Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Mere zamin-O-aasmaan kyun ruuthkar gaye....
Old
  (#1)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
Arrow Mere zamin-O-aasmaan kyun ruuthkar gaye.... - 15th March 2006, 09:28 PM

tuu nahin mera yeh zeest tau hai meri...teri chahat mein jeena hai khushi meri...tere hothon pe nahi tau na sahi, tere khayaalon mein hai maujood awaaragi meri..

Dosto...

Bus yoonhi se khayaal...phir yeh adna koshish...aapki raye ki muntazir rahoongi...

Meri raah se tum jo guzar gaye teri chaah se hum sanwar gaye
teri ik nigaah pe nisaar hum sau sau haddon se guzar gaye

mere jism-o-jaan mehak gaye jo tum huye mere habeeb
niyat bhi ho gayi be-imaan bahon mein tum jo bikhar gaye

shamma sa hum jalte rahe jaanaa yoonhi raatbhar
aariz-o-lab se rang chura, ho tum bhi bekhabar gaye

shokh meri har adaa pe tum machal machal gaye
tere haath mein kase thhe jo, chhoot wo sab sabar gaye

bahon ke tere daayre mile bhi agar tau mukhtsar
qayenaat daaman mein daal, wo bhi lootkar gaye

teri khushi se mil gaye, teri khushi se bichhad gaye
dariya-e-ulfat mein garq ho hum dhuundne gauhar gaye

na ishq ki thee khata na bandagi hi thee gunaah
mere zamin-O-aasmaan kyun 'paras' ruuthkar gaye

aariz = cheeks
sabar = sabr, self control
garq = drown
gauhar = pearls (gains in love)


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan

Last edited by Parastaar; 15th March 2006 at 09:33 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
15th March 2006, 10:06 PM

meri priy paras,

kya kahu ...

aisa kyun hota hai ... kuch lamhe ... kabhi bhi daaman se alag nahi ho paate ...
kyun jo kabhi bahao mai bikhar sa gaya tha ... wahi thham kyun nahi gaya ...

kyun dard oobhar hi jaata hai .. kyun? ..............
   
Reply With Quote
khoob
Old
  (#3)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
khoob - 16th March 2006, 06:40 AM

khoob soorat hai
aur sab se khoobsoorat hai ye

Meri raah se tum jo guzar gaye teri chaah se hum sanwar gaye
teri ik nigaah pe nisaar hum sau sau haddon se guzar gaye
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Old
  (#4)
shayri12345
Registered User
shayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the roughshayri12345 is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 2,408
Join Date: Sep 2001
Location: New York
Rep Power: 27
16th March 2006, 07:26 AM

Di


dard ko khoobsurti se pesh karna bhi ik ada hai aapkii

yu to puri shayri pasand aaayi...

Meri raah se tum jo guzar gaye teri chaah se hum sanwar gaye
teri ik nigaah pe nisaar hum sau sau haddon se guzar gaye

this one was jus aaaaaaaaaaaaaaaaaaaaah!!!!!!

teri chah se hum sanwar gaye..........chahat bhi ajeeb hoti hai na di.........kya kya karwa deti hai....

teri ik nigah pe nisaaar hum...sach kaha hai jis se pyar kartey hai uski ek pyar bhari nazar paane ke liye...tarasna....aur mil jaane par.......

hum sau hadoon se gujar gaye....sahi kaha aapne...insaan thore se pyar ka bhuka hota hai, thora pyar milne par, sab had paarr kar leta hai...


teri khushi se mil gaye, teri khushi se bichhad gaye


aahh! di people come when they want to and go when they want to...they dont think what happens to us before they came and after they went...... unki khushi thi to mil liye aur unki khushi thi....to juda bhi ho gaye.......sab unki khatir aur hamari??


pyaar cheez hi aisi hai...

pyar aur dard ka........ehsaas



urs
Prriya


Akhihaan milaake chan'na paavi na Judayi Vey .......

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

Jisnu Lagey, ohi'yo jaane, Kaun Jaane peer parayi!


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
musharrafhusain
Registered User
musharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the roughmusharrafhusain is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 1,310
Join Date: Mar 2003
Location: Karachi, Pakistan
Rep Power: 25
16th March 2006, 10:59 AM

meri behna

bohat behtreen aur supurdgi aur chahat ke bharpoor izhaar ka khoobsurat majmuaa hai tumhari yeh ghazel.

shiddat aur mohabbat mein jaanta hoon meri behan mein koot koot ker bhari hai, aur is ke izhaar bhi us ne bohat zabardast tarique se kiyaa hai.

meri dua hai ke meri behan ko voh sab haasil ho jis ki voh talabgaar hai.

God bless you.

musharrafhusain
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
16th March 2006, 11:55 AM

Guddo Didi...

ehsaas tab jyada ravaaN ho jaate haiN.. jab unke risne ki jagah unhe mil jati hai .,.. aur gar woh rasta shayri ki kalam ka ho to uska azdaza laga mushkil hai ... aapki shaan main kuch bhi kehna diye ko roshani dikhane jaisa hai .. par ye zaroor kahuNga ... ki khud se ye shikayat .. khud se hi khilwad .. aur khud se hi bayani ... bezod aapki likhawat ..

apna khayal rakhte hue yuN hi likhti rahiye ...

aapka apna

kunal


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
Old
  (#7)
candyboy
Registered User
candyboy will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 1,473
Join Date: Aug 2004
Location: Sharjah, U.A.E.
Rep Power: 21
16th March 2006, 02:09 PM

MY everluvly Guru Ji, Pae Lagu,

bahon ke tere daayre mile bhi agar tau mukhtsar
qayenaat daaman mein daal, wo bhi lootkar gaye

teri khushi se mil gaye, teri khushi se bichhad gaye
dariya-e-ulfat mein garq ho hum dhuundne gauhar gaye

These words with emotions so rare just kept on ringin in d heart. This work so different from all u're others yet it has so much of u're trademark written on it. Really very exquisite n an absolute heart stealer. Do keep blessing us with more so.


Luvs,

Salim

If there are no tears in the eyes, there will be no rainbow in the soul

Happiness is a butterfly, which, when pursued, is always just beyond your grasp, but which, if you sit down quietly, may alight upon you.

We come to love not by finding a perfect person but by learning to see an imperfect person perfectly
  Send a message via Yahoo to candyboy  
Reply With Quote
Old
  (#8)
shrdh
Registered User
shrdh will become famous soon enoughshrdh will become famous soon enough
 
shrdh's Avatar
 
Offline
Posts: 1,474
Join Date: Dec 2005
Location: singapore
Rep Power: 21
16th March 2006, 06:23 PM

paras g
aapki ye rachna sach mai pyar ki intha si lagi

bhaut hi khwhahisho ko aapne roop diya hai aur bahut sunder sabdon ko chuna hai aapne urdu aapse seekh rahi hoon
bhaut achha laga padhkar

shrdh


  Send a message via Yahoo to shrdh  
Reply With Quote
Old
  (#9)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
16th March 2006, 07:26 PM

paras d

kaisi hain aap....

aapke kalaam ko padhne ki pyaas kabhi khatm nahi hoti hai kyunki unme jo ehsaas hote hain woh sach lajawaab hote hain..

Meri raah se tum jo guzar gaye teri chaah se hum sanwar gaye
teri ik nigaah pe nisaar hum sau sau haddon se guzar gaye

yeh sher sach me dil ko choo gaya...

bahaut khoobsurti se aapne apni soch ko alfaaz diye hain.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#10)
cute_ashu
Registered User
cute_ashu will become famous soon enough
 
cute_ashu's Avatar
 
Offline
Posts: 763
Join Date: Jan 2006
Location: Faridabad, Haryana, India
Rep Power: 19
16th March 2006, 11:31 PM

hi

bahut hi khoobsurat likha hai aapne

...........................................
aapki iss nazm ko kya padha ki aapki bhawnaon mein beh gaye
iss qadar aai huemin ye pasand ki issi ko padhte reh gaye

choo liya issne hamare dil ko iss tarah ki .....
hum to kwaabo mein hi kho gaye .....

..............

bahut pasand aai

yun hi likhte rahiye
Aapka apna

Cute sa Ashu


Yun Mile Ke Mulakaat Na Ho Saki,
Honth Kaape Magar Koi Baat Na Ho Saki,
Meri Khamosh Nigahen Har Baat Keh Gayi,
Aur Unko Shikayat Hai Ki Baat Na Ho Saki.... (nm)

*(`'·.¸(`'·.¸*¤*¸.·'´)¸.·'´)*
.....«´¨`·..ASHU...·´¨`»......
*(¸.·'´(¸.·'´*¤*`'·.¸)`'·.¸)*
------------------------------------------------
  Send a message via Yahoo to cute_ashu Send a message via AIM to cute_ashu  
Reply With Quote
Re: Mere zamin-O-aasmaan kyun ruuthkar gaye....
Old
  (#11)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Mere zamin-O-aasmaan kyun ruuthkar gaye.... - 17th March 2006, 06:01 PM

Bohat khoobsurat

Paras ji

aaj phir aapko padhkar bohat acha laga...bohat hi umda likhti hai aap hamesha hi...

shurkiya itni behtarin rachna likhne aur hum sabhi k saath share karne k liye

take care


apka

Diggaj


Quote:
Originally posted by Parastaar
tuu nahin mera yeh zeest tau hai meri...teri chahat mein jeena hai khushi meri...tere hothon pe nahi tau na sahi, tere khayaalon mein hai maujood awaaragi meri..

Dosto...

Bus yoonhi se khayaal...phir yeh adna koshish...aapki raye ki muntazir rahoongi...

Meri raah se tum jo guzar gaye teri chaah se hum sanwar gaye
teri ik nigaah pe nisaar hum sau sau haddon se guzar gaye

mere jism-o-jaan mehak gaye jo tum huye mere habeeb
niyat bhi ho gayi be-imaan bahon mein tum jo bikhar gaye

shamma sa hum jalte rahe jaanaa yoonhi raatbhar
aariz-o-lab se rang chura, ho tum bhi bekhabar gaye

shokh meri har adaa pe tum machal machal gaye
tere haath mein kase thhe jo, chhoot wo sab sabar gaye

bahon ke tere daayre mile bhi agar tau mukhtsar
qayenaat daaman mein daal, wo bhi lootkar gaye

teri khushi se mil gaye, teri khushi se bichhad gaye
dariya-e-ulfat mein garq ho hum dhuundne gauhar gaye

na ishq ki thee khata na bandagi hi thee gunaah
mere zamin-O-aasmaan kyun 'paras' ruuthkar gaye

aariz = cheeks
sabar = sabr, self control
garq = drown
gauhar = pearls (gains in love)


Navard-e-ishq mein kya hua kya bataye hum
kabhi humne yu khud ko harata naa dekha


Kaise Samjhau Dil-e-hasarat-nasiib Ko Apne
K Sab Kuch Milta Nahi Chah Lene Se Ish Zamane Mein..... "Diggaj"
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#12)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
17th March 2006, 07:01 PM

Meri raah se tum jo guzar gaye teri chaah se hum sanwar gaye
teri ik nigaah pe nisaar hum sau sau haddon se guzar gaye

mere jism-o-jaan mehak gaye jo tum huye mere habeeb
niyat bhi ho gayi be-imaan bahon mein tum jo bikhar gaye

waaaaaaaaaaaaahhhh.... kya baat hai guruji...


shamma sa hum jalte rahe jaanaa yoonhi raatbhar
aariz-o-lab se rang chura, ho tum bhi bekhabar gaye

shokh meri har adaa pe tum machal machal gaye
tere haath mein kase thhe jo, chhoot wo sab sabar gaye

uffff....kya adaa hai shaayraa ki


bahon ke tere daayre mile bhi agar tau mukhtsar
qayenaat daaman mein daal, wo bhi lootkar gaye

teri khushi se mil gaye, teri khushi se bichhad gaye
dariya-e-ulfat mein garq ho hum dhuundne gauhar gaye

beautifull...these shers to me are the best....


na ishq ki thee khata na bandagi hi thee gunaah
mere zamin-O-aasmaan kyun 'paras' ruuthkar gaye

Waaaaaaaaaaahhh...!

Dearest Guruji,

Bahut hi khoobsurat aashaar hain... Kya khoobsurati se har ek baat kahi hai...

U know what i liked the best about it... shuruaat ke sheron me ek josh thha....pyaar ka....ek alag ki junoon sa thha.... aur baad ke sheron me tadap ke saath ek stthirta...which ended in a silence.... so the way u brought the emotions from that level to this was just amazing....

bass... isi tarah likhti raho... meri daad to tumhaare saath hi hai


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Old
  (#13)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
17th March 2006, 08:23 PM

Quote:
Originally posted by meena chheda
meri priy paras,

kya kahu ...

aisa kyun hota hai ... kuch lamhe ... kabhi bhi daaman se alag nahi ho paate ...
kyun jo kabhi bahao mai bikhar sa gaya tha ... wahi thham kyun nahi gaya ...

kyun dard oobhar hi jaata hai .. kyun? ..............
pyaari meena ji...

Waqt tham nahin sakta...lekin hum na jaane kyun waqt se kuch seekh nahin paate...jab bhi mayoosi chaaye tau usi waqt ke guzre lamhon ke nishaan dhundne nikal padhte hain ....na jaane kyun


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
17th March 2006, 08:24 PM

Anil jee...

Aapko mera likha pasand aaya...tau mera likhna bhi maaniye safal ho gaya...shukriya, yoonhi aate rahiye...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
17th March 2006, 08:28 PM

Priya....

Kya baat hai!

tum tau laga dil ke kisi kone mein baithi mere kalaam ke ehsaason ko kured kured kar baahar la rahi ho...itni shiddat se padhti ho tum mujhe ki dil ko bahut sukoon milta hai tumhare replies par...tum zaroor apni raaye pesh kiya karo...achha lagta hai...aur khush raho


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
17th March 2006, 08:35 PM

Mere Pyaare Bhayyia...

Ehsaason ko lafzon mein daalna bhi kya cheez hai na? aur phir gar wo sabki samajh mein aa jaaye tau kya baat hai? mere paas waqt bhi hai, tanhaayi bhi aur mere ehsaas bhi...tau likhne par sukoon bhi milta hai ...waqt bhi guzar jaata hai... shayri tau meri zindagi ka sarmaya hai....aap sabse hum kalaam hone ka zariya bhi...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
sukanya
Registered User
sukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the roughsukanya is a jewel in the rough
 
sukanya's Avatar
 
Offline
Posts: 1,239
Join Date: Jul 2004
Location: India
Rep Power: 0
17th March 2006, 10:57 PM

teri khushi se mil gaye, teri khushi se bichhad gaye
dariya-e-ulfat mein garq ho hum dhuundne gauhar gaye


Dear Paras Ji

Ek aur aapka khoobsurat qalam.....iss time mughey urdu samghney mein dikat nahin huye ...perfect and beautiful words....mere daad kabul kijeyega.

Take care
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
amrit_sharad
Just a normal guy
amrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really niceamrit_sharad is just really nice
 
amrit_sharad's Avatar
 
Offline
Posts: 480
Join Date: Apr 2003
Location: HindusTaaN...
Rep Power: 26
18th March 2006, 11:06 AM

Paras Jiii ....

Khoobsuart Lazfo Se AapNe QalaaM SawaRa Hai....

PaD Kar BaDa SakooN Mila ...

..... Sir Jhuka Ke TaheDil Se TaReeF ... KarTa Hu

QabooL KaRe ....

AaP Ka DosT..


ChalTa Hoon.....

AaP Ka DosT
--------------
Amrit
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
deep_in_ur_hear
Kisiki Talash Main...
deep_in_ur_hear will become famous soon enough
 
deep_in_ur_hear's Avatar
 
Offline
Posts: 239
Join Date: Oct 2005
Location: maut jab sar dhund rahi thi main na tha
Rep Power: 19
19th March 2006, 12:16 AM

paras,
just another feather in ur cap!!!

i likd this sher very muchh

bahon ke tere daayre mile bhi agar tau mukhtsar
qayenaat daaman mein daal, wo bhi lootkar gaye


..nice keep those lovely words n thotts flowing....



marane kii duaaye.n kyuu.N maa.Nguu.N jiine kii tamaannaa kaun kare
ye duniyaa ho yaa vo duniyaa ab Khvaahish-e-duniyaa kaun kare


jo aag lagaaii thii tum ne us ko to bujhaayaa ashko.n ne
jo ashko.n ke bha.Dakaaii hai us aag ko Tha.nDaa kaun kare


jab kashtii saabit-o-saalib thii, saahil kii tamannaa kisako thii
ab aisii shikastaa kashtii me.n saahil kii tamannaa kaun kare


duniyaa ne hame.n chho.Daa ai dil, ham chho.D na de kyo.n duniyaa ko
duniyaa ko samajh kar baiThe hai.n ab duniyaa duniyaa kaun kare



-Moen Ahsan Jazbi
  Send a message via Yahoo to deep_in_ur_hear  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
20th March 2006, 08:22 AM

Priye Kunal....

tumhari tau daad bhi pana bade bhagye ki baat hai...aur uspe aisee shayraana daad!


Hmmmn my eversosweet Salim...

Tum aate nahin ab...kya bahut masruuf ho gaye ho...mere liye waqt nikalne ke liye shukriya



Shukriya ek baar phir...pyaari Shradhaa...aati rehna


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
20th March 2006, 08:28 AM

Farhana dear...

Yeh tau aap sabki inayat hai...ki mere kalaamon ko aap sabke dil mein jagah milti hai...
khuubsurat nazar ka kamal hai tumhari...


Cute se Ashu...

I like your cute sa Avataar...jaa rahe ho kahin? Hot date haan....


Diggaj...

Zeh naseeb! Aap sab ka ehsaan hai ki waqt nikaal kar mujhe padhte ho...


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
Parastaar
Registered User
Parastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of lightParastaar is a glorious beacon of light
 
Parastaar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,814
Join Date: Nov 2003
Rep Power: 27
20th March 2006, 08:36 AM

Priye Pulkit...

Ab is se badhkar tareef kya hogi jo koyi iss tarah se mere kalaam ke saath saath emotionally attach ho har utar chadaav ko feel kare...only you Pulkit, my own Buddy!


Priye Sukanya ji...

lol...dekha aapka hukum thaa so taamiir kiya...


Arre Sharad...

Kaise ho Bhai...Arsa hua tumse humkalaam huye...meri post pe aane ke liye bahut bahut shukriya



That is so sweet Deep...

Feather in my cap!!! Thanks!


nayi ruton mein wo kuchh aur qareeb aaye
gayi ruton ka sulagataa sa intezaar bhii ho

mere khuloos kaa andaaz ye bhii sachhaa hai
rakhuun na rabt magar dostii shumaar bhii ho

--Sayyidaa Fatimaa Hasan
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Rehne de aasma zamin ki talash kar kishor Shayri-e-Dard 0 22nd December 2009 07:06 PM
Kyun chale gaye......... friendnidhi Shayri-e-Dard 10 8th January 2008 10:17 PM
Mere Haal se tu kyuN itni pareshaN hai..!! Mayank Shayri-e-Dard 24 10th March 2006 02:50 PM
bina bataaye kyun chale gaye??? meena chheda Shayri-e-Dard 25 10th December 2005 07:03 PM
mere armman, tuttt gaye mere sapney,>> shayri12345 Shayri-e-Dard 2 8th December 2002 05:13 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com