Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
woh mazaar dhundhti hun...
Old
  (#1)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Sad woh mazaar dhundhti hun... - 20th May 2003, 05:07 PM

aaj phir haazir hain aap sabhi liye ek aur ghazal.meri ghaltiyaan mujhe zarur bataiyega.


Dil ko jala jala kar tera pyaar dhundhti hun,
Bechain zindagi hai karaar dhundhti hun,

Loota mere chaman ko mere hi apno ne,
Lagkar gale khizake mein bahar dhundhti hun,

Kabhi saath saath dono chale the jahan se,
Baki ho shayad kahin woh nishan dhundhti hun,

Saye mein jiske beete the kabhi jo dilkash lamhe,
Yaadon ke safar ki woh khyaal dhundhti hun,

Meri toh zindagi ab bujhti hui shama hai,
Jaha dafan hui meri chahat woh mazaar dhundhti hun.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**

Last edited by farhana; 20th May 2003 at 05:10 PM..
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
WAH
Old
  (#2)
diwanaaa
Registered User
diwanaaa is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Apr 2003
Rep Power: 0
WAH - 20th May 2003, 05:35 PM

WAH WAH FARAHANA JI.

BAHOT HI DARD BHARA KALAAM LIKHA HE AAPANE. APANE DIL ME CHHUPE DARD KO AAPANE BILAKUL SAHI TARIKE SE BAYAN KIYA HE. KOI BHI SUN KE KHO JAYEGA MERI TARAH.
AISE LIKHETE RAHENA

HOPE FOR THE BEST
BYE & TAKE CARE.
   
Reply With Quote
thanx
Old
  (#3)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Love thanx - 20th May 2003, 05:43 PM

diwana sahab aapka bahaut shukriya jo apne ise pasand kiya. aise hi mujhe apni raye se waqif rakhiye.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Old
  (#4)
sanjoo
MriiGchiika
sanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to allsanjoo is a name known to all
 
sanjoo's Avatar
 
Offline
Posts: 1,664
Join Date: Sep 2002
Location: INDIA (Mumbai)
Rep Power: 28
20th May 2003, 05:58 PM

farhana waah bohot khub bade kariib se gujarii ye baat ap kii ....

Kabhi saath saath dono chale the jahan se,
Baki ho shayad kahin woh nishan dhundhti hun,

Saye mein jiske beete the kabhi jo dilkash lamhe,
Yaadon ke safar ki woh khyaal dhundhti hun,

Meri toh zindagi ab bujhti hui shama hai,
Jaha dafan hui meri chahat woh mazaar dhundhti hun.....
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#5)
akant
Registered User
akant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to beholdakant is a splendid one to behold
 
akant's Avatar
 
Offline
Posts: 1,774
Join Date: Apr 2003
Location: UP, India
Rep Power: 30
hi - 20th May 2003, 06:10 PM

Dear Ferhana,

mujhe bahoot pasand aapki yah shayri aur likhe bina nahi rah saka. eske her sher mein dard ki chubhan aur bebasi ki chhuvan hai. esi tarah likhate rahiye.


Akant...


*********
आहट सी कोइ आये तो समझ लेना कि तुम हो...
AahaT si koi aaye to samajh lena ki tum ho...
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#6)
banjara''''
kuch likhne ki koshish
banjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura aboutbanjara'''' has a spectacular aura about
 
banjara'''''s Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Feb 2003
Rep Power: 24
hi - 20th May 2003, 06:49 PM

hi farhana g
how r u?
bohat hi acha likha hay ne
JAHAN DAFN HUI MERI CHAHAT WOH MIZAR DHONDTI HON
bohat khob andazebiyan hay
or khiyal bhi bohat acaha hay
ab itne kabil to hain nahin
is khobsorat koshish se bhi koi
galtian naikal sakain
good work any way
khan banjara''''


banjara''''
agar mohabbat hay to judai kiyon
or judai main mohabbat kasi????
   
Reply With Quote
waah
Old
  (#7)
meena chheda
Registered User
meena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to beholdmeena chheda is a splendid one to behold
 
meena chheda's Avatar
 
Offline
Posts: 5,436
Join Date: Dec 2002
Location: mumbai
Rep Power: 35
waah - 20th May 2003, 09:10 PM

dost farhana,

Kabhi saath saath dono chale the jahan se,
Baki ho shayad kahin woh nishan dhundhti hun,

aisa laga jaise tumhari nazam mere man ka aaina ban gayi ho
   
Reply With Quote
gr8
Old
  (#8)
gulabo
Registered User
gulabo is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 6
Join Date: May 2003
Location: India
Rep Power: 0
gr8 - 20th May 2003, 10:05 PM

Wah Wah farhana ji,
Maja aa gaya kasam se padh ke...
likhte rahiye.
Golabo


Humein kisi se koi gila nahi...
kyuki humein kabhi koi mila nahi
   
Reply With Quote
thanx
Old
  (#9)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Love thanx - 21st May 2003, 02:17 PM

sanjooji,
aapka bahaut bahaut shukriya mera likkha pasand karne ke liye.inshallah aise hi likhti rahungi


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
thanks
Old
  (#10)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
Love thanks - 21st May 2003, 02:37 PM

mujhe khushi hui apka reply padhke banjara sahab. apka bahaut shukriya ke apne mujhe kabile tarif samjha


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**

Last edited by farhana; 21st May 2003 at 02:42 PM..
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
thx
Old
  (#11)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
thx - 21st May 2003, 02:39 PM

thx akant sahab,
apne meri ghazal ko tareef ke kabil samjha iske liye apki shukarguzaar hun


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
thanx
Old
  (#12)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
thanx - 21st May 2003, 02:40 PM

meenaji,
yeh toh hum sabhi ke dil ka haal hai jo lafzon mein dhalke ke samne aaya hai.khushi hui ke apne meri ghazal pasand ki.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
thx
Old
  (#13)
farhana
Registered User
farhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud offarhana has much to be proud of
 
farhana's Avatar
 
Offline
Posts: 3,383
Join Date: Dec 2002
Location: *~**Khwaabon ke sheher se*~**
Rep Power: 35
thx - 21st May 2003, 02:42 PM

gulaboji,
shukriya meri ghazal ko pasand karne ke liye. ummeed karti hun ke aage bhi aap isi tarah mujhe apni raye se waqif karayengi.


"Roz Kii Taraah Aaj Bhii Taare
Subha Kii Gard MeiN Naa Kho JaayeiN
Aa ! Tere Gham MeiN Jaagtii AankheiN
Kam Se Kam Aik Raat So JaayeiN."


**~*FaRhAnA*~**
  Send a message via Yahoo to farhana  
Reply With Quote
Re: woh mazaar dhundhti hun...
Old
  (#14)
Kanchan
Registered User
Kanchan is on a distinguished road
 
Kanchan's Avatar
 
Offline
Posts: 463
Join Date: Dec 2005
Location: Dehradun
Rep Power: 19
Re: woh mazaar dhundhti hun... - 9th April 2006, 11:36 AM

Quote:
Originally posted by farhana
aaj phir haazir hain aap sabhi liye ek aur ghazal.meri ghaltiyaan mujhe zarur bataiyega.


Dil ko jala jala kar tera pyaar dhundhti hun,
Bechain zindagi hai karaar dhundhti hun,

Loota mere chaman ko mere hi apno ne,
Lagkar gale khizake mein bahar dhundhti hun,

Kabhi saath saath dono chale the jahan se,
Baki ho shayad kahin woh nishan dhundhti hun,

Saye mein jiske beete the kabhi jo dilkash lamhe,
Yaadon ke safar ki woh khyaal dhundhti hun,

Meri toh zindagi ab bujhti hui shama hai,
Jaha dafan hui meri chahat woh mazaar dhundhti hun.
Farhana JI
wah, aapki ghazal kabil e tarif hei. pasand hei muje aapko padna. yuhi liktet rahiyga.

kaanch
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Naadaan Ki Mazaar Hai naadaan Shayri-e-Ishq 4 19th September 2009 12:37 PM
Naadaan Ki Mazaar Hai naadaan Aapki Shayri 2 30th August 2009 02:37 PM
Hammare mazaar par ek roz FRISHTA4U Shayri-e-Dard 5 29th October 2007 02:17 AM
Sapno ki mazaar !! talkingeyes Shayri-e-Dard 7 4th August 2006 06:15 PM
Mere Mazaar ahsan Shayri-e-Dard 0 28th July 2006 03:33 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com