Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Baitbaazi-e-Dard
Old
  (#1)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
Post Baitbaazi-e-Dard - 18th January 2004, 02:54 PM

All Shayri Frenz Adaab,
Ham Yahan par ek naya thread shuroo kar rahe hain,Baitbaazi-e-Dard, aap sab se guzaarish hai ki is mein shirkat farmaa kar lutfandoz hon.....

There is only single rule ki aapko sirf Dard par hi sher likhna hai.

Chaliye Taajdaar-e-Sukhanwari,"Mirza Ghalib" ke sher se hi shuruaat karte hain......

Dard se mere hai tujhko beqaraari haaye haaye
kyaa huaa zaalim teri Ghafalatashi'aari haaye haaye

tere dil mein gar na tha aashob-e-Gham kaa hausalaa
tuu ne phir kyun ki thi meri Gham-gusaari haaye haaye

Mirza Ghalib


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
madhegum
Madah-E-gum
madhegum will become famous soon enough
 
madhegum's Avatar
 
Offline
Posts: 147
Join Date: Jun 2003
Rep Power: 21
18th January 2004, 03:57 PM

QayaMaT Kuch is TaRaH..... PesH Hai

HukuM HakeeM ka hai FaryaaD JawaNi Ruk jaye
DiL ki BehTi Huyi GanGa ki RvaNi Ruk Jaye

KaoM Kahti hai Hawa Band ho Pani Ruk Jaye
PaR Yeh MumKiN NahiN Ab JosHe JawaNi Ruk Jaye


madhegum

*************************

jo dard mila hai madine se mila hai
allah ka isfan unke ghar se mila hai
jisko bhi mila hai mukaddar sse mila hai
humko to mukaddar bhi unke ghar sse mile hai
  Send a message via Yahoo to madhegum  
Reply With Quote
Old
  (#3)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
18th January 2004, 06:16 PM

Madhegum Sahab,

Dhyaan rakhen ki sher mein Dard ka zikr hona behad zaroori hai.......

Dard minnat kashe-davaa na huaa
main na achchaa huaa, buraa na huaa

jamaa karte ho kyun raqibon ko
ik tamaashaa huaa gilaa na huaa

kuchch to parhiye ki log kahte hain
aaj 'Ghalib' Ghazal saraa na huaa

Mirza Ghalib


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
19th January 2004, 02:40 PM

Frenz reply in this thread plzzzzzzzz, ham intzaar kar rahe hain.
regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
19th January 2004, 05:51 PM

Sajda.......Gazal.

Dard se mera daman vharde yea Allah
dard se mera daman vharde yea Allah
phir chaahe deewana karde yea Allah
dard se mera daman vharde yea Allah

Meine tujhse chaand sitaare kab mange
Meine tujhse chaand sitaare kab mange
roshan dil bedaar nazar de yea Allah
phir chaahe deewana karde yea Allah
Dard se mera daman vharde yea Allah.......
Unknown writer.


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
20th January 2004, 02:28 PM

Dear Shimul, the writer of that nazm /ghazal is "Qateel Shifai" , ok ab aage barhte hain......

Dard ki had se guzarnaa to abhi baaqi hai
Toot kar meraa bikharnaa to abhi baaqi hai

paas aake meraa dukh-dard baatnevaale
mujhse katraa ke guzarnaa to abhi baaqi hai

Rashid Kamil


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
20th January 2004, 02:42 PM

Aap bohot achha likhte hein, mein keya hu? Likhte rahiyega.
Ek gazal.

Aankhon meh jalraha hein kyu bujhta nehi dhuya
aankhon meh jalraha hein kyu bujhta nehi dhuya
khata toh hein ghata sa barasta nehi dhuya
aankhon meh jalraha hein kyu bujhta nehi dhuya
Choole nehi jalaye yea basti hi jalgayi
kuch roz woh gaye hein ab uthta nehi dhuya
ankhon meh jalraha hein kyu bujhta nehi dhuya.......




*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
khan
Nacheez Shayar
khan will become famous soon enough
 
khan's Avatar
 
Offline
Posts: 225
Join Date: May 2003
Location: New Delhi, INDIA
Rep Power: 21
21st January 2004, 11:40 AM

Ankhon mein jal raha hai kyun uthtaa nahin dhuaan
Uthtaa to hai ghataa sa, barastaa nahin dhuaan


regards
Sahil Khan
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
21st January 2004, 03:16 PM

Dear Sahi Jee, achha likhha hein aapne. Likhte rahiyega. Shukriya.

Dilki baat labo par lakar aab tak hum dukh sehete hein
dilki baat labo par lakar aab tak hum dukh sehete hein
hum yeh suna tha ish basti meh dilwale bhi rahte hein
hum yeh suna tha ish basti meh dilwale bhi rahte hein
dil ki baat.......
Ek hume awaara kehna koi bada ilzam nehi
ek hume awaara kehna koi bada ilzam nehi
duniya wale dilwalo ko aur bohot kuch kehte hein
duniya wale dilwalo ko aur bohot kuch kehte hein
dilki baat.......
Habib Jalib


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
23rd January 2004, 01:55 PM

Please continue.......


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
naina_cooleyes
Registered User
naina_cooleyes is just really nicenaina_cooleyes is just really nicenaina_cooleyes is just really nicenaina_cooleyes is just really nice
 
naina_cooleyes's Avatar
 
Offline
Posts: 311
Join Date: Feb 2005
Location: Canada
Rep Power: 23
2nd September 2008, 11:55 AM

Subha Ki befikri Day ker,

Shamon Ki her Ik Sohbat deyker

Loag To Dou Kori Bhi na Dein

Per Ham nay Bari Qemat deykar

Dard Khareda thaa

So ab Ussi Ko

Dil say Lagaye Bethay hain


Ek se musaafir hain, Ek sa muqaddar hai...
Main zameen pe tanha, aur woh aasmaano mein...
  Send a message via Yahoo to naina_cooleyes  
Reply With Quote
Old
  (#12)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
2nd September 2008, 01:38 PM

rahne diyaa na usne kisii kaam kaa mujhe
aur Khaak meN bhii mujhko milaa kar nahiiN gayaa


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
2nd September 2008, 01:44 PM

Jo kabhi kehte the, umr bhar tumko na bhulayenge,
aaj vohi kehte hain, sari batein bhula do, hum na ayenge..nm



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Baitbaazi Mayank Anjuman-e-Shayri 2599 21st October 2016 03:53 PM
Baitbaazi-e-Sharaab khan Shayri-e-Sharaab 22 1st January 2013 02:03 PM
Chithiye ni dard pirak waliye[Dard bahra punjabi Geet] Diggaj_Dave Hindi/Urdu Lyrics 1 20th January 2009 02:48 PM
Baitbaazi-e-kalaam-e-Asaatzaa khan Shayri-e-Mashahoor Shayar 362 11th November 2008 07:31 AM
Baitbaazi-e-Ishq khan Shayri-e-Ishq 17 23rd January 2004 02:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com