Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Sharaab

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
mai bhi pee jaati hai, aansoo bhi piye jaate hain
Old
  (#1)
'Saahil'
mai shayar badnaam.......
'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice
 
'Saahil''s Avatar
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2009
Location: kabhii dhoop maiN, kabhi chaavN maiN, is shahar maiN us gaoN maiN
Rep Power: 0
mai bhi pee jaati hai, aansoo bhi piye jaate hain - 4th August 2009, 05:50 AM

kyuN hame maut ke paigaam diye jaate haiN
ye sazaa kam to nahi hai ke jiye jaate haiN
nasha dono mai hai saaki mujhe gam de ke sharaab
mai bhi pee jaati hai aansooN bhi piye jaate hain

poet unknown.............please let me know the shayar's name and complete ghazal if anybody has any idea. thanks


Sandeep 'Saahil'

saahilspoetry.blogspot.com
  Send a message via Yahoo to 'Saahil'  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Ek Ehsaas
Couldn't Care Less
Ek Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud ofEk Ehsaas has much to be proud of
 
Ek Ehsaas's Avatar
 
Offline
Posts: 2,652
Join Date: Mar 2007
Location: Delhi
Rep Power: 30
4th August 2009, 03:58 PM

Quote:
Originally Posted by 'Saahil' View Post

poet unknown.............please let me know the shayar's name and complete ghazal if anybody has any idea. thanks

Hi Saahil

"Shamim Jaipuri" ji ke ye alfaaz kuchh iss tarah hain....

Kyun hamay maut ke paigam diye jate hain
Ye saza kam hai ke jiye jate hain
Nasha donon may hai saqi mujhe Gam de ya sharab
Mai bhi pi jati hai ansu bhi piye jate hain
Ek tu hai ke hamari nahi tujh ko parwa
Ek ham hain ke tera nam liye jate hain
Zindagi apani kashakash may guzarati hai "Shamim"
Ji nahi chahata jine ko jiye jate hain


Who Cares.....
  Send a message via Yahoo to Ek Ehsaas  
Reply With Quote
Old
  (#3)
dasht e tanhai
Registered User
dasht e tanhai is on a distinguished road
 
dasht e tanhai's Avatar
 
Offline
Posts: 15
Join Date: Jul 2009
Rep Power: 0
4th August 2009, 10:55 PM

kyuN hame maut ke paigaam diye jaate haiN
ye sazaa kam to nahi hai ke jiye jaate haiN
nasha dono mai hai saaki mujhe gam de ke sharaab
mai bhi pee jaati hai aansooN bhi piye jaate hain

Sachi muchi menoo na sharaab waraab de shair bilkul pasnad nahi...
awein...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
'Saahil'
mai shayar badnaam.......
'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice'Saahil' is just really nice
 
'Saahil''s Avatar
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Aug 2009
Location: kabhii dhoop maiN, kabhi chaavN maiN, is shahar maiN us gaoN maiN
Rep Power: 0
5th August 2009, 09:24 AM

shukriya Widhani saahab.

bahut dino se iski talaash thi.


Sandeep 'Saahil'

saahilspoetry.blogspot.com
  Send a message via Yahoo to 'Saahil'  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is Off
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com