jis ki tumhe talash thi ,
main woh ban ke aya tha,
jis ko tum ne andhera sam jha,
main toh tera hi saya tha,
kiun thukra diya mujhe ,
main teri hi duwaon ka,
asar tha,
sab ko pehchana tum ne ,
ek mujhe chod ke ,
jab main teri hi liye,
is dunya me aya tha.