Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
~*Shayad wo mere shahar mein aa gaye haiN*~
Old
  (#1)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
~*Shayad wo mere shahar mein aa gaye haiN*~ - 22nd November 2008, 09:56 PM

DostoN aadab,
Ek arse ke baad aaj jab kisi ke khyaal main dil dooba to fir bus dil ke khyaalon ne ek gazal ki
shakl akhtiyaar kal lii… baar baar mere zehan main ye sher khoundhne laga…

Jab kabhii chhaa jate hain badloN ki tarah tumhaare khyaal
Kahan tak samhaaloon khud ko ki main aakash to nahi…….
.


Uske hii khyalon kii aahat per maine kuch likhne ki koshish kii hai
Mu’lahiza farmaiyega………… Shukriya

Aapka Dilip



Fir tadap utha dil fir wo yaad aa gaye haiN
Uske hi khayaal fir dil par chhaa gaye haiN

Kal se kaleje mein ek hook sii uthne lagi
Shayad wo mere shahar mein aa gaye haiN

Dard jo uth raha hai use main kya naam doon
Wo khud hi to mujhe begana bana gaye haiN

Ajeeb sii khamoshii hai mere in Labo.n par
dil ka haal mere aansoo deekha gaye haiN

Ab aur kis baat ka intzaar hai tere dil ko
sare khaab 'Dilip', tum par luta gaye haiN
-
Dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#2)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
23rd November 2008, 11:55 AM

A nice write dear....



Harash
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#3)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd November 2008, 09:29 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
DostoN aadab,
Ek arse ke baad aaj jab kisi ke khyaal main dil dooba to fir bus dil ke khyaalon ne ek gazal ki
shakl akhtiyaar kal lii… baar baar mere zehan main ye sher khoundhne laga…

Jab kabhii chhaa jate hain badloN ki tarah tumhaare khyaal
Kahan tak samhaaloon khud ko ki main aakash to nahi…….
.


Uske hii khyalon kii aahat per maine kuch likhne ki koshish kii hai
Mu’lahiza farmaiyega………… Shukriya

Aapka Dilip



Fir tadap utha dil fir wo yaad aa gaye haiN
Uske hi khayaal fir dil par chhaa gaye haiN

Kal se kaleje mein ek hook sii uthne lagi
Shayad wo mere shahar mein aa gaye haiN

Dard jo uth raha hai use main kya naam doon
Wo khud hi to mujhe begana bana gaye haiN

Ajeeb sii khamoshii hai mere in Labo.n par
dil ka haal mere aansoo deekha gaye haiN

Ab aur kis baat ka intzaar hai tere dil ko
sare khaab 'Dilip', tum par luta gaye haiN
-
Dilip

hmmmm..............dilip bhai, kaya khoob sixer mara hai, par yeh to batao ki kiske khayaal mein doob kar yeh ahsaas paida hue haiN

umda likha hai aapne, sabhi sher pasand aaye hume, par yeh ek sher to....... subhan-allah ! dil par lag gaya.....behad pasand aaya yeh wala sher.....!

Kal se kaleje mein ek hook sii uthne lagi
Shayad wo mere shahar mein aa gaye haiN


yoon hi likhtey rahiye, aur haan ek baat, woh yeh ki etna jayada gap mat daliye likhne mein, hume aapki shayri routine meiN chahiye.

kush rahiye.
duao.n ke saath
aapki didi


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
23rd November 2008, 11:10 PM

Dilip bhaa'ii:

namaskaaR!!

aapki yeh koShiSh umdaah rahee... aSh'aar dil ko chhu gaye.. darKhaast aapse yahee haii ki YuuNhi bazm ko sajaate raheN...! daad!!

aur haaN aapse bhee meraa sawaal wahii hai jo sister ne aapko poochaa haii .. yeh Ghazal kiN ke KhayaaloN meiN Doob ke liKhi haii aapne

KhuSh raheN... apnaa Khayaaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
24th November 2008, 09:26 AM

Kal se kaleje mein ek hook sii uthne lagi
Shayad wo mere shahar mein aa gaye haiN


Ab aur kis baat ka intzaar hai tere dil ko
sare khaab 'Dilip', tum par luta gaye haiN
-



BAHUT KHOOB DILIP JEE.........................




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#6)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
24th November 2008, 05:35 PM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
A nice write dear....



Harash
janab harsh sahab
sath dene ke liye aapka bahut bahu shkriyaa

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#7)
Diya_Jale
Huii Sabse Paraayi
Diya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.comDiya_Jale is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Diya_Jale's Avatar
 
Offline
Posts: 5,283
Join Date: Jul 2008
Location: Kolkata
Rep Power: 44
24th November 2008, 11:01 PM

Dilip Ji
kaise ho aap ....
bahot hi Umda Ghazal likhe hain aap ...


Fir tadap utha dil fir wo yaad aa gaye haiN
Uske hi khayaal fir dil par chhaa gaye haiN

kya khoob kaha hai ..........

Younhi likhte rahiye mayusi se humesha dur rahiye


Diya



Mohabbat ke baad mohabbat mumkin hai faraz.
Magar toot ke chahna sirf ek baar hota hai


Goodbye SDC

Diya
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
25th November 2008, 06:39 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
hmmmm..............dilip bhai, kaya khoob sixer mara hai, par yeh to batao ki kiske khayaal mein doob kar yeh ahsaas paida hue haiN

umda likha hai aapne, sabhi sher pasand aaye hume, par yeh ek sher to....... subhan-allah ! dil par lag gaya.....behad pasand aaya yeh wala sher.....!

Kal se kaleje mein ek hook sii uthne lagi
Shayad wo mere shahar mein aa gaye haiN


yoon hi likhtey rahiye, aur haan ek baat, woh yeh ki etna jayada gap mat daliye likhne mein, hume aapki shayri routine meiN chahiye.

kush rahiye.
duao.n ke saath
aapki didi



aap bhii mazak karne lagin

manta hoon aapko accha bhii laga per aapke bina kahan sambhab ho pata...
aru kis ke liye likha hai aapko to khud hi maloom hai... mujhe batane ki jaroorat hai kya.........
aap ne hamesha ki tarah mera sath diya accha laga
ese hi sath milta rahega ye ummid hai ...

apna khyaal rakhiyega.....


dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#9)
LAMHA
beautiful moment.........
LAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant futureLAMHA has a brilliant future
 
LAMHA's Avatar
 
Offline
Posts: 6,429
Join Date: Jul 2007
Location: u.s.a
Rep Power: 42
Smile 25th November 2008, 08:44 PM


Kal se kaleje mein ek hook sii uthne lagi
Shayad wo mere shahar mein aa gaye haiN

Dard jo uth raha hai use main kya naam doon
Wo khud hi to mujhe begana bana gaye haiN

bahut khoob dilip ji...ye do aashaar muje behad pasand aaye..kisi ki yaad ka ye tufaan to kamaal kar gaya...bahut aasan lafzon me aap ne apne dil ke haal ko zaahir kiya hai..be-shaq ye ehsaas hamare dil me utar gaya...bas u hi mehfil ki shaan badhate rahiyega...


"LAMHA"

mujhko acchaa nahiiN lagtaa ko’ii hamnaam teraa ,
ko’ii tujhsaa ho to phir naam bhii tujhsaa rakhe....
  Send a message via Yahoo to LAMHA  
Reply With Quote
Old
  (#10)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
26th November 2008, 12:46 AM

dilip ji

bahut dino baad apko pada//gujra hua jamana kuch arse pahle ka yaad aaya...khair
gazal bhaut dard bharai lagi...ye yaade kitna dard deke jati hai hai na???

magara kya kare..nizat na mile inse to kya ho???

apna khyaal rakhna ok bye tc


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#11)
eliyas
Registered User
eliyas will become famous soon enougheliyas will become famous soon enough
 
eliyas's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Mar 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
26th November 2008, 02:16 PM

assalam,
dilip bahi, bhot khub likha hai apne, har ek baat dil se nikal kar dil tak pahonch rahi hai,
likhte rahiye, apna khayal rakhiye,
Allah hafiz


koi pyaar chahe to koi jahan chahe,
koi doulat chahe to koi shaan chahe,
hum to jindagi ke sataye huwe hai,
‘Eliyas’ to khudase do gaaz zameen aur kafan chahe

- ELIYAS SHAIKH
  Send a message via Yahoo to eliyas  
Reply With Quote
Old
  (#12)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
26th November 2008, 07:23 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
Dilip bhaa'ii:

namaskaaR!!

aapki yeh koShiSh umdaah rahee... aSh'aar dil ko chhu gaye.. darKhaast aapse yahee haii ki YuuNhi bazm ko sajaate raheN...! daad!!

aur haaN aapse bhee meraa sawaal wahii hai jo sister ne aapko poochaa haii .. yeh Ghazal kiN ke KhayaaloN meiN Doob ke liKhi haii aapne

KhuSh raheN... apnaa Khayaaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval
janab dhaval sahab
aapkii tang kheechne kii aadat abhii bhii gayi nahi....

raha sawal aapkii daad ka to wo mujhe dil se kabool hai
aap bhii apna khyaal rakhiyega

shukriya

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#13)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
27th November 2008, 06:11 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Kal se kaleje mein ek hook sii uthne lagi
Shayad wo mere shahar mein aa gaye haiN


Ab aur kis baat ka intzaar hai tere dil ko
sare khaab 'Dilip', tum par luta gaye haiN
-



BAHUT KHOOB DILIP JEE.........................
zainy ji
merii shayrii ko itna maan dene ke liye aapka bahut bahut shukriyaa

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#14)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
27th November 2008, 06:43 PM

Dard jo uth raha hai use main kya naam doon
Wo khud hi to mujhe begana bana gaye haiN

Ajeeb sii khamoshii hai mere in Labo.n par
dil ka haal mere aansoo deekha gaye haiN


bahut khub dilipje...........kuch waqt ke baad hi sahin..aap yaha ab dikhte to hain......yunhi is mehfil ki ronak badhate rahe...............

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
1st December 2008, 04:46 PM

Quote:
Originally Posted by Diya_Jale View Post
Dilip Ji
kaise ho aap ....
bahot hi Umda Ghazal likhe hain aap ...


Fir tadap utha dil fir wo yaad aa gaye haiN
Uske hi khayaal fir dil par chhaa gaye haiN

kya khoob kaha hai ..........

Younhi likhte rahiye mayusi se humesha dur rahiye


Diya

hummmmm
sabse ahle to aaka bahut bahut shukriyaa ise pasand karne ke liye.
raha sawal mayusii se door rahane ka to ek sher kahta hoon.

Andhere jis aangan ki taqdeer hain
ujala jugnuon ka kya rang layega
toonth sii ho gayi jindgii abto
ko.nplon ka khyal ab kahan se aayega.........


apna khyal rakhna...

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#16)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
1st December 2008, 04:48 PM

Quote:
Originally Posted by LAMHA View Post

Kal se kaleje mein ek hook sii uthne lagi
Shayad wo mere shahar mein aa gaye haiN

Dard jo uth raha hai use main kya naam doon
Wo khud hi to mujhe begana bana gaye haiN

bahut khoob dilip ji...ye do aashaar muje behad pasand aaye..kisi ki yaad ka ye tufaan to kamaal kar gaya...bahut aasan lafzon me aap ne apne dil ke haal ko zaahir kiya hai..be-shaq ye ehsaas hamare dil me utar gaya...bas u hi mehfil ki shaan badhate rahiyega...
shukriya lamha ji
ab aapko kya batayen lamha ji ki kisi ki yadon ka toofaan kya kya rang lata hai... wo to bus .........................

aapko sher pasand aaye. aapka bahut bahut shukriya
ese hi sath dete rahiyega

shukriyaa

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#17)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
2nd December 2008, 06:44 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
dilip ji

bahut dino baad apko pada//gujra hua jamana kuch arse pahle ka yaad aaya...khair
gazal bhaut dard bharai lagi...ye yaade kitna dard deke jati hai hai na???

magara kya kare..nizat na mile inse to kya ho???

apna khyaal rakhna ok bye tc
shukriyaa sakhii ji sath dene ke liye
sahi kaha aapne inse kaise bhala nizat mile..
aap bhii apna khyal rakhiyega
shurkiaya

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#18)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
2nd December 2008, 06:45 PM

Quote:
Originally Posted by eliyas View Post
assalam,
dilip bahi, bhot khub likha hai apne, har ek baat dil se nikal kar dil tak pahonch rahi hai,
likhte rahiye, apna khayal rakhiye,
Allah hafiz
malekum assalam eliyas bhaaii


shukriyaa daad dene ke liye ese hi sath nibhate rahna mere dost
shukriyaa


dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#19)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
2nd December 2008, 06:46 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
Dard jo uth raha hai use main kya naam doon
Wo khud hi to mujhe begana bana gaye haiN

Ajeeb sii khamoshii hai mere in Labo.n par
dil ka haal mere aansoo deekha gaye haiN


bahut khub dilipje...........kuch waqt ke baad hi sahin..aap yaha ab dikhte to hain......yunhi is mehfil ki ronak badhate rahe...............

mausam
mausam ji

main to dikhaayii dene laga per aap kahan hain


sath dene ke liye aapka bahut bahut shukriyaa

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Taish
"Taish meN hai Taish"
Taish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.comTaish is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Taish's Avatar
 
Offline
Posts: 5,535
Join Date: Jan 2005
Location: Lost In The Cobwebs Of Mah Mind...!!
Rep Power: 48
2nd January 2009, 03:09 PM

Namaskaar dilip bhai,

Aapka doosra sher haasil-e-ghazal raha, bahut kareeb se guzra dil ke ye, baaNki sher uski barabari nahin kar paaye isiliye ghazal thodi feeNki ho chali, par us ek sher ne fir v samaa baandh diya...!! umeed karta huN aage jald hin aapko padhne ke aur v mauke mileNge...!!



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
http://alfaaz-e-taish.blogspot.in/

Ishq hota tha, ishq karte haiN,
Vo zamana tha, ye zamana hai...

----Taish

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
  Send a message via Yahoo to Taish Send a message via Skype™ to Taish 
Reply With Quote
Old
  (#21)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
5th January 2009, 10:36 AM

Quote:
Originally Posted by ghayal_shayar View Post
Namaskaar dilip bhai,

Aapka doosra sher haasil-e-ghazal raha, bahut kareeb se guzra dil ke ye, baaNki sher uski barabari nahin kar paaye isiliye ghazal thodi feeNki ho chali, par us ek sher ne fir v samaa baandh diya...!! umeed karta huN aage jald hin aapko padhne ke aur v mauke mileNge...!!
janab ghayal ji
namaskaar

main aapki baat se shahmat hoon. gazal ka jo doosra sher hai poori gazal ki rooprekha hi gazal per bani hai.. gazal ka khyaal hi is sher se aaya. to gazal likhne ki koshish maine isii sher se kii hai... isii karan ho sakta hai gazal main bo baat nahi jo us sher main hai... mujhe bhii wo sher khasa pasand hai....
aapne sath diya accha laga ese hi sath dete rahiyega//

shukriyaa

dilip


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
SDC par aapki kami hai Dilip Bhai
Old
  (#22)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
Love SDC par aapki kami hai Dilip Bhai - 4th August 2015, 09:30 AM

Dilip bhai....aaj aapki yeh gazal pad rhi thi to socha kyun na esko highlight kiya jaaye, taaki baaki member bhi aapko pad sakeN.



~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#23)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
5th August 2015, 09:50 AM

bahut hi khoob likhaa hai Dilip bhai... hame acchaa lagaa apko padhnaa.. likhte rahiye


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
22nd March 2016, 01:01 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Dilip bhai....aaj aapki yeh gazal pad rhi thi to socha kyun na esko highlight kiya jaaye, taaki baaki member bhi aapko pad sakeN.

aaj bahut lambe antraal ke baad yahan aaya hun.... aapka massage padkar bahut achchaa laga....
thnx Didi


" Dilip " -Ek Adhoora khwab


Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#25)
Madhu 14
Moderator
Madhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud ofMadhu 14 has much to be proud of
 
Madhu 14's Avatar
 
Offline
Posts: 5,211
Join Date: Jul 2014
Rep Power: 28
22nd March 2016, 01:32 PM

Aapko padhna bahut achcha laga dilip ji.. .

Aate rahiyega aage bhi...

Madhu..



अर्ज मेरी एे खुदा क्या सुन सकेगा तू कभी
आसमां को बस इसी इक आस में तकते रहे
madhu..
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
*Toumhaari Mehfil Mein Aa Gaye Hain... :)** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 3 2nd October 2007 11:52 AM
Tum bhool gaye shayad hayanaaz Shayri-e-Ishq 1 10th July 2006 01:58 AM
Suukh gaye Ashq shayad........... sukanya Shayri-e-Dard 10 2nd May 2005 07:47 PM
shayad mein use alwida kehduga ya shayad mein RO.PADUGA puneetgrover Shayri-e-Dard 5 25th January 2004 07:53 PM
SHAYAD use alwida kehduga ya shayad mein ro parunga!! puneetgrover Shayri-e-Sharaab 0 24th January 2004 08:57 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com