Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Khayaal
Old
  (#1)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
Love Khayaal - 20th August 2013, 09:44 PM

Tum
Aur tumhara khayaal
Aksar gher liya karte hain mujh ko

Shaam ke bichhe hue qaaleen par
Jab tumhaare chehre se noor barasta hai
Bahut achcha lagta hai

Ye ehsaas bahut sheetal hai
Ki tum ho
Aaj bhi ho
Chidiya ki chahchahaahat se nikal kar
Baadal ke neh se pare
Paani ki nirmalta ke bahar

Tum simat aayiN
To ik phool ki khushboo meN
Aur sampurna vatavaran
Khushnuma bana diya

Maine mahsoos to kiya ye aanand
Lekin samajh nahiN paya
Ke tum mere dil-o-dimaaG par chhaa rahi ho
Ya
Tumhara samast mere zahn meN
SimaTta ja raha hai
Aur maiN deewaar par
Tumhaari koi dhundhli si
Tasweer talaashta huN

Paanv dharti meN gaRe haiN
Aur maiN deewaar meN


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Musa_Jutt
Registered User
Musa_Jutt is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 3
Join Date: Aug 2013
Rep Power: 0
22nd August 2013, 06:51 PM

Nice One...wonderful......................
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
28th June 2014, 05:15 PM

Quote:
Originally Posted by Musa_Jutt View Post
Nice One...wonderful......................
Thanks Musa sahab ...............


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
29th June 2014, 07:12 PM

Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!! View Post
Tum
Aur tumhara khayaal
Aksar gher liya karte hain mujh ko

Shaam ke bichhe hue qaaleen par
Jab tumhaare chehre se noor barasta hai
Bahut achcha lagta hai

Ye ehsaas bahut sheetal hai
Ki tum ho
Aaj bhi ho
Chidiya ki chahchahaahat se nikal kar
Baadal ke neh se pare
Paani ki nirmalta ke bahar

Tum simat aayiN
To ik phool ki khushboo meN
Aur sampurna vatavaran
Khushnuma bana diya

Maine mahsoos to kiya ye aanand
Lekin samajh nahiN paya
Ke tum mere dil-o-dimaaG par chhaa rahi ho
Ya
Tumhara samast mere zahn meN
SimaTta ja raha hai
Aur maiN deewaar par
Tumhaari koi dhundhli si
Tasweer talaashta huN

Paanv dharti meN gaRe haiN
Aur maiN deewaar meN

waaaahhhhhhhh bas waah hi waahhhhh... nayaa andaaz nayaa josh baakamaal... bemisaal.....

Shaad


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
29th June 2014, 11:50 PM

Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!! View Post
Tum
Aur tumhara khayaal
Aksar gher liya karte hain mujh ko

Shaam ke bichhe hue qaaleen par
Jab tumhaare chehre se noor barasta hai
Bahut achcha lagta hai

Ye ehsaas bahut sheetal hai
Ki tum ho
Aaj bhi ho
Chidiya ki chahchahaahat se nikal kar
Baadal ke neh se pare
Paani ki nirmalta ke bahar

Tum simat aayiN
To ik phool ki khushboo meN
Aur sampurna vatavaran
Khushnuma bana diya

Maine mahsoos to kiya ye aanand
Lekin samajh nahiN paya
Ke tum mere dil-o-dimaaG par chhaa rahi ho
Ya
Tumhara samast mere zahn meN
SimaTta ja raha hai
Aur maiN deewaar par
Tumhaari koi dhundhli si
Tasweer talaashta huN

Paanv dharti meN gaRe haiN
Aur maiN deewaar meN


Masha Allah bohat khoob surat khayaal hai sumit ji........




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
ufaq
AN ILLUSION
ufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.comufaq is the among the best Shayars at Shayri.com
 
ufaq's Avatar
 
Offline
Posts: 726
Join Date: Oct 2011
Rep Power: 33
30th June 2014, 12:28 PM

Quote:
Originally Posted by AnjAAn!!! View Post
Tum
Aur tumhara khayaal
Aksar gher liya karte hain mujh ko

Shaam ke bichhe hue qaaleen par
Jab tumhaare chehre se noor barasta hai
Bahut achcha lagta hai

Ye ehsaas bahut sheetal hai
Ki tum ho
Aaj bhi ho
Chidiya ki chahchahaahat se nikal kar
Baadal ke neh se pare
Paani ki nirmalta ke bahar

Tum simat aayiN
To ik phool ki khushboo meN
Aur sampurna vatavaran
Khushnuma bana diya

Maine mahsoos to kiya ye aanand
Lekin samajh nahiN paya
Ke tum mere dil-o-dimaaG par chhaa rahi ho
Ya
Tumhara samast mere zahn meN
SimaTta ja raha hai
Aur maiN deewaar par
Tumhaari koi dhundhli si
Tasweer talaashta huN

Paanv dharti meN gaRe haiN
Aur maiN deewaar meN
Bhai.....pahle ek baat batao ki ye nasri nazm hi hai ya koi Hindi Kavita........kyu'nki agar Hindi Kavita hai ( Kyu'nki main Hindi Kavita ki technicalities se kuch khaas waaqif nahi hu ) to phir main kuch kahane laayaq hi nahi hu......aur agar ye nasri nazm hai to Hindi alfaaz par itna zor kyu'n??????
Aapke zawaab Ka intzaar rahega......par ek baat hai ehsaasaat Ki bahut aala bayaan hai ye kavish......daad
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
5th July 2014, 10:18 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waaaahhhhhhhh bas waah hi waahhhhh... nayaa andaaz nayaa josh baakamaal... bemisaal.....

Shaad
Behad shukriya Shaad bhai. Sath banaaye rakhiye.


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#8)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
5th July 2014, 10:19 AM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Masha Allah bohat khoob surat khayaal hai sumit ji........
Thanks for appreciation Zainy sahiba.


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#9)
AnjAAn!!!
Registered User
AnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud ofAnjAAn!!! has much to be proud of
 
AnjAAn!!!'s Avatar
 
Offline
Posts: 686
Join Date: Sep 2010
Location: Rewa, Madhya Pradesh
Rep Power: 28
5th July 2014, 10:23 AM

Quote:
Originally Posted by ufaq View Post
Bhai.....pahle ek baat batao ki ye nasri nazm hi hai ya koi Hindi Kavita........kyu'nki agar Hindi Kavita hai ( Kyu'nki main Hindi Kavita ki technicalities se kuch khaas waaqif nahi hu ) to phir main kuch kahane laayaq hi nahi hu......aur agar ye nasri nazm hai to Hindi alfaaz par itna zor kyu'n??????
Aapke zawaab Ka intzaar rahega......par ek baat hai ehsaasaat Ki bahut aala bayaan hai ye kavish......daad
Ufaq sahab
MaiN ziyada nahiN jaanta. Ye nasri nazm hai ya koi hindi kavita nahiN kah sakta. Mujhe donoN ka difference hi nahiN maloom. Maine sirf ek qalaam kaha hai iska pukhta hona ya kamzor hona maiN decide nahiN karoonga. Readers hi decide karenge. Aap decide karenge.

Ehsaas pasand aaye aapko iske liye bahut bahut shukriya


_____________________________________
  Send a message via Yahoo to AnjAAn!!!  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Vijay456
Registered User
Vijay456 is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 4
Join Date: Mar 2017
Rep Power: 0
28th March 2019, 11:53 AM

Khayal e Yaar Ussey Jaa Dastak Diya
Woh Waswaso Ki Tarah Jhatak Diya
Hosla Dekho Mere Kafir Dil Ka
Utha Phir Uski Yaad Mein Dharak Diya
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com