Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
iss dil kii badguumaniya.n na gayii.n(GAZAL)
Old
  (#1)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
iss dil kii badguumaniya.n na gayii.n(GAZAL) - 4th December 2014, 01:34 AM

Sabhi dosto.n ko Raj ka bhut sara pyaar...dosto.n apni ek nayii koshish ke saath hazir hoo.n umeed aapki raye zaroor milegii...Raj..

Is dil ki badguumàniya.n na gayii.n,
Ye raato.n ki tanhaiya.n na gayii.n..

Kabhi Khushi mei.n kabhi matam mei.n bajti.n rahi.n,
Mere ghar se sehnaiya.n na gayii.n..

Bewafaao.n se bhi shonk e wafa apna,
Ya!!rabb meri buraiya.n na gayii.n...

Rah e ishq mei.n dil bhii jalaya maine,
Phir bhii ulfat ki taareekheeya.n na gayii.n..

Ik umr huii unko dil se rukhsat huye,
Ab takk unki parchhaiya.n na gayii.n...

Shab e gam bhii guzri karwatai.n badalte,
Ab takk bhii ye angraiya.n na gayii.n

Seesha e dil kiya patthro.n ke hawaale,
'Raj' ye teri naadaniya.n na gaii.n..

Aapki besh keemti raye ka munzir...aapka Raj...


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#2)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
4th December 2014, 09:41 AM

waaahhhhhhhhhhhhhhh kyaa likh diyaa saahab.....

bahot hi ummdah kalaam pesh kiya hai aapne.. dil ko bahot sukoon pahocha hai aapko padh kar......

likhte rahiyegaa

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#3)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
4th December 2014, 12:43 PM

Behtareen gazal..rajveer ji.bahut mubarak ho.



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
bhushan
Registered User
bhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the roughbhushan is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 554
Join Date: Nov 2014
Rep Power: 13
4th December 2014, 02:36 PM

Behad umda.....wwwwaaaaaaaahhhhhhh
Is gazal ko koshish na kahiye raj sahab......iski tohin hogi....

Nacheez ki daad kubul karen.

Apka apna
Bhushan



Bhushan Joshi
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
6th December 2014, 09:19 AM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
waaahhhhhhhhhhhhhhh kyaa likh diyaa saahab.....

bahot hi ummdah kalaam pesh kiya hai aapne.. dil ko bahot sukoon pahocha hai aapko padh kar......

likhte rahiyegaa

Shaad.....
Sameer bhaii housla afzaii ke liye dil se shukar guzaar hoon jo aapne apni keemti raye se nawaaza...umeed hai aaindah bhii saath milta rahega...Raj..


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
6th December 2014, 09:31 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
Sabhi dosto.n ko Raj ka bhut sara pyaar...dosto.n apni ek nayii koshish ke saath hazir hoo.n umeed aapki raye zaroor milegii...Raj..

Is dil ki badguumàniya.n na gayii.n,
Ye raato.n ki tanhaiya.n na gayii.n..

Kabhi Khushi mei.n kabhi matam mei.n bajti.n rahi.n,
Mere ghar se sehnaiya.n na gayii.n..

Bewafaao.n se bhi shonk e wafa apna,
Ya!!rabb meri buraiya.n na gayii.n...

Rah e ishq mei.n dil bhii jalaya maine,
Phir bhii ulfat ki taareekheeya.n na gayii.n..

Ik umr huii unko dil se rukhsat huye,
Ab takk unki parchhaiya.n na gayii.n...

Shab e gam bhii guzri karwatai.n badalte,
Ab takk bhii ye angraiya.n na gayii.n

Seesha e dil kiya patthro.n ke hawaale,
'Raj' ye teri naadaniya.n na gaii.n..

Aapki besh keemti raye ka munzir...aapka Raj...

wahhhh wahhhhh
kya khoobsurat likhtey hai aap, lafzoN ko bahut khoobsurati se estemaal karte hai aap...accha lagta hai aapko padna, yu hi likhtey rahiye aur hame apne ehsaasoN se ru-b-ru hone ka mokka detey rahiye.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#7)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
6th December 2014, 05:13 PM

Quote:
Originally Posted by Madhu 14 View Post
Behtareen gazal..rajveer ji.bahut mubarak ho.
Madhu ji teh e dil se shukarguzaar hoo.n jo apna keemti waqt meri gazal ke naam kiya...umeed hai aage bhii aapka saath milta rahega...Raj..


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#8)
m.mayoos
Registered User
m.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud ofm.mayoos has much to be proud of
 
m.mayoos's Avatar
 
Offline
Posts: 665
Join Date: May 2009
Location: Waltham, MA
Rep Power: 26
6th December 2014, 09:30 PM

Kabhi Khushi mei.n kabhi matam mei.n bajti.n rahi.n,
Mere ghar se sehnaiya.n na gayii.n..

Bewafaao.n se bhi shonk e wafa apna,
Ya!!rabb meri buraiya.n na gayii.n...



really really good Rajveer.......... well said......


ता उम्र रहा इक रोज़-ए -मुकम्मल का इंतज़ार
किसी में शाम न मिली तो किसी में सहर नहीं
  Send a message via Yahoo to m.mayoos  
Reply With Quote
Old
  (#9)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
9th December 2014, 05:10 AM

Quote:
Originally Posted by bhushan View Post
Behad umda.....wwwwaaaaaaaahhhhhhh
Is gazal ko koshish na kahiye raj sahab......iski tohin hogi....

Nacheez ki daad kubul karen.

Apka apna
Bhushan

Bhushan bhai aapki housla afzaii ke liye mai.n teh e dil se aapka shukar guzaar hoo.n...umeed hai aindah bhii aapka saath milta rahega..
Raj...


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
9th December 2014, 04:48 PM

waah Raj sahab hamesha ki tarah khoobsoorat peshkash.....I remeber those days Raj sahab.....wahi ahsaas wahi pesh karne ka andaaz waah kyaa baat hai....tabhi kehte haiN puraani yaadeiN insaaN ko taaza kar deti haiN....Daad
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#11)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
12th December 2014, 01:08 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post

wahhhh wahhhhh
kya khoobsurat likhtey hai aap, lafzoN ko bahut khoobsurati se estemaal karte hai aap...accha lagta hai aapko padna, yu hi likhtey rahiye aur hame apne ehsaasoN se ru-b-ru hone ka mokka detey rahiye.

Sunita ji namaskaar...houslaa afzaii ke liye behadd shukarguzaar hoo.n...umeed hai aapka saath milta rahega...Raj..


un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com