Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 4.50 average. Display Modes
ehashas
Old
  (#1)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
ehashas - 21st October 2004, 07:59 AM

agar asak na hote inme to aankhe itni kubsurat nahi hoti
jo gum na diye hote jamane ne to kushi ki kimat pata na hoti
jo bebafai na ki hoti yaaro ne to vafa ki chaht hi na hoti
jo thanyiyo ka ehasas na hota to mahafilo me ronak nahi hoti
jo mage se mil jati har murad to kuda ki jarurt hi nahi hoti
   
Reply With Quote
hello
Old
  (#2)
humnashi
a best friend
humnashi will become famous soon enough
 
humnashi's Avatar
 
Offline
Posts: 180
Join Date: Dec 2001
Location: ludhiana
Rep Power: 23
hello - 21st October 2004, 12:02 PM

hello friend

bahut khoob likha hai aapne....sach mein ....

zindgi saath de ya na de mohabbat saath nibhayegi
chal deinge haath mein haath daal ke maut jab aawaaz lagayegi.


aapka dost
tarun


usne socha inkar se mein toot kar bikhar jaonga,
magar mujhe yakeen hai ke mein aur nikhar jaonga
 Send a message via ICQ to humnashi Send a message via Yahoo to humnashi  
Reply With Quote
BAHUT KHOOB..................
Old
  (#3)
sushil_sagar
Registered User
sushil_sagar is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 59
Join Date: Sep 2003
Location: allahabad(india)
Rep Power: 21
Thumbs up BAHUT KHOOB.................. - 21st October 2004, 07:45 PM

Chandani ji,
kore kagaj pe kaise likhate agar lekhani na hoti,
hum shayri kaise padate agar likhane walo me chandani na hoti.
realy aapane kuch alfajon me kisake na hone ya hone ki baat aapni bhawan ke anusaar likha hai ..ummid hai aage bhi likhati rahengi. EK SHER AAPKE LIYE.........

ABHI YE NA PUCHO KI MANJIL KAHA HAI.
ABHI TO SAFAR KA IRADA KIYA HAI.
NA HARUNGI (AAP) HAUSALA MAIN JINDAGI BHAR,
KISI SE NAHI KHUD SE WADA KIYA HAI.


sushil sagar
 Send a message via ICQ to sushil_sagar  
Reply With Quote
Re: ehashas
Old
  (#4)
KunaaL
Sifar
KunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant futureKunaaL has a brilliant future
 
KunaaL's Avatar
 
Offline
Posts: 4,757
Join Date: Aug 2004
Location: Dubai, UAE
Rep Power: 41
Re: ehashas - 21st October 2004, 09:09 PM

Quote:
Originally posted by chandni_jain
agar asak na hote inme to aankhe itni kubsurat nahi hoti
jo gum na diye hote jamane ne to kushi ki kimat pata na hoti
jo bebafai na ki hoti yaaro ne to vafa ki chaht hi na hoti
jo thanyiyo ka ehasas na hota to mahafilo me ronak nahi hoti
jo mage se mil jati har murad to kuda ki jarurt hi nahi hoti
dekha chandni ,...

ek bar phir tumhari 4 lino ne mere muh pe tala laga diya hai ... jawab dun to kya samajh nahi aa raha ... waise bhi jyada nahi likh sakta ... tumhe to maloom hai ... dil se daad kabool karo meri ....


KunaaL (Sifar).........

Hai 'sifar' bhi reyazi ka hissa..
Shayrii bhi hisaab ki hogi..
  Send a message via Yahoo to KunaaL Send a message via Skype™ to KunaaL 
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 22nd October 2004, 11:13 AM

hi humnashi ji
aapka bhut bhut sukriya ki aapne humari ye kalam pasnd aayi tnx 4 reaply ke liye
bye
   
Reply With Quote
Re: ehashas
Old
  (#6)
pyaasa
PYAASA SHAYAR
pyaasa will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 368
Join Date: Apr 2002
Location: in a womens heart
Rep Power: 23
Re: ehashas - 22nd October 2004, 03:03 PM

Quote:
Originally posted by chandni_jain
agar asak na hote inme to aankhe itni kubsurat nahi hoti
jo gum na diye hote jamane ne to kushi ki kimat pata na hoti
jo bebafai na ki hoti yaaro ne to vafa ki chaht hi na hoti
jo thanyiyo ka ehasas na hota to mahafilo me ronak nahi hoti
jo mage se mil jati har murad to kuda ki jarurt hi nahi hoti
Ashkon ka kya hai yeh to yun hi behte rehte hain
Dard e dil aur Dard e judaai hi sehte rehte hain
Dil ha haal kya hai tere bina yeh na pucho
Dil ki baat hum apne dil se hi karte rehte hain

ZINDAGI RAHI TO FIR MILENGE

BYE FOR NOW & TAKE CARE

iminlovein@yahoo.com


TERE CHEHRE PAR UJAALA RAHE HAR WAQT YEHI DUA HAI
APNI LAASH JALAAKAR TERE CHEHRE PAR UJAALA LE AAYENGE
******************************
PHOOL KHILTE HAIN LOG MILTE HAI
PATJHAD MEIN JO PHOOL MURJHA JAATE HAIN
WOH BAHARON KE AANE SE KHILTE NAHI
KUCH LOG EK ROZ JO BICHHAD JAATE HAIN
WOH HAZAARON KE AANE SE MILTE NAHI
UMRA BHAR CHAHE KOI PUKARA KARE UNKA NAAM
WOH FIR NAHI AATE WOH FIR NAHI AATE
  Send a message via Yahoo to pyaasa  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Mayank
Registered User
Mayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.comMayank is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Mayank's Avatar
 
Offline
Posts: 4,715
Join Date: Jan 2004
Location: Khariar, Odisha
Rep Power: 0
22nd October 2004, 08:04 PM

agar asak na hote inme to aankhe itni kubsurat nahi hoti
jo gum na diye hote jamane ne to kushi ki kimat pata na hoti


Chandni ji..

Bahoot hi asardaar likha hai aur suchchaii ko apne khoobsoorat lafzoN se saza kar yahaaN pesh kiya hai.. Behad pasand aaya aap ka yah qalam.. YuN hi likhte rahiye..

Daad qabul kijiye..

MayanK
  Send a message via MSN to Mayank  
Reply With Quote
hi
Old
  (#8)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 23rd October 2004, 10:38 AM

hi sushil ji
tnx alot jo aap humari mhafil me aaye or humari is shayri ko pada vase aapka likha hua kalam bhi hume bhaut pasnd aaya or haa aap jase dosto ka saat milega to hum uhi lkhte rhege
bye
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#9)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 24th October 2004, 12:51 PM

hi
kunalji ye to aapka badpan hai jo aap itne ache shyr hoker hum jaso ki shayriya padte hai or unhe jawab bhi dete hai hume bhut kushi hui b



bye
   
Reply With Quote
excellent
Old
  (#10)
yjm
Registered User
yjm is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Sep 2004
Location: myanmar
Rep Power: 0
excellent - 24th October 2004, 02:56 PM

I like your shair very much.
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#11)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 25th October 2004, 10:25 AM

hi
h r u chetan ji bade dino baad aap nazar aaye shayri priwar me hume acha laga aapka ye sher aap ase hi likhte rhega
bye
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#12)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 26th October 2004, 10:23 AM

hi mayank ji aapka bhut bhaut sukariya ki aapne humare kalm ko pada or use sharya lekin such to ye hai ki hum aapki thar ache shayr nahi hai aap bhut acha likhte hai
bye
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
amandeep_saini
Registered User
amandeep_saini is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Aug 2004
Location: Pune
Rep Power: 0
26th October 2004, 01:34 PM

HELLO,

Bahut khoob likha hai.... ki


jo thanyiyo ka ehasas na hota to mahafilo me ronak nahi hoti

kuch kahne ko baaki hi nahi raha...

unhi likhte rahiye...


Aman

" Jeene Ki aarzoo mein log mare jaa rahe hain,
Hum to marne ki aarzoo mein jiye jaa rahe hain"
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
nawabzaveed
Armaan
nawabzaveed is on a distinguished road
 
nawabzaveed's Avatar
 
Offline
Posts: 38
Join Date: Feb 2004
Location: jaha khusi mili,wahi ke hogaye.
Rep Power: 0
26th October 2004, 10:20 PM

Hi

Har cheez jo inaan karta hai uski ehmiyat batane ke liye bohut shukria.
Likhte rahiye.


javid

Tanhaii hi Zindagi hai
  Send a message via Yahoo to nawabzaveed  
Reply With Quote
Old
  (#15)
UDAS
Registered User
UDAS has a spectacular aura aboutUDAS has a spectacular aura about
 
UDAS's Avatar
 
Offline
Posts: 652
Join Date: Aug 2004
Location: India
Rep Power: 21
28th October 2004, 02:32 PM

Chandni ji bahut khoob....bahut asardaar..aur bahut steek seedha likha hai...iske liye tareef kabool kare pls..

agar pyar na hota to mohobat na hoti..
mohobat na hoti to dard na hota..
dard na hota to ham-tum na tadafte..
ham-tum na tadafte to koi
shayri-e-dard.com na hota.
shayri.com na hota to ham tum na milte..
ham tum mile to dekho dard thora door bhaga..

kyu theek hai na...

udas


DARD JAB HAD SE GUZERTA HAI TO GAA LETI HOO
ASHK AANKHO ME CHHUPA KER GAM PE MUSKURA LETI HOO
********
"Haale dil to dil me hi rakhte hai, in ankho ka kya karai.n
Jinse yaad main tumhari hardam aansu behte hai"
~~~~~
**
   
Reply With Quote
achcha maara hai....
Old
  (#16)
amaan7am
Registered User
amaan7am will become famous soon enoughamaan7am will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 187
Join Date: Mar 2004
Location: in indore
Rep Power: 22
achcha maara hai.... - 28th October 2004, 07:23 PM

wakaee achcha mara hua sher hai kyu ki mera is sher kuch 4 saal purana rishta hai ......aur tumne ise apna bana liya ...achcha nahin kiya kam se kam shayr ka naam hi likh deti ,,,,nahin pata tha to anonymous hi likh deti han....

khair achcha mara


usne chukar mujhe pathar se insan kiya
muddaton baad meri aankhon mein aansoon aaye
dr.bashir badr
 Send a message via ICQ to amaan7am  
Reply With Quote
hi
Old
  (#17)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 29th October 2004, 03:18 PM

hi udas ji haa aapne bikul thik kha hai yadi ye shayri pariwar nahi hota to hum log shayd kabi nahi mil pate tnx
bye
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#18)
chandni_jain
Registered User
chandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura aboutchandni_jain has a spectacular aura about
 
chandni_jain's Avatar
 
Offline
Posts: 182
Join Date: Sep 2004
Location: kolkatta
Rep Power: 22
hi - 29th October 2004, 03:28 PM

hi aman ji hume nahi pata ki ye sher kisi ka likha hua hai ya nahi or na hi humne aaj tak ise khi pada hai ye to maine ase hi lkh diya hai yadi muje malum hota to main jarur likhti unka naam lekin aapki ye likhne ki istayl se pata chalta hi ki aapme baat karne ki tamiz bilkul nahi hai isliye plzzzzzzzzzzzz
   
Reply With Quote
sorry...........
Old
  (#19)
amaan7am
Registered User
amaan7am will become famous soon enoughamaan7am will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 187
Join Date: Mar 2004
Location: in indore
Rep Power: 22
sorry........... - 29th October 2004, 07:25 PM

tum shayad pahli bar yahan aaye ho ....isliye tumhe ye nahin pata hai ke haqeeqat mein shayri kis shai ka naam hai ...........yahan s eyahan se kuch utah ke likh diya bus ..aur kyuki tum ladaki ho to tumhe reply dene wale bahut se ladake bhi mil hi jayenge ......magar janti ho isse koi fark nahin padata kyu ki ek shayar ya insaan ke taur par tum sifar hi rahogi .....kabhi khud kisi sher ko apni mahanat se compose karna phir dekhna .......

waqee is duniya mein ladaki hone ke apne bahut se faide hai...replyes bahut milta hai.....magar janti ho .....kuch shayara bahut achcha sochati hai aur utna hi achcha likhti bhi hai....
wajeeda tabasuum ne "apni kalam" se likha hai ...
kaise kaise hadse sahte rahe
phir bhi ham jite rahe haste rahe...kahin se chura ya nahin ...ya iska credit nahin liya ...tumhari tarah....
parween shakir kato naam bhi tumne nahin suna hoga..
abhi se suraj ko jamaal kaise aagaya
abhi to kiran roz-e-ne kafas se milon duur thi...

jab aisa kuch likho mujhe post karna daad ke liye ...

aur han tumne mere "andaaz" ke bare mein ...meri darasal tareef ki th....

haq{sach } kahane se kab darte hai
jo kahte hai karte hai

hum waide ke apne pakke hai
jo kuch bhi kaha hai kar sakte hai....


ok?


usne chukar mujhe pathar se insan kiya
muddaton baad meri aankhon mein aansoon aaye
dr.bashir badr
 Send a message via ICQ to amaan7am  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 42
30th October 2004, 03:08 PM

Hi,

really well written.. I like every word of it.... Doo keep it up... keep writing n TC


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com