Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
tere labbo.n pe ab mera naam na aiyega(GAZAL)
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
tere labbo.n pe ab mera naam na aiyega(GAZAL) - 30th July 2008, 08:53 PM

sabhi dosto ko raj ka salaam.....ek arse ke baad aapki bazam mein shirkat farmah hoon.....hazirii kabool kijiyega.....raj.....

tere labbo.n pe ab mera naam na aiyega
ab nazar ko nazar ka salaam na aiyega

huye dusman mere, qasid tere sehar ke
ab tere sehar se koii paigaam na aiyega

bewafa huye jaate hain dekho lafaz sabhi
teri bazam mein ab mera kalaam na aiyega

mara hai mujhe teri berukhi ne sitamgar
magar sar tere koii bhii ilzaam na aiyega

isay bhii begaanepan ki inteha hii samjho
ki ab tere apno.n mein mera naam na aiyega

hai qaid is qadar wo rasmo.n ke qafas mein
wo samne to aiyega magar sar-e-aam na aiyega

paimana tu saqii bhii tu maikhana bhii tera
'raj' ke liye ab koii ulfat ka jaam na aiyega....












un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mujeeb
Registered User
Mujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud ofMujeeb has much to be proud of
 
Offline
Posts: 2,855
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 33
30th July 2008, 09:18 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
tere labbo.n pe ab mera naam na aiyega
ab nazar ko nazar ka salaam na aiyega

huye dusman mere, qasid tere sehar ke
ab tere sehar se koii paigaam na aiyega

bewafa huye jaate hain dekho lafaz sabhi
teri bazam mein ab mera kalaam na aiyega

mara hai mujhe teri berukhi ne sitamgar
magar sar tere koii bhii ilzaam na aiyega

isay bhii begaanepan ki inteha hii samjho
ki ab tere apno.n mein mera naam na aiyega

hai qaid is qadar wo rasmo.n ke qafas mein
wo samne to aiyega magar sar-e-aam na aiyega

paimana tu saqii bhii tu maikhana bhii tera
'raj' ke liye ab koii ulfat ka jaam na aiyega....
Raj saheb , maine app ko kuch zyada nahi perha , per ajj perh ker maiN dil hi dil meiN pachta raha hoN ke ab tak is nageene per meri nazer kiyoN na gai ... behad kamal likhi hai ghazal appne .

Mind Blowing ,

appki zubaani maloom huwa keh app arse ke baad mehfil meiN aaey haiN to janab app se guzarish ker raha hoN keh apne ander chupi salahitoN ko hamare saath bhi share kiya kerieN takeh hum bhi seekh sakieN , mehfil meiN aane se na sirf app keh ahsaas share hote haiN balkeh mujh jese nalaiq ko bhi bahut kuch seekhne ko milta hai

Khush rahieN

duago
Mujeeb
  Send a message via Yahoo to Mujeeb Send a message via AIM to Mujeeb Send a message via Skype™ to Mujeeb 
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
30th July 2008, 11:56 PM

big B :

pranaam!!

kaise haiN aap? pehle to maiN aapkaa be-Had ShuraGuzaar huuN kii aapne merii KhaahiSh ko pooraa kiYaa.. aur wo bhee itani umdaah Ghazal keh ke.. dil KhuSh ho gayaa... Ghazal ke aSh'aar beHteriN raheN.. sab se zeyaadaah mujhe Ghazal kaa maq'taa pasaNd aayaa... mere dil se niklii hu'ii DheroN saarii daad qabUl keejiyeNgaa... yuuNhi liKhate rahiye... bazm ko rauShan karte rahiye...!

apnaa Khayaal raKheN... KhuSh raheN


duaaoN ke saath ijaazat

aapkaa

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...

Last edited by Dhaval; 31st July 2008 at 12:09 AM..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
jass_cancerian
Registered User
jass_cancerian will become famous soon enough
 
jass_cancerian's Avatar
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Mar 2008
Location: West london, United Kingdom
Rep Power: 17
31st July 2008, 01:07 AM

[quote=rajveeer;298683]sabhi dosto ko raj ka salaam.....ek arse ke baad aapki bazam mein shirkat farmah hoon.....hazirii kabool kijiyega.....raj.....

tere labbo.n pe ab mera naam na aiyega
ab nazar ko nazar ka salaam na aiyega

huye dusman mere, qasid tere sehar ke
ab tere sehar se koii paigaam na aiyega

bewafa huye jaate hain dekho lafaz sabhi
teri bazam mein ab mera kalaam na aiyega

mara hai mujhe teri berukhi ne sitamgar
magar sar tere koii bhii ilzaam na aiyega

isay bhii begaanepan ki inteha hii samjho
ki ab tere apno.n mein mera naam na aiyega

hai qaid is qadar wo rasmo.n ke qafas mein
wo samne to aiyega magar sar-e-aam na aiyega

paimana tu saqii bhii tu maikhana bhii tera
'raj' ke liye ab koii ulfat ka jaam na aiyega....




its too heart touching,marvelous,
tk cr,
jass
  Send a message via Yahoo to jass_cancerian Send a message via MSN to jass_cancerian  
Reply With Quote
gr8
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Thumbs up gr8 - 31st July 2008, 11:11 AM

Namaskaar Rajveer g......abhi abhi aapki haziri lagi dekhi mahfil meiN...dil garden garden ho gaya sabse phele to aap yeh bataye ki aap etna waqt kaise SDC se door rah paye....mujhe to na-mumkin lagta hai etna waqt door rahna aur aap jaise member ke liye to aur bhi mushkil hai kyuNki aapka kahna hai "Shayri is my Life" so apni life se etni be-rukhi kahe ko janab
ab aap aa gaye ho to hum ab aapko phir se jane na deNge

aapki gazal hamaesha ki tarah umda....aapki shayri kisi tareef ki mohtaz nahi hai, bas etna hi kahna chahti hoon ek baar phir ki hum sabko aapki shayri se bahut kuch seekhna hai....so mahfil mein aate raha kijiye.

god bless u
aapki dost


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 21
31st July 2008, 02:20 PM

raj saheb har sher gajab tha bahut khuub wayaa kiya he aapne dard ko aur dard ki us kasmakash ko,pls share karte rahen


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
1st August 2008, 01:54 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka salaam.....ek arse ke baad aapki bazam mein shirkat farmah hoon.....hazirii kabool kijiyega.....raj.....

tere labbo.n pe ab mera naam na aiyega
ab nazar ko nazar ka salaam na aiyega

huye dusman mere, qasid tere sehar ke
ab tere sehar se koii paigaam na aiyega

bewafa huye jaate hain dekho lafaz sabhi
teri bazam mein ab mera kalaam na aiyega

mara hai mujhe teri berukhi ne sitamgar
magar sar tere koii bhii ilzaam na aiyega

isay bhii begaanepan ki inteha hii samjho
ki ab tere apno.n mein mera naam na aiyega

hai qaid is qadar wo rasmo.n ke qafas mein
wo samne to aiyega magar sar-e-aam na aiyega

paimana tu saqii bhii tu maikhana bhii tera
'raj' ke liye ab koii ulfat ka jaam na aiyega....










aap ke sare nagme ek se badh kar ek ..........hum to aap ke fan hain

Kahani Ban Ke Jiye Hai Woh Dil Ke Ashiane Mien
Lagegi Humko Bhi Sadyon Unhe Bhulane Mien



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
1st August 2008, 10:26 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka salaam.....ek arse ke baad aapki bazam mein shirkat farmah hoon.....hazirii kabool kijiyega.....raj.....

tere labbo.n pe ab mera naam na aiyega
ab nazar ko nazar ka salaam na aiyega

huye dusman mere, qasid tere sehar ke
ab tere sehar se koii paigaam na aiyega

bewafa huye jaate hain dekho lafaz sabhi
teri bazam mein ab mera kalaam na aiyega

mara hai mujhe teri berukhi ne sitamgar
magar sar tere koii bhii ilzaam na aiyega

isay bhii begaanepan ki inteha hii samjho
ki ab tere apno.n mein mera naam na aiyega

hai qaid is qadar wo rasmo.n ke qafas mein
wo samne to aiyega magar sar-e-aam na aiyega

paimana tu saqii bhii tu maikhana bhii tera
'raj' ke liye ab koii ulfat ka jaam na aiyega....










veer bohat arse baad aap tashreef laye aapki ye ghazal parrhi parrhil agi mujhe.....bohat achi hai humesha ki tarah aate rahiyega khush rahain


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
maikasH
Birha Tu Sultan
maikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant futuremaikasH has a brilliant future
 
Offline
Posts: 1,810
Join Date: Aug 2001
Rep Power: 10
2nd August 2008, 02:53 AM

Rajveer saaheb

sat shri akaal aur adaab tasleem farmaa'iiye


aapka taKhayyul har lihaaz se qaabil-e-ga'ur-o-daad hai !!!


sha'iirii har ek ke bas ki baat nahiiN, ek sha'iir aur ek mussavvir meiN zyadaa farq nahiiN hota, an art is an art in any form, donoN ziNdagii aur ziNdagi ke tajir'baat ko apne fann meiN alag-alag suuratoN meiN numaayaaN karte haiN.

meri aapse guzaarish hai ke aap bahuur ki jaanib thoDi si tavvajo aur dijiye!

rab raakha
maikash
 Send a message via ICQ to maikasH Send a message via Yahoo to maikasH  
Reply With Quote
Old
  (#10)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
10th August 2008, 12:13 PM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
sabhi dosto ko raj ka salaam.....ek arse ke baad aapki bazam mein shirkat farmah hoon.....hazirii kabool kijiyega.....raj.....

tere labbo.n pe ab mera naam na aiyega
ab nazar ko nazar ka salaam na aiyega

huye dusman mere, qasid tere sehar ke
ab tere sehar se koii paigaam na aiyega

bewafa huye jaate hain dekho lafaz sabhi
teri bazam mein ab mera kalaam na aiyega

mara hai mujhe teri berukhi ne sitamgar
magar sar tere koii bhii ilzaam na aiyega

isay bhii begaanepan ki inteha hii samjho
ki ab tere apno.n mein mera naam na aiyega

hai qaid is qadar wo rasmo.n ke qafas mein
wo samne to aiyega magar sar-e-aam na aiyega

paimana tu saqii bhii tu maikhana bhii tera
'raj' ke liye ab koii ulfat ka jaam na aiyega....

Rajveer ji namaskaar!!!

Ek arse ke baad aapko padne ka mouka mila hai... shikayat nahi kar sakta kyun ki main khud yahan lambe samay ke baad aaya hoon.... aapki is gazal ka to bus poochiye hi mat. kya kahne.... ek ek sher pe mano jaan nikal di ho....
behad hi pyaari dard se sarabor gazal hai....
daad hazir hai kabool farmaiyega
aur haan ek baat aur......... yunh hi mahfil ki shan badate rahiyega

shukriyaa

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
8th October 2008, 08:33 PM

Aadaab rajveer ji kese hain aap ?
Aapka likha hamesha hi kamaal hota hai yeh gazal bhi lajawaab ban padi hai aate raha kijiye aap jese likhne walo ko padne ka lutf hi alag hai daadf kubool kijiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#12)
kshitiz
.. ek andaaz
kshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud ofkshitiz has much to be proud of
 
kshitiz's Avatar
 
Offline
Posts: 1,681
Join Date: Mar 2003
Location: lucknow , hindustaan
Rep Power: 37
9th October 2008, 01:03 AM

janaab rahveer sahib !

daad dene ko haazir to huN par laa jawaab huN !

beshaQ aapko ye ghazal kahe kuch waQt ho gaya ho par iss ki mahak abhi tak fizaa meiN mauzood hai !

aapka kalaam yakiinan behad sukhanwar ,aur hurf baa hurf apne juzbaat ke liye imaandaar hai !

mujhe chand ashaar aat behad dil azeez lage !

huye dusman mere, qasid tere sehar ke
ab tere sehar se koii paigaam na aiyega

hai qaid is qadar wo rasmo.n ke qafas mein
wo samne to aiyega magar sar-e-aam na aiyega

paimana tu saqii bhii tu maikhana bhii tera
'raj' ke liye ab koii ulfat ka jaam na aiyega....

baki ..

malik aapka ye Qaif barQaraar rakhe !

tareef Qabool ki jaaye

apnaa khyaal rakhiye !


andaaz
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
21st October 2014, 10:51 AM

Sabhi dosto ko Raj ka pyar bhara adaab pounche...aap sabhi ne apni besh keemti raye se nawaaza hai so mai teh e dil se aapka shukarguzaar hoon...Raj...


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#14)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
21st October 2014, 11:18 AM

bahot khoob raj saahab.... mazaa aa gayaa aapko padh kar.... dil khush kar diyaa janaab....

likhte rahiyegaa

Shaad....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
24th October 2014, 11:23 AM

Sameer bhai ko raj kaa adaab pounche....janaab housla afzaii ke liye bhut bhut shukria isii tarha saath dete rahiye...RAJ..


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#16)
aru
Main shayar to nahin.....
aru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.comaru is the among the best Shayars at Shayri.com
 
aru's Avatar
 
Offline
Posts: 2,795
Join Date: Oct 2002
Location: kanpur
Rep Power: 50
31st October 2014, 07:07 PM

rajveer jee.....is khoobsurat see ghazal ke.liye aapko dher sari badhaai........



एक हाथ में दिल उनके एक हाथ में खंजर था
चेहरे पे दोस्त का मुखौटा अजीब सा मंजर था

Arvind Saxena
Ph. No. 7905856220
  Send a message via AIM to aru  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
1st November 2014, 03:09 AM

Dost! Bahut Bahut acha Likha. Dil ko choo Gaya.
God bless you.


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
masti
Moderator
masti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant futuremasti has a brilliant future
 
masti's Avatar
 
Offline
Posts: 1,113
Join Date: Jun 2003
Location: Mumbai
Rep Power: 38
2nd November 2014, 01:30 AM

Simply suuperb.

Bohut khoob........ ��


-Apki Dost
Sarika
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
rajinderseep
Registered User
rajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud ofrajinderseep has much to be proud of
 
Offline
Posts: 748
Join Date: Oct 2009
Location: new york U.S.A.
Rep Power: 28
2nd November 2014, 07:49 AM

Raj ji congratulations ek bahut umda Gazal k liay.sab k sab shair apne aap meiN ek dam mukammal heiN.Lekin yeh Shair bahut khas laga.

hai qaid is qadar wo rasmo.n ke qafas mein
wo samne to aiyega magar sar-e-aam na aiyega

wah wah kya baat hai.

Rajinder seep
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
Hamdam
Member
Hamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud ofHamdam has much to be proud of
 
Hamdam's Avatar
 
Offline
Posts: 1,477
Join Date: Oct 2012
Location: Delhi .. ovalswitches@gmail.com
Rep Power: 26
2nd November 2014, 03:19 PM

Rajveer ji ,

Apka ka kalam bahut pasand aye . lekin ye sher bahut acha laga ..

mara hai mujhe teri berukhi ne sitamgar
magar sar tere koii bhii ilzaam na aiyega


regds
Sanjay Sehgal



khone Pane ki daur mein yun uljha hai har bashar ,
Isee kashmeqash mein kat raha Zindagee ka safar.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Tere Hathon ki Lakeeron Mein Mera Naam To Hai zishan107 Shayri-e-Mashahoor Shayar 5 13th May 2008 10:12 PM
tere dil de siva mera patta koii hor kiyon hove.....(GAZAL) rajveeer Punjabi Poetry 4 31st August 2007 07:15 PM
Phir Aaj Koi Gazal Tere Naam na Ho Jaye DreamHealer Aapki Shayri 1 14th May 2007 02:54 PM
Ek Gazal :- Gazal Ke Naam. shyam Shayri-e-Dard 6 21st May 2003 04:25 PM
Ek Gazal Mehfil ke naam Arnab Shayri-e-Dard 1 15th May 2003 11:59 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com