Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Maine Pyaar kiya tho..
Old
  (#1)
anjelz_princess
Registered User
anjelz_princess will become famous soon enoughanjelz_princess will become famous soon enough
 
anjelz_princess's Avatar
 
Offline
Posts: 223
Join Date: Nov 2005
Location: kuwait.
Rep Power: 20
Maine Pyaar kiya tho.. - 1st March 2006, 07:14 PM

Main Ne Parindo Se Pyaar Kya To,,
Woh Urh Gaya

Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,,
Woh Gharoob Ho Gaya

Main Ne Chand Se Pyaar Kya To,
Woh Badlon Main Chup Gaya

Main Ne Pani Se Pyaar Kya To,
Woh Beh Gaya

Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To,
Woh Pighal Gaya

Main Ne Barish Se Pyaar Kya To,
Woh Baras K Thum Gaya

Main Ne Aag Se Pyaar Kya To,
Woh Bujh Gai

Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To,
Woh Murjha Gaya

Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To,
Wo Toot Gaya

Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To,
Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay

Or Jab..Main Ne Insaan'on Se Pyaar Kya To,
Woh Be-Wafa Niklay

Ajeeb si Kismat Sukoon Ka..


Dooriyon ki na parwah kiya keejiye,
Dil jab bhi pukaare bula leejiye
Ae dost hum door ziyaada nahin aap se,
Bus apni palkon ko mila leejiye
   
Reply With Quote
Re: Maine Pyaar kiya tho..
Old
  (#2)
ashiq awara,
copy shayar
ashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the roughashiq awara, is a jewel in the rough
 
ashiq awara,'s Avatar
 
Offline
Posts: 445
Join Date: Sep 2005
Location: MUMBAI---- ( mai-khana )
Rep Power: 22
Re: Maine Pyaar kiya tho.. - 1st March 2006, 07:36 PM

Quote:
Originally posted by anjelz_princess
Main Ne Parindo Se Pyaar Kya To,,
Woh Urh Gaya

Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,,
Woh Gharoob Ho Gaya

Main Ne Chand Se Pyaar Kya To,
Woh Badlon Main Chup Gaya

Main Ne Pani Se Pyaar Kya To,
Woh Beh Gaya

Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To,
Woh Pighal Gaya

Main Ne Barish Se Pyaar Kya To,
Woh Baras K Thum Gaya

Main Ne Aag Se Pyaar Kya To,
Woh Bujh Gai

Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To,
Woh Murjha Gaya

Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To,
Wo Toot Gaya

Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To,
Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay

Or Jab..Main Ne Insaan'on Se Pyaar Kya To,
Woh Be-Wafa Niklay

Ajeeb si Kismat Sukoon Ka..

hi princess,
bohat hi accha likha hai aapne bilkul la-jawaab isis tarah likhte rahiye.
bye apna khayal rakhiye................


Not Mine.


mai kabhi kuch nahi likhta bas
dusron ka likha post karta hoon
kyonki mai shayar nahi hoon
lekin mujhe shayri bohat pasand hai
  Send a message via Yahoo to ashiq awara,  
Reply With Quote
Old
  (#3)
saathi
Registered User
saathi is on a distinguished road
 
saathi's Avatar
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Mar 2006
Location: Hindustan
Rep Power: 0
1st March 2006, 07:58 PM

princess ji
apne acha likha hai magar kabhi khud se pyar karke dekhiye, nirashan nahin milegi wahan, and i mean it.

shukriya
   
Reply With Quote
hiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii
Old
  (#4)
akash_akki
Saffaire
akash_akki is on a distinguished road
 
akash_akki's Avatar
 
Offline
Posts: 36
Join Date: Apr 2004
Location: Delhi / varanasi, india,09335024898
Rep Power: 0
Love hiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiiii - 18th July 2007, 09:14 PM

hiiiiiiiiiiiiiiii you wrote very beautiful.....

akki


Ek gunguna ahsas hu tere liye
Ek ghana vishwash hu tere liye
Pankh failakar udd ke to dekh
Ek naya "AKASH" hu tere liye..
  Send a message via Yahoo to akash_akki  
Reply With Quote
Re: Maine Pyaar kiya tho..
Old
  (#5)
Diggaj_Dave
EK CHAMAKTA HUA SITARA
Diggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to beholdDiggaj_Dave is a splendid one to behold
 
Diggaj_Dave's Avatar
 
Offline
Posts: 1,884
Join Date: Jun 2005
Location: Rajasthan,India
Rep Power: 26
Re: Maine Pyaar kiya tho.. - 1st March 2006, 07:58 PM

Quote:
Originally posted by anjelz_princess
Main Ne Parindo Se Pyaar Kya To,,
Woh Urh Gaya

Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,,
Woh Gharoob Ho Gaya

Main Ne Chand Se Pyaar Kya To,
Woh Badlon Main Chup Gaya

Main Ne Pani Se Pyaar Kya To,
Woh Beh Gaya

Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To,
Woh Pighal Gaya

Main Ne Barish Se Pyaar Kya To,
Woh Baras K Thum Gaya

Main Ne Aag Se Pyaar Kya To,
Woh Bujh Gai

Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To,
Woh Murjha Gaya

Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To,
Wo Toot Gaya

Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To,
Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay

Or Jab..Main Ne Insaan'on Se Pyaar Kya To,
Woh Be-Wafa Niklay

Ajeeb si Kismat Sukoon Ka..
Sach mein sabhi ne dokha diya apko..Par sach mein bohat khoob likha hai aapne..Apki jitni tarif ki jaye utni kam hai..Take care
 Send a message via ICQ to Diggaj_Dave Send a message via Yahoo to Diggaj_Dave Send a message via AIM to Diggaj_Dave  
Reply With Quote
Old
  (#6)
nice_off_me
sabke dil mein pyar banke
nice_off_me will become famous soon enough
 
nice_off_me's Avatar
 
Offline
Posts: 1,053
Join Date: Jan 2005
Location: in ur heart
Rep Power: 21
2nd March 2006, 10:45 AM

acha likha hai princess keep posting...

tumne sab se pyarr kiya
kabhi apne aap se karke dekho
har khushi tumhe apne kadmo mein milegi
khud par bharosa tu karke dekho.


unforgetable simran
~~~~~~~~~~~~~~~~
Ju PaL mIlE uSs PaL kO jEe lO
sHaYaD kAl Ho Na Ho......

love is seeing yourself in someone's
eyes and finding yourself in somebody's heart!!!!!(*-*)


(¨`·.·´¨) Always
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´

ITS STATE OF MIND.....
   
Reply With Quote
bahut khoob
Old
  (#7)
masoomshayer
Registered User
masoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud ofmasoomshayer has much to be proud of
 
masoomshayer's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Dec 2005
Location: delhi
Rep Power: 31
bahut khoob - 2nd March 2006, 12:07 PM

tum ne chaha tha ki jise pyar karo woh wahee kare jo tum chaho? nahee na? kisee ke khone par dukh na karo laut ke ayaga sab kcuh pani bhigayega barf phir jamegee is bar barish nahee thamegee sab kuch hoga achha sa to isee bhaut pyaree see kavita kee tarah ek muskaratee huyee achee kavita bhee kahana
Anil


mere ashar ko mahoob samjh ke chhoomte the jo
kho gaye hain woh log ab un kee justzoo hai
  Send a message via Yahoo to masoomshayer  
Reply With Quote
Re: Maine Pyaar kiya tho..
Old
  (#8)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Re: Maine Pyaar kiya tho.. - 2nd March 2006, 03:51 PM

Quote:
Originally posted by anjelz_princess
Main Ne Parindo Se Pyaar Kya To,,
Woh Urh Gaya

Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,,
Woh Gharoob Ho Gaya

Main Ne Chand Se Pyaar Kya To,
Woh Badlon Main Chup Gaya

Main Ne Pani Se Pyaar Kya To,
Woh Beh Gaya

Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To,
Woh Pighal Gaya

Main Ne Barish Se Pyaar Kya To,
Woh Baras K Thum Gaya

Main Ne Aag Se Pyaar Kya To,
Woh Bujh Gai

Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To,
Woh Murjha Gaya

Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To,
Wo Toot Gaya

Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To,
Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay

Or Jab..Main Ne Insaan'on Se Pyaar Kya To,
Woh Be-Wafa Niklay

Ajeeb si Kismat Sukoon Ka..
ise padhke bas ek hi baat zehen me aayi ke"naseeb se zyada aur naseeb se pehle kisi ko kahan kuch mila hai"
sukoon meri dua hai ki tumhe hamesha sukoon haasil ho..
take care sweets.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#9)
madiha
Registered User
madiha is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 52
Join Date: Feb 2006
Location: Oldham, UK
Rep Power: 19
2nd March 2006, 08:43 PM

A GREAT SHAYRI YOU'VE WRITTEN THERE.

I LOVE THE WAY YOU PUT IT.

LIKHTE REHNA,

MADIHA


Dur dur reh key sanu naa tarpaa tu,
Sadey naal pakiyaan mahabbataan nibhaa tu.

Dur dur reh key sanu naa tarpaa tu,
Sadey naal pakiyaan mahabbataan nibhaa tu,
Sadey naal pakiyaan mahabbataan nibhaa tu.

Menu har weley tera hayaal ni gal sun ley sohniye,
Menu har weley tera hayaal ni gal sun ley sohniye,
Menu tere naal ho gayaa pyar ni gal sun ley sohniye,
Menu tere naal ho gayaa pyar ni gal sun ley sohniye.
   
Reply With Quote
Re: Re: Maine Pyaar kiya tho..
Old
  (#10)
anjelz_princess
Registered User
anjelz_princess will become famous soon enoughanjelz_princess will become famous soon enough
 
anjelz_princess's Avatar
 
Offline
Posts: 223
Join Date: Nov 2005
Location: kuwait.
Rep Power: 20
Re: Re: Maine Pyaar kiya tho.. - 10th March 2006, 02:43 AM

Quote:
Originally posted by ashiq awara,
hi princess,
bohat hi accha likha hai aapne bilkul la-jawaab isis tarah likhte rahiye.
bye apna khayal rakhiye................
Shukriya Ashiq awara ji aapne waqat nikal ker mera post parha thank u so much keep reading

Khuwabon ki Sukoon.


Dooriyon ki na parwah kiya keejiye,
Dil jab bhi pukaare bula leejiye
Ae dost hum door ziyaada nahin aap se,
Bus apni palkon ko mila leejiye
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
anjelz_princess
Registered User
anjelz_princess will become famous soon enoughanjelz_princess will become famous soon enough
 
anjelz_princess's Avatar
 
Offline
Posts: 223
Join Date: Nov 2005
Location: kuwait.
Rep Power: 20
10th March 2006, 02:56 AM

Quote:
Originally posted by saathi
princess ji
apne acha likha hai magar kabhi khud se pyar karke dekhiye, nirashan nahin milegi wahan, and i mean it.

shukriya
saathi ji thank u so much for ur kind words apne aap se bi pyara kar ke dekhliya apne apa ko hi kisi aur ka paayaa

Sukoon


Dooriyon ki na parwah kiya keejiye,
Dil jab bhi pukaare bula leejiye
Ae dost hum door ziyaada nahin aap se,
Bus apni palkon ko mila leejiye
   
Reply With Quote
Re: Re: Maine Pyaar kiya tho..
Old
  (#12)
anjelz_princess
Registered User
anjelz_princess will become famous soon enoughanjelz_princess will become famous soon enough
 
anjelz_princess's Avatar
 
Offline
Posts: 223
Join Date: Nov 2005
Location: kuwait.
Rep Power: 20
Re: Re: Maine Pyaar kiya tho.. - 10th March 2006, 03:00 AM

Quote:
Originally posted by Diggaj_Dave
Sach mein sabhi ne dokha diya apko..Par sach mein bohat khoob likha hai aapne..Apki jitni tarif ki jaye utni kam hai..Take care
shukriya diggaj ji keep reading

sukoon


Dooriyon ki na parwah kiya keejiye,
Dil jab bhi pukaare bula leejiye
Ae dost hum door ziyaada nahin aap se,
Bus apni palkon ko mila leejiye
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
anjelz_princess
Registered User
anjelz_princess will become famous soon enoughanjelz_princess will become famous soon enough
 
anjelz_princess's Avatar
 
Offline
Posts: 223
Join Date: Nov 2005
Location: kuwait.
Rep Power: 20
10th March 2006, 03:15 AM

Quote:
Originally posted by nice_off_me
acha likha hai princess keep posting...

tumne sab se pyarr kiya
kabhi apne aap se karke dekho
har khushi tumhe apne kadmo mein milegi
khud par bharosa tu karke dekho.
nice_off_me thank u so much for ur kind words keep reading..

Sukoon


Dooriyon ki na parwah kiya keejiye,
Dil jab bhi pukaare bula leejiye
Ae dost hum door ziyaada nahin aap se,
Bus apni palkon ko mila leejiye
   
Reply With Quote
Re: bahut khoob
Old
  (#14)
anjelz_princess
Registered User
anjelz_princess will become famous soon enoughanjelz_princess will become famous soon enough
 
anjelz_princess's Avatar
 
Offline
Posts: 223
Join Date: Nov 2005
Location: kuwait.
Rep Power: 20
Re: bahut khoob - 10th March 2006, 03:17 AM

Quote:
Originally posted by masoomshayer
tum ne chaha tha ki jise pyar karo woh wahee kare jo tum chaho? nahee na? kisee ke khone par dukh na karo laut ke ayaga sab kcuh pani bhigayega barf phir jamegee is bar barish nahee thamegee sab kuch hoga achha sa to isee bhaut pyaree see kavita kee tarah ek muskaratee huyee achee kavita bhee kahana
Anil
Anil ji acha laga aap ke comments parh ker muje ajeeb laga ke aap ne kaha ke kisi ke khone per dukh na karo jab ke aap ko pata hai ke pyara ka khona kiya hota hai thanks for reading

sukoon


Dooriyon ki na parwah kiya keejiye,
Dil jab bhi pukaare bula leejiye
Ae dost hum door ziyaada nahin aap se,
Bus apni palkon ko mila leejiye
   
Reply With Quote
Re: Re: Maine Pyaar kiya tho..
Old
  (#15)
anjelz_princess
Registered User
anjelz_princess will become famous soon enoughanjelz_princess will become famous soon enough
 
anjelz_princess's Avatar
 
Offline
Posts: 223
Join Date: Nov 2005
Location: kuwait.
Rep Power: 20
Re: Re: Maine Pyaar kiya tho.. - 10th March 2006, 03:24 AM

Quote:
Originally posted by farhana
ise padhke bas ek hi baat zehen me aayi ke"naseeb se zyada aur naseeb se pehle kisi ko kahan kuch mila hai"
sukoon meri dua hai ki tumhe hamesha sukoon haasil ho..
take care sweets.
Farhana ji acha laga aap ka reply parh ker sach kaha aap ne naseeb se ziyada aur naseeb se pehle kisi ko kahaan kuch mila hai lekin us naseeb ka kiya khein hum jisme fakat aansoo hai .. sukoon tho naam hai humara jo ke sab ko baatne ki koshish karti hon thank u keep reading..

sukoon


Dooriyon ki na parwah kiya keejiye,
Dil jab bhi pukaare bula leejiye
Ae dost hum door ziyaada nahin aap se,
Bus apni palkon ko mila leejiye
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
anjelz_princess
Registered User
anjelz_princess will become famous soon enoughanjelz_princess will become famous soon enough
 
anjelz_princess's Avatar
 
Offline
Posts: 223
Join Date: Nov 2005
Location: kuwait.
Rep Power: 20
10th March 2006, 03:26 AM

Quote:
Originally posted by madiha
A GREAT SHAYRI YOU'VE WRITTEN THERE.

I LOVE THE WAY YOU PUT IT.

LIKHTE REHNA,

MADIHA
My pleasure Madiha ji thank u so much and keep reading

sukoon


Dooriyon ki na parwah kiya keejiye,
Dil jab bhi pukaare bula leejiye
Ae dost hum door ziyaada nahin aap se,
Bus apni palkon ko mila leejiye
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
ADHURI HEER
Ranjhan bin Adhuri
ADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of lightADHURI HEER is a glorious beacon of light
 
ADHURI HEER's Avatar
 
Offline
Posts: 683
Join Date: Jul 2007
Location: Musafir hu yaaro,na ghar hai na thikana
Rep Power: 22
15th July 2007, 12:11 PM

WOW, BAHUT HI KHOOB, BAHUT HI PYARA LIKHA HAI AAPNE, REALLY GOOD JOB


GOD IS GREAT
   
Reply With Quote
frnd 4 ever
Old
  (#18)
munfairy
Registered User
munfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the roughmunfairy is a jewel in the rough
 
munfairy's Avatar
 
Offline
Posts: 850
Join Date: Nov 2005
Location: mumbai
Rep Power: 22
Smile frnd 4 ever - 25th July 2007, 06:25 PM

Quote:
Originally Posted by anjelz_princess View Post
Main Ne Parindo Se Pyaar Kya To,,
Woh Urh Gaya

Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,,
Woh Gharoob Ho Gaya

Main Ne Chand Se Pyaar Kya To,
Woh Badlon Main Chup Gaya

Main Ne Pani Se Pyaar Kya To,
Woh Beh Gaya

Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To,
Woh Pighal Gaya

Main Ne Barish Se Pyaar Kya To,
Woh Baras K Thum Gaya

Main Ne Aag Se Pyaar Kya To,
Woh Bujh Gai

Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To,
Woh Murjha Gaya

Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To,
Wo Toot Gaya

Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To,
Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay

Or Jab..Main Ne Insaan'on Se Pyaar Kya To,
Woh Be-Wafa Niklay

Ajeeb si Kismat Sukoon Ka..
princes ji,
kaise hain aap?

wah ,kya baat hai aapki,

chaliye apko har baar pyar ke badle ,kuch na mila ho,

per is parivaar me apni is pyarisi nazam bhej kar,,
hamara pyar bhara reply to mil gaya.
hai na?

bohot hi alag andaze bayan raha aapka,

hamesha khush rahiyega
apna khayal rakhiye.

ALLAH HAFIZ

apki dost
HASSONI,
( HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ HASSAN
forever..
and ever and ever!
**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
bohot khoob


Apki dost
Sweet HASSONI,
( Badrul HaSSaN ki SoNi )

()""""()()""""()
( ,'o' ) ( ,'o' )
(,) (,) (,) (,)
SoNY _ Badrul HASSAN
forever..
and ever and ever!

**********(¨`·.·´¨) Always *************
`·.¸(¨`·.·´¨) Keep
(¨`·.·´¨)¸.·´ Smiling!
`·.¸.·´
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
**AaTe JaaTe - MaInE PyAaR KiYa** farhana Hindi/Urdu Lyrics 6 9th December 2005 09:24 PM
Mere rang mein rangne waali-MAINE PYAAR KIYA farhana Hindi/Urdu Lyrics 0 28th October 2005 10:46 PM
Maine Pyaar Kyun Kiya ??? roothi_pari Shayri-e-Dard 1 19th July 2005 01:39 PM
Aaya mausam DOSTI ka..........maine pyaar kiya aashika Hindi/Urdu Lyrics 8 5th May 2005 03:33 AM
ishq kiya maine... tanvi16 Shayri-e-Ishq 5 5th March 2004 03:24 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com