ik chaadar salamat hai...

Kahaan vo rooh jisko "taish" kehte the,
yahaan bas naam ka paikar salamat hai..
kyaa kahne ... Waah ! Bahut umdaah janaab

dilee mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
Wink 14th August 2015, 08:14 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waahhh janaab waaahhhhh ye ghazal behad aalaa huii aapki jaanaib se ke bas dil ko sukoon pahuchaa hai samajh liijiye.......

YahaaN bas naam ka paikar salamat hai

kyaa khoob khoob sher hue hain, jitni daad pesh ki jaae kamm hai..... duaa karta hoon Rab se ke zore kalam barqaraar rahe...... likhte rahiye
Shaad bhai dil ko tasslli si hui aapka reply dekh kar. Umeed karta hun aage v aapka saath yunhi milta rahega...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#14)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
14th August 2015, 05:32 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
Ik ghazal aap sabki mohabbaton ke hawaale...


JahaaN har haath mein patthar salamat hai,
Kahe kaise koi ke sar salamat hai...

Hume kya gham jaliN haiN bastiyaaN kitni,
SukooN humko humara ghar salamat hai...

Mujhe ab rahzani ka darr nahi hota,
Mera hai jo mire andar salamat hai...

Hue hain aaj fir se sher ulfat ke,
Khabar kar do mira dilbar salamat hai...

Zamaane ka qafan mujhko nahi dena,
Meri mitti ki ik chaadar salamat hai...

KahaaN vo rooh jisko "taish" kehte the,
YahaaN bas naam ka paikar salamat hai..
Bahut gehri baat keh gaye bhai aur andaaz-e-bayaan to kya kehne mazaa aa gaya padh ke.....yun to puri ghazal pur asar rahi par makte par zara zor se daad nikli....

ek aur behad aacha sher jo dil ke qareed raha


Zamaane ka qafan mujhko nahi dena,
Meri mitti ki ik chaadar salamat hai...

Kya baat hai janaab, yunhi likhte rahiYeGaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#15)
NISHA_VIRGO16
raat ki tanhaii
NISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to beholdNISHA_VIRGO16 is a splendid one to behold
 
NISHA_VIRGO16's Avatar
 
Offline
Posts: 582
Join Date: Feb 2004
Location: kolkata
Rep Power: 30
15th August 2015, 08:42 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
Ik ghazal aap sabki mohabbaton ke hawaale...


JahaaN har haath mein patthar salamat hai,
Kahe kaise koi ke sar salamat hai...

Hume kya gham jaliN haiN bastiyaaN kitni,
SukooN humko humara ghar salamat hai...

Mujhe ab rahzani ka darr nahi hota,
Mera hai jo mire andar salamat hai...

Hue hain aaj fir se sher ulfat ke,
Khabar kar do mira dilbar salamat hai...

Zamaane ka qafan mujhko nahi dena,
Meri mitti ki ik chaadar salamat hai...

KahaaN vo rooh jisko "taish" kehte the,
YahaaN bas naam ka paikar salamat hai..

tumhein padhti hu to lagta hai bas padhti rahu....
ab iske aage kya kahun???
ek request....
apni kahani.."saaqi"... complete kar do...
please!!!!

tumhari apni
nisha


Go zaraa si baat par barsoN ke yaaraane gaye...
par itnaa to huaa, kuchh log pahchaane gaye...
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
16th August 2015, 08:12 AM

aadaab-o-namaste Taish bhai,

pehle to, rasman, Ghazal par daad tasleem farmaiiye

darmiyaani beher meiN aapne mushkil kaafiya aur radeef chuna hai, tenooN ki jugal-baNdii se insaaf karna behadd mushkil kaam jaan paDta jisko aapne ba-khoobi aNjaam diya hai

jab bhi aap jaise nau-jawaan shora ki aisi Ghazal, jaisi ki aapne uupar darj ki hai, paDhta hooN to dil do-gunaa ho jaata hai!

aur dil ko yeh tassalli behadd sukoon deti hai ke shayri ke mus'taqbil meiN itna aNdhera nahiiN hai jitna bataaya jaa raha hai


dheroN mubarakbaad


rab raakha
maikash


.........................................

is tarhe teri yaad meiN har shaam dhaley hai
goyaa koyi nagin si kalejey pe chaley hai

maikash
...............................
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Bohat Khoob
Old
  (#17)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Bohat Khoob - 18th August 2015, 04:58 PM

Quote:
Originally Posted by Taish View Post
Ik ghazal aap sabki mohabbaton ke hawaale...


JahaaN har haath mein patthar salamat hai,
Kahe kaise koi ke sar salamat hai...

Hume kya gham jaliN haiN bastiyaaN kitni,
SukooN humko humara ghar salamat hai...

Mujhe ab rahzani ka darr nahi hota,
Mera hai jo mire andar salamat hai...

Hue hain aaj fir se sher ulfat ke,
Khabar kar do mira dilbar salamat hai...

Zamaane ka qafan mujhko nahi dena,
Meri mitti ki ik chaadar salamat hai...

KahaaN vo rooh jisko "taish" kehte the,
YahaaN bas naam ka paikar salamat hai..

Hume kya gham jaliN haiN bastiyaaN kitni,
SukooN humko humara ghar salamat hai...

Bohat khoob ghazal kahi hai Taish bhai. Aur ye sher behud pasand aaya. Aaaj ke insaan ki fitrat ko bakhoobi bayaN karta hai. Zor-e-qalam aur ziyadah.

Khaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#18)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
20th August 2015, 06:17 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
wahhhhh kya khoobsurat likhtey ho Lucky aap.....har baar ki tarah es baar bhi aapki gazal kamaal ki rhi...yu hi likhtey rhiye aur bazm ki shaan bane rehiye.

duaoN ke saath
Sunita di, bas aap yunhi aashirwad dete rahiye...



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#19)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
25th August 2015, 09:15 PM

Bohot khoob Taish ji

Bohot hi umdah peshkash.....maza aa gaya..

Dil se daad....
Aapka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com