Peeta hai jab wo meh ka pyala....... -
17th December 2005, 11:09 PM
Peeta hai jab wo meh ka pyala
Nashe mein yu behakta hai
kabhi idhar to kabhi udhar
Gir kar wo fir se sambhalta hai
Nahi rehta khud par kaabu
kabhi hasta hai kabhi rota hai
Harkat hi wo kuch aesi karta hai
Log kehti hai use pagal
Magar wo khud ko aashiq kehta hai
Har gum ki dawa hai pyaar
magar jab pyaar dard deta hai
Dawa bankar ye meh usko
Har dard se bekhabar karta hai.......
Re: Peeta hai jab wo meh ka pyala....... -
25th January 2006, 03:18 PM
Quote:
Originally posted by diya_diggaz
Peeta hai jab wo meh ka pyala
Nashe mein yu behakta hai
kabhi idhar to kabhi udhar
Gir kar wo fir se sambhalta hai
Nahi rehta khud par kaabu
kabhi hasta hai kabhi rota hai
Harkat hi wo kuch aesi karta hai
Log kehti hai use pagal
Magar wo khud ko aashiq kehta hai
Har gum ki dawa hai pyaar
magar jab pyaar dard deta hai
Dawa bankar ye meh usko
Har dard se bekhabar karta hai.......
hi DIGGAJ,
KAISE HAIN AAP.
EK BAAR PHIR AAPKI SHAYRI PADHI BAHUT ACHHI LAGI.
AB KYA TAREEF KAREN AAPKI.
SHABDON KI KAMI HAI.
MAAF KIJIYEGA.
quote:
--------------------------------------------------------------------------------
Originally posted by diya_diggaz
Peeta hai jab wo meh ka pyala
Nashe mein yu behakta hai
kabhi idhar to kabhi udhar
Gir kar wo fir se sambhalta hai
Nahi rehta khud par kaabu
kabhi hasta hai kabhi rota hai
Harkat hi wo kuch aesi karta hai
Log kehti hai use pagal
Magar wo khud ko aashiq kehta hai
Har gum ki dawa hai pyaar
magar jab pyaar dard deta hai
Dawa bankar ye meh usko
Har dard se bekhabar karta hai
waah diggaj sahab kya khoob kaha hai .is kalaam me aapke expressions saaf samajh aate hain yoon hi likhte rahna
aaapka dost shoaib.
Originally posted by shoaib_malik21 quote:
--------------------------------------------------------------------------------
Originally posted by diya_diggaz
Peeta hai jab wo meh ka pyala
Nashe mein yu behakta hai
kabhi idhar to kabhi udhar
Gir kar wo fir se sambhalta hai
Nahi rehta khud par kaabu
kabhi hasta hai kabhi rota hai
Harkat hi wo kuch aesi karta hai
Log kehti hai use pagal
Magar wo khud ko aashiq kehta hai
Har gum ki dawa hai pyaar
magar jab pyaar dard deta hai
Dawa bankar ye meh usko
Har dard se bekhabar karta hai
waah diggaj sahab kya khoob kaha hai .is kalaam me aapke expressions saaf samajh aate hain yoon hi likhte rahna
aaapka dost shoaib.
Mere bhai ye to sach hai k limit mein peeye to nahi behakte magar ishq ka mariz limit mein nahi peeta kabhi..pura talli ho jata hai wo to fir to girega hi
shukriya yaha aane k liye
Apka
Diggaj
Quote:
Originally posted by karan_105sharma main nahi manta is baat ko ki sabhi sharabi pee kar idhar udhar girte phirte hai agar limit main pee jaye to kyaon girega
Shukriyah ranju ji aap janti hai mujhe sharaab aur mehkhane par likhna bada acha likha hai
Quote:
Originally posted by ranju bhatia Har gum ki dawa hai pyaar
magar jab pyaar dard deta hai
Dawa bankar ye meh usko
Har dard se bekhabar karta hai.......
VERY NICE DIGGAJ..........pyar hota hi aisa hai........