Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rating: Thread Rating: 2 votes, 5.00 average. Display Modes
"Dil mein jo aaya woh likh diya"
Old
  (#1)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
"Dil mein jo aaya woh likh diya" - 18th April 2007, 02:23 PM

Es mahfil ke sabhi dosto ko namaskaar…..aaj bahut dino ke baad kuch likha hai aur aapki naazr kar rahi hoon..umeed hai aap sab ka saath mileyga.

dil mein jo aaya woh likh diya
kabhi milan kabhi judai likh diya......

pehli baar mile the yahan hum
un raahon ka naam manzil likh diya.....,

kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diya......

ishq ka janoon thaa ya deewanapan
jo apni saanso ko tere naam likh diya......

teri judai hai ab mukaddar mera
is zindagi ka naam intzaar likh diya.......

dard-e-mohabat ke siva shayari hai kya
ja tera naam hamne gazal likh diya.....

dafan ho gayi har aarzoo seene mein
'sunita' ne jabse tujhe sanam likh diya......

aapki dost

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
bhut khub
Old
  (#2)
rajveeer
shayri is my life
rajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud ofrajveeer has much to be proud of
 
rajveeer's Avatar
 
Offline
Posts: 1,938
Join Date: Jun 2006
Location: Punjab(Phagwara)Now:(California) USA
Rep Power: 33
bhut khub - 18th April 2007, 03:41 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Es mahfil ke sabhi dosto ko namaskaar…..aaj bahut dino ke baad kuch likha hai aur aapki naazr kar rahi hoon..umeed hai aap sab ka saath mileyga.

dil mein jo aaya woh likh diya
kabhi milan kabhi judai likh diya......

pehli baar mile the yahan hum
un raahon ka naam manzil likh diya.....,

kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diya......

ishq ka janoon thaa ya deewanapan
jo apni saanso ko tere naam likh diya......

teri judai hai ab mukaddar mera
is zindagi ka naam intzaar likh diya.......

dard-e-mohabat ke siva shayari hai kya
ja tera naam hamne gazal likh diya.....

dafan ho gayi har aarzoo seene mein
'sunita' ne jabse tujhe sanam likh diya......

aapki dost
wah wah wah !sunita ji kyaa baat hai bhut gehre ehsaason ko byaan kiya aapne is gazal mein....jis me ek tarap hasi kush gilha hai.....beshak aap bhut dino baad kush layii ho magar dil se layii ho meri daad kabool kijiyega......aapki agli peshkash ka intzaar rahega.....raj.........

un se kar liya kinara unki khushi ki khatir
ab mujhe bewafa kahiye ya bawafa kahiye...(Raj)
 Send a message via ICQ to rajveeer Send a message via Yahoo to rajveeer  
Reply With Quote
Old
  (#3)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
18th April 2007, 03:55 PM

namaskar sunita ji

bahut khoob sunita ji. apne to sach mein dil ko jazbaati hone par majboor kar diya. Aapke saare hi ehsaas kaafi achhe hai par yeh kuch lines to jiase bilkul mujhe apne par hi lagi.

pehli baar mile the yahan hum
un raahon ka naam manzil likh diya.....

ishq ka janoon thaa ya deewanapan
jo apni saanso ko tere naam likh diya......

dafan ho gayi har aarzoo seene mein
'sunita' ne jabse tujhe sanam likh diya......

Dua hai ki aap aage bhi aise hi ehsaas hamare nazar karte rahein!!!

Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#4)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
18th April 2007, 06:13 PM

pranaam sister:

kaafi dino baad aapki bazm meiN koii teHreer ko deKha sach maaniYe baRii hi khusHii hoti hai jabhii maiN aapko paRHta huuN ..aSh'aar ko jis gehraayioN ke saath aap har baar pesh karte haiN wo baat mere dil ko hameshaa chhu jaati haiN..

chaNd sher mere dil ko bahot hi pasaNd aayeN..jisse maiN yahaaN bayaaN karna chaHuNga..

kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diya......

teri judai hai ab mukaddar mera
is zindagi ka naam intzaar likh diya.......

bahot hi khoob rahaa andaaz-e-bayaaN aapka

bas yehi guzarisH hai ki apni umda sha'iree ke Z^riiye yuuNhi bazm ko sajaate raheN

chHotu ke dil se niklii daad ko tasleem kijiyeNga didi

apnaa khayaal rakheN aur khusH raheN

duaoN ke saath ijaazaT

aapka chhota sa bhaii aur dost
dhaval

*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...

Last edited by Dhaval; 18th April 2007 at 06:16 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
18th April 2007, 07:03 PM

hello sunita ji,
bahut dino baad aapka kalaam padhne naseeb hua.kya gazab ka likha hia aapne,bahut khoob.itni gehraayi hai aapke ehsaason mai.aapko padhna bahut acha laga.
likhti rahen yunhin,khush rahen.

yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#6)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th April 2007, 10:51 AM

Quote:
Originally Posted by rajveeer View Post
wah wah wah !sunita ji kyaa baat hai bhut gehre ehsaason ko byaan kiya aapne is gazal mein....jis me ek tarap hasi kush gilha hai.....beshak aap bhut dino baad kush layii ho magar dil se layii ho meri daad kabool kijiyega......aapki agli peshkash ka intzaar rahega.....raj.........
rajveer ji namaskaar

es housla-afjaei ke liye bahut bahut shukriya....yeh sab aap jaise dosto ki duao ka asar hai ki hum thoda bahut kuch likh letey hain....yu saath banaye rakhyega...aapki daad humey dil se kabool hai.

aapki dost

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#7)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th April 2007, 10:53 AM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
namaskar sunita ji

bahut khoob sunita ji. apne to sach mein dil ko jazbaati hone par majboor kar diya. Aapke saare hi ehsaas kaafi achhe hai par yeh kuch lines to jiase bilkul mujhe apne par hi lagi.

pehli baar mile the yahan hum
un raahon ka naam manzil likh diya.....

ishq ka janoon thaa ya deewanapan
jo apni saanso ko tere naam likh diya......

dafan ho gayi har aarzoo seene mein
'sunita' ne jabse tujhe sanam likh diya......

Dua hai ki aap aage bhi aise hi ehsaas hamare nazar karte rahein!!!
dear jasdeep....aapko meri gazal pasand aaye...aacha lagga yeh padkar..aapne mujhe padda aur mere ahsaaso ko dil se mahsoos kiya...bahut bahut shukriya....yu hi aatey raheyega.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#8)
eliyas
Registered User
eliyas will become famous soon enougheliyas will become famous soon enough
 
eliyas's Avatar
 
Offline
Posts: 138
Join Date: Mar 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
19th April 2007, 02:23 PM

namaskar sunitaji apne bahot acha likha hai wakai kabile tarif hai, ummid hai apse app isitarah likhkar hume nahi raha dikhate rahe

take care

eliyas shaikh
  Send a message via Yahoo to eliyas  
Reply With Quote
Old
  (#9)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th April 2007, 05:37 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
pranaam sister:

kaafi dino baad aapki bazm meiN koii teHreer ko deKha sach maaniYe baRii hi khusHii hoti hai jabhii maiN aapko paRHta huuN ..aSh'aar ko jis gehraayioN ke saath aap har baar pesh karte haiN wo baat mere dil ko hameshaa chhu jaati haiN..

chaNd sher mere dil ko bahot hi pasaNd aayeN..jisse maiN yahaaN bayaaN karna chaHuNga..

kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diya......

teri judai hai ab mukaddar mera
is zindagi ka naam intzaar likh diya.......

bahot hi khoob rahaa andaaz-e-bayaaN aapka

bas yehi guzarisH hai ki apni umda sha'iree ke Z^riiye yuuNhi bazm ko sajaate raheN

chHotu ke dil se niklii daad ko tasleem kijiyeNga didi

apnaa khayaal rakheN aur khusH raheN

duaoN ke saath ijaazaT

aapka chhota sa bhaii aur dost
dhaval
mere pyarey chottu

teri daad mujhe dil se kabool hai aur ab main koshish karungi ki routine mein jaha aa sakku....

lots of love

teri sister

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#10)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
19th April 2007, 05:44 PM

hi suntia g, kaisi hain app?
aapko humara namaskar,
bahut acha likha hai apne...........sidha dil se
hum b kuch kehnga chanhge

"Dil mein jo aaya woh likh diya"
juban pe jo aya..woh keh dia
tu rahe sadha meri aankhon k samne isliye...
humne khuli aannkon se..... sona sikhh liya

umeed hai apko ko pasad ayega. apko ke jawab ka intezaar rehenga humein.

tc

Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...

Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

Last edited by musafir ek pal; 19th April 2007 at 06:25 PM..
  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#11)
chaahat
Registered User
chaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to beholdchaahat is a splendid one to behold
 
chaahat's Avatar
 
Offline
Posts: 3,732
Join Date: Jul 2002
Rep Power: 33
19th April 2007, 06:59 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Es mahfil ke sabhi dosto ko namaskaar…..aaj bahut dino ke baad kuch likha hai aur aapki naazr kar rahi hoon..umeed hai aap sab ka saath mileyga.

dil mein jo aaya woh likh diya
kabhi milan kabhi judai likh diya......

pehli baar mile the yahan hum
un raahon ka naam manzil likh diya.....,

kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diya......

ishq ka janoon thaa ya deewanapan
jo apni saanso ko tere naam likh diya......

teri judai hai ab mukaddar mera
is zindagi ka naam intzaar likh diya.......

dard-e-mohabat ke siva shayari hai kya
ja tera naam hamne gazal likh diya.....

dafan ho gayi har aarzoo seene mein
'sunita' ne jabse tujhe sanam likh diya......

aapki dost
Bahut khoob Di... bahut hi sundar shabdon me badi hi saralta ke saath aapne apne ehsaas pesh kiye.. behad khoosoorat..

yeh lines dil ko choo gayi.... ab aaine ke saamne jhoot bolna mumkin nahi hota...

Aap to sab jaante ho.. khair.. meri chodo..

Aapki is behad khoobsoorat rachna ke liye meri daad haazir hai... aise hi aap mehfil me rang bharte rahein.. humesha khush rahein... apna khayal rakhein..

~Priya

"Dikha kar khawaab in aankhon ko, De gaye aansoon in mein Tum..
Kaise chalka doo yeh aansoon, In mein bhi To rehTe ho Tum.."

~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ Sirf Tanu Ki ChaahaT...... ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~ ~

Reply With Quote
Old
  (#12)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
20th April 2007, 10:23 AM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Es mahfil ke sabhi dosto ko namaskaar…..aaj bahut dino ke baad kuch likha hai aur aapki naazr kar rahi hoon..umeed hai aap sab ka saath mileyga.

dil mein jo aaya woh likh diya
kabhi milan kabhi judai likh diya......

pehli baar mile the yahan hum
un raahon ka naam manzil likh diya.....,

kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diya......

ishq ka janoon thaa ya deewanapan
jo apni saanso ko tere naam likh diya......

teri judai hai ab mukaddar mera
is zindagi ka naam intzaar likh diya.......

dard-e-mohabat ke siva shayari hai kya
ja tera naam hamne gazal likh diya.....

dafan ho gayi har aarzoo seene mein
'sunita' ne jabse tujhe sanam likh diya......

aapki dost
sunita ji bohat acha likha hai aap ne bohat khubsurat ahsasaat ko paish kiya

ye ashaar dil ko chu gaye yunhi likhti rahain khush rahain takecare

Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st April 2007, 10:46 AM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
hello sunita ji,
bahut dino baad aapka kalaam padhne naseeb hua.kya gazab ka likha hia aapne,bahut khoob.itni gehraayi hai aapke ehsaason mai.aapko padhna bahut acha laga.
likhti rahen yunhin,khush rahen.
hello sara,
kaise ho aap.
aapko meri gazal pasand aaaye..bahut bahut shukriya, yu hi saath banaye rakiyega.

aapki dost

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st April 2007, 10:48 AM

Quote:
Originally Posted by eliyas View Post
namaskar sunitaji apne bahot acha likha hai wakai kabile tarif hai, ummid hai apse app isitarah likhkar hume nahi raha dikhate rahe

take care

eliyas shaikh
Eliyas....adaab...!
bahut accha lagga aapko aapni post par pheli baar dekh kar...umeeb hai ab yeh saath yu hi banna raheyga.
aapka bahut bahut shukriya..meri housla afjaei karne ke liye.

aapki dost

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#15)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st April 2007, 10:50 AM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
hi suntia g, kaisi hain app?
aapko humara namaskar,
bahut acha likha hai apne...........sidha dil se
hum b kuch kehnga chanhge

"Dil mein jo aaya woh likh diya"
juban pe jo aya..woh keh dia
tu rahe sadha meri aankhon k samne isliye...
humne khuli aannkon se..... sona sikhh liya

umeed hai apko ko pasad ayega. apko ke jawab ka intezaar rehenga humein.

tc

wow....manish...aapka sher humey behad pasand aaya...yu hi saath detey rahna.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#16)
Merul
Registered User
Merul will become famous soon enoughMerul will become famous soon enough
 
Merul's Avatar
 
Offline
Posts: 1,008
Join Date: Feb 2006
Location: India (Surat)
Rep Power: 21
21st April 2007, 10:52 AM

hi sunita ji

aapko merul ka sadar pranaaam

sunita ji aapki ye rachna padhke hamein bhi hamara ek dard yaad aa gaya, sach sunita ji aapki ye rachna hamari kahani se bi kafi milti hai, aapki rachna padhte padhte rom rom khade ho gaye...

khas karke wo baat jismein aapne kaha hai ki ja hamne bhi aapko bewafaa keh diya...

ese hi likhte rahiyega aur mehfil mein ujala karte rahiyega
aapka dost
MErul

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Es mahfil ke sabhi dosto ko namaskaar…..aaj bahut dino ke baad kuch likha hai aur aapki naazr kar rahi hoon..umeed hai aap sab ka saath mileyga.

dil mein jo aaya woh likh diya
kabhi milan kabhi judai likh diya......

pehli baar mile the yahan hum
un raahon ka naam manzil likh diya.....,

kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diya......

ishq ka janoon thaa ya deewanapan
jo apni saanso ko tere naam likh diya......

teri judai hai ab mukaddar mera
is zindagi ka naam intzaar likh diya.......

dard-e-mohabat ke siva shayari hai kya
ja tera naam hamne gazal likh diya.....

dafan ho gayi har aarzoo seene mein
'sunita' ne jabse tujhe sanam likh diya......

aapki dost

!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!! !!!!!!!!

Dhoka diya tha jab tumne mujhe,
Tab dil se me naraz tha,
Phir socha ki dil se tumhe nikal du,
Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.

Merul~~~~~~~~~~>
  Send a message via Yahoo to Merul  
Reply With Quote
Old
  (#17)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
21st April 2007, 12:35 PM

kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diy

wah kya baat hai didi
bahut gahraai mein dard ko samet dala hai

kitna dard deta hai na kisi ko bewfa ka name dena..kyun ki jisse wafa ki umeed karke pyaar karte hai bewfa bhi wohi judta hai ..
bahut khub likha hai

sakhi with love

कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Old
  (#18)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
21st April 2007, 05:12 PM

Quote:
Originally Posted by chaahat View Post
Bahut khoob Di... bahut hi sundar shabdon me badi hi saralta ke saath aapne apne ehsaas pesh kiye.. behad khoosoorat..

teri judai hai ab mukaddar mera
is zindagi ka naam intzaar likh diya.......

yeh lines dil ko choo gayi.... ab aaine ke saamne jhoot bolna mumkin nahi hota...

Aap to sab jaante ho.. khair.. meri chodo..

Aapki is behad khoobsoorat rachna ke liye meri daad haazir hai... aise hi aap mehfil me rang bharte rahein.. humesha khush rahein... apna khayal rakhein..

~Priya
dear priya....mujhe pata hai jo mere dil ki sadha hai wahi tere dil ki sadha hai...main tumhey samaj sakti hoon....kush raha karo...aur yu hi saath deti rahna...!

lots of love

tumhari didi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#19)
dilip200
Adhoori Aas
dilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud ofdilip200 has much to be proud of
 
dilip200's Avatar
 
Offline
Posts: 1,543
Join Date: Jul 2006
Location: india , shivpuri
Rep Power: 31
22nd April 2007, 07:31 AM

hi didi kaisii ho
bahut dino ke baad aapka ye kalam padne ko mila ek dam tazgii liye hai ye. or khoobsyrat itna ki kya kahoon.

dil mein jo aaya woh likh diya
kabhi milan kabhi judai likh diya......

sahii baat hai jab kuch samajh na aaye tab esa hi karna chahiye

pehli baar mile the yahan hum
un raahon ka naam manzil likh diya.....,

waah kya baat hai manjil ki shuruaat ko mazil likh diya waah

kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diya......

uffffffff kya baat hai sahi baat hai dard ki inteha esii hi hotii hai

ishq ka janoon thaa ya deewanapan
jo apni saanso ko tere naam likh diya......

kya karen ye ishq main kaha dekha jata hai .........

teri judai hai ab mukaddar mera
is zindagi ka naam intzaar likh diya.......

waah intzar kiii intehaa hai ab to........

dard-e-mohabat ke siva shayari hai kya
ja tera naam hamne gazal likh diya.....

oho hooo bemishal sher likha hai ye
]
dafan ho gayi har aarzoo seene mein
'sunita' ne jabse tujhe sanam likh diya......

didi pata nahi esa kyun hota hai hum jise sabse jyada chahte hain use hame taqleef dene main bada maza aata hai.................

poora ki poora kalam bahut khoob hai dil se daad hazir hai kabool kigiyega

shukriya

dilip

" Dilip " -Ek Adhoora khwab

Dard bantne se ab darr lagta hai
mere gamo ka usnane falsafa bana diya
  Send a message via Yahoo to dilip200  
Reply With Quote
Old
  (#20)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd April 2007, 01:45 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
sunita ji bohat acha likha hai aap ne bohat khubsurat ahsasaat ko paish kiya

dil mein jo aaya woh likh diya
kabhi milan kabhi judai likh diya......

kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diya......

dard-e-mohabat ke siva shayari hai kya
ja tera naam hamne gazal likh diya.....

ye ashaar dil ko chu gaye yunhi likhti rahain khush rahain takecare

mani ji namaskaar
kaise hain aap....!
aapne mujhe padda aur mere ahsaaso ko mahsoos kiya...main tahe-dil se aapki shukargujaar hoon...yu hi mahfil mein aatey rahna aur humey aur likhne ka housla detey rahiyega.

aapki dost

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#21)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd April 2007, 03:22 PM

Quote:
Originally Posted by Merul View Post
hi sunita ji

aapko merul ka sadar pranaaam

sunita ji aapki ye rachna padhke hamein bhi hamara ek dard yaad aa gaya, sach sunita ji aapki ye rachna hamari kahani se bi kafi milti hai, aapki rachna padhte padhte rom rom khade ho gaye...

khas karke wo baat jismein aapne kaha hai ki ja hamne bhi aapko bewafaa keh diya...

ese hi likhte rahiyega aur mehfil mein ujala karte rahiyega
aapka dost
MErul
kush raho merul.....aapka reply padkar accha bhi lagga aur dukh bhi hua....accha lagga ki meri gazal aapko pasand aaye...aapne esko saraha, aur dukh hua ki etni chotti se umr mein dard.....dua karti hoon mera chotta sa merul sadha kush rahey aur har dard se door rahey.

god bless u

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#22)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd April 2007, 03:25 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diy

wah kya baat hai didi
bahut gahraai mein dard ko samet dala hai

kitna dard deta hai na kisi ko bewfa ka name dena..kyun ki jisse wafa ki umeed karke pyaar karte hai bewfa bhi wohi judta hai ..
bahut khub likha hai

sakhi with love
meri pyari sakhi....etna hi kahungi ki ab dard hai to bayaan ho hi jayega...kab tak aankho mein annsu chuppa sakti hoon...ensaan hoon...jara se dard par chalak jatey hai.n aur shayri mein likhey jatey hain.

kush raho

tumhari didi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#23)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
23rd April 2007, 03:28 PM

Quote:
Originally Posted by dilip200 View Post
hi didi kaisii ho
bahut dino ke baad aapka ye kalam padne ko mila ek dam tazgii liye hai ye. or khoobsyrat itna ki kya kahoon.

dil mein jo aaya woh likh diya
kabhi milan kabhi judai likh diya......

sahii baat hai jab kuch samajh na aaye tab esa hi karna chahiye

pehli baar mile the yahan hum
un raahon ka naam manzil likh diya.....,

waah kya baat hai manjil ki shuruaat ko mazil likh diya waah

kiya tune tar tar mera daman
ja maine bhi tujhe bewafa likh diya......

uffffffff kya baat hai sahi baat hai dard ki inteha esii hi hotii hai

ishq ka janoon thaa ya deewanapan
jo apni saanso ko tere naam likh diya......

kya karen ye ishq main kaha dekha jata hai .........

teri judai hai ab mukaddar mera
is zindagi ka naam intzaar likh diya.......

waah intzar kiii intehaa hai ab to........

dard-e-mohabat ke siva shayari hai kya
ja tera naam hamne gazal likh diya.....

oho hooo bemishal sher likha hai ye
]
dafan ho gayi har aarzoo seene mein
'sunita' ne jabse tujhe sanam likh diya......

didi pata nahi esa kyun hota hai hum jise sabse jyada chahte hain use hame taqleef dene main bada maza aata hai.................

poora ki poora kalam bahut khoob hai dil se daad hazir hai kabool kigiyega

shukriya

dilip
mere pyarey bhai...dilip,
dil kush ho gaya tumhara reply padkar...har sher ki tah tak gaye ho tum....yu hi aapni didi ka saath detey rahogey, to tumhari didi aagey bhi koshish karti raheygi kuch likhney ki....sadha kush raho!

tumhari didi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Old
  (#24)
pooja_d
Registered User
pooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud ofpooja_d has much to be proud of
 
pooja_d's Avatar
 
Offline
Posts: 3,896
Join Date: Jul 2006
Location: currntly : Italy and ( home'town : Jaipur )
Rep Power: 33
23rd April 2007, 08:57 PM

pranaam di,

di aaj bade diino baad apko padha. bahot achha laga.........bahot khuub likha hai aapne bhi. ye do line bahot pasand aai.

pehli baar mile the yahan hum
un raahon ka naam manzil likh diya.....,

daad kabuul kijiye apni gudiya ki.........

yunhi likhti rahiye.....

grazie

aapki matko
pooja

===========Deepika===========
Pyaar Hai Yaa sazaa ayi mere Dil bataa
Toot'ta Kyu.N naHi.N Dard Kaa Silsilaa
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
24th April 2007, 11:22 AM

Quote:
Originally Posted by pooja4588 View Post
pranaam di,

di aaj bade diino baad apko padha. bahot achha laga.........bahot khuub likha hai aapne bhi. ye do line bahot pasand aai.

pehli baar mile the yahan hum
un raahon ka naam manzil likh diya.....,

daad kabuul kijiye apni gudiya ki.........

yunhi likhti rahiye.....

grazie

aapki matko
pooja

meri pyari matko.....tujhe bahut dino baad jaha dekha hai, bahut accha lagga...meri gazal tujhe pasand aaye. tu aajkal kaha kho gaye hai...site par bahut kum aati hai....study dil lagga kar karna aur jaldi humse milne bhi aana...!

lots of love

teri didi

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...

Reply With Quote
Reply

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
"Jo bhi gaana zehan mein hai likh dijiye" sunita thakur Chit-Chat & General Discussion Forum 1718 23rd June 2015 02:02 PM
"in mehkate fizaaoN meiN tera naam likh diya" Diya_Jale Shayri-e-Ishq 18 4th February 2010 07:30 PM
"Kafan par likh kar mera naam de diya" sunita thakur Shayri-e-Dard 33 11th April 2007 01:03 PM
***chor "DUNIYA" ko tere "DIL" mein bas jaayeinge *** kuhulika Shayri-e-Dard 6 1st December 2005 06:02 PM
"Kash hum bhi shayeri likh paate.." ankitraheja Shayri-e-Dard 0 17th February 2005 11:29 PM

Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com