Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Ishq

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
muhabbat "KHWAB" hoti hai
Old
  (#1)
silent-tears
Registered User
silent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud of
 
silent-tears's Avatar
 
Offline
Posts: 1,252
Join Date: Jun 2007
Location: Jalandhar
Rep Power: 30
Love muhabbat "KHWAB" hoti hai - 19th August 2010, 03:07 PM

muhabbat "KHWAB" hoti hai
muhabbat "BAAT" hoti hai
jo koi puch bethe to
muhabbat "RAAZ" hoti ha
machalti hui umangon ka
suhana "SAATH" hoti hai
jo koi dhoondna chahe to
to ye "NAYAAB" hoti hai
muhabbat "PHOOL" hai shayed
ghamon ki "DHOOL" hai shayed
chamakti "RAAT" hai shayed
kisi ki "YAAD" hai shayed
muhabbat pur sukoon bhi hai
magar betaab hoti hai
agar mil na sake to phr

"AZAAB-E-JAAN HOTI HAI"


Anil Arora

Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
parveen komal
devil ! forgive me
parveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to beholdparveen komal is a splendid one to behold
 
parveen komal's Avatar
 
Offline
Posts: 930
Join Date: Jul 2010
Location: MUMBAI PATIALA
Rep Power: 23
19th August 2010, 03:38 PM

waah mohabbat waah.....................


07666027379,09041116001,09876442643,
09417142513,09914097007,09625494246
Mail: parveenkomal@parveenkomal.com
www.parveenkomal.com/blog
{ BURA NA SUNENGE BURA NA DEKHENGE BURA NA BOLENGE
ACHHA LIKHENGE,KOI BURA KAHEGA TO KHUD KO TATOLENGE }


Wohi rizq deta jahaan ko , wohi zaat sab se azeem hai
Meri muflisi pe na hans ke wo , tera taaj sar se giraa na de
}QadeerToopchi{
  Send a message via Yahoo to parveen komal Send a message via MSN to parveen komal Send a message via Skype™ to parveen komal 
Reply With Quote
Old
  (#3)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 86
19th August 2010, 05:39 PM

Quote:
Originally Posted by silent-tears View Post
muhabbat "KHWAB" hoti hai
muhabbat "BAAT" hoti hai
jo koi puch bethe to
muhabbat "RAAZ" hoti ha
machalti hui umangon ka
suhana "SAATH" hoti hai
jo koi dhoondna chahe to
to ye "NAYAAB" hoti hai
muhabbat "PHOOL" hai shayed
ghamon ki "DHOOL" hai shayed
chamakti "RAAT" hai shayed
kisi ki "YAAD" hai shayed
muhabbat pur sukoon bhi hai
magar betaab hoti hai
agar mil na sake to phr

"AZAAB-E-JAAN HOTI HAI"
Mohabbat ke ehsaas aur maaiine har kisi ke liye shaayad alag alag hai......aapne samjhane ki acchi koshish ki hai... Anil Ji !




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#4)
WAQUIF ANSARI
Registered User
WAQUIF ANSARI will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 52
Join Date: Jul 2010
Rep Power: 14
20th August 2010, 01:05 PM

Wah janab silent tears ji! Muhabbat kya kya hoti hai aapne to apne bayaaniye se bilkul jaadu hi jaga dala. Aik achchhi tehreer k liye dheron daad qubul kijiye.

(Waquif Ansari)

Quote:
Originally Posted by silent-tears View Post
muhabbat "KHWAB" hoti hai
muhabbat "BAAT" hoti hai
jo koi puch bethe to
muhabbat "RAAZ" hoti ha
machalti hui umangon ka
suhana "SAATH" hoti hai
jo koi dhoondna chahe to
to ye "NAYAAB" hoti hai
muhabbat "PHOOL" hai shayed
ghamon ki "DHOOL" hai shayed
chamakti "RAAT" hai shayed
kisi ki "YAAD" hai shayed
muhabbat pur sukoon bhi hai
magar betaab hoti hai
agar mil na sake to phr
"AZAAB-E-JAAN HOTI HAI"
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
ISHK EK IBADAT
RADHE RADHE
ISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.comISHK EK IBADAT is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Offline
Posts: 4,115
Join Date: Oct 2009
Location: DELHI
Rep Power: 58
Love 20th August 2010, 03:38 PM

anil bhai
radhe radhe

ehsaas bahut sundar hain dil se daad likhte rahiye
duaon ke saath


Aapka Apna
Ishk


'इश्क' के बदले इश्क चाहना तिजारत है
इज़हार किससे करें महबूब तो दिल में है


email: rkm179@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#6)
r_singla95
Registered User
r_singla95 will become famous soon enoughr_singla95 will become famous soon enough
 
Offline
Posts: 119
Join Date: Jun 2010
Location: Mohali
Rep Power: 15
20th August 2010, 05:19 PM

anil ji,
Bahut khoob.. Daad hazir hai ji,,,
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
silent-tears
Registered User
silent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud of
 
silent-tears's Avatar
 
Offline
Posts: 1,252
Join Date: Jun 2007
Location: Jalandhar
Rep Power: 30
25th August 2010, 12:36 PM

Bhut bhut dhanyawad apka tah e dil se,apki ess hausla afzai ka.
Wo dukh me hote hai toh mujhe yaad krte hai,Ab main unke liye khushi ki dua karu ya gam ki!


Anil Arora

Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
Kavita Negi
Registered User
Kavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to allKavita Negi is a name known to all
 
Kavita Negi's Avatar
 
Offline
Posts: 651
Join Date: Apr 2010
Location: Chandigarh
Rep Power: 19
25th August 2010, 12:42 PM

Bahut khoob Anil ji,

Aise hi likhte rahiye...Dil se daad hazir hai....Qubool kijiyega...


KAVITA NEGI

Hame ehbab ki lambi qataron sy nahi matlab..........!!
Jo dil sy hamara ho hame wo ik shaksh kaafi he......!!
  Send a message via Yahoo to Kavita Negi  
Reply With Quote
Old
  (#9)
silent-tears
Registered User
silent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud ofsilent-tears has much to be proud of
 
silent-tears's Avatar
 
Offline
Posts: 1,252
Join Date: Jun 2007
Location: Jalandhar
Rep Power: 30
25th August 2010, 07:07 PM

bhut bhut dhanyawad


Daitay Hain Ujalay Meray Sajdoan Ki Gawahi,

Main Chup K Andhairay Mein Ebadatt Nahi Kerta...

Bhoola Nahi Aaj Nhi Aadaab-e-Jawani,

Main Aaj Bhi Auroan Ko Nasihatt Nahi Kerta...

Insaan Ye Samjhain Keh Yahan Dafn Khuda Hain,

Main Aisay Mazaroan Ki Ziyaratt Nahin Kerta...

Duniya Mein 'QATEEL' Uss Se Munafiq Nahin Koi,

Jo Zulm Toe Sehta Hai Baghawatt Nahin Kerta..!


Anil Arora

Naulekahe par tere khoon ki boond hai,
Motiyo ki jagah par jada kaun hai,
Jiski khatir daga chandini se kare,
Puch suraj ki woh dilruba kaun hai?
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com