Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Old
  (#41)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
13th December 2007, 01:01 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
dhaval mane to khabar j nathi aa ghazal kyaare lakhi, mai atyaare vaancho to mane bahu afsos thayo ke pehla kem na vanchi. bahut mast lakhi chhe
bole to ..............................................ek dum ................jhakkas..

aamaj lakhto rehje
regards
manu
manu bhaa'ii:

tamne aa Ghazal jhakkas laagi.. Ghano aanaNd thayo.. bas aamaj ShiKhto rahu chhu.. badhaa mitro no saath ane sahakaar male chhe to aagal laKhavaani himmat thaay chhe..aapno hu Khuub Khuub aaBHaari chhu..

jSk..

aapno mitra

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#42)
kuhulika
Registered User
kuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant futurekuhulika has a brilliant future
 
kuhulika's Avatar
 
Offline
Posts: 2,269
Join Date: Jul 2005
Location: New Delhi.(India)
Rep Power: 37
13th December 2007, 05:35 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
mere sabhi dostoN ko mera namskaar , dostoN aaj maiN aap sab ke bich apna ek nayaa kalaam lekar hazir hua huuN ummid hai ab tak jo aapka sath aur pyaar mila hai mujhe wo is baar bhi barkarrar rahenGa aapke jawab aur sujhavo ka iNtezar rahenGa


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~

aankhoN meiN panapte haiN khwaab,
fir bhi wo aankhoN ko rulaate haiN..


Aagosh-e-tasavvur ke kai rang hai,
dil meiN wo ummideN jagaate haiN..


Aagosh-e-tasavvur :Imagination ,dreams

zulf-e-yaar meiN hum yuuN khoye,
absaar meiN kai sapne sajaate haiN..


absaar:eyes, zulf-e-yaar:Beloved's Hair

dil-e-dastaaN kuch aisi hai hamarii,
tasalliyoN se dil ko manaate haiN..


aisi chaahat ko hum kya kaheN,
Ahal-e-ishq khud ko azmaate haiN..


Ahal-e-ishq:People Who Love

lakh ahzaan ho chaahe is safar meiN,
Aab-e-chasm ko unse chhupate haiN..


Ahzaan : Sorrow ,Aab-e-chasm: tears

Maharam-e-dil hai wo meri jist meiN.
usko hi apna haal-e-dil sunaate haiN..


Maharam-e-dil :One Who is Close To The Heart




hello ji
Dhaval ji
kaise hai aap?umeed hai acche se honge

ab mujhe muafi mangni chahiye ki mein itni behtareen hazal per der se pahunchi.. pata nahi aap logon ki ghazal aap log kahan kahan chipaye rakhte hain
khair!der aaye durust aaye

apki yeh ghazal bahut acchi lagi mujhe..jaise ki mein kisi ki tareef nahi kar pati..bas inna hi kahungi ki aap bas aise hi mehfilon ki raunaq badaate rahin..or humein reply/reps dene ka mauka dete rahein

take care ji


SHWETA


jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai

uth jati hai kalam likhne ko
wo pyar deewana hota hai

kar deti hai haal-e-dil bayaan
wo kalaam shayraana hota hai

jab yaad karte hai kisi ko
wo waqt suhana hota hai...


~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
duniya mein kitna gam hai
apna gam phir bhi kam hai
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
   
Reply With Quote
Old
  (#43)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
11th March 2008, 06:15 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
wah dhaval bohat khoob tareef ke liye alfaz nahi dua hai yunhi aagay barrhte raho khush raho aik jaga nishandahi kerna chah rahi hoon dear agar theek lage to amal kerna....


dil-e-dastaaN kuch aisi hai hamarii,
tasalliyoN se dil ko manaate haiN..



dhaval is sher main agar tum dil e daastan ki jaga dastaan e dil ka istemaal karo to theek rahega ye meri zaati raye hai aagay tumhe jo theek lage baqi tumhari mehnat saaf dikhti hai dhaval bohat hi zaberdast tehreer hai
Maanii didi:

aadaab!!

Ghazal ki pasaNdagee ke liYe bahot bahot ShuKriyaaH.. aur aapki baat sahi hay daastaan-e-dil sahi hay.. aage sey maiN Khayaal raKhuNgaa ..! YuuNhi paRhte raheN.. KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

` Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#44)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
11th March 2008, 06:17 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
aankhoN meiN panapte haiN khwaab,
fir bhi wo aankhoN ko rulaate haiN..

dil-e-dastaaN kuch aisi hai hamarii,
tasalliyoN se dil ko manaate haiN..

lakh ahzaan ho chaahe is safar meiN,
Aab-e-chasm ko unse chhupate haiN..


Jai mata di .....

...............Bahut acchi ghazal hain dhaval..dil ko chu gayi......uparwale sher behad pasand aaye..aise hi likhte rehna...........

mausam

Mausam didi:

Jai mata di..!

aapko yahaaN deKh ke mujHe baRii hi KhUShii hu'ii.. maiN aapka be-Had SHuKraGuzaar huuN..! bas YuuNhi saath dete rahiyeNgaa maiN aage bhee liKhataa rahuNgaa..!

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#45)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
11th March 2008, 06:20 PM

Quote:
Originally Posted by kuhulika View Post
hello ji
Dhaval ji
kaise hai aap?umeed hai acche se honge

ab mujhe muafi mangni chahiye ki mein itni behtareen hazal per der se pahunchi.. pata nahi aap logon ki ghazal aap log kahan kahan chipaye rakhte hain
khair!der aaye durust aaye

apki yeh ghazal bahut acchi lagi mujhe..jaise ki mein kisi ki tareef nahi kar pati..bas inna hi kahungi ki aap bas aise hi mehfilon ki raunaq badaate rahin..or humein reply/reps dene ka mauka dete rahein

take care ji
namaskaaR Shweta jee:

jee maiN blikul Theek Thaak... aap farmaayeN.. der sey sahi par aapne Ghazal ko paRhaa yahi bahot hay.. Ghazal ko pasaNd karne ke liye bahot bahot SHuKriyaaH..! YuuNhi paRhte raheN..!

KhuSh raheN... apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#46)
$@#!L
Registered User
$@#!L is on a distinguished road
 
$@#!L's Avatar
 
Offline
Posts: 19
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
15th March 2008, 02:19 PM

Quote:
Originally Posted by pooja_d View Post
aankhoN meiN panapte haiN khwaab,
fir bhi wo aankhoN ko rulaate haiN..

khaabo me mulakat hogi ye soch,
hum in aankhon ko sulaate hain...

Aagosh-e-tasavvur ke kai rang hai,
dil meiN wo ummideN jagaate haiN..

hazar rahe bani hai mere shahar me,
hum kyu teri hi gali me aate hain...

zulf-e-yaar meiN hum yuuN khoye,
absaar meiN kai sapne sajaate haiN..

khabo me kon ata hai janiyega kabhi,
hosh me bhi tera hi naam lete hain...

dil-e-dastaaN kuch aisi hai hamarii,
tasalliyoN se dil ko manaate haiN..

dil maan jaye to kahiyega hume bhi,
chalo ek bahana hum bhi banate hain...

aisi chaahat ko hum kya kaheN,
Ahal-e-ishq khud ko azmaate haiN..

azmaisho ka dor chal pada aaj se,
har pal ek nai pariksha de aate hain...

lakh ahzaan ho chaahe is safar meiN,
Aab-e-chasm ko unse chhupate haiN..

na jane kitne mile safar-e-jist me,
fir kyu tujhe hi khabo me khojate hain

Maharam-e-dil hai wo meri jist meiN.
usko hi apna haal-e-dil sunaate haiN..

tera naam leke marham lagate hain,
tune diya ye kahake zakhm chhupate hain.....

--------------------

hmmmmmmmm
well apki poem ko dekhke mujhse raha nahi gaya..........likhe bina. to thhoda sa bigaad diya bich me apni poem daal ke. bad na..........che sichifo.....hindi me bole to........samajh gaye honge aap....nahi samjhe.mean bad yaar .......oye soniye itna bhi bura nahi hai haa.

well aap meri daad kabuul kijiyega ji. aapki urdu bahot achhi hai. naya andaaz apki shayri ka.. well done yaar....achha to hum chalte hain....

grazie

aapki dost
pooja

[blue]muaf kijiega hum koi shayer to nahi hai
bs jo baat dil pr lag jaye hum ussi ko shayri kehte hai
jo insaan k ehsaaso ko jijjhor k rakh de hum to ussi ko shayri kehte [/blue]
Dunia me koun hai hum begano ka………
Jo tha wo kr giya khuun armaano ka ………
Khushi kya hai humey maluum nahi mere khuda……..
Kyunki gamon se gahra rishta hai hum Dewano ka ……….. {NPS}{$}
   
Reply With Quote
Old
  (#47)
$@#!L
Registered User
$@#!L is on a distinguished road
 
$@#!L's Avatar
 
Offline
Posts: 19
Join Date: Mar 2008
Rep Power: 0
15th March 2008, 02:24 PM

[blue] hum koi shayer to nahi hai
bs jo baat dil pr lag jaye hum ussi ko shayri kehte hai
jo insaan k ehsaaso ko jijjhor k rakh de hum to ussi ko shayri kehte

maaf kijiega hm ek gutakhi krne ja rahe hai ...........


Insano k kandho pe insan ja rahe thy,
kafno me liptey kuch armaan ja rahe thy,
jinhe mili bewafai mohabat me,
wafa ki talash me wo samshan ja rahe thy [/blue]
   
Reply With Quote
Old
  (#48)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
1st April 2008, 01:01 PM

ShuKriyaaH saahil BHaa'ii

YuuNhi paRhte rahiYe..!

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Ek Pal Mein Tuta Sapne RomeoS30 Shayri-e-Dard 0 2nd February 2008 05:47 PM
Deh Na Jaye Vo Sapne Jo Pyaar Se Sajaye Hain sandhaya Shayri-e-Ishq 3 13th January 2006 11:33 AM
Aankh mein sapne saja kar dekh lo musharrafhusain Shayri-e-Mashahoor Shayar 4 22nd May 2004 01:27 PM
vo dard mein dube ye rahte hain, phir bhi na kisi se kahte hain... akant Shayri-e-Dard 2 16th June 2003 04:02 PM
sapne kuon tut jate hain??? tumhari_shayri Hindi Kavitayen 0 14th March 2003 10:59 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com