Dhuaan... -
13th April 2012, 02:28 PM
Lamhon mein hai khalish koi, ye jaane kya hua…
Guzar rahein hai pal yuhin, ke jaise ho dhuaan…
Thakee hui si shaam thee, thakaa hua samah…
Bujhi hui si raat hai, kohraa ghanaa ghanaa…
Dabaa dabaa sa dard ek, hai seene mein banaa…
Aankhon mein par namee nahi, ki ronaa hai manaa…
Khafaa Khafaa sa rehni ki nahi koi nahi wajaah…
Khafaa Khaffa hi rehta hoon lekin mein har jagah…
Sisak sisak ki rooh meri, maange kahin panah…
Jhijhak jhijak ke zindagi lo ho gayi fanaa…
Lamhon mein hai khalish koi, ye jaane kya hua…
Guzar rahein hai pal yuhin, ke jaise ho dhuaan…
|