Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ek NaaDaaNi Hai...!
Old
  (#1)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Exclamation Ek NaaDaaNi Hai...! - 2nd August 2007, 02:08 AM

Talashte kya ho mujhme.. main khud to khud maiN kho gaya huN… Jaagti aaNkhoN mai khwaaB liye, chalte chalet ab so gaya huN,.. kehte the zindgi ki tasweer mujhe, apne hathoN main bana lakeer mujhe… hasne ki khwahish liye.. hanste hue ro gaya huN.. sach ky se kya maiN ho gaya huN.. maiN Khud hi khud maiN kho gaya huN…. !

æææææææææææææææææææææææææ

SaaNse hi bachi bas mere hone ki nishani hai…
AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

Bheege hue patto par fisalti sarakti si jaa rahi..
Pal pal khathm hoti hui mit-ti si zindgaani hai…

Seene pe bikhre hai jo armaan toote se yahaN …
baaton ka hunar hai kuch yaadoN ka paani hai…

Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…

Uda deta huN lafzoN ko is qaid aasman maiN…
Ki Sisakti hui raateN aur madhosh jawaani hai…

Roya hoga bohat wo bhi, Mita ke ‘saccha_pyar’…
Dil-e-nakaam ka guroor hai, ya ek nadaani hai..

Haan Bin tere jiya kab,Zinda ye laash uthani hai…
Sach.!SaaNse hi bachi, mere hone ki nishani hai…

Kunaal (02-08-2007)

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
Thumbs up 2nd August 2007, 10:39 AM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Talashte kya ho mujhme.. main khud to khud maiN kho gaya huN… Jaagti aaNkhoN mai khwaaB liye, chalte chalet ab so gaya huN,.. kehte the zindgi ki tasweer mujhe, apne hathoN main bana lakeer mujhe… hasne ki khwahish liye.. hanste hue ro gaya huN.. sach ky se kya maiN ho gaya huN.. maiN Khud hi khud maiN kho gaya huN…. !

æææææææææææææææææææææææææ

SaaNse hi bachi bas mere hone ki nishani hai…
AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

Bheege hue patto par fisalti sarakti si jaa rahi..
Pal pal khathm hoti hui mit-ti si zindgaani hai…

Seene pe bikhre hai jo armaan toote se yahaN …
baaton ka hunar hai kuch yaadoN ka paani hai…

Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…

Uda deta huN lafzoN ko is qaid aasman maiN…
Ki Sisakti hui raateN aur madhosh jawaani hai…

Roya hoga bohat wo bhi, Mita ke ‘saccha_pyar’…
Dil-e-nakaam ka guroor hai, ya ek nadaani hai..

Haan Bin tere jiya kab,Zinda ye laash uthani hai…
Sach.!SaaNse hi bachi, mere hone ki nishani hai…

AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

æææææææææææææææææææææææææ

Kunaal (02-08-2007)
AADAB KUNAL SAHAB..............ek baar phir apne behtreen kalam pesh kiya hai dili daad kubool ho.............unhi likhte rahiye..............aap ka dost

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#3)
jawed
Registered User
jawed will become famous soon enoughjawed will become famous soon enough
 
jawed's Avatar
 
Offline
Posts: 68
Join Date: Jun 2007
Rep Power: 18
2nd August 2007, 11:25 AM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Talashte kya ho mujhme.. main khud to khud maiN kho gaya huN… Jaagti aaNkhoN mai khwaaB liye, chalte chalet ab so gaya huN,.. kehte the zindgi ki tasweer mujhe, apne hathoN main bana lakeer mujhe… hasne ki khwahish liye.. hanste hue ro gaya huN.. sach ky se kya maiN ho gaya huN.. maiN Khud hi khud maiN kho gaya huN…. !

æææææææææææææææææææææææææ

SaaNse hi bachi bas mere hone ki nishani hai…
AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

Bheege hue patto par fisalti sarakti si jaa rahi..
Pal pal khathm hoti hui mit-ti si zindgaani hai…

Seene pe bikhre hai jo armaan toote se yahaN …
baaton ka hunar hai kuch yaadoN ka paani hai…

Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…

Uda deta huN lafzoN ko is qaid aasman maiN…
Ki Sisakti hui raateN aur madhosh jawaani hai…

Roya hoga bohat wo bhi, Mita ke ‘saccha_pyar’…
Dil-e-nakaam ka guroor hai, ya ek nadaani hai..

Haan Bin tere jiya kab,Zinda ye laash uthani hai…
Sach.!SaaNse hi bachi, mere hone ki nishani hai…

AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

æææææææææææææææææææææææææ

Kunaal (02-08-2007)

Bahut khoob Kunaal sahab...
Bahut Unda ghazal pesh ki hai aapne.....bas aise hi likhte rahiye...

Jawed..
   
Reply With Quote
lajawaab
Old
  (#4)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
lajawaab - 2nd August 2007, 07:13 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Talashte kya ho mujhme.. main khud to khud maiN kho gaya huN… Jaagti aaNkhoN mai khwaaB liye, chalte chalet ab so gaya huN,.. kehte the zindgi ki tasweer mujhe, apne hathoN main bana lakeer mujhe… hasne ki khwahish liye.. hanste hue ro gaya huN.. sach ky se kya maiN ho gaya huN.. maiN Khud hi khud maiN kho gaya huN…. !

æææææææææææææææææææææææææ

SaaNse hi bachi bas mere hone ki nishani hai…
AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

kunaal ji bhut gehre ehsaas bhut acha likha aapne.....magar pehle misre mein hai ki jagha hai.N hona chahiye doosra misra sahi hai....hai or hai.N mein bhut farq hai aap ye baat samjhte ho......

Bheege hue patto par fisalti sarakti si jaa rahi..
Pal pal khathm hoti hui mit-ti si zindgaani hai…

bhut khub ek dil kash khyaal........

Seene pe bikhre hai jo armaan toote se yahaN …
baaton ka hunar hai kuch yaadoN ka paani hai…

Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…

Uda deta huN lafzoN ko is qaid aasman maiN…
Ki Sisakti hui raateN aur madhosh jawaani hai…

Roya hoga bohat wo bhi, Mita ke ‘saccha_pyar’…
Dil-e-nakaam ka guroor hai, ya ek nadaani hai..

Haan Bin tere jiya kab,Zinda ye laash uthani hai…
Sach.!SaaNse hi bachi, mere hone ki nishani hai…

AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

æææææææææææææææææææææææææ

Kunaal (02-08-2007)
kunaal ji ko raj ka adaab.......aapke ehssas dil ko chhu gaye.....bhut dilfrabe tehreer pesh ki hai aapne.....aapko parhna mujhe bhut acha lagta hai......aapke khyaal bilkul taaza hote hain......is khub surat kalaam pe meri daad hazir hai........raj.....

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#5)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
2nd August 2007, 09:51 PM

Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…

Roya hoga bohat wo bhi, Mita ke ‘saccha_pyar’…
Dil-e-nakaam ka guroor hai, ya ek nadaani hai..

adaab kunal ji.,..kaize hain aap?bahut dino baad aapko padha,hamezha ki tarah vahi jaadu chala jaane vaala andaaz..bahut acha laga padhker.uper ke yeh do azhaar to behad pazand aaye.
yunhin likhte rahen

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#6)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
3rd August 2007, 02:28 PM

Kya hain yeh sab???? kaunsa ab dukh ka pahad tut gaya hain tumhare upar???jo aisi tehreer pesh ki.........IN sab ke alawa aur bhi kuch likhna aata hain tumhe................Darr gaye na.....hahahhaa .... are was just kidding.........bahut din se tumko daata nahin hain na..isisliye....

chalo ab ek nazar tumhari ghazal ki aur bhi kar lete hain....

SaaNse hi bachi bas mere hone ki nishani hai…
AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai… very nice..

Bheege hue patto par fisalti sarakti si jaa rahi..
Pal pal khathm hoti hui mit-ti si zindgaani hai… fir marne marne ki baat

Seene pe bikhre hai jo armaan toote se yahaN …
baaton ka hunar hai kuch yaadoN ka paani hai…wah!!

Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…Wah wah wah!

Uda deta huN lafzoN ko is qaid aasman maiN…
Ki Sisakti hui raateN aur madhosh jawaani hai…

Roya hoga bohat wo bhi, Mita ke ‘saccha_pyar’…
Dil-e-nakaam ka guroor hai, ya ek nadaani hai..rite.yahin hota hain!..

Haan Bin tere jiya kab,Zinda ye laash uthani hai…
Sach.!SaaNse hi bachi, mere hone ki nishani hai…I hate the word laash !

Aise hi likhte rehna..................meri tarfse dil se daad kubool karna.....

tumahri dost....
mausam

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
3rd August 2007, 08:28 PM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Talashte kya ho mujhme.. main khud to khud maiN kho gaya huN… Jaagti aaNkhoN mai khwaaB liye, chalte chalet ab so gaya huN,.. kehte the zindgi ki tasweer mujhe, apne hathoN main bana lakeer mujhe… hasne ki khwahish liye.. hanste hue ro gaya huN.. sach ky se kya maiN ho gaya huN.. maiN Khud hi khud maiN kho gaya huN…. !

æææææææææææææææææææææææææ

SaaNse hi bachi bas mere hone ki nishani hai…
AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

Bheege hue patto par fisalti sarakti si jaa rahi..
Pal pal khathm hoti hui mit-ti si zindgaani hai…

Seene pe bikhre hai jo armaan toote se yahaN …
baaton ka hunar hai kuch yaadoN ka paani hai…

Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…

Uda deta huN lafzoN ko is qaid aasman maiN…
Ki Sisakti hui raateN aur madhosh jawaani hai…

Roya hoga bohat wo bhi, Mita ke ‘saccha_pyar’…
Dil-e-nakaam ka guroor hai, ya ek nadaani hai..

Haan Bin tere jiya kab,Zinda ye laash uthani hai…
Sach.!SaaNse hi bachi, mere hone ki nishani hai…

AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

æææææææææææææææææææææææææ

Kunaal (02-08-2007)

Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…

Roya hoga bohat wo bhi, Mita ke ‘saccha_pyar’…
Dil-e-nakaam ka guroor hai, ya ek nadaani hai..

kunal ji kia kahoon is dard bhare kalam per bas itna kahoongi ke aap apne ahsasaat ko shayri main bohat khoobi se bayanker sakte hain yunhi likhte rahiye kunal ji apna khayal rakhiyega

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
4th August 2007, 12:20 PM

Kunal....bahut accha likhtey ho aap, aapko jab bhi pada hai...dil ko accha laga hai. aapki gazal behad khoobsurat hai...par dard bahut jayada hai....har sher accha banna hai...ek umda gazal ke liye dil se mubarakbaad kabool kijiye.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#9)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
7th August 2007, 01:25 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
AADAB KUNAL SAHAB..............ek baar phir apne behtreen kalam pesh kiya hai dili daad kubool ho.............unhi likhte rahiye..............aap ka dost
Shukriya ...

Kasif bhai ... aap yuN sath dete hai .. ki lagta hi nahi ki humne apni baat sunayi ho .. aisa lagta hai koi hume hume sama ke padh kar chala gaya ho

aise hi sath rahiye

Kunal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#10)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
7th August 2007, 04:21 AM

namaskar kunal ji,

bahut hi ache ehsaas pesh kiye hain apne. dil ko chune wale. aapki kalam humein bahut achi lagi. yuhin likte rahein.

aapka dost

manish

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#11)
loveforgudia
Ankahi Kahaani
loveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to beholdloveforgudia is a splendid one to behold
 
loveforgudia's Avatar
 
Offline
Posts: 438
Join Date: Jun 2007
Location: USA
Rep Power: 23
Smile 8th August 2007, 09:42 AM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Talashte kya ho mujhme.. main khud to khud maiN kho gaya huN… Jaagti aaNkhoN mai khwaaB liye, chalte chalet ab so gaya huN,.. kehte the zindgi ki tasweer mujhe, apne hathoN main bana lakeer mujhe… hasne ki khwahish liye.. hanste hue ro gaya huN.. sach ky se kya maiN ho gaya huN.. maiN Khud hi khud maiN kho gaya huN…. !

æææææææææææææææææææææææææ

SaaNse hi bachi bas mere hone ki nishani hai…
AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

Bheege hue patto par fisalti sarakti si jaa rahi..
Pal pal khathm hoti hui mit-ti si zindgaani hai…

Seene pe bikhre hai jo armaan toote se yahaN …
baaton ka hunar hai kuch yaadoN ka paani hai…

Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…

Uda deta huN lafzoN ko is qaid aasman maiN…
Ki Sisakti hui raateN aur madhosh jawaani hai…

Roya hoga bohat wo bhi, Mita ke ‘saccha_pyar’…
Dil-e-nakaam ka guroor hai, ya ek nadaani hai..

Haan Bin tere jiya kab,Zinda ye laash uthani hai…
Sach.!SaaNse hi bachi, mere hone ki nishani hai…

AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

æææææææææææææææææææææææææ

Kunaal (02-08-2007)

Hello Kunal Ji, aapne bahot hi khoob likha hai. aap ki gazal mai itana dard itani taqleef dekh kar laga jaise pyaar aur jasbaaton ka shaayad har kisi ko yahi anjaam milata hai. Lagta hai ki jaise Bhagwaan ji ne chaahane waalo ko gum hi gum dene ki jaise koi Prathaa chalaai hai ...

well aapaki rachana hume bahot pasand aai ...Aapko har khushi mile

Bhagwaan ji aapko hammesha khush rakhe.

Aapki Dost: Gudia

Jay Ambe.

------------------------------------------------------------
Puri Hoke Bhi Jo Puri Na Ho Hoon Zindagi Ki Wo Ankahi Kahaani......
-------------------------------------------
-----------------
Ek Aaina Jiski Tasveer Dhundhla Gai,
Ek Dil Jiski Dhadkan Ruksi Gai,
Ek Zindagi Jiski Manzil Ka Koi Pata Hi Nahi,
Ek Daaman Jahaan Se Khushi
yaan Galti Se Bhi Guzarti Nahi.

  Send a message via Yahoo to loveforgudia Send a message via AIM to loveforgudia  
Reply With Quote
Old
  (#12)
TariqAhmadAzmi
Registered User
TariqAhmadAzmi will become famous soon enough
 
TariqAhmadAzmi's Avatar
 
Offline
Posts: 386
Join Date: Oct 2006
Location: Lucknow
Rep Power: 18
Thumbs up 8th August 2007, 11:32 AM

Quote:
Originally Posted by sacccha_pyar View Post
Talashte kya ho mujhme.. main khud to khud maiN kho gaya huN… Jaagti aaNkhoN mai khwaaB liye, chalte chalet ab so gaya huN,.. kehte the zindgi ki tasweer mujhe, apne hathoN main bana lakeer mujhe… hasne ki khwahish liye.. hanste hue ro gaya huN.. sach ky se kya maiN ho gaya huN.. maiN Khud hi khud maiN kho gaya huN…. !

æææææææææææææææææææææææææ

SaaNse hi bachi bas mere hone ki nishani hai…
AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

Bheege hue patto par fisalti sarakti si jaa rahi..
Pal pal khathm hoti hui mit-ti si zindgaani hai…

Seene pe bikhre hai jo armaan toote se yahaN …
baaton ka hunar hai kuch yaadoN ka paani hai…

Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…

Uda deta huN lafzoN ko is qaid aasman maiN…
Ki Sisakti hui raateN aur madhosh jawaani hai…

Roya hoga bohat wo bhi, Mita ke ‘saccha_pyar’…
Dil-e-nakaam ka guroor hai, ya ek nadaani hai..

Haan Bin tere jiya kab,Zinda ye laash uthani hai…
Sach.!SaaNse hi bachi, mere hone ki nishani hai…

AankhoN se beh rahi aaj, phir koi kahaani hai…

æææææææææææææææææææææææææ

Kunaal (02-08-2007)
Bahut khoob likha hai kunaal ji,
Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…

aap isee tarah likhte rahe.

take care

SHAAN

Gamo ki kader karo or unke sath jiyu,
Gam kabi fareb na denge khushi ki tarah
.
........Shaan......
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
12th August 2007, 12:05 AM

Quote:
Originally Posted by jawed View Post
Bahut khoob Kunaal sahab...
Bahut Unda ghazal pesh ki hai aapne.....bas aise hi likhte rahiye...

Jawed..
Shukriya SahaB

Aap aaye bas yahi bohat hai

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#14)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
14th October 2009, 04:40 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
kunaal ji ko raj ka adaab.......aapke ehssas dil ko chhu gaye.....bhut dilfrabe tehreer pesh ki hai aapne.....aapko parhna mujhe bhut acha lagta hai......aapke khyaal bilkul taaza hote hain......is khub surat kalaam pe meri daad hazir hai........raj.....
Bohat bohat muafi raj saahab

badi dair ke baad aapki izzat afzaai ka jawaab kar raha hun .. mujhe to bas aaj kal aapka intzaar hai ki aap aakhir hai kahan...

main jald hi aapko yahan dekhna chahta huN..

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#15)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
14th October 2009, 04:47 AM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
Le aati hai kareeb use baar baar tanhai mere..
Muskura mai kehta huN,ye baateN purani hai…

Roya hoga bohat wo bhi, Mita ke ‘saccha_pyar’…
Dil-e-nakaam ka guroor hai, ya ek nadaani hai..

adaab kunal ji.,..kaize hain aap?bahut dino baad aapko padha,hamezha ki tarah vahi jaadu chala jaane vaala andaaz..bahut acha laga padhker.uper ke yeh do azhaar to behad pazand aaye.
yunhin likhte rahen
Jaan jee

aapk nazar ka asar hai ye ,, ki khaak alfazoN main jaadu nazar aata hai aapko...bohat khushi hui apko yahn dekh ke;

Kunaal

KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#16)
janumanu
Banned
janumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.comjanumanu is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 2,586
Join Date: Jun 2008
Location: New Delhi
Rep Power: 0
14th October 2009, 05:44 AM

Haan Bin tere jiya kab,Zinda ye laash uthani hai…
Sach.!SaaNse hi bachi, mere hone ki nishani hai…

]

bahut achy kunaal bhayee ...

aur sifar takhullas bhi bahut pasand aaya

keep writing
  Send a message via Yahoo to janumanu  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Naadaani! Sifar Shayri-e-Dard 1 18th September 2004 06:36 AM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com