Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
khamoshi!
Old
  (#1)
neha_2004
Registered User
neha_2004 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 46
Join Date: Dec 2003
Location: ahmedabad(guj)
Rep Power: 0
Red face khamoshi! - 10th February 2004, 07:31 PM

vo fasana bayan karne ke liye shabd nahi mil rahe,
apne pyar ki inteha bayan karne ke liye shabd nahi mil rahe,
is khamoshi ko hi samajh lo pyar ka ikraar,
kyunki pyar ka ikraar karne ke liye shabd nahi mil rahe.



with lots & lots of love on this VALENTINES,
neha.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
10th February 2004, 11:50 PM

Salam,
Dear Neha Jee, keisi hein aap? Bohot hi khubsurti se aapne bayan kee hein. Dilko bohot achha laga. Baas yunhi likhte rahiyega. Koi nehi hein phir bhi aawaaz aa rahi hein shayad meri mohabbat shayad meri mohabbat mujhko bula rahi hein, mere labo ko ushke andaz mil rahe hein ushke suron ko mere alfaz mil rahe hein mein geet likhraha hu woh geet gaa rahi hein shayad meri mohabbat shayad meri mohabbat mujhko bula rahi hein.......yeh meri zindegi ki sabse hasii ghadi hein nazron ke samne woh chhup kar kahi khadi hein na paas aa rahi hein na dur jaa rahi hein shayad meri mohabbat shayad meri mohabbat mujhko bula rahi hein.......yunhi yeh Gazal yaad arahi thi toh likhdee. Talat Aziz Jee ke aawaaz meh thi. Dilse shukriya kabool kijiyega. Take care. God bless you. Allah Hafiz.

Keep smilling.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
reply
Old
  (#3)
aj_greendestiny
jaan
aj_greendestiny is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 23
Join Date: Dec 2003
Location: mumbai
Rep Power: 0
reply - 11th February 2004, 02:09 AM

aap jaisi shayra ko kuch bayan karne ke liye shabdo ki zarrorat nahi hai,, bas likhte rahiye aur gazal banti jayegi.... keep it on dear..AJ..


I AM NOT AFRAID OF DARKNESS.NO NEVER. BUT I AM AFRAID OF WHAT IT HIDES.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
khamoshi muskaan arora Aapki Shayri 1 20th March 2008 11:23 AM
khamoshi jeetKAMAL4U Shayri-e-Ishq 2 10th February 2006 09:58 PM
khamoshi ek_dil_pyara_sa Shayri-e-Ishq 1 15th May 2004 02:27 PM
~~ Khamoshi ~~ Rimjhim Shayri-e-Ishq 1 1st April 2004 12:58 PM
khamoshi deepak Shayri-e-Ishq 1 4th February 2002 10:14 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com