Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
Izhaar karein to kaise?
Old
  (#1)
ursonly
Registered User
ursonly is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Oct 2002
Location: Kisi Ke Tasabwur Main
Rep Power: 0
Izhaar karein to kaise? - 29th November 2002, 03:38 PM

Doston,

kuch naya likha hai,
aap ki raaye janna chahunga.



Mohabbat to ki humne,
magar izhaar karen to kaise.
ikraar to unka namumkin hai,
aur hum inkaar sune to kaise?

Dekha hai jis roz se tumko,
us din se mar mite hain tum par.
aab sun kar tumhara inkaar,
har roz marein to kaise?

Yun to mauka hi nahi milta,
tumse bat karne ka kabhi.
chalo inkaar sunne ke liye hi sahi,
par tumse baat karein to kaise?

Tu bhi kitna naadan hai "raaz"
jo itna bhi na jaane.
jo sachha hai tera pyaar to phir woh,
inkaar karein to kaise?

mohabbat to ki humne,
magar izhaar kaise?


"Raaz"

kuch kahna hi kuch nahi hota,
khamoshi bhi juban hoti hai.
har shaam gamon ke saaye mein,
meri parchaai bhi bhoja dhoti hai.
khamosh raat jab pasarti hai,
nayi subah ki aas hoti hai.
nayi subah jab julf bikherti hai,
ek khamoshi si saath hoti hai.
us khamoshi ke saath phir ek,
nayi talaash shuru hoti hai.
   
Reply With Quote
Great
Old
  (#2)
Shayar 4ever
'dil se'
Shayar 4ever has a spectacular aura aboutShayar 4ever has a spectacular aura about
 
Shayar 4ever's Avatar
 
Offline
Posts: 519
Join Date: Aug 2002
Location: Baroda , India
Rep Power: 23
Thumbs up Great - 29th November 2002, 07:58 PM

Hello,
how are you? Bahut hi khub likha hai aapne..Great post hai. Raaz sahab aapse aage bhi aise hi likhte rehne ki ummeed hai. bye.take care..have a nice time..
Hamza.
  Send a message via Yahoo to Shayar 4ever  
Reply With Quote
Old
  (#3)
ursonly
Registered User
ursonly is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 16
Join Date: Oct 2002
Location: Kisi Ke Tasabwur Main
Rep Power: 0
1st December 2002, 05:28 PM

thanx Hamza sahab,

bahut bahut dhanyavad jo aapne meri ek choti si rachna ko taarif ke qaabil samjha.

aur agar dil ne saath diya to aagey bhiu likhta rahunga. aacha aab chalta hoon
bye
take care


"Raaz"

kuch kahna hi kuch nahi hota,
khamoshi bhi juban hoti hai.
har shaam gamon ke saaye mein,
meri parchaai bhi bhoja dhoti hai.
khamosh raat jab pasarti hai,
nayi subah ki aas hoti hai.
nayi subah jab julf bikherti hai,
ek khamoshi si saath hoti hai.
us khamoshi ke saath phir ek,
nayi talaash shuru hoti hai.
   
Reply With Quote
Reply


Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Pehle Khat Mein Izhaar - Kaise Likhoo Me.. Aashique Shayri-e-Ishq 11 23rd May 2009 03:42 PM
Ye Karein Aur Wo Karein** Shimul Shayri-e-Mashahoor Shayar 9 10th February 2008 07:12 PM
nazar andaz kaise karein aapko land_cruiser Shayri-e-Ishq 0 8th August 2005 08:10 AM
Kaise Karein Gila.... koituhoo Shayri-e-Dard 2 19th November 2004 05:30 PM
Chahe aap inkaar karein ya izhaar... shumaila Shayri-e-Ishq 7 29th October 2001 12:21 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com