pathar paar lakeer ki tarahn dil main tera naam
aur loog humse kehtain hai ke ab usko bhula do
hamesha kushiyan nasseb hoon yeh dua hai meri
aye kaash ke fakt tum humain bhi yehi dua doo
---------------------------------------------------------------------------------
ghum-e- andhere ke shahyed hum marey hoe hain
dilon ko jeet kaar bhi kitne dil hum harey hoe hain
aj jitne pathaar meri jhooli main nazar atey hain shahry
woh sab hamare apnon ke hi marey hoe hain
----------------------------------------------------------------------------------
ghamon ka pakaar hai ab yeh zindagi meri
karo itna pyar ke mere yeh ghum bhoola do
apne saye paar bhi bharosa nahi raha shahry
karon tujh pe bharosa mujhe itna aitbaar do
--------------------------------------------------------------
thanx
hamari zindagi bhi kuch ajeeb rang se guzri
dilon paar raaj bhi kia pir bhi pyar ko tarse
kar sako tu hamare liye bus ek dua karna
zindagi ki nahi hamare marne ki dua karna
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
Last edited by salman shaikh; 10th June 2002 at 07:18 PM..
apki tu jitni tareef ki jaye na kaam hai salman ji kia likhte hoo sahi batana kahin se churate ho warna apki age se lagta nahi ap asi shahyer hogey believe me apka yeh sher kia bataon dil chah raha hai ke bus maar jaon is sher paar waise bahut bahut baut bahut acha likha hai apne mail me ok tc bye bye..
ghum-e- andhere ke shahyed hum marey hoe hain
dilon ko jeet kaar bhi kitne dil hum harey hoe hain
aj jitne pathaar meri jhooli main nazar atey hain shahry
woh sab hamare apnon ke hi marey hoe hain..
kia baat hai kia baat hai..................... ur freind shazi
kaise ho aap apko hamari shayri pasand ayi apka baut baut shukriya hum apka kholse dil se shukriya ada karte hain shazi ji shazi ji hum chori nahi karte kudh likhtein hain aur ek shahyer ke liye sabse gunaa ki baat yehi hogi chori thanx once again kudha hafiz''''''
hamari zindagi bhi kuch ajeeb rang se guzri
dilon paar raaj bhi kia pir bhi pyar ko tarse
kar sako tu hamare liye bus ek dua karna
zindagi ki nahi hamare marne ki dua karna
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
apko shayri pasand ayi apka bahut baut shukriya bus ek baat kahonga ap jaise agar kadaardan meri shayri parhte rahe tu apka yeh ghulaam is trahan hi likhta rahega waise ek baat kahon woh konsi roshni hai jo hamara intizaar kaar rahi hai hum janate hain woh kon hai magar meri zid pe koi mujhe chand tu nahi ladeyga na kiuyn apna khiyal rakhna kissi ki ammnat samjh kaar kudha hafiz'''''''''''''''''''
hamari zindagi bhi kuch ajeeb rang se guzri
dilon paar raaj bhi kia pir bhi pyar ko tarse
kar sako tu hamare liye bus ek dua karna
zindagi ki nahi hamare marne ki dua karna
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
salam kaise hain aap salman ji kia likha hai apne kasam se bus mere pass words nahi hain aur apke bare main shazia ji ne jo farmaya bahut drost hai ke bus maar janey ko dil chahta hai salman ji is sher main jo dard hai aur jinko aisa dard hai khali woh yeh sher samjh sakte hain salman ji aur koi nahi plz likhna band maat kareyga humain apki post ka wait raheyga waise yeh sher apka dil leyjaney wala sher hai kia likha hai bahot khoob takecare khuda hafiz
ghum-e- andhere ke shahyed hum marey hoe hain
dilon ko jeet kaar bhi kitne dil hum harey hoe hain
aj jitne pathaar meri jhooli main nazar atey hain shahry
woh sab hamare apnon ke hi marey hoe hain
ghum apki zindagi se door bhaga deinge
andhere main apko roshni bhi dekha deinge
thora sa waqt humain aur do tum shahry
hum apko pyar karna bhi sikhaa deinge
hina ji thanx apko hamari shayri pasand ayi hum bahut jaldi main hain isliye zada bara reply nahi kareinge thanx and kuch dinon taak hum shayri bhi nahi deinge bcoz main scotland main hoon ok thanx onece again bye bye takecare dear
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
kia baat hai salman sahab wa kia sher likha hai maza agaya kahan se latey ho bahi yaar humain bhi tu batao waise likha khob hai sher apne 2 number wala bahut pyare keep it up dear kudha hafiz
apka bahut bahut shukriya apko sher pasand aya jaldi main hoon allah pak de hawale.............
chal pari hain kashtiyan samandar door hai kinara
is khaat se phooch leyhna kia haal hai hamaraa
----------------------------------------------------------------
jaab jaab milta hoon ek ajeeb si uljhaan hoti hai
pass honey ke bawajood teri kami mehsoos hoti hai
Chal parin hain kashtiyaan samandar dur hai kinaara.....
in majon se puch lena kia haal hai hamaara....
______________________
Ashk bankaar woh mere chashm-e-tar main rehta hai....
ajeeb woh shaks hai jo pani ke ghar main rehta hai........
thanx apko shayri pasand ayi i love u 2 payalllllll.....
chal pari hain kashtiyan samandar door hai kinara
in majoon se phooch leyhna kia haal hai hamaraa