Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Usko lafz-e-muhabbat sikhata raha
Old
  (#1)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
Usko lafz-e-muhabbat sikhata raha - 10th June 2014, 10:29 PM

...

उसको लफ्ज़ ए मुहब्बत सिखाता रहा,
नज़्म वो लिखती .....धुन मैं बनाता रहा ।

उसकी तहरीरें दिल को.....चुबती रहीं,
मिसरा दर मिसरा उसका रुलाता रहा ।

हम मुहब्बत में शायद.......नाकाम रहे,
फिर भी दिल मैं.....उसी पे लुटात़ा रहा ।

मैंने सदियों कही....गम पे ग़ज़लें बहुत,
पर मैं नज्में उसी की........सुनाता रहा ।

रूठ कर जब वो दिल से हुई बे-दखल ,
जाने अफ़साने....जग क्या बनाता रहा ।

उम्र भर मैकदा से.............रहा दूर दूर,
अब मैं बज्मों में पीता..... पिलाता रहा ।

--------------हर्ष महाजन



Usko lafz-e-muhabbat sikhata raha,
lafz wo likhti dhun maiN banata raha.

Uski tehreereiN dil ko chubti rahiN,
Misra dar misra uska rulaata raha.

Ham muhabbat meiN shayad naakaam rahe,
Phir bhi dil maiN usi pe lutaata raha.

Maine sadiyoN kahiN gam pe ghazleiN bahut,
Par maiN nazmeiN usi kii sunaata rahaa.

Rooth kar jab wo jo dil se hui be-dakhal,
jaane afsaane jag kya banataa rahaa.

Umra bhar maikadaa se raha door-door,
Ab maiN bazmoN meiN peeta pilaata raha.

Last edited by zainy; 11th June 2014 at 12:52 AM..
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#2)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
10th June 2014, 10:55 PM

Wah wah wah kya kehne

Subhan Allah. .bohat hi shandaar aur jaandaar ghazal kahi hai aapne..

Ek ek misra dil ko chu gaya..bohat khoob harsh ji. .

Zara ek baar teesra sher check kar lijiye..misra e saani me kuch typing mistake lagti hai mujhe

Yuhi likhte rahiye. .khush rahiye. .




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
10th June 2014, 11:47 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Wah wah wah kya kehne

Subhan Allah. .bohat hi shandaar aur jaandaar ghazal kahi hai aapne..

Ek ek misra dil ko chu gaya..bohat khoob harsh ji. .

Zara ek baar teesra sher check kar lijiye..misra e saani me kuch typing mistake lagti hai mujhe

Yuhi likhte rahiye. .khush rahiye. .
Zainy ji aadaab .....maiN aapki housila afzaayii our Shirkat ke liye be-inteha abhaari huN ......sabse ziyada khushi to tab hoti hai jab aap jaisa reader...jo har ahsaas apni painy nazroN se padhta hai.......our bazm ki rounaq meiN chaar chaand lagataa hai......

ooper ki peshkardaa kalaam meiN aapne teesre sher par apni nazroN ko roka hai.....msisra e saani bhi check kiya......lekin....shayad aap ya mujhe ...dono meiN se kisi ek koii ahsaas samajhne meiN .....faraq nazar aa raha ......
haaN agar us sher ko pesh karne ke andaz meiN likhooN toh shayad kuchh samjhaane ke nazdeek pahooNch sakooN....??
ya us par aap kuch roushni daaleiN..jis usko samajhne meiN izafa ho sake....wese wo sher yuN hai.....


हम मुहब्बत में शायद.......नाकाम रहे,
फिर भी, दिल मैं,.....उसी पे, लुटात़ा रहा ।

शायद अब कुछ क्लियर हो....

agar ab bhi kisi aamad ki zaroorat hai to kahiye.....aap be-shaq kah sakte haiN...

Shukriyaa ek baar phir...

sabhaar

Harash Mahajan
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#4)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
10th June 2014, 11:50 PM

Hmm hindi me sahi hai...roman me ghalti kardi aapne......




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#5)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
10th June 2014, 11:52 PM

Quote:
Originally Posted by N@zneen View Post
Bahot pyari ghazal hai Harshji....ye do sher khaskar pasand aye.
N@zneen ji aadaab....sabse pahle to aapki meri tahreer par haaziri ke liye aapka dhanywad karna chahuNga....our doosre Aapki Ash'aar KI pasandadgi Ne Mera Hounsle Ko Badhaya Hai -- is Hounsila Afzaayii Kabhi Bahut bahut Shukriyaa !!!

Saabhaar


Harash MAhajan
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
10th June 2014, 11:56 PM

Quote:
Originally Posted by zainy View Post
Hmm hindi me sahi hai...roman me ghalti kardi aapne......

OH!!! haaN......Sahi farmaya aapne.......yahi hota hai.....Hindi meiN direct tha....our Roman !! zabardasti wala... .....Please isey edit keejiyega......

Shukriyaa maiN aapko peshgii adaa karta huN Zainy ji.... kripya isey wasool paaiyega...
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#7)
zainy
Aapki dost
zainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.comzainy is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zainy's Avatar
 
Offline
Posts: 7,325
Join Date: Feb 2008
Rep Power: 57
11th June 2014, 12:53 AM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
OH!!! haaN......Sahi farmaya aapne.......yahi hota hai.....Hindi meiN direct tha....our Roman !! zabardasti wala... .....Please isey edit keejiyega......

Shukriyaa maiN aapko peshgii adaa karta huN Zainy ji.... kripya isey wasool paaiyega...
done.............................................. ..




Zainy


PalkoN ki baand ko tod ke daaman pe aa gira
Ek aaNsu mere zabt ki tauheen kar gaya...

Nm
  Send a message via MSN to zainy  
Reply With Quote
Old
  (#8)
zidd
Registered User
zidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.comzidd is the among the best Shayars at Shayri.com
 
zidd's Avatar
 
Offline
Posts: 2,022
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 47
11th June 2014, 01:12 AM

उसको लफ्ज़ ए मुहब्बत सिखाता रहा,

yaar ye misre ki keemat nahi jaante tum shayad.

mai is line par ek ghazal likhunga , agar apka permission hua to.
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
11th June 2014, 08:36 AM

Quote:
Originally Posted by Harash Mahajan View Post
...

उसको लफ्ज़ ए मुहब्बत सिखाता रहा,
नज़्म वो लिखती .....धुन मैं बनाता रहा ।

उसकी तहरीरें दिल को.....चुबती रहीं,
मिसरा दर मिसरा उसका रुलाता रहा ।

हम मुहब्बत में शायद.......नाकाम रहे,
फिर भी दिल मैं.....उसी पे लुटात़ा रहा ।

मैंने सदियों कही....गम पे ग़ज़लें बहुत,
पर मैं नज्में उसी की........सुनाता रहा ।

रूठ कर जब वो दिल से हुई बे-दखल ,
जाने अफ़साने....जग क्या बनाता रहा ।

उम्र भर मैकदा से.............रहा दूर दूर,
अब मैं बज्मों में पीता..... पिलाता रहा ।

--------------हर्ष महाजन



Usko lafz-e-muhabbat sikhata raha,
lafz wo likhti dhun maiN banata raha.

Uski tehreereiN dil ko chubti rahiN,
Misra dar misra uska rulaata raha.

Ham muhabbat meiN shayad naakaam rahe,
Phir bhi dil maiN usi pe lutaata raha.

Maine sadiyoN kahiN gam pe ghazleiN bahut,
Par maiN nazmeiN usi kii sunaata rahaa.

Rooth kar jab wo jo dil se hui be-dakhal,
jaane afsaane jag kya banataa rahaa.

Umra bhar maikadaa se raha door-door,
Ab maiN bazmoN meiN peeta pilaata raha.
Bahut khoob harsh bhai behad aachi nazm kahi aapne yun to har sher shayad apne aap mein muqammal hai par yeh ashaar dil chu gaye

Uski tehreereiN dil ko chubti rahiN,
Misra dar misra uska rulaata raha.


Kya andaaz-e-bayaan hai nacheez ki daad qubool farmaiyegaa

aapka apnaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#10)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
11th June 2014, 08:39 AM

Quote:
Originally Posted by zidd View Post
उसको लफ्ज़ ए मुहब्बत सिखाता रहा,

yaar ye misre ki keemat nahi jaante tum shayad.

mai is line par ek ghazal likhunga , agar apka permission hua to.
Zidd Sahab aadaab....kaafi arse baad aaj aapke shabd nazar aaye our wo bhi meethe meethe tanz ke saath.... ...sach kahuN to zidd sahab...ab wo lamhaat wo baateN our wo waqt bhi nahiN raha ...yahaaN aana hi nahi hua ...our aapke ilm se khud meiN izafa bhi na kar paaye....ye facebook ne to sabko is tarah jodaa hai ki achhe achhe group banzar kar diye...kahne ko to puraane puraane dost mil gaye...lekin unmeiN kasak khatam kar dii.....nayoN ko dhoondhne ki firaq meiN puraane bhi haath se nikal gaye.....our ab Whatsapp..uff !! khuda khair kare...

Janaab !! ab kya kaheN......ahsaas jab aate haiN ....kuchh aasaan se shabdoN meiN usi tarah utaar kar mann ko shaant kar lete haiN......Khush rahiye....our taliim se agaah karwaate rahiyega.....ShukriyaaH !!

Saabhaar


Harash Mahajan
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#11)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
11th June 2014, 09:14 AM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Bahut khoob harsh bhai behad aachi nazm kahi aapne yun to har sher shayad apne aap mein muqammal hai par yeh ashaar dil chu gaye

Uski tehreereiN dil ko chubti rahiN,
Misra dar misra uska rulaata raha.


Kya andaaz-e-bayaan hai nacheez ki daad qubool farmaiyegaa

aapka apnaa

Mast ji namskaar ....Our shukriyaa !! aapne apna qeemti waqt is chhoti sii peshksh par diya......wese to ham bhi yahaN ke bahut puraane waashinde haiN ....... na jaane kisi bhi martaba is forum par aapse mulaqaat hi na ho paayii.....Bahut achhe achhe shayar yahaaN hue our chale gaye.....Our dekhiye na ham abhi nursary meiN hi dhakke khaate hue yahaaN pade haiN........is bazm-e-sukhan meiN merii ye peshkash aapko pasand aayii uske liye main dili shukriyaa ataa karta huN....Our umeed karta huN aap isi tarah merii tahreer ko izzat bakashte raheNge.....Our yaqeenaN aapke fiqr-o-fann se mere ilm meiN bhi zaroor izafa hoga....

Shukriyaa


Harash Mahajan
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#12)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
11th June 2014, 12:58 PM

Ham muhabbat meiN shayad naakaam rahe,
Phir bhi dil maiN usi pe lutaata raha.

Maine sadiyoN kahiN gam pe ghazleiN bahut,
Par maiN nazmeiN usi kii sunaata rahaa.

harash bhaiyaa bahot khoob likhaaa hai aapne.... har sher iskaa apne aap me mukammal hai... aur ehsaas dil tak utar gaye iske..... khoob likhaa hai likhte rahiye

Shaad...


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
11th June 2014, 06:35 PM

Quote:
Originally Posted by sameer'shaad' View Post
Ham muhabbat meiN shayad naakaam rahe,
Phir bhi dil maiN usi pe lutaata raha.

Maine sadiyoN kahiN gam pe ghazleiN bahut,
Par maiN nazmeiN usi kii sunaata rahaa.

harash bhaiyaa bahot khoob likhaaa hai aapne.... har sher iskaa apne aap me mukammal hai... aur ehsaas dil tak utar gaye iske..... khoob likhaa hai likhte rahiye

Shaad...
Sameer'shaad sahab aapne merii kalam ko sarah diya ye mere liye bayise housla aur fakhr ki baat hai, ...bas maiN itna kahna chaahooNga zindagii me apne kuchh ahsaas lafzoN meiN piro kar agar kuchh sheroN meiN kisi ke dil ko chhoo jaayeN...to yaqeenan saffar poora karne meiN sakooN milta ha....our saffar kat jaata hai...Shukriyaa Ek baar phir...aate rahiyega......

Sabhaar


Harash Mahajan
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Old
  (#14)
aslam noor
Registered User
aslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the roughaslam noor is a jewel in the rough
 
Offline
Posts: 101
Join Date: Apr 2013
Rep Power: 14
11th June 2014, 07:30 PM

Harash Mahajan sahab adaab ek khoobsoorat dil ko chooti hui ghzl ke liyN daad qubool farmaaiye ghzal ke tamaam ashaar bhut khoob rhe yun hi apne kalaamoN se mehfil mai chaar chaand lagaate rahiye



Aslam


zindagi ke haseen lamhe ka
Khoobsurat sa intekhaab ho tum
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
Harash Mahajan
MaiN Our Meri Tanhaayii
Harash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud ofHarash Mahajan has much to be proud of
 
Harash Mahajan's Avatar
 
Offline
Posts: 984
Join Date: Oct 2006
Location: Delhi
Rep Power: 31
12th June 2014, 12:58 AM

Quote:
Originally Posted by aslam noor View Post
Harash Mahajan sahab adaab ek khoobsoorat dil ko chooti hui ghzl ke liyN daad qubool farmaaiye ghzal ke tamaam ashaar bhut khoob rhe yun hi apne kalaamoN se mehfil mai chaar chaand lagaate rahiye



Aslam
Aslam Noor sahab..i aapki muhabbatoN ke liyemaiN tah-e-dil se mashkoor-o-mamnoon hooN...Umeed karta huN aapka nazar-e-karam yuN hi kaayam rahega

Sabhaar


Harash MAhajan
  Send a message via Yahoo to Harash Mahajan Send a message via MSN to Harash Mahajan  
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com