Quote:
Originally posted by red_ruchika
kehte sab yehi hain
par yaad kijieyaga o bhi ise padhe,aapne agar kabhi kisi ka dil dukhaya ho to jaa kar sorry maang lena,ho sakta hai woh insaan aapke intezaar main hi kab se jiye jaa raha ho
bas,woh na padhe ise jiske liye yeh likhi gayi hai
...
|
Par jab aap muafi mangte hue apne ghutne tek do .. aur samne wala tas se mas na ho to kya kareN .. kehte hai pyar saccha ho to lautta hai .. par agar wo saccha ho aur na lautna chahe to kya .. ruchika ji jise aapke paas aana hai na .. usko kisi se sorry kehne ki jaroorat nahi .. agar pyar saccha hai to .. kyuNki pyar maiN ye wors use nahi ho sakte .. aur jo aisa karwaye yse pyar nahi keh sakte ... kyuNki agar aisa karne ke bawjood bhi wo na mane to kya kareN... jabki woh janta hai ki samne wale ki jindgi dhalti ja rahi hai har naa ke sath .
agar bura lage to muaf kijiyega
kunal