Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
aarzoo
Old
  (#1)
aamirfaraz
Registered User
aamirfaraz has a spectacular aura aboutaamirfaraz has a spectacular aura about
 
aamirfaraz's Avatar
 
Offline
Posts: 120
Join Date: Nov 2002
Location: surat-india
Rep Power: 23
Love aarzoo - 27th November 2002, 02:37 PM

aarzoo kya thi dil me bata na saka
main use jaam-e-ishq pila na saka
uski chahat me itna main kho gaya
ek lamha bhi usko main bhula na saka

uske honto ko,uski aankho ko
uski zulfon ko, uski baaton ko
aur use dil hi dil me main chahta raha
kisi aur se bhi main pyar kar na saka
har tarah se wo mujhko satati rahi
chah kar bhi main usko sata na saka
aarzoo....

ek din usko mujhse juda hona tha
mere khwabon ko mujhse khafa hona tha
apne dil ko to maine samjhaya bahot
uska dil mera etbaar kar na saka
mere armaan ke aansu kitne nikle magar
uski furqat me aansu bhi main baha na saka
aarzoo...

jab wo jane lagi,aankh rone lagi
dil machalne laga,jaan nikalne lagi
us judai ke gham me tadapta raha
par mohabbat ka izhaar kar na saka
rokna chaha usko to dil ne bahut
apne dil ki sada usko suna na saka
aarzoo kya thi dil me bata na saka


-AAMIR FARAZ

"do lamho ke hi waaste aa bazm mein FARAZ
sadiyon se yeh nigaahein hain muntazir teri"
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
ursonly
Registered User
ursonly is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Oct 2002
Location: Kisi Ke Tasabwur Main
Rep Power: 0
27th November 2002, 04:18 PM

very well said. i just luv wht u've written. it's dam good.
i can feel ur dard.

sachmuch pyar karna kitna mushkil hai or usse bhi mushkil hai pyaar ka izhaar karna.
well done man
just keep it up.


"Raaz"

kuch kahna hi kuch nahi hota,
khamoshi bhi juban hoti hai.
har shaam gamon ke saaye mein,
meri parchaai bhi bhoja dhoti hai.
khamosh raat jab pasarti hai,
nayi subah ki aas hoti hai.
nayi subah jab julf bikherti hai,
ek khamoshi si saath hoti hai.
us khamoshi ke saath phir ek,
nayi talaash shuru hoti hai.
   
Reply With Quote
ufff
Old
  (#3)
hi_faraz
Registered User
hi_faraz is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 7
Join Date: Nov 2002
Location: india
Rep Power: 0
ufff - 27th November 2002, 07:30 PM

faraz,
tumne kasam khayee hai hame gayal karne ki.....a-re itna dard bhara q likhte ho jara bataoge. Waise achchha karte ho jo likhte ho aur aage bhi likhte rehnaaaaa
urs friend
summy


shayera
=======================
dard ka mere aap yaki kare na kare
arj itni hai is raz ka charcha na kare
   
Reply With Quote
thanks
Old
  (#4)
aamirfaraz
Registered User
aamirfaraz has a spectacular aura aboutaamirfaraz has a spectacular aura about
 
aamirfaraz's Avatar
 
Offline
Posts: 120
Join Date: Nov 2002
Location: surat-india
Rep Power: 23
thanks - 28th November 2002, 11:35 PM

thanks a lot Raaz
Thanks for reading and appreciating my poem. U said it right, it was my dard that i have written in my words. Thanks again. Keep reading for me.
Raz


-AAMIR FARAZ

"do lamho ke hi waaste aa bazm mein FARAZ
sadiyon se yeh nigaahein hain muntazir teri"
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Vipinbox
ek shoonya
Vipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to beholdVipinbox is a splendid one to behold
 
Vipinbox's Avatar
 
Offline
Posts: 1,748
Join Date: Jul 2002
Location: दिल्ली व देहरादून
Rep Power: 30
Post 1st December 2002, 06:36 PM

Aamir ji

Bahut hee khoobsurat lafzon se aapne apna dukh bayan kiya. Dua karta hoon aapki khwaish jald poori ho.

Vipin
...ek shoonya


विपिन


   
Reply With Quote
too good
Old
  (#6)
dil_e_sikast
Nacheej shayra
dil_e_sikast will become famous soon enoughdil_e_sikast will become famous soon enough
 
dil_e_sikast's Avatar
 
Offline
Posts: 557
Join Date: Sep 2002
Location: india(gujarat)
Rep Power: 23
too good - 1st December 2002, 07:34 PM

ye chahat badi buri cheej hai ise lagne na dije
lamha lamha tadap ke use badhne na dije
jam-e-ishq bahot mamooli ho gaya hai bajar main
apni is anmol "aarjoo" ko aise jaya hone na dije
-aapki sanam


taqdeer ne kya kam sataya hua tha
jo ab ye bewaqt hi tuje satane aa gaye
logo ne nahi dekha apne girebaan main
aur dekho 'sanam' ko aajmane aa gaye
-> SaNaM
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
aamirfaraz
Registered User
aamirfaraz has a spectacular aura aboutaamirfaraz has a spectacular aura about
 
aamirfaraz's Avatar
 
Offline
Posts: 120
Join Date: Nov 2002
Location: surat-india
Rep Power: 23
11th December 2002, 08:43 PM

dear friends aap logo ne nerie dard ko mehsoos kiya yehi kaafi hai.....maine to kabhi apne dil par zakhm khaye the ye mujhe hamesha yaad rahega....aur aage zakhm na kha saku aisi koshish karunga.....
vipinji, sanamji & (hum-naamji) raaz sahab aise hi mujhe encourage karte rehna......urs only raz


-AAMIR FARAZ

"do lamho ke hi waaste aa bazm mein FARAZ
sadiyon se yeh nigaahein hain muntazir teri"
   
Reply With Quote
Re: aarzoo
Old
  (#8)
Bijili
Registered User
Bijili is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 129
Join Date: Nov 2002
Rep Power: 22
Re: aarzoo - 12th December 2002, 03:21 AM

What to say, it was a wonderfull shayri. Simply superb.
aur ek baath,

Zaruri To Nahi Ke Batayain Labon Se Dastaan Apni,
Zabaan Ek Aur Bhi Hoti Hai Haal-e-Izhaar Ki
  Send a message via Yahoo to Bijili  
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Aarzoo............ muskaan76 Shayri-e-Ishq 1 17th March 2008 01:56 PM
Aarzoo priyanka jain Shayri-e-Dard 10 28th November 2004 06:35 PM
Dil Ke Aarzoo! gulabjamun_4_u Shayri-e-Ishq 0 27th November 2004 05:12 PM
aarzoo acharya_mj Ghazal Section 0 26th November 2004 12:55 AM
Aarzoo munaf4u Shayri-e-Ishq 0 6th August 2001 01:41 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com