Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
aag ki baat karne se aag lagati nahi
Old
  (#1)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
aag ki baat karne se aag lagati nahi - 12th December 2010, 12:43 PM

aag ki baat karne se aag lagati nahi
kam se kam chingaari lagaani padti hai,

khwaab dekhne se kya hota hai bhala
sach ye hai ki nind udaani padti hai,

kya nahi hai iska afsos karke kya faayda
jo hai uski tishnagi badhaani padti hai,

takdeer o tadbeer ki jang khatam hoti nahin
apani kahaani khood hi banaani padti hai,

Dard hai bahoot is jahaan me Garima
khushiyaan to khood se hi laani padti hai


Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Old
  (#2)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
12th December 2010, 12:51 PM

aag ki baat karne se aag lagati nahi
kam se kam chingaari lagaani padti hai,

khwaab dekhne se kya hota hai bhala
sach ye hai ki nind udaani padti hai,


Bahut Umdaa Soch Ke Saath Kahe Yeh Do Sher ... Hume bahut pasand aaye... bahut accha likha aapne ... Garima Ji !

Tahe dil se daad hazir hai ... aise hi likhte rahen aur aate rahen aage bhi ...

khush rahen ...
apna khayal rakhen...
duaaon ke saath ....




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#3)
masoodhassas
Registered User
masoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant futuremasoodhassas has a brilliant future
 
masoodhassas's Avatar
 
Offline
Posts: 791
Join Date: Sep 2010
Rep Power: 31
12th December 2010, 03:17 PM

Quote:
Originally Posted by garima View Post
aag ki baat karne se aag lagati nahi
kam se kam chingaari lagaani padti hai,

khwaab dekhne se kya hota hai bhala
sach ye hai ki nind udaani padti hai,

kya nahi hai iska afsos karke kya faayda
jo hai uski tishnagi badhaani padti hai,

takdeer o tadbeer ki jang khatam hoti nahin
apani kahaani khood hi banaani padti hai,

Dard hai bahoot is jahaan me Garima
khushiyaan to khood se hi laani padti hai



aadaab
,,, need udaanee padtee hai,,,,
bahot khoob aap ki saadgee qaabile taareef hai dil se daad haazir hai
masood hassaas
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 12th December 2010, 06:21 PM

bahut khoob..............dil se daad
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Rashmi sharma
volunteer
Rashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud ofRashmi sharma has much to be proud of
 
Rashmi sharma's Avatar
 
Offline
Posts: 723
Join Date: May 2010
Location: chandigarh
Rep Power: 24
12th December 2010, 08:21 PM

Quote:
Originally Posted by garima View Post
aag ki baat karne se aag lagati nahi
kam se kam chingaari lagaani padti hai,

khwaab dekhne se kya hota hai bhala
sach ye hai ki nind udaani padti hai,

kya nahi hai iska afsos karke kya faayda
jo hai uski tishnagi badhaani padti hai,

takdeer o tadbeer ki jang khatam hoti nahin
apani kahaani khood hi banaani padti hai,

Dard hai bahoot is jahaan me Garima
khushiyaan to khood se hi laani padti hai
garima ji aadab bahoot hi achhi aur sachi hai aapki ye rachna


Rashmi Sharma
path par kaante bahut hain tere
par manjil par jaana too.ne
dar na jatilata se jeewan ki
isko saral banana too.ne
pasat na hone paye honsle
khud ka sahas khud hi juta le
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
garima
Paagal Pathik
garima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of lightgarima is a glorious beacon of light
 
garima's Avatar
 
Offline
Posts: 1,997
Join Date: Jan 2005
Location: In the heart of universe
Rep Power: 26
14th December 2010, 03:28 PM

aap sabka shukriya

naresh ji koshish karungee ki aati rahun


Anant se bhi aage... itni si khwahish hai :)
  Send a message via Yahoo to garima Send a message via Skype™ to garima 
Reply With Quote
Old
  (#7)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
14th December 2010, 06:25 PM

Bahot khoob likha hai Garima.. aapki soch aur khayaalaat behad masoom hain aur sanjeedgii bhi jhalakti hai... likhti raho.. khush raho..

shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
zarraa
Registered User
zarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.comzarraa is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zarraa's Avatar
 
Offline
Posts: 1,724
Join Date: Dec 2010
Rep Power: 37
14th December 2010, 08:36 PM

Quote:
Originally Posted by garima View Post
aag ki baat karne se aag lagati nahi
kam se kam chingaari lagaani padti hai,

khwaab dekhne se kya hota hai bhala
sach ye hai ki nind udaani padti hai,

kya nahi hai iska afsos karke kya faayda
jo hai uski tishnagi badhaani padti hai,

takdeer o tadbeer ki jang khatam hoti nahin
apani kahaani khood hi banaani padti hai,

Dard hai bahoot is jahaan me Garima
khushiyaan to khood se hi laani padti hai

bahaut khoob garima ji. bade sundar vichaar hain jo aapne pesh bhi kiye badi sacchhaee, saadagee aur imaandaaree ke saath. aapko dheron daad aur duaein ... zarraa
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Nazish
Nazish
Nazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to beholdNazish is a splendid one to behold
 
Nazish's Avatar
 
Offline
Posts: 215
Join Date: May 2007
Location: Dubai UAE
Rep Power: 24
14th December 2010, 09:30 PM

Quote:
Originally Posted by garima View Post
aag ki baat karne se aag lagati nahi
kam se kam chingaari lagaani padti hai,

khwaab dekhne se kya hota hai bhala
sach ye hai ki nind udaani padti hai,

kya nahi hai iska afsos karke kya faayda
jo hai uski tishnagi badhaani padti hai,

takdeer o tadbeer ki jang khatam hoti nahin
apani kahaani khood hi banaani padti hai,

Dard hai bahoot is jahaan me Garima
khushiyaan to khood se hi laani padti hai
Aadaab Dr Garima ji
bahaut hi dil ko chuu lene wali ghazal paish ki hai aap ne daad qabool kije


.....................................
Dil jalaa ke poochhte haiN badii masoomiyat se woh.
Shamaa ka hi kyuN muqaddar hai raat bhar jalnaa.

Dr. Imtiaz Nazish
  Send a message via Yahoo to Nazish Send a message via MSN to Nazish Send a message via Skype™ to Nazish 
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com