Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Personal Messages > Introduction Forum

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old
  (#41)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th September 2015, 02:32 PM

Harash ji....aapne Madhu ke sawaalon ke jawaab detey hue bataya ki aapne aik tele film ki script vhi likhti thi “Chinaar Ki SargoshiaaN" maine uski uideo search ki par mil nahi rhi shayad youtube par update nahi hue hogi...to ham chahte ki agar aap uski story hame short meiN bata de to hame behad accha lgega.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#42)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
8th September 2015, 03:05 PM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
Madhu ji dili Shukriyaa ....aapke ye alphaas our pasandagi mere khyaaloN ko roushan kar jaati hai is ke liye maiN beintaha aabhaari hooN......sach meiN aapka our Sunita ji ka ye swaaliya aNdaaz our ye Guftagu meiN is kadar beh jana, saath meiN aapka yuN ham saNg is thread meiN batiayaana, phir har mouzuN par aapki kalam se nikle ye lalchaate alphaasoN bhare swaal, bahut hi behtareen hunar paaya hai aapne ...kya baat hai....
SawaaloN ka silsila to shayad yuN hi chalta rahega....our yahaaN is adaalat meiN aapka junoon bana rahe ...aapke our shayri.com ke sneh ke liye aabhaari hooN....

Shukriyaa

Regards

Bahut shukriya aapki duaaon ka harash ji.......
Ek chhota sa sawaal zehan me aaya aapka jawaab padhkar..

Kya ghazal ki tarah kahani likhne ke bhi kuch kayde kuch usool hote hain....

Aisi kya baatein hain jo kahani ko aur interesting banati hain aur readers ko bandhe rakhne me madadgaar sabit hoti hain..

Pahli baar koi kahani likhna chahe to use kon si batein dhyan rakhni chahiye.....

Aapke sujhav ka intzaar rahega in sawalon ke jawaab ke roop mein.....

Fir hazir hoti hoon....
Shukriya...

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#43)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th September 2015, 03:49 PM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
Madhu ji dili Shukriyaa ....aapke ye alphaas our pasandagi mere khyaaloN ko roushan kar jaati hai is ke liye maiN beintaha aabhaari hooN......sach meiN aapka our Sunita ji ka ye swaaliya aNdaaz our ye Guftagu meiN is kadar beh jana, saath meiN aapka yuN ham saNg is thread meiN batiayaana, phir har mouzuN par aapki kalam se nikle ye lalchaate alphaasoN bhare swaal, bahut hi behtareen hunar paaya hai aapne ...kya baat hai....
SawaaloN ka silsila to shayad yuN hi chalta rahega....our yahaaN is adaalat meiN aapka junoon bana rahe ...aapke our shayri.com ke sneh ke liye aabhaari hooN....

Shukriyaa

Regards

Harash ji...maiN aur Madhu...kuch jayada hi batooni hai...esi liye hame har baat ko sire se sun.na pasand hai...aur ham chahte hai ki jo shayar ab guftagu mein aaya hai us se es tarah khul kar phir baat hogi maloom nahi...to kyu na jitne bhi zehan mein sawaal hai enke liye..dheere dheere saare hi pooch liye jaaye...taaki ham aapko aur bhi acchi tarah jaan saken aur aapse hame bahut kuch seekhne ko bhi mil rha hai.

regards

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#44)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
8th September 2015, 03:53 PM

Harash ji....aik bahut hi personel sawaal hai aapse. mere paas bhi 2 betiyaa hai to socha kyu na aapse yeh sawaal pooch liya jaaye.

1. jaise ki aapki 2 betiyaa hai, ab dono ki shaadi ho chuki hai...to ab aapko unke bina ghar kaisa lagta hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#45)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
8th September 2015, 05:42 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Harash ji....aapne Madhu ke sawaalon ke jawaab detey hue bataya ki aapne aik tele film ki script vhi likhti thi “Chinaar Ki SargoshiaaN" maine uski uideo search ki par mil nahi rhi shayad youtube par update nahi hue hogi...to ham chahte ki agar aap uski story hame short meiN bata de to hame behad accha lgega.

“Chinaar ki sargoshiyaN” …Aapne net par isey dhoondne ki koshish kii achha laga … lekin us waqt kya aaj bhi Delhi doordarshan ki koun si aisi cheez hai jo net par milti hai…….ye private channel hi hai jinka material is tarah dastyaab ho jaaya karta hai….aapne apne swaaloN ko chhoRh mere jawaaboN se hi swaal dhooNdhne shuru kar diye  ---- bahar haal aapka is sript ka labho lubhaav kuch shabdoN meiN pesh karta hooN …….. (Script Dhoondhne ki koshish kii abhi mili nahiN …itni Scripts meiN jaane kis ke saath salagn hui padii hai…. Socha tha Cript ka prelude ka portion hi mobile se photo utaar kar daal deta )
basically ye kahaaNi, jaise maine iska pahle bhi zikra kiya tha , aatankwaad par hi adhaarit hai….. Kashmir ki waadiyoN meiN basaa ek Gaanv jahaN ek parivaar jismeiN 5 log – Abbu –Ammi--- 2 Brothers-- our 1 sister …bahut hi behtareen zindagi guzar basar karte haiN……chhota beta jismeiN chhoti chhoti se baatoN se aag barsati hai…..jagdaa karna aam baat---galat baat bardasht se bahar ho jaati hai…. apni galat sangat ke chalte …aatank ka raasta apna leta hai….Chhote mota ammunition ka saamaan ya pistol jab wo ghar laata tha to ghar waale pareshan hokar poochte the ..ki ye kya hai ?......kuch bhi bahana bana kar apni baat ka sahi hone ka parmaan dena aam sii baat ho gayi thi…..bade bhaaiijaan bade hi bareeki se pooch taach karte the….chhote ko bade bhaaii ka is tarah poochna achha nahi lagta tha….. ek din chhota, achanak Ghar se gayab ho jaata hai…..Ghar waale pareshaan ho jaate haiN …..DostoN se pooch-taachh hoti hai…..kahiN koi suraag nahiN milta—4 din baad unke dostoN se pata chalta hai ki wo kisi shahr meiN kahiN noukri par lag gaya hai….lekin kaii maheene Guzar gaye kuch pata nahiN….achanak ek din kisi akhbaar meiN uski tasweer chhapti hai …… chhotu atankwaadi ne ek shahr meiN kuchh military men our civilians par ghatak hamla kiya our farar ho gaya…..logoN ne dekha our wahi logon ki shinaakht par tasweer circulate ho gayii jo akhbaar meiN ghar waaloN ne dekhi……
Ammi Abbu hairaan…unko vishwaas nahiN hua…..bade bhaaii ko pahle se hi shaq tha….woh ander se sab samajh raha tha…..Ghar meiN mahoul is tarah ho gaya ke kaato to khoon nahiN …..badaa bhaaii khufiaa agencies se milkar aatanki ke role meiN shaamil ho gaya….sirf apne bhaaii ko is gart se nikalne ke waste…..chhota aatank ke raaste kaafi aage nikal chuka tha….unke changul se nikalna koi aasaan baat nahiN thi…..ab ek banawati cid ki force ke saath milkar unheH ye gyaat hota hai ke aaj Chhotu sargana ek bahut bade military ke qaafile par hamla karne wala …….. lekin jis par Chhotu sargana hamla karne wala hota hai …us par unke hamle se pahle hi hamla ho jata hai ….Chhotu pareshaan ho jaata hai ki unke hamla karne se pahle hi kaise hamla ho gaya……us hamle meiN Chhoti sargana apne bade ko hath gola phenkte hue dekh leta hai……hairaan ho jataa hai…ki badaa bhaaii bhi……Dono milte haiN ………..badaa Bhaii show karta hai…..wo atank ke doosre group meiN hai…….woh jhooth batata hai ke unki bahin atankiyoN ke changul meiN ja phansi hai…….chhotu ne poocha koun haiN wo…….usne jo naam bataya…..unheN chhotu jaanta tha….Aag dil se demaag tak pahooNch gayii……..kisi tarah bhaayii ko lekar…..sister ko bachaane ke bahaane wahaaN se nikalta hai……..isi tarah apna Jaal bichha kar …..Chhapaa dalwaa diya jaata hai…….gamasaan ladayii our barood ke beech donoN ko pakad kar , sarkaari dasta inhen le jaata hai…..wahaaN jaakar chhotu ko pata chalta hai…ki bade bhaayii ataanki nahiN thaa…….usey bade bhaayii se hate ho jaati hai……Chhotu ka giroh chhotu ko khatam karne ke firaaq me rehta hai….. koii secret na ugal de…...Lekin bade bhaayii ne apne sarkaar ke khufia Giroh se milkar jis jail meiN tha wahaN ek farzi hamla karwa kar…..Chhotu ko laapta karwa deta hai……Atanki samajhte rahe, Chhotu hamle meiN halaak ho gaya hai…..is tarah chhotu ki nishan dehi our sarkaari gawaah ban per unke Giroh ka dheere dheere safaya kiya gaya……Kuch arsa saza kaat kar aakhir chhotu Ghar waapsi kar sakaa……Kashmir chhoRh ye chhoti si family kahiN door chinaar ki sargoshiyoN meiN nikal gayii.

MaiN ye saari scripts ek ek kar apne blog par dalne ki koshish karuNga ….. ye waali script bhi poori in original jab kisi ke saath judi mili , toh milte hi wahaaN daal doonga…..ek do kahaaniyaaN already daal chukka huN wahaaN…..kisi ko agar kahaniyaN padne ka shouq hai to mujh se link lekar wahaaN pad sakte haiN…….

Regards

sabhaar !!!
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#46)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
8th September 2015, 05:46 PM

Bataana chahunga ki Harash ji par karwaai bahut sundar tarah se chal rahi hai aur bahut mazaa aa raha hai aapke jawaab padhkar Harash ji. Aapke tajurbe qisse kahaaniyan kahi na kahi zindagi ka saaransh lag rahe hai aur aabhi to silsilaa shuru hua hai...umeed hai din badin ye silsilaa aur gehraa aur rangeen hota jaayegaa..

Mera aapse ek chota sa sawaal....

1. Kya kabhi aapko yeh maukaa milaa hai ki aapko kisi ke likhe ko sahi karne pade aur agar haan to hum tafaseel se jaana chahenge ki vo anubhav kaisa raha aur kaise aapne use badla?

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#47)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
9th September 2015, 09:39 AM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post

“Chinaar ki sargoshiyaN” …Aapne net par isey dhoondne ki koshish kii achha laga … lekin us waqt kya aaj bhi Delhi doordarshan ki koun si aisi cheez hai jo net par milti hai…….ye private channel hi hai jinka material is tarah dastyaab ho jaaya karta hai….aapne apne swaaloN ko chhoRh mere jawaaboN se hi swaal dhooNdhne shuru kar diye  ---- bahar haal aapka is sript ka labho lubhaav kuch shabdoN meiN pesh karta hooN …….. (Script Dhoondhne ki koshish kii abhi mili nahiN …itni Scripts meiN jaane kis ke saath salagn hui padii hai…. Socha tha Cript ka prelude ka portion hi mobile se photo utaar kar daal deta )
basically ye kahaaNi, jaise maine iska pahle bhi zikra kiya tha , aatankwaad par hi adhaarit hai….. Kashmir ki waadiyoN meiN basaa ek Gaanv jahaN ek parivaar jismeiN 5 log – Abbu –Ammi--- 2 Brothers-- our 1 sister …bahut hi behtareen zindagi guzar basar karte haiN……chhota beta jismeiN chhoti chhoti se baatoN se aag barsati hai…..jagdaa karna aam baat---galat baat bardasht se bahar ho jaati hai…. apni galat sangat ke chalte …aatank ka raasta apna leta hai….Chhote mota ammunition ka saamaan ya pistol jab wo ghar laata tha to ghar waale pareshan hokar poochte the ..ki ye kya hai ?......kuch bhi bahana bana kar apni baat ka sahi hone ka parmaan dena aam sii baat ho gayi thi…..bade bhaaiijaan bade hi bareeki se pooch taach karte the….chhote ko bade bhaaii ka is tarah poochna achha nahi lagta tha….. ek din chhota, achanak Ghar se gayab ho jaata hai…..Ghar waale pareshaan ho jaate haiN …..DostoN se pooch-taachh hoti hai…..kahiN koi suraag nahiN milta—4 din baad unke dostoN se pata chalta hai ki wo kisi shahr meiN kahiN noukri par lag gaya hai….lekin kaii maheene Guzar gaye kuch pata nahiN….achanak ek din kisi akhbaar meiN uski tasweer chhapti hai …… chhotu atankwaadi ne ek shahr meiN kuchh military men our civilians par ghatak hamla kiya our farar ho gaya…..logoN ne dekha our wahi logon ki shinaakht par tasweer circulate ho gayii jo akhbaar meiN ghar waaloN ne dekhi……
Ammi Abbu hairaan…unko vishwaas nahiN hua…..bade bhaaii ko pahle se hi shaq tha….woh ander se sab samajh raha tha…..Ghar meiN mahoul is tarah ho gaya ke kaato to khoon nahiN …..badaa bhaaii khufiaa agencies se milkar aatanki ke role meiN shaamil ho gaya….sirf apne bhaaii ko is gart se nikalne ke waste…..chhota aatank ke raaste kaafi aage nikal chuka tha….unke changul se nikalna koi aasaan baat nahiN thi…..ab ek banawati cid ki force ke saath milkar unheH ye gyaat hota hai ke aaj Chhotu sargana ek bahut bade military ke qaafile par hamla karne wala …….. lekin jis par Chhotu sargana hamla karne wala hota hai …us par unke hamle se pahle hi hamla ho jata hai ….Chhotu pareshaan ho jaata hai ki unke hamla karne se pahle hi kaise hamla ho gaya……us hamle meiN Chhoti sargana apne bade ko hath gola phenkte hue dekh leta hai……hairaan ho jataa hai…ki badaa bhaaii bhi……Dono milte haiN ………..badaa Bhaii show karta hai…..wo atank ke doosre group meiN hai…….woh jhooth batata hai ke unki bahin atankiyoN ke changul meiN ja phansi hai…….chhotu ne poocha koun haiN wo…….usne jo naam bataya…..unheN chhotu jaanta tha….Aag dil se demaag tak pahooNch gayii……..kisi tarah bhaayii ko lekar…..sister ko bachaane ke bahaane wahaaN se nikalta hai……..isi tarah apna Jaal bichha kar …..Chhapaa dalwaa diya jaata hai…….gamasaan ladayii our barood ke beech donoN ko pakad kar , sarkaari dasta inhen le jaata hai…..wahaaN jaakar chhotu ko pata chalta hai…ki bade bhaayii ataanki nahiN thaa…….usey bade bhaayii se hate ho jaati hai……Chhotu ka giroh chhotu ko khatam karne ke firaaq me rehta hai….. koii secret na ugal de…...Lekin bade bhaayii ne apne sarkaar ke khufia Giroh se milkar jis jail meiN tha wahaN ek farzi hamla karwa kar…..Chhotu ko laapta karwa deta hai……Atanki samajhte rahe, Chhotu hamle meiN halaak ho gaya hai…..is tarah chhotu ki nishan dehi our sarkaari gawaah ban per unke Giroh ka dheere dheere safaya kiya gaya……Kuch arsa saza kaat kar aakhir chhotu Ghar waapsi kar sakaa……Kashmir chhoRh ye chhoti si family kahiN door chinaar ki sargoshiyoN meiN nikal gayii.

MaiN ye saari scripts ek ek kar apne blog par dalne ki koshish karuNga ….. ye waali script bhi poori in original jab kisi ke saath judi mili , toh milte hi wahaaN daal doonga…..ek do kahaaniyaaN already daal chukka huN wahaaN…..kisi ko agar kahaniyaN padne ka shouq hai to mujh se link lekar wahaaN pad sakte haiN…….

Regards

sabhaar !!!
Harash ji..........dil ko chu lene wali kahani hai yeh....“Chinaar ki sargoshiyaN” aapne hamse share ki hame behad accha lga...dil se shukriya ki aap apna keemti waqt SDC de rhe haiN aur haa aap apne blog ka link yehiN de dijiye....taaki jis bhi member ko kahaniyaa padne ka shunk hai wo be-jijak wahaN jakar pad sake.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Last edited by sunita thakur; 9th September 2015 at 09:41 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#48)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
9th September 2015, 09:09 PM

Bahut hee achchi lagi mujhe aapki ye kahanj harash ji...shukriya jo aapne hamse share ki......

Link zaroor dijiyega mujhe kaganiya padhne ka shauk hai......

Filhaal kuch sawaal apka intzaar kar rahein hain.....please aaiye...aur silsile ko aage badhaiye......

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#49)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Lightbulb 11th September 2015, 10:46 AM

Namaskaar dosto...kal Harash ji se baat hue to unhone bataya ki unko "Patna" jana pada hai, kyuki unke Mama ji guzar gye haiN, so wo kuch din sdc par hazir nahi ho payeNge.

Harash ji....ham sdc pariwaar ki taraf se yehi duaa karte hai bhagwaan aapke Mama ji ki aatma ko apne charno meiN jagah den aur unke pariwaar ko yeh sadma sehne ki himmat deN, aap bhi apna khayal rakhiyega...hame SDC par aapki vapsi ka intejaar rhega.

Dosto...aap apne sawaal yahan post karte rhiye...Harash ji jaldi hi bazm meiN haziri deNge.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#50)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
11th September 2015, 10:54 AM

ohh bahut dukh hua sunkar......ishwar unki family ko dukh sahne ki himmat de aur mama ji ki aatma ko shanti de yahi prathna karti hoon..
.thank you for the information di.....

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Afsos
Old
  (#51)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 28
Afsos - 11th September 2015, 07:08 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Namaskaar dosto...kal Harash ji se baat hue to unhone bataya ki unko "Patna" jana pada hai, kyuki unke Mama ji guzar gye haiN, so wo kuch din sdc par hazir nahi ho payeNge.

Harash ji....ham sdc pariwaar ki taraf se yehi duaa karte hai bhagwaan aapke Mama ji ki aatma ko apne charno meiN jagah den aur unke pariwaar ko yeh sadma sehne ki himmat deN, aap bhi apna khayal rakhiyega...hame SDC par aapki vapsi ka intejaar rhega.

Dosto...aap apne sawaal yahan post karte rhiye...Harash ji jaldi hi bazm meiN haziri deNge.
Oh bohat afsosnak khabar. Hum ishwar se yahi prarthana karte haiN ki wo divangat aatma ko shanti de aur parivaar ke logoN ko ye dukh sehne ki shakti de.

raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#52)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Lightbulb 21st September 2015, 10:49 AM

Namaskaar Harash ji...bahut din ho gye aap SDC par nazar nahi aa rhe, umeed hai aap Patna se vapis aa gye hoNge.

sab khariyat se hai na ?

es guftagu ke silsilley meiN aapka intejaar hai.
Regards

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
very sorry
Old
  (#53)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
very sorry - 23rd September 2015, 05:11 PM

Dosto...muje aap sabko yeh batate hue bahut bura lag rha hai ki HARASH MAHAJAN ji es silsilly ko aage nahi bada payeNge, unhone ne kaha ki unko bhi es baat ka behad afsos hai, vajha yeh hai ki unke PC ki hard disk crash ho gye hai...aur ab koi zariya nahi hai aane ka, mobile se Shayri.com chalana unko mushkil lagta hai.

es liye es mahine yeh silsilla adhoora hi reh gya...muje behad afsos hai es baat ka.

muaafi chahti hu.

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#54)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
23rd September 2015, 06:08 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dosto...muje aap sabko yeh batate hue bahut bura lag rha hai ki HARASH MAHAJAN ji es silsilly ko aage nahi bada payeNge, unhone ne kaha ki unko bhi es baat ka behad afsos hai, vajha yeh hai ki unke PC ki hard disk crash ho gye hai...aur ab koi zariya nahi hai aane ka, mobile se Shayri.com chalana unko mushkil lagta hai.

es liye es mahine yeh silsilla adhoora hi reh gya...muje behad afsos hai es baat ka.

muaafi chahti hu.
Behad afsoos ki baat hai di, chaliye umeed rakhte hai jab Harash ji ka PC ka masla sulajh jaayega humhe phir se mauka milegaa humhare bache huye sawaalon ke jawaab dhoodne ka.......

Qasid

___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#55)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
23rd September 2015, 07:11 PM

mujhe bhi bahut afsos ho raha hai di...abhi to bahut sare sawaal aur bhi hain harash ji ke liye ...khair chaliye mujhe ummeed hai unse guftgu ka mauka dubara zaroor milega.........

अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#56)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th September 2015, 10:52 AM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Behad afsoos ki baat hai di, chaliye umeed rakhte hai jab Harash ji ka PC ka masla sulajh jaayega humhe phir se mauka milegaa humhare bache huye sawaalon ke jawaab dhoodne ka.......
Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
mujhe bhi bahut afsos ho raha hai di...abhi to bahut sare sawaal aur bhi hain harash ji ke liye ...khair chaliye mujhe ummeed hai unse guftgu ka mauka dubara zaroor milega.........

no words............................................. .....

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com