Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Ghazal Section

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Tu Kahi Bhi Rahe............
Old
  (#1)
pu_luv15
Registered User
pu_luv15 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 58
Join Date: Mar 2004
Rep Power: 21
Post Tu Kahi Bhi Rahe............ - 17th April 2004, 11:14 AM

ISE PADHO TO DIL KA DARD THAHAR JAAYE
HOTHO PE HASI AAYE PAR AANKHE NAM
HO JAYE..............................................




Tu Kahi Bhi Rahe ............Mere Sar Ye Ilzaam To Hai..........
Tere Haatho Ki..................Lkiro Me Kahi Mera Naam To Hai.....
mujhe Tu Apna...............Maan Ya Na Maan..........Teri Marzi...
Is Zindagi Me............Tere Naam Se ............Hum Badnaam To Hai.
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
BRIAN
Registered User
BRIAN is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 20
Join Date: Apr 2004
Location: india(delhi)
Rep Power: 0
26th April 2004, 05:24 AM

Hi

thats really a good one buddy
keep up the good wrk.........
byeeeeee
take care
Anurag
   
Reply With Quote
this is too good
Old
  (#3)
meet patel
Registered User
meet patel is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 0
this is too good - 19th February 2008, 11:26 AM

wow u r so nice writing
keep it up
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
20th February 2008, 12:08 AM

Quote:
Originally Posted by pu_luv15 View Post
ISE PADHO TO DIL KA DARD THAHAR JAAYE
HOTHO PE HASI AAYE PAR AANKHE NAM
HO JAYE..............................................




Tu Kahi Bhi Rahe ............Mere Sar Ye Ilzaam To Hai..........
Tere Haatho Ki..................Lkiro Me Kahi Mera Naam To Hai.....
mujhe Tu Apna...............Maan Ya Na Maan..........Teri Marzi...
Is Zindagi Me............Tere Naam Se ............Hum Badnaam To Hai.




pehli dafaa padha apko
accha likkha hai apne
chota sa lekin dil ko lubhane wala
umeed hai aage bhi padhne ka mauqa milega apki taraf se


taek caer


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
khan's arena
Registered User
khan's arena is on a distinguished road
 
khan's arena's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Feb 2008
Location: Rakh sako to ''Dil me''
Rep Power: 0
22nd February 2008, 03:22 PM

Barson Ke Intizaar Ka Anjaam Likh Diya
Kaaghaz Pay Shaam Kaat Ke Phir Shaam Likh Diya

Bikhri Pari Thi Toot Ke Kaliyaan Zameen Par
Tarteeb De Ke Maine Tera Naam Likh Diya

Aasan Nahi Thi Tark-E-Mohabbat Ki Dastaan
Jo Aanso'on Ne Aakhri Paighaam Likh Diya

Allah! Zindagi Se Kahan Tak Nibhaoon Mein
Kiss Bewafa Ke Saath Mera Naam Likh Diya

Taqseem Ho Rahi Thi Khudai Ki Naimatein
Ik Ishq Bach Gaya So Mere Naam Likh Diya

Qaiser Kisi Ki Dain Hai Yeh Shairi Meri
Iski Ghazal Pay Jiss May Mera Naam Likh Dia....
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
khan's arena
Registered User
khan's arena is on a distinguished road
 
khan's arena's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Feb 2008
Location: Rakh sako to ''Dil me''
Rep Power: 0
22nd February 2008, 03:23 PM

samne Jo Hai Use Log Bura Kahte Hain...
Jisko Dekha Hi Nahi Usko Khuda Kahte Hain.
Zindgi Ko Bhi Sila Kahte Hain Kahne Wale...
Jeene Wale To Gunaahon Ki Saza Kahte Hian.
Faasley Mout Ke Kuchh Aur Bada Deti Hai...
Jaane Kyun Log Use Phir Bhi Dawa Kahte Hain.
Chand Maasoom Se Patton Ka Lahoo Hai ''parvez''
Jisko Mehboob Ke Haathon Ki Hina Kahte Hain!!!
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
khan's arena
Registered User
khan's arena is on a distinguished road
 
khan's arena's Avatar
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Feb 2008
Location: Rakh sako to ''Dil me''
Rep Power: 0
22nd February 2008, 03:24 PM

Quote:
Originally Posted by khan's arena View Post
Barson Ke Intizaar Ka Anjaam Likh Diya
Kaaghaz Pay Shaam Kaat Ke Phir Shaam Likh Diya

Bikhri Pari Thi Toot Ke Kaliyaan Zameen Par
Tarteeb De Ke Maine Tera Naam Likh Diya

Aasan Nahi Thi Tark-E-Mohabbat Ki Dastaan
Jo Aanso'on Ne Aakhri Paighaam Likh Diya

Allah! Zindagi Se Kahan Tak Nibhaoon Mein
Kiss Bewafa Ke Saath Mera Naam Likh Diya

Taqseem Ho Rahi Thi Khudai Ki Naimatein
Ik Ishq Bach Gaya So Mere Naam Likh Diya

Qaiser Kisi Ki Dain Hai Yeh Shairi Meri
Iski Ghazal Pay Jiss May Mera Naam Likh Dia....
i think u will like it...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
alone anum
DANIYAL ANUM
alone anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 37
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
4th March 2008, 02:58 PM

Teer bhi khamosh hai,talwar bhi khamosh hai.
Khanjronki vo chamakti dhar bhi khamosh hai.

Loot raha tha iss chamake mathe ka sindoor jab
Khoon se rangi hooi bazaar bhi khamosh hai.

Qufla kaisa lag gaya insaniyat ke hoth par
Aunke dar khamosh hai deewar bhi khamosh hai.

Ankhein khuli rahgai aur jaban lataki rahi
Dekha sabhi hi ankhne deedar bhi khamosh hai

Mein wafa dekhkar phoot phoot kar rota raha
Iss shaharke haqparast kirdar bhi khamosh hai

Iss khamoshi mein paleinge sanp nafrat ke wafa
Kya huva izhar ko izhar bhi khamosh hai
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Rahe Maa-Baba salaamat jab taq rahe yeh teri duniyaan saari. loveforgudia Shayri-e-Dard 6 28th September 2007 11:04 PM
tu kahi bhi rahe sanam devdasmukherjee Shayri-e-Dard 2 11th June 2005 07:03 PM
Jaa RaHe HOo PhiR Se MujHe RulA RaHe HOo,,, mohammed Shayri-e-Ishq 0 9th February 2005 12:03 AM
Tu kahi bhi rahe... ketan_b Shayri-e-Dard 0 21st May 2004 04:57 PM
tum itna jo muskura rahe ho kya gham hai jisko chhupa rahe ho sanjana_19 Shayri-e-Mashahoor Shayar 2 23rd March 2003 12:59 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com