Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 5 votes, 5.00 average. Display Modes
Apni Jheel Si Aankhon Mein Sama Lo Mujh Ko....
Old
  (#1)
Hassan
Some Mirrors Lie...
Hassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.comHassan is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Hassan's Avatar
 
Offline
Posts: 3,133
Join Date: Aug 2009
Location: Shehr-e-husn
Rep Power: 44
Love Apni Jheel Si Aankhon Mein Sama Lo Mujh Ko.... - 31st October 2009, 07:13 PM

Ishq....Pyar....Mohabbat....Ulfat.....Chahat....
Sun kar ik meetha sa ehsaas charoN taraf phail jata hai,,
Ik ajeeb si khushi hoti hai yeh naam le kar...
Apni haseen ankhon mein chupa loh mujhko
Mohabbat agar karti ho to chura loh mujhko
.....Is ghazal ko le kar main ne inspiration li,
aur mann kiya k is baarey, main bhi kuch likhoN....
Bas qalam khud hi chal para..... aur yeh mohabbat bhari
tehreer samnay aayi:-



Apni jheel si aankhon meiN samaa lo mujh ko
Tujhe be-had chah.ta hoN, apnaa lo mujh ko

Bicher na jaaon tujh se, dunia k meelay mein
Dil k kisi tareek koney mein, chupaa lo mujh ko

Umer bhar saath nibhane ka waada rahaa
Tum chaho to be- shak azmaa lo mujh ko

Tum dukh dekho, mujhe hargiz nahi manzoor
Tum apne jism ka ik hissa banaa lo mujh ko

Ae jan -e- 'hsN'! main ab akelaa nahi reh sakta!
Sada k liye, bahoon ka haar pehnaa do mujh ko


tareek = dark
sada = always


*hSn* : parStaar

tumhara shoq dekha to ghazal hum ne nazar kar di!
kabhi fursat meiN sun lena, bohat ashaar baqi haiN...
("Asad")

Last edited by Hassan; 31st October 2009 at 07:20 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
31st October 2009, 07:40 PM

Hassan Ji.....Ek khubsurat ehsaas ka manzar pesh karti.....aapki ghazal ki adaayegi mujhe bahut pasand aai.....bahut acha likha hai aapne.....har ashaar mai mohabbat ki mehak ko mehasus kiya ja sakta hai....likhte rahiye...khush rahiye....

Yeh sher mujhe bahut pasand aaya aapka....

Bicher na jaaon tujh se, dunia k meelay mein
Dil k kisi tareek koney mein, chupaa lo mujh ko

tahe dil se daad....hazeer hai....

duaaon ke saath....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
stillalive
Guest
 
Posts: n/a
31st October 2009, 08:30 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Ishq....Pyar....Mohabbat....Ulfat.....Chahat....
Sun kar ik meetha sa ehsaas charoN taraf phail jata hai,,
Ik ajeeb si khushi hoti hai yeh naam le kar...
Apni haseen ankhon mein chupa loh mujhko
Mohabbat agar karti ho to chura loh mujhko
.....Is ghazal ko le kar main ne inspiration li,
aur mann kiya k is baarey, main bhi kuch likhoN....
Bas qalam khud hi chal para..... aur yeh mohabbat bhari
tehreer samnay aayi:-



Apni jheel si aankhon meiN samaa lo mujh ko
Tujhe be-had chah.ta hoN, apnaa lo mujh ko

Bicher na jaaon tujh se, dunia k meelay mein
Dil k kisi tareek koney mein, chupaa lo mujh ko

Umer bhar saath nibhane ka waada rahaa
Tum chaho to be- shak azmaa lo mujh ko

Tum dukh dekho, mujhe hargiz nahi manzoor
Tum apne jism ka ik hissa banaa lo mujh ko

Ae jan -e- 'hsN'! main ab akelaa nahi reh sakta!
Sada k liye, bahoon ka haar pehnaa do mujh ko


tareek = dark
sada = always
hassan bhai aapki ghazal bahut achi rahi
ishk pe likhoge or mujhe ghazal pasand na aaye aisa ho hi sakta

aapki ghazal me pyar hi pyar najar aata hai..
saare sher mujhe pasand aaye

bus aakhri sher me mujhe kuch technical problem najar aayi..

Ae jan -e- 'hsN'! main ab akelaa nahi reh sakta!
Sada k liye, bahoon ka haar pehnaa do mujh ko

is ahsaar me bhi aapko "do" ki jagah "lo" istemaal karna chahiye tha

kyunki isse pehle ke sare ashaar me aap "lo" word ka istemal kar rahe ho

baki sab ashar mujhe be jhijhak pasand aaye

ummid aap meri raaye se sehmat honge

khush rahiye

duaaon ke sath
rabb raakha
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
naadaan
Registered User
naadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud ofnaadaan has much to be proud of
 
naadaan's Avatar
 
Offline
Posts: 567
Join Date: Jul 2009
Location: Dubai
Rep Power: 29
31st October 2009, 08:52 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Ishq....Pyar....Mohabbat....Ulfat.....Chahat....
Sun kar ik meetha sa ehsaas charoN taraf phail jata hai,,
Ik ajeeb si khushi hoti hai yeh naam le kar...
Apni haseen ankhon mein chupa loh mujhko
Mohabbat agar karti ho to chura loh mujhko
.....Is ghazal ko le kar main ne inspiration li,
aur mann kiya k is baarey, main bhi kuch likhoN....
Bas qalam khud hi chal para..... aur yeh mohabbat bhari
tehreer samnay aayi:-



Apni jheel si aankhon meiN samaa lo mujh ko
Tujhe be-had chah.ta hoN, apnaa lo mujh ko

Bicher na jaaon tujh se, dunia k meelay mein
Dil k kisi tareek koney mein, chupaa lo mujh ko

Umer bhar saath nibhane ka waada rahaa
Tum chaho to be- shak azmaa lo mujh ko

Tum dukh dekho, mujhe hargiz nahi manzoor
Tum apne jism ka ik hissa banaa lo mujh ko

Ae jan -e- 'hsN'! main ab akelaa nahi reh sakta!
Sada k liye, bahoon ka haar pehnaa do mujh ko


tareek = dark
sada = always


Chote MiyaaN Salaam,

Aapke kalaam pe haazir huuN apni chawannii ki rai lekar. Awwal to aap ke aashar acche lage, laa-jawwab nahiiN, kyuN ke khayaal meiN taazgi nahii hai. Magar isme maayuusi ki koi baat nahii kyuNki puraane khayaaloN ya zamiin ko bhi nayaa andaaz diyaa ja sakta hai agar aap ki bayaani sab se juda ho. Ye aap par cho.Dta huuN. Aap khud pa.Dhkar batayeN ki bayaani meiN nayapan hai ya nahiiN.

Duusre aap ke matle ke mutaabiq aap ka radiif hai “lo mujh ko”, magar maqte meiN aap ga.Dba.Da gaye. Chautha sher kuch saaf nahi hai. Shayad aap kehna chahte thay ke tumhey jismaani taqliif naa ho isliiye mujhey apne jism ka hissa bana lo (bataur bakhtar key ya fir dard maiN hi jheluuN tum nahi) Agar ye aapka khayal nahii that to mazrat.

Aakhiir meiN yehi kahuNga ke aap khayaal aur mazmuun ke samandar ki gehraai ke gotakhor haiN, wahiiN duube rahiye. Moti chichle paani meiN waise bhi kam hi milte haiN! Aap se ba.Dii ummiideN vaabasta haiN.

Agar merii bebaak baateN aapko naagawaar guzreN to muafi ka talabgaar huuN.

Khush rahiye,
DuaaoN ke saath,
Allah Hafez.


"Wo kaun hai jinhe tauba ki mil gai fursat,
HumeN gunah bhi karne ko zindagi kam hai."
-Anand Narayan Mulla.

वो कौन है जिन्हें तौबा की मिल गई फुरसत,
हमें गुनाह भी करने को ज़िंदगी कम है.
-आनंद नारायण मुल्ला
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
vikramjethi
masttt...
vikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.comvikramjethi is the among the best Shayars at Shayri.com
 
vikramjethi's Avatar
 
Offline
Posts: 2,151
Join Date: Sep 2009
Location: Chandigarh
Rep Power: 40
Thumbs up 31st October 2009, 09:16 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Ishq....Pyar....Mohabbat....Ulfat.....Chahat....
Sun kar ik meetha sa ehsaas charoN taraf phail jata hai,,
Ik ajeeb si khushi hoti hai yeh naam le kar...
Apni haseen ankhon mein chupa loh mujhko
Mohabbat agar karti ho to chura loh mujhko
.....Is ghazal ko le kar main ne inspiration li,
aur mann kiya k is baarey, main bhi kuch likhoN....
Bas qalam khud hi chal para..... aur yeh mohabbat bhari
tehreer samnay aayi:-



Apni jheel si aankhon meiN samaa lo mujh ko
Tujhe be-had chah.ta hoN, apnaa lo mujh ko

Bicher na jaaon tujh se, dunia k meelay mein
Dil k kisi tareek koney mein, chupaa lo mujh ko

Umer bhar saath nibhane ka waada rahaa
Tum chaho to be- shak azmaa lo mujh ko

Tum dukh dekho, mujhe hargiz nahi manzoor
Tum apne jism ka ik hissa banaa lo mujh ko

Ae jan -e- 'hsN'! main ab akelaa nahi reh sakta!
Sada k liye, bahoon ka haar pehnaa do mujh ko


tareek = dark
sada = always

Rasheed saheb,

Adaab!

Iss baar bhi aapne kamaal kiya hai
Deewangi ke had ko bemisaal kiya hai....

Bahut khoob,
likhte rahiye......

Khuda aapki kalam ko nazakat bakshe...

Aapka dost,
Vikram


'E Taahire Laahuti!!!
Uss Rizk Se Tau Maut Bhali
Jis Rizk Se Aatee Ho
Tere Parwaaz MeiN Kotaahi....



vikramjethi@gmail.com
  Send a message via Yahoo to vikramjethi  
Reply With Quote
Old
  (#6)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
1st November 2009, 02:41 PM

Apni jheel si aankhon meiN samaa lo mujh ko
Tujhe be-had chah.ta hoN, apnaa lo mujh ko

Bicher na jaaon tujh se, dunia k meelay mein
Dil k kisi tareek koney mein, chupaa lo mujh ko



Umer bhar saath nibhane ka waada rahaa
Tum chaho to be- shak azmaa lo mujh ko

Tum dukh dekho, mujhe hargiz nahi manzoor
Tum apne jism ka ik hissa banaa lo mujh ko

Ae jan -e- 'hsN'! main ab akelaa nahi reh sakta!
Sada k liye, bahoon ka haar pehnaa do mujh ko

achi ghazal hai lekin khayal purane bhi hai aur misro mai raabta bhi kam nazar aata hai ..

do mujh ko . ye radeef galat ho gaya hai ...

kuch naya socha karo..... jab bhi likho to ye socho ki wo likhna hai jo likha na gaya ho ........

hope u dont mind
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Praneeta
~"REBELLIOUS IN LOVE"~
Praneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.comPraneeta is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Praneeta's Avatar
 
Offline
Posts: 3,264
Join Date: Feb 2008
Location: Ruatonga, Cook Islands
Rep Power: 52
Love 2nd November 2009, 02:18 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Ishq....Pyar....Mohabbat....Ulfat.....Chahat....
Sun kar ik meetha sa ehsaas charoN taraf phail jata hai,,
Ik ajeeb si khushi hoti hai yeh naam le kar...
Apni haseen ankhon mein chupa loh mujhko
Mohabbat agar karti ho to chura loh mujhko
.....Is ghazal ko le kar main ne inspiration li,
aur mann kiya k is baarey, main bhi kuch likhoN....
Bas qalam khud hi chal para..... aur yeh mohabbat bhari
tehreer samnay aayi:-



Apni jheel si aankhon meiN samaa lo mujh ko
Tujhe be-had chah.ta hoN, apnaa lo mujh ko

Bicher na jaaon tujh se, dunia k meelay mein
Dil k kisi tareek koney mein, chupaa lo mujh ko

Umer bhar saath nibhane ka waada rahaa
Tum chaho to be- shak azmaa lo mujh ko

Tum dukh dekho, mujhe hargiz nahi manzoor
Tum apne jism ka ik hissa banaa lo mujh ko

Ae jan -e- 'hsN'! main ab akelaa nahi reh sakta!
Sada k liye, bahoon ka haar pehnaa do mujh ko


tareek = dark
sada = always
nice one Hassan ji
keep writing
ishq ki mahefil kya khub sajayi hai aap ne
daad qabul kare

Regards


_______________________________________________
PRANEETA

Kaash k khamoshi bhi ek zabaaN hoti
Main dekta rehta unhe aur haal-e-dil bayaaN hota
Ananthpak
  Send a message via Yahoo to Praneeta Send a message via Skype™ to Praneeta 
Reply With Quote
Old
  (#8)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
2nd November 2009, 02:25 PM

Quote:
Originally Posted by Hassan Rasheed View Post
Ishq....Pyar....Mohabbat....Ulfat.....Chahat....
Sun kar ik meetha sa ehsaas charoN taraf phail jata hai,,
Ik ajeeb si khushi hoti hai yeh naam le kar...
Apni haseen ankhon mein chupa loh mujhko
Mohabbat agar karti ho to chura loh mujhko
.....Is ghazal ko le kar main ne inspiration li,
aur mann kiya k is baarey, main bhi kuch likhoN....
Bas qalam khud hi chal para..... aur yeh mohabbat bhari
tehreer samnay aayi:-


Apni jheel si aankhon meiN samaa lo mujh ko
Tujhe be-had chah.ta hoN, apnaa lo mujh ko

Bicher na jaaon tujh se, dunia k meelay mein
Dil k kisi tareek koney mein, chupaa lo mujh ko

Umer bhar saath nibhane ka waada rahaa
Tum chaho to be- shak azmaa lo mujh ko

Tum dukh dekho, mujhe hargiz nahi manzoor
Tum apne jism ka ik hissa banaa lo mujh ko

Ae jan -e- 'hsN'! main ab akelaa nahi reh sakta!
Sada k liye, bahoon ka haar pehnaa do mujh ko

tareek = dark
sada = always
bahut khoob hasan ji, har ek sher lajawab h....
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
4th November 2009, 07:55 PM

HassaN sahab Aadaab...........

Behad khoob lagi aapki yeh tehreer, wakai sabhi sher achche lage...... Aashqui e Izhaar ki yeh tehreer yakinan kai aashikoN ka sahara banengii.........

Yeh sher behad khoob lage, Kuch apne dil ke khayaloN ki tarha........

Umer bhar saath nibhane ka waada rahaa
Tum chaho to be- shak azmaa lo mujh ko

Tum dukh dekho, mujhe hargiz nahi manzoor
Tum apne jism ka ik hissa banaa lo mujh ko



Fourth sher behad khoob hai gehra khayal hai........ bus is mein thora " SIRF " word use karte to khayal ek dum saaf ho jata....... Ke aapke kehne ka matlab kya hai...... But aise bhi khayal khoob laga daad.........

Likhate rahiey..
Khush rahiye....
Khuda hafez....


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com