Hamari to ranjish us kudha se ho chali hai
Usne naa zane kitne dard likh diye hain hamare naam ki khatam hone ka naam hi nahin lete.
aab to nasur ban gaye hain,
Zaise aadat si par gayi hai is dard ko sahne ki,
Usko bhi hamare aage jhukna hi hoga,
Hamara pyar humko vapas dena hi hoga
Humne khuda se ranjish to kar li hai,
par humko pura yakin hai ki who humko hamari khushi zaror lauto dega!!!
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
21st October 2003, 11:16 PM
Wah, bohot achha. Aapka yaakin ka jawab nehi hein.
Bohot sahi fharmaya hein aapne. Khushi huyi aapka yeh dilse likhhi huyi kalam parke. Shayed aap bhi aur yeaha nehi ate hein ab. So sad. Jaha bhi hein khush rahe yehi duwa karsakti hu.
Aapna khayal rakhiyega. God bless you.
*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**