Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Na chhed mere jazbaaton ko!!!!
Old
  (#1)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
Na chhed mere jazbaaton ko!!!! - 23rd April 2007, 01:47 PM

Na chhed mere jazbaaton ko,
Dil ka dard ruk na payega,
Jo hui hulchul itefaak se bhi,
To ghamon ka paimana chhalak jayega

Mat de hawa dabi hui un chingaariyon ko,
Warna tera bhi daaman is aag se jal jayega

Kaid hai jo dariya in aankhon mein,
Mat de usko aur ashko ke moti,
Nahi to woh bhi bewajah beh jayega

Kaise bhool pauga woh beete hue pal,
Kaise mita pauga uski yaadein is dil se,
Jab usi ka hi ehsaas meri har saans se ayega

Yeh woh zakhm hai jo mile hai wafa ke badle,
Yeh woh tohfe hai jo uski nishaniyan hai,
Agar kahu usko bewafa to daag mohabbat pe lag jayega

Chala jauga mehfilon se tanhai mein
Aur phir dhoondhuga mehfilon ko hi tanhai mein,
Shayad yehi ek aakhri mukaam zindagi mein ayega

Kyun bichha ke baithu main nigaahe uski raahon mein,
Kyun karoo aaj bhi intezaar uske aane ka “JASSI”
Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#2)
bansalsonu
Registered User
bansalsonu is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 17
Join Date: Dec 2006
Rep Power: 0
23rd April 2007, 02:22 PM

very nice yar. tumhari ye poem padh kar mujhe apni dasta yad aa gyi. very nice yar
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
23rd April 2007, 03:07 PM

thanx dear

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd April 2007, 03:40 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Na chhed mere jazbaaton ko,
Dil ka dard ruk na payega,
Jo hui hulchul itefaak se bhi,
To ghamon ka paimana chhalak jayega

Mat de hawa dabi hui un chingaariyon ko,
Warna tera bhi daaman is aag se jal jayega

Kaid hai jo dariya in aankhon mein,
Mat de usko aur ashko ke moti,
Nahi to woh bhi bewajah beh jayega

Kaise bhool pauga woh beete hue pal,
Kaise mita pauga uski yaadein is dil se,
Jab usi ka hi ehsaas meri har saans se ayega

Yeh woh zakhm hai jo mile hai wafa ke badle,
Yeh woh tohfe hai jo uski nishaniyan hai,
Agar kahu usko bewafa to daag mohabbat pe lag jayega

Chala jauga mehfilon se tanhai mein
Aur phir dhoondhuga mehfilon ko hi tanhai mein,
Shayad yehi ek aakhri mukaam zindagi mein ayega

Kyun bichha ke baithu main nigaahe uski raahon mein,
Kyun karoo aaj bhi intezaar uske aane ka “JASSI”
Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega

Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega
dear jasdeep
bahut khoob likha hai aapne....har sher dil se hokar gujra...sahi kaha aapne...agar accha waqt jayada der nahi rukta...to bura waqt bhi hamesha nahi raheyga....bahut acchey vichaar hai.n....sadha kush raho.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#5)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
24th April 2007, 10:03 AM

thank you so much sunita ji.

aapne hamesha mera hausla badaya hai aur yeh jaan kar bahut khushi hui ki aap ko har sher bahut achha laga....

aur blessings ke liye shukriya...

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#6)
eliyas
Registered User
eliyas will become famous soon enougheliyas will become famous soon enough
 
eliyas's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Mar 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
24th April 2007, 04:38 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Na chhed mere jazbaaton ko,
Dil ka dard ruk na payega,
Jo hui hulchul itefaak se bhi,
To ghamon ka paimana chhalak jayega

Mat de hawa dabi hui un chingaariyon ko,
Warna tera bhi daaman is aag se jal jayega

Kaid hai jo dariya in aankhon mein,
Mat de usko aur ashko ke moti,
Nahi to woh bhi bewajah beh jayega

Kaise bhool pauga woh beete hue pal,
Kaise mita pauga uski yaadein is dil se,
Jab usi ka hi ehsaas meri har saans se ayega

Yeh woh zakhm hai jo mile hai wafa ke badle,
Yeh woh tohfe hai jo uski nishaniyan hai,
Agar kahu usko bewafa to daag mohabbat pe lag jayega

Chala jauga mehfilon se tanhai mein
Aur phir dhoondhuga mehfilon ko hi tanhai mein,
Shayad yehi ek aakhri mukaam zindagi mein ayega

Kyun bichha ke baithu main nigaahe uski raahon mein,
Kyun karoo aaj bhi intezaar uske aane ka “JASSI”
Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega

Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega
bahot khub jassi ji bahot khub...... bahot dard hai apki shayri main kitni achese se apne apne khayal pesh kiye hai..... aise hi likhte rahna hume apke shayri ka intezar rahenga
take care

bye

koi pyaar chahe to koi jahan chahe,
koi doulat chahe to koi shaan chahe,
hum to jindagi ke sataye huwe hai,
‘Eliyas’ to khudase do gaaz zameen aur kafan chahe

- ELIYAS SHAIKH
  Send a message via Yahoo to eliyas  
Reply With Quote
Old
  (#7)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
25th April 2007, 08:55 AM

shukriya Eliays ji... hamein khushi hai ke apne hamare dard ko samjha.. umeed hai ke hamare baaki ehsaas bhi apko pasand ayenge

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#8)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
16th August 2007, 06:32 PM

Na chhed mere jazbaaton ko,
Dil ka dard ruk na payega,
Jo hui hulchul itefaak se bhi,
To ghamon ka paimana chhalak jayega

Mat de hawa dabi hui un chingaariyon ko,
Warna tera bhi daaman is aag se jal jayega

yeh lines bas sab ki sacchai hain...

Kaid hai jo dariya in aankhon mein,
Mat de usko aur ashko ke moti,
Nahi to woh bhi bewajah beh jayega

Kaise bhool pauga woh beete hue pal,
Kaise mita pauga uski yaadein is dil se,
Jab usi ka hi ehsaas meri har saans se ayega

very true.........

Yeh woh zakhm hai jo mile hai wafa ke badle,
Yeh woh tohfe hai jo uski nishaniyan hai,
Agar kahu usko bewafa to daag mohabbat pe lag jayega

jisse kabhi pyar kiya usse bewafa kaise keh de
pyar kabhi to kiya tha woh kaise bhula de!!!

Kyun bichha ke baithu main nigaahe uski raahon mein,
Kyun karoo aaj bhi intezaar uske aane ka “JASSI”
Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega

Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega

bas ek aas pe to duniya kayam..................

JAsdeep G........
bahut hi achhe ehsaas se aapne upar ki nazm likhi hain.....aise hi is bazm ko mehkate rehna....

mausam

Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
16th August 2007, 06:39 PM

JASDEEP bhai ko mera sallam bhai bahut hi khoob likha hai apne ehsaas aur alfaz dono hi dil ko chuu gaye unhi likhtey rahiye dili daad kubool ho........khush rahiye.........aapka bhai kashif

"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"

Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.

  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#10)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
17th August 2007, 03:47 AM

ssa jasdeep ji,

kya haal hai? bahut sacha likha hai janab. har ek plz aur har ek line, bilkul sach. bahut gehra likha hai, rythm b bahut acha hai. yuhin likte rahein, aur khush rahen,

aapka dost

manish

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#11)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
20th August 2007, 08:30 AM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Na chhed mere jazbaaton ko,
Dil ka dard ruk na payega,
Jo hui hulchul itefaak se bhi,
To ghamon ka paimana chhalak jayega

Mat de hawa dabi hui un chingaariyon ko,
Warna tera bhi daaman is aag se jal jayega

yeh lines bas sab ki sacchai hain...

Kaid hai jo dariya in aankhon mein,
Mat de usko aur ashko ke moti,
Nahi to woh bhi bewajah beh jayega

Kaise bhool pauga woh beete hue pal,
Kaise mita pauga uski yaadein is dil se,
Jab usi ka hi ehsaas meri har saans se ayega

very true.........

Yeh woh zakhm hai jo mile hai wafa ke badle,
Yeh woh tohfe hai jo uski nishaniyan hai,
Agar kahu usko bewafa to daag mohabbat pe lag jayega

jisse kabhi pyar kiya usse bewafa kaise keh de
pyar kabhi to kiya tha woh kaise bhula de!!!

Kyun bichha ke baithu main nigaahe uski raahon mein,
Kyun karoo aaj bhi intezaar uske aane ka “JASSI”
Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega

Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega

bas ek aas pe to duniya kayam..................

JAsdeep G........
bahut hi achhe ehsaas se aapne upar ki nazm likhi hain.....aise hi is bazm ko mehkate rehna....

mausam

Shukriya Mausam G hamein padhne ka aur tareef karne ka...
aapko ehsaas pasand aaye hamein khushi hui jaan kar..

khush rahiye.......

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#12)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
20th August 2007, 08:32 AM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
JASDEEP bhai ko mera sallam bhai bahut hi khoob likha hai apne ehsaas aur alfaz dono hi dil ko chuu gaye unhi likhtey rahiye dili daad kubool ho........khush rahiye.........aapka bhai kashif

Kashif G Sallam

tereef ke liye nacheez aapka teh-e-dil se shukarguzar hai. umeed hai ke hamari agli koshish bhi aapke dil ko dastak degi......

Khush rhaiye..............

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#13)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
20th August 2007, 08:34 AM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
ssa jasdeep ji,

kya haal hai? bahut sacha likha hai janab. har ek plz aur har ek line, bilkul sach. bahut gehra likha hai, rythm b bahut acha hai. yuhin likte rahein, aur khush rahen,

aapka dost

manish

ssa Manish G

aapke andaaz se laga ke aap punjabi ho???
hamein pasand karne ke liye bahut bahut shukriya...

khush rahiye.........

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#14)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
20th August 2007, 10:23 AM

Bahut achchhe jasdeep ji

jasdeep ji kal aapki ek rachna se rubaru hue the aur aaj aapki ek aur behtareen rachna ko padhke dil khush hua,

rachna mein aapne dil se nikle ehsaason ko achchhe se sajaya hai, har alfaaz mein kahi pyaar to kahi dard nazar aata hai,

Kyun bichha ke baithu main nigaahe uski raahon mein,
Kyun karoo aaj bhi intezaar uske aane ka “JASSI”
Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega

jasdeep bhai is ehsaas pe daad hazir hai.

yuhi likhte rahiyega
aapka dost
Merul

!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!

Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.

Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
nice
Old
  (#15)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
nice - 20th August 2007, 03:58 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
Na chhed mere jazbaaton ko,
Dil ka dard ruk na payega,
Jo hui hulchul itefaak se bhi,
To ghamon ka paimana chhalak jayega

Mat de hawa dabi hui un chingaariyon ko,
Warna tera bhi daaman is aag se jal jayega

Kaid hai jo dariya in aankhon mein,
Mat de usko aur ashko ke moti,
Nahi to woh bhi bewajah beh jayega

Kaise bhool pauga woh beete hue pal,
Kaise mita pauga uski yaadein is dil se,
Jab usi ka hi ehsaas meri har saans se ayega

Yeh woh zakhm hai jo mile hai wafa ke badle,
Yeh woh tohfe hai jo uski nishaniyan hai,
Agar kahu usko bewafa to daag mohabbat pe lag jayega

Chala jauga mehfilon se tanhai mein
Aur phir dhoondhuga mehfilon ko hi tanhai mein,
Shayad yehi ek aakhri mukaam zindagi mein ayega

Kyun bichha ke baithu main nigaahe uski raahon mein,
Kyun karoo aaj bhi intezaar uske aane ka “JASSI”
Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega

Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega
jasdeep ji bhut wadhia......eh nazam mere dil nu bhut changi lagii...khaaskae eh lines bhut pyariyan ne.....

Yeh woh zakhm hai jo mile hai wafa ke badle,
Yeh woh tohfe hai jo uski nishaniyan hai,
Agar kahu usko bewafa to daag mohabbat pe lag jayega

daad kabool karna........raj........

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#16)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
21st August 2007, 08:27 AM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
Bahut achchhe jasdeep ji

jasdeep ji kal aapki ek rachna se rubaru hue the aur aaj aapki ek aur behtareen rachna ko padhke dil khush hua,

rachna mein aapne dil se nikle ehsaason ko achchhe se sajaya hai, har alfaaz mein kahi pyaar to kahi dard nazar aata hai,

Kyun bichha ke baithu main nigaahe uski raahon mein,
Kyun karoo aaj bhi intezaar uske aane ka “JASSI”
Waqt woh bhi na raha to waqt yeh bhi chala jayega

jasdeep bhai is ehsaas pe daad hazir hai.

yuhi likhte rahiyega
aapka dost
Merul

Shukriya Merul G

Aapne to hamein itni izzat baksh di hai jiske to shayad ham kaabil bhi nahi hai.....
apko hamari dono nazmein achhi lagi yeh jaan kar bahut khushi hui....
aur jis baakhoobi se aapne is nazm mein chhipe pyaar aur dard ko samjha hai woh to sach mein kaabil-e-tareef hai...
ham aapke aabahari hai......

Khush rahiye............

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#17)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
21st August 2007, 08:29 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
jasdeep ji bhut wadhia......eh nazam mere dil nu bhut changi lagii...khaaskae eh lines bhut pyariyan ne.....

Yeh woh zakhm hai jo mile hai wafa ke badle,
Yeh woh tohfe hai jo uski nishaniyan hai,
Agar kahu usko bewafa to daag mohabbat pe lag jayega

daad kabool karna........raj........
Raj ji Sat shri akal

je es nazm ne tuhaade dil nu chhu lia hai ta saada eh nazm likhana fizool wich nahi gya.
es nazam di sahi pehchaan hoyi hai jo tuhaade warge uchh darze de shayaran ne is di tareef kiti hai.....
Main bahut khushnaseeb haan ke is post te tuhaada reply aay hai.....
tuhaadi daad saade sir mathhe.........

Khush Rahoooooooo

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
mere jazbaaton ko wyapaar bana diya zakhmee ashiq Shayri-e-Sharaab 5 3rd October 2009 09:05 PM
jazbaatoN me BIKHRA hua sa, main ek mohabbat ka PYASA... Taish Shayri-e-Dard 14 21st January 2009 01:43 AM
Mere saray khat jala do, mere sab nishaN mita do iHsAn ElAHi Aapki Shayri 10 14th December 2008 06:39 PM
mere kalam mere haathon se gilaa karne lage.... Hum-Tum Shayri-e-Dard 0 18th January 2005 08:05 PM
mere jeene ka sahaara (mere dost mere bhai ke naam) maikasH Shayri-e-Dard 2 6th October 2001 01:12 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com