Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Ye Zindagi
Old
  (#1)
Kadeer
Afshan ka..
Kadeer is on a distinguished road
 
Kadeer's Avatar
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Jul 2004
Location: In Afshan's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 21
Ye Zindagi - 25th March 2006, 11:09 PM

Chhota sa sher pesh hai..


Kya hoti hai aakhir ye zindagi?
Khushiyon ki, ghum ki tishnagi.
Kabhi hai ibaadat Khuda ki ye,
Kabhi hoti hai duniya ki bandagi.


KADEER!


--------------------------------------------
Ab ye dil pyar ke kabil na raha
Koi bhi izhar ke kabil na raha,
Is dil me bas gayi tasveer Afshan ki,
Ab to chaand bhi deedar ke kabil na raha
-----------------------------------------------
Dil Ki Har DharkaN Me Bas Gaye Ho Tum,
Meri Subah Aur Shaam Ban Gaye Ho Tum,
Munkin Nahi Khud Se Juda Kar Du Tume
Meri Har Sans Ki Saason Me Bas Gaye Ho Tum
-----------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Pulkit_gupta
Humanity
Pulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant futurePulkit_gupta has a brilliant future
 
Offline
Posts: 6,227
Join Date: Aug 2003
Location: Delhi
Rep Power: 43
26th March 2006, 09:13 AM

Kya hoti hai aakhir ye zindagi?
Khushiyon ki, ghum ki tishnagi.
Kabhi hai ibaadat Khuda ki ye,
Kabhi hoti hai duniya ki bandagi.

Waaaaaaaah... deep thought....

Dearest Kadeer bhai,

Kya baat hai... chhote se sher me gehra khayal bayaan kiya hai... accha laga mujhe to....

Ho kahaan aap? koi khabar hi nahi hai? naa paaki naa didi ki.... bade log ho gaye ho yaar.... thhhoda humen bhi yaad kar liya karo


Kab sochaa thha milegaa humsafar "Shweta" jaisaa
Lagta hai is baar "Pulkit", kismat teri bhi rang laayii hai
  Send a message via Yahoo to Pulkit_gupta  
Reply With Quote
Re: Ye Zindagi
Old
  (#3)
Kanchan
Registered User
Kanchan is on a distinguished road
 
Kanchan's Avatar
 
Offline
Posts: 463
Join Date: Dec 2005
Location: Dehradun
Rep Power: 20
Re: Ye Zindagi - 26th March 2006, 02:57 PM

Quote:
Originally posted by Kadeer
Chhota sa sher pesh hai..


Kya hoti hai aakhir ye zindagi?
Khushiyon ki, ghum ki tishnagi.
Kabhi hai ibaadat Khuda ki ye,
Kabhi hoti hai duniya ki bandagi.


KADEER!
Kadeer Ji
bohat khub kaha aapne. acha laga padkar

Kanchan
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Kadeer
Afshan ka..
Kadeer is on a distinguished road
 
Kadeer's Avatar
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Jul 2004
Location: In Afshan's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 21
27th March 2006, 11:26 AM

Dear Pulkit!

Kaise ho saale saahab?? Aur kahaan ke baRa log bhai?? Sharminda mat karo ab!

Kaii dino se yahaan aane ka mauka nahi mila aur tumhaari didi to waise bhi paraayi ho gayi hai bas kuch likha tha, socha doston ke saath baaNt lete hain.

Chhoti baat me baRi baat kehna aapki didi se hi seekha hai, so credit goes to her.. Unki taraf se shukria!

Kadeer!


--------------------------------------------
Ab ye dil pyar ke kabil na raha
Koi bhi izhar ke kabil na raha,
Is dil me bas gayi tasveer Afshan ki,
Ab to chaand bhi deedar ke kabil na raha
-----------------------------------------------
Dil Ki Har DharkaN Me Bas Gaye Ho Tum,
Meri Subah Aur Shaam Ban Gaye Ho Tum,
Munkin Nahi Khud Se Juda Kar Du Tume
Meri Har Sans Ki Saason Me Bas Gaye Ho Tum
-----------------------------------------------
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Kadeer
Afshan ka..
Kadeer is on a distinguished road
 
Kadeer's Avatar
 
Offline
Posts: 148
Join Date: Jul 2004
Location: In Afshan's heart.... VERY comfortable place!
Rep Power: 21
28th March 2006, 11:26 AM

Kanchan ji,

Aapki is hausla afzai ke liye bohat shukria.

Kadeer


--------------------------------------------
Ab ye dil pyar ke kabil na raha
Koi bhi izhar ke kabil na raha,
Is dil me bas gayi tasveer Afshan ki,
Ab to chaand bhi deedar ke kabil na raha
-----------------------------------------------
Dil Ki Har DharkaN Me Bas Gaye Ho Tum,
Meri Subah Aur Shaam Ban Gaye Ho Tum,
Munkin Nahi Khud Se Juda Kar Du Tume
Meri Har Sans Ki Saason Me Bas Gaye Ho Tum
-----------------------------------------------
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Kisi ki zindagi me zindagi bankar jine ka sama hoga ashu_uppal Aapki Shayri 2 11th November 2010 07:02 PM
zindagi to zindagi bhar ajnabi rahi 'Saahil' Aapki Shayri 0 20th August 2009 10:16 AM
ZINDAGI SE KUCH SAWAAL?ajab si hai zindagi jaane kyu isey jeyye ja rahe hai>> shayri12345 Shayri-e-Dard 15 20th March 2006 08:25 PM
~*~*MeRi ZiNdAgI~*~*(aaj zindagi ne ek aur seekh di to ye kavita yaad aa gayi) Taish Shayri-e-Dard 10 30th August 2005 05:04 PM
bhagaa zindagi , phir hara zindagi Zeba Shayri-e-Dard 2 5th July 2003 06:38 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2025, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com