Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Zakhm itne bhee gehre kabhi hua kare
Old
  (#1)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Thumbs up Zakhm itne bhee gehre kabhi hua kare - 31st July 2009, 12:53 AM

Dosto aaj qaafee mahino baad is mehfiil me aana hua hai, aur qaafee vaqt bad maine phir kuchh likhane ki koshish ki hai, vaise yeh behr mai nahi hai magar ummid karta hoon ki aap sab dosto ko pasand aayegi.

Zakhm itne bhee gehre kabhi hua kare
kii khud-b-khud hee bharne ki dua kare

terii aankho me.n aisa kyaa hai jaalim
koi hamse bhee to raasta puuchha kare

tune basaayi hai yeh basti maalik mere
ham kaise tere na hone ki baddua kare

baat ho auro ki to uthati hai ungaliya
kyun na khud ko hee pehle aaiina kare

tu bhi hai gham men aur mai bhee hoon
kyun na ham mil kar is ka saamana kare



regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
31st July 2009, 01:04 AM

baat ho auro ki to uthati hai ungaliya
kyun na khud ko hee pehle aaiina kare

kya bat akhi...
sahi kaha sabse pahle khud ko dkeho phri ungli uthao
achi rachna hai


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
31st July 2009, 01:25 AM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Zakhm itne bhee gehre kabhi hua kare
kii khud-b-khud hee bharne ki dua kare

terii aankho me.n aisa kyaa hai jaalim
koi hamse bhee to raasta puuchha kare

tune basaayi hai yeh basti maalik mere
ham kaise tere na hone ki baddua kare

baat ho auro ki to uthati hai ungaliya
kyun na khud ko hee pehle aaiina kare

tu bhi hai gham men aur mai bhee hoon
kyun na ham mil kar is ka saamana kare


regards
manu
Bhaut khub likha hai........badi nasihat wali ghazal kahi hai aapne.....acha laga padhkar.......kuch sher toh bahut hi umda lage mujhe...aise hi likhte rahiye......khush rahiye.......




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Pradhyuman
'Bismil'
Pradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant futurePradhyuman has a brilliant future
 
Pradhyuman's Avatar
 
Offline
Posts: 773
Join Date: Mar 2006
Rep Power: 38
31st July 2009, 10:34 AM

baat ho auro ki to uthati hai ungaliya
kyun na khud ko hee pehle aaiina kare


bahot hi khoob..behad umda aur jaisa Naresh ji ne kaha kuch seekh de jaati hai aapki yeh ghazal..khush rahiye..dil se daad kubool kijiye..

aapka dost,
Pradhyuman


-------------------------------------------------

gore ghareeban hai ye 'bismil', kyun tu naashaad nazar aata hai?
musht-e-khaak hai basi yahan, bata kahan fuwaad nazar aata hai?
--------------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
31st July 2009, 02:42 PM

Acharyaa jii AadaaB.......

Aapki gazal bahut hi umda lagi kafi ahsaas dil ko chu gaye ... ...... bahut hi gehre aur sahiN nasihat wale ahsaas bayaN kiye hai aapne.... aapke kuch ek sher bahut hi khoob lage...

baat ho auro ki to uthati hai ungaliya
kyun na khud ko hee pehle aaiina kare

tu bhi hai gham men aur mai bhee hoon
kyun na ham mil kar is ka saamana kare


wakai bahut khoob. aate rahiye...
Bazm mein ronak chayengii........

Khush rahiye,
Khuda Hafez...


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#6)
TheDemonPrince
The Demon Prince
TheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to beholdTheDemonPrince is a splendid one to behold
 
TheDemonPrince's Avatar
 
Offline
Posts: 295
Join Date: Nov 2008
Location: Germany
Rep Power: 25
31st July 2009, 09:03 PM

This is good one dost.
keep writing...
...........................
The Demon Prince...


Main toh kab ka marr chuka hoon,
Zinda hai ye Jism mera,
Ki koi phir apni Mohabbat se,
Jeene ki nayi wajah de dein...
The Demon Prince...

   
Reply With Quote
Old
  (#7)
mann_chand
Registered User
mann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud ofmann_chand has much to be proud of
 
mann_chand's Avatar
 
Offline
Posts: 1,089
Join Date: Jun 2004
Location: Toronto,Canada
Rep Power: 31
31st July 2009, 10:54 PM

Dear Manish jee

Kaise hain aap? aaj aapko bahut dino baad padhna naseeb hua hain ...

Ghazal behaat pasand aayi ...kuch sher hain jo dil ko chu gaye hain


Zakhm itne bhee gehre kabhi hua kare
kii khud-b-khud hee bharne ki dua kare

baat ho auro ki to uthati hai ungaliya
kyun na khud ko hee pehle aaiina kare

tu bhi hai gham men aur mai bhee hoon
kyun na ham mil kar is ka saamana kare


Umeed karte hain ab aap routine mein aate rahye ... aur yu hi mehfil ko sajaate rahye

take good care

aapki dost

mandeep



Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Dosto aaj qaafee mahino baad is mehfiil me aana hua hai, aur qaafee vaqt bad maine phir kuchh likhane ki koshish ki hai, vaise yeh behr mai nahi hai magar ummid karta hoon ki aap sab dosto ko pasand aayegi.

Zakhm itne bhee gehre kabhi hua kare
kii khud-b-khud hee bharne ki dua kare

terii aankho me.n aisa kyaa hai jaalim
koi hamse bhee to raasta puuchha kare

tune basaayi hai yeh basti maalik mere
ham kaise tere na hone ki baddua kare

baat ho auro ki to uthati hai ungaliya
kyun na khud ko hee pehle aaiina kare

tu bhi hai gham men aur mai bhee hoon
kyun na ham mil kar is ka saamana kare



regards
manu



~ Mandeep Kaur ~
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
shipra
Registered User
shipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to beholdshipra is a splendid one to behold
 
shipra's Avatar
 
Offline
Posts: 474
Join Date: Apr 2009
Rep Power: 25
1st August 2009, 11:34 AM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Dosto aaj qaafee mahino baad is mehfiil me aana hua hai, aur qaafee vaqt bad maine phir kuchh likhane ki koshish ki hai, vaise yeh behr mai nahi hai magar ummid karta hoon ki aap sab dosto ko pasand aayegi.

Zakhm itne bhee gehre kabhi hua kare
kii khud-b-khud hee bharne ki dua kare

terii aankho me.n aisa kyaa hai jaalim
koi hamse bhee to raasta puuchha kare

tune basaayi hai yeh basti maalik mere
ham kaise tere na hone ki baddua kare

baat ho auro ki to uthati hai ungaliya
kyun na khud ko hee pehle aaiina kare

tu bhi hai gham men aur mai bhee hoon
kyun na ham mil kar is ka saamana kare


regards
manu


Bahut hi accha likha h aapne, ye sher bahut pasand aaya
Zakhm itne bhee gehre kabhi hua kare
kii khud-b-khud hee bharne ki dua kare
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
2nd August 2009, 10:47 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Dosto aaj qaafee mahino baad is mehfiil me aana hua hai, aur qaafee vaqt bad maine phir kuchh likhane ki koshish ki hai, vaise yeh behr mai nahi hai magar ummid karta hoon ki aap sab dosto ko pasand aayegi.

Zakhm itne bhee gehre kabhi hua kare
kii khud-b-khud hee bharne ki dua kare

terii aankho me.n aisa kyaa hai jaalim
koi hamse bhee to raasta puuchha kare

tune basaayi hai yeh basti maalik mere
ham kaise tere na hone ki baddua kare

baat ho auro ki to uthati hai ungaliya
kyun na khud ko hee pehle aaiina kare

tu bhi hai gham men aur mai bhee hoon
kyun na ham mil kar is ka saamana kare



regards
manu



hi Mannu

bahut hi pyara likha hai....bahut accha laga padhkar...mood bhi kharaab ho raha hai...padh liya toh abh accha feel ho raha hai...aise hi likhte raho...


taec kaer


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com