Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Anjuman-e-Shayri

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Eik Pegham kisi ke naam ashaar ki soorat..aap bhi dijiye...
Old
  (#1)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
Eik Pegham kisi ke naam ashaar ki soorat..aap bhi dijiye... - 8th October 2007, 05:53 AM




Aap mein se koi kisi ko naam le ke ya bina naam lye peghaam dena chahae tou de sakta hai ashaar ki madad se is thread mein ........

Peghaam kisi insaan ke naam bhi ho sakta hai zindagi ke naam bhi ya koi bhi ..................jo bhi aap ka man chahae ...jiske naam bhi aap peghaam dena chahaein..............


Aapne peghamaat ashaar ki soorat rawanaa kijiye

   
Reply With Quote
hi
Old
  (#2)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 9th October 2007, 12:44 AM



ai yaad-e-dost aaj to jii bhhar ke dil dukhaa
shaayed yah raat hijr ki aaye na phir kabhii

–nasir kaazmi


regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#3)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
9th October 2007, 12:49 AM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post


ai yaad-e-dost aaj to jii bhhar ke dil dukhaa
shaayed yah raat hijr ki aaye na phir kabhii

–nasir kaazmi


regards
manu

waaaaaaaaaah kiya sher ata kiya hai hazur kiya peghaam dya hei RAAT ke naam apne buahat hee khub !


Eik peghaam apka RAAT ke naam !

aur eik peghaam raat k lamhon mein uske naam jiski yaad ki gavaah hur guzartee raat

Haazir hei :



Raat bhar deeda e namnaak mein lehraate rahe
Saans ki tarhe se aap ate rahe jaate rahe
   
Reply With Quote
hi
Old
  (#4)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hi - 9th October 2007, 12:52 AM



maiN tujh se kaise kahooN yaar-e-meharbaaN mere
ke tuu ilaaj nahiN meri har raat ki udaasi ka

regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#5)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
15th October 2007, 12:31 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post


maiN tujh se kaise kahooN yaar-e-meharbaaN mere
ke tuu ilaaj nahiN meri har raat ki udaasi ka

regards
manu
manu g, aapke sher sach meiN laajwaab haiN.

eh yaad-e-yaar aa, chahey dil dukhane ke liye aa,
aa chahey phir se mujhe tanha chorr ke jane ke liye aa..........


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#6)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
16th October 2007, 04:54 AM


Tanha shaamon ke naam ,

Maham ka peghaam ,


Dheleez e sama't pe kisi wade ki ahat
utre ke na utre
Aiy ranj bharee shaam!
dukhte hoay dil pur
koi ahista sa aakar
eik harf e tasaalee to rakhe
phul ki maanind

   
Reply With Quote
kya hai zindagi
Old
  (#7)
rahnuma
Rahnuma istiyaq
rahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura aboutrahnuma has a spectacular aura about
 
Offline
Posts: 102
Join Date: Sep 2007
Location: mumbai
Rep Power: 19
kya hai zindagi - 18th October 2007, 10:02 PM

samjhye koi unko jara kya hai zindagi
khwahishen laheren hain dariya hai zindagi.

le jayegi waqt ki aandhi kahan jane
kisi sakh ka tuta hua patta hai zindagi.

dil torna unke liye khilwar ho gaya
unki to nigahon me tamasa hai zindagi.


   
Reply With Quote
Old
  (#8)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
19th October 2007, 03:10 PM

eh hawa ja mere piya ke paas jana,
holley se unko mera paigaam suna.na,
kahna ab nahi mujse sahi jati judai unki,
ab ki Diwali par tum ghar lout aana


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#9)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
31st October 2007, 05:39 PM

uske naam :


Ye bhi hoa tere baad shouq e safar na raha
jin pe biche hoay the dil ruste bhi vo nahi rahe

..........................
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
20th November 2007, 03:01 PM

"tere aane kii jab Khabar mahke
tere Khushbuu se sara ghar mahke
shaam mahke tere tasavvur se
shaam ke baad phir sahar mahke "


mere pyar ke naam.........


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#11)
$@#!L
Registered User
$@#!L is on a distinguished road
 
$@#!L's Avatar
 
Offline
Posts: 19
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
Question 12th March 2008, 01:36 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
"tere aane kii jab Khabar mahke
tere Khushbuu se sara ghar mahke
shaam mahke tere tasavvur se
shaam ke baad phir sahar mahke "

mere pyar ke naam.........

Dil k dard ko chupana kitna mushkil hai,>>
Tut k fir muskurana kitna mushkil hai,>>
kisi k sath dur tak chale jao,>>
Fir aakelle laut k aana kitna mushkil hai …….. {$}>>
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
only anum
alone anum
only anum is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 81
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 17
13th March 2008, 03:58 PM

Tum Routh Jao Mujhse~*~
~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~
~*~Main Ek Nazar Ko Tarsoon~*~
~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~


~*~Main Pooch Pooch Haroon~*~
~*~So So Sawal Kar K~*~

~*~Tum Kuch Jawab Na Do~*~
~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~

~*~Mujhse Hi Mil K Hansna~*~
~*~Mujhse Hi Mil K Rona~*~

~*~Mujhse Bicher K Jee Lo~*~
~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~

~*~Tum Chand Ban K Rehna~*~
~*~Main Dekhta Rahoon Ga~*~

~*~Kisi Roz Tum Na Niklo~*~
~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~

~*~Tum Chalay Jao Jab Bhi~*~
~*~Tu Dekhoon Tumhara Rasta~*~
~*~Tum Loat K Na Aao~*~
~*~Aisa Kabhi Na Karna
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
10th April 2008, 06:40 AM

ya tou kisi ko jur'rat e deedaar hee na ho
ya phir meri nigaah mein dekha kare koi
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
muKhlis
new-bee
muKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura aboutmuKhlis has a spectacular aura about
 
muKhlis's Avatar
 
Offline
Posts: 512
Join Date: Apr 2008
Rep Power: 19
10th April 2008, 07:07 AM

apne mehbub ke nam jo ab kisi aor ko mahbub hai

tire intezar ka akhiri yeh palak se ashk dhalak pada
hui subha bazme falak luti, ye charagh ham bhi bujha chuke






tu aur aaraa'ish-e-Kham-e-kaakul
maiN aur andesha_haa-e-dur o daraaz

   
Reply With Quote
Old
  (#15)
baagi
......since birth
baagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of lightbaagi is a glorious beacon of light
 
baagi's Avatar
 
Offline
Posts: 428
Join Date: Apr 2008
Location: bangalore
Rep Power: 21
Love 2nd June 2008, 08:35 PM

Tanhaiyo ke waste u ask mere bah gaye
ki har khushi laja gayi in asuon ke samne
ye chudhwi ki chandni tera bhi kuch jawab ho
ye kamna ki kamini tera bhi kuch wayan ho
kisi ki jaan maand par kisi ki jaan aap par
fida hu tere husn par jawabe shaam aap ho .
...............baagi


ibadat bhi khuda hai,bagavat bhi khuda hai
khuda baagi kahi hai,kahi baagi khuda hai.
  Send a message via Yahoo to baagi  
Reply With Quote
Old
  (#16)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
15th June 2008, 05:36 PM

ye kaisaa ajab daur kaisii sadii hai
ke shaitaan se badtar, yahaan aadmii hai

kahiin maikashii hai, kahiin tishnagii hai
kahiin jashn-o-mehfil, kahiin bebasii hai
ye kaisaa ajab daur kaisii sadii hai..

har ik haath khanjar, har ik aankh sholaa
har ik dil men nafrat ki aandhii uthii hai
ye kaisaa ajab daur kaisii sadii hai...

chalan dosto kaa jo dekhaa to jaanaa
ke inse adoo ki adaavat bhalii hai
ye kaisaa ajab daur kaisii sadii hai...

nah sharm-o-hayaa se rahii koii nisbat
nah baaqii hasiino men ab saadgii hai
ye kaisaa ajab daur kaisii sadii hai...

huii dafn phir ek maasoom bachchii
jo kuchh lamhe pahle hii paidaa huii hai
ye kaisaa ajab daur, kaisii sadii hai...

bhalaa kaise chhotegaa rishtaa ghamon se
ke jab zindagii khud gham-e-zindagii hai
ye kaisaa ajab daur, kaisii sadii hai


kahaan jaaun lekar men ahsaas-e-'Ulfat'
zamane ka shewa faqat dillagee hai
ye kaisaa ajab daur, kaisii sadii hai

zindagi ke naam ..........


(not mine)


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#17)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
1st August 2009, 01:24 PM


sach hei hameen ko apke shikwe baja na the
beshak sitam janab ke sab dostana the

han jo jafa bhi ap ne kee qaide se kee
han hum hee kaarband e usul e wafa na the

aye to yun ke jaise hamesha ke meharban
bhule tou yun ke goya kabhi aashnaa na the

hur chahragar ko charagari se gurez tha
warna hame jo dukh tha buahat ladavaa na tha



ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
MahamAzmi
Registered User
MahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to beholdMahamAzmi is a splendid one to behold
 
Offline
Posts: 514
Join Date: Sep 2007
Rep Power: 23
3rd January 2010, 12:10 PM

"nishaat-e-jaaN ki qasam, tuu nahiiN tau kuChh bhi nahiiN
bahot dinoN tujhe ham ne bhulaake dekhaa hai"


ye dil soye hoay jazbon ka hei aisa mehal jis mein
kisii jazbe ka ab mumkin nahi bedaar ho jana
_____________________________________
eik lamha e visaal tha vaapis na aaska
vo waqt ki micaal tha vaapis na aasaka

mujh ko mere vajud se jo kar gaya judaa
kaisa vo baakamal tha vaapis na asaka
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
3rd January 2010, 09:11 PM

Tera Khayaal Mere aas Paas Rehta Hai,
Koi Jamaal Mere Aas Paas Rehta Hai,
Tu Kaun Hai, Mere Dil Mein Kahan Say Aya Hai,
Yehi Sawaal Mere Aas Paas Rehta hai..




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#20)
sajid_ghayel
Registered User
sajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant futuresajid_ghayel has a brilliant future
 
sajid_ghayel's Avatar
 
Offline
Posts: 1,849
Join Date: Feb 2009
Location: Mumbai
Rep Power: 32
8th January 2010, 02:09 AM

Woh logh jo auro ko apne se kamtar samajte hain unke nam Ghayel ka yeh sher.......

Koi hunar apna, apna nahi hota

Seekha hain humne jeena, auro ki zindagi se...


Jhoot kehdu yeh meri fitrat me nahi shamil

Par tujhe bevafa bhi kehna achcha nahi lagta...

Mob.: +971 501297654
  Send a message via Yahoo to sajid_ghayel  
Reply With Quote
Old
  (#21)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
13th January 2010, 08:22 AM

HaaN PyaAr Nahi, Ishq Nahi, Ibadat Ki Hai
MeiN Ne RasmoN Se RiwazoN Se Baghawat Ki Hai

KaruuN MaiN Kaisay Adaa Shukr Iss Nawazish Ka
Mere Maahboob Tu Ne Jo Inaayat Ki Hai..NM




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#22)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
13th January 2010, 12:47 PM

Woh shaks meri Jaan bana rehta hai,
uska pyar meri pehchaan bana rehta hai,

Koi Muntazir hai uska kitni shiddaat se
Wo jaanta hai magar anjaan bana rehta hai.........
   
Reply With Quote
Old
  (#23)
Baqtiar
Loquacious Adonis
Baqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to allBaqtiar is a name known to all
 
Baqtiar's Avatar
 
Offline
Posts: 2,700
Join Date: Sep 2008
Location: ......
Rep Power: 23
14th February 2010, 02:20 PM

Tum dil ko Bekraar kyun nahin karte,
Meri mohabbat par aetbaar kyun nahin karte,
Jee nahin sakta hoke judaa tumse,
Lekin tum to mohabbat ka izhaar tak nahin karte


(NM)
   
Reply With Quote
Old
  (#24)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
23rd April 2010, 09:29 PM

yeh dil unke bin lagta nahi kya karun
raat din diya jaalaaye baithi hun...
na jaane kaun disaa se aayeinge wo
har raaste foolon se mehkaaye baithi hun


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#25)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
29th August 2010, 02:35 PM

Jo nahi aata uska intezar kyun h0ta hai..
Kisi k liye apna yeh haal kyun h0ta hai..
Waise t0h is duniya mein kafi cheezaiN pyaRi hain..
J0 nahi miLta usi se PYAR kyun h0ta hai…


-nm




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is On

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
~~*~~Ulfat Ka Jab Kisi Ne Liya Naam To, Ro Pade~~*~~ acharya_mj Shayri-e-Dard 6 22nd March 2006 07:14 PM
Kisi Apne Ke Naam anish_ekshayar Shayri-e-Ishq 8 15th November 2005 12:01 AM
kisi aur ke naam... mast kalandar Shayri-e-Ishq 0 19th August 2004 08:41 AM
aik gumnaam sheyr kisi ke naam maikasH Shayri-e-Dard 0 23rd September 2001 07:48 PM
ho saka na apna woh kisi bhi soorat maikasH Shayri-e-Dard 0 5th September 2001 04:01 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com