Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
मुझ से झगड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी
Old
  (#1)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
मुझ से झगड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी - 24th January 2008, 07:52 PM

अज़ीज़ दोस्तो

यहां आता तो अक्सर रहता ही हूँ लेकिन अपनी ग़ज़ल के साथ बड़े तवील अर्से के बाद हाज़िर हुआ हूँ. पिछले दिनों हालात कुछ ऐसे बने कि दिल में एक अजीब कशमकश शुरू हो गई. उसकी शिद्दत कुछ ऐसी थी कि वो एक ग़ज़ल के इन चन्द शेरों की शक़्ल में उभर आई. आप सभी की पेश-ए-नज़र है. आरा का मुन्तज़िर रहूँगा.

ग़ज़ल
--------------------------------------------------------------
मुझ से झगड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी
क्यों इतना अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मुझसे यक़ीन उठने लगा है यूँ आजकल
पल-पल बिछड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

दुनिया में क्या चली ये बदलाव की हवा
जड़ से उखड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

हालात ने तो उनकी कमर तोड़ दी मगर
फिर भी अकड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मेरी ही ज़िन्दगी के संवरने की राह में
जाने क्यूँ अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी


प्रवीण सक्सेना
---------------------------------------
DostoN ne ye ghazal roman meiN bhi post karne ki farmaish ki hai toh pesh-e-khidmat hai.

Aziizan-e-mehfil

Is mehfil mein aata toh rehta huuN lekin apne kalaam ke saath bohat hi taveel arse ke ba’ad haazir hua huuN. Zindagi meiN kuch aise halaat se do chaar hua ke zehn-o-dil meiN ek ajeeb si kash-m-kash ka aaGhaaz ho gaya. Aur ye Ghazal bhi hui. Aap sab ki pesh-e-nazar hai.

GHAZAL

Mujh se jhagad rahi haiN, achchaiyaaN meri
kyuuN itna ad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Mujh se yaqeen uthne laga hai yuuN aajkal
Pal-pal bichhad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Duniya meiN kya chali ye badalaav ki hava
Jad se ukhad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Halaat ne toh unki kamar tod di magar
Phir bhi akad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Meri hi zindagi ke sanwarne ki raah meiN
Jaane kyuuN ad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Aapki aara ka muntazir rahuuNga
Praveen Saxena


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi

Last edited by prasaxena; 25th January 2008 at 11:05 AM..
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#2)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
Smile 24th January 2008, 08:22 PM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
अज़ीज़ दोस्तो

यहां आता तो अक्सर रहता ही हूँ लेकिन अपनी ग़ज़ल के साथ बड़े तवील अर्से के बाद हाज़िर हुआ हूँ. पिछले दिनों हालात कुछ ऐसे बने कि दिल में एक अजीब कशमकश शुरू हो गई. उसकी शिद्दत कुछ ऐसी थी कि वो एक ग़ज़ल के इन चन्द शेरों की शक़्ल में उभर आई. आप सभी की पेश-ए-नज़र है. आरा का मुन्तज़िर रहूँगा.

ग़ज़ल
--------------------------------------------------------------
मुझ से झगड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी
क्यों इतना अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मुझसे यक़ीन उठने लगा है यूँ आजकल
पल-पल बिछड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

दुनिया में क्या चली ये बदलाव की हवा
जड़ से उखड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

हालात ने तो उनकी कमर तोड़ दी मगर
फिर भी अकड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मेरी ही ज़िन्दगी के संवरने की राह में
जाने क्यूँ अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी


प्रवीण सक्सेना
bahoot khoob pravin jee aap ko padhane ka yeh tajoorbaa kaabil-e-taariif raha.aap koo agali ghazal ka intzaar rahega mujhe. philhaal is khoobsoorat kaavish par manu ki aur se dilli daad qubool farmaaye. bahoot khoob likha hai har ek sher aap ke zehan ki kash-m-kash bayaa.n kar rahaa hai. bakhoobii aap ne apne dil ke haalaat ko ghazal men dhaala hai.

yunhee likhate rahe
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
25th January 2008, 11:03 AM

नमस्कार प्रवीण जी:

नमस्कार..!

एक अर्से बाद आपको बज्म में ताज़ा ग़ज़ल के साथ देखा.. बे-हद खुशी हुई. आपने उन हालातों को ग़ज़ल में बड़ी ही गहराई से पेश किया है. यह चंद शेरो की शक्ल बहोत कुछ बातें बयान कर जाती है.. बस गुजारिश यही रहेंगी की आप यूँही हम सब को आगे भी ऐसी उम्दा गज़लें पढ़ने का मौक़ा देते रहें

खुश रहें. अपना ख़याल रखें..

दुआओं के साथ इजाज़त

आपका

धवल


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
Old
  (#4)
Chaand
Registered User
Chaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud ofChaand has much to be proud of
 
Chaand's Avatar
 
Offline
Posts: 2,628
Join Date: Jul 2002
Location: New Delhi
Rep Power: 34
25th January 2008, 03:10 PM

Bahut hi khoobsoorat Praveen ji...aapke in alfaazoN ne aaina sa dikha diya....yooN laga mere hi dil ki baat keh di aapne.


Shukriya...apne khayaaloN se is mehfil ko sajaane ke liye.

Khush rahiye.


Sachh bolne ka hausla to, hum bhi rakhte haiN lekin
Anjaam sochkar, aksar khaamosh hi reh jaate haiN.

- Chaand
   
Reply With Quote
Old
  (#5)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 37
25th January 2008, 04:39 PM

Aadaab Prveen ji................Aaj kafi arse ke baad aapko yanha dekhkar bahut khushi hui aur ek umda gazal ke saath aap hazir hue meri daad kubool kijiye


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
:)
Old
  (#6)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
:) - 25th January 2008, 05:32 PM

Dear Praveen Jee, Aadab **Pehle To Dilki Gehraaion Ki Gehraaion Se Shukriya Qubool Kijiyega Aap **Aaj Jo Aapko Parh Saki**Waise, Jo Geet Bheji Thi Woh Theek Laga Na Aapko ? Ab Ek Binti Hai Aapse-Agar Ho Sake To Uss Geet Ki Jo Film Bana Hain Ussko Zoruur Dekh Lijiyega-Agar Abhi Tak Na Dekhi Ho To **Ab Ek Aur Geet Bas Yuun Hee Sahi-Shayaad Aapko Achchha Lag Jaaye~Na Main Bhagwaan Huun Na Main Shaitaan Huun-Duniya Jo Chaahe Samjhe-Main To Insaan Huun~Mohammad Rafi Jee Kee Aawaaz Mein **Waise To Zoruur Aap Bhi “Mother India” Dekh Chuke Honge, Hai Na ? It’s A Good Movie Too**Ab Aapko Parhkar Jo Aapko Kehna Tha Woh Sabhi Kuchh E-Mail Par Hee Bataaoongi Main-Thodi Der Mein **Aapna Khayal Rakhiyega **Duwaaon Ke Saath Ijaazat Chahungi Main **God Bless You **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Phirse Bhul Gayi Thi Main :)**
Old
  (#7)
Shimul
*Ishq~Ibadat.......**
Shimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of lightShimul is a glorious beacon of light
 
Shimul's Avatar
 
Offline
Posts: 8,716
Join Date: Jun 2003
Location: Aapne Sanam Ko Yaad Kiya Sar Jhuka Liya**
Rep Power: 33
Phirse Bhul Gayi Thi Main :)** - 25th January 2008, 05:34 PM

Dilki Gehraaion Ki Gehraaion Se Dher-o-Dher Saare Phool,Shukriya **


*Aapni Parwaaz-e-Takhayyull Hain Zamane Se Juda
Jiss Jagah Koyi Na Pahuncha Wahaan Tak Pahunche
Main Samajhta Huun Harr Dil Mein Khuda Rehta Hain
Mera Paigam Mohabbat Hain Jaahan Tak Pahunche**
*~~~Ahsan Sherazi Jee~~~**

*Pure Love**
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
25th January 2008, 07:29 PM

दुनिया में क्या चली ये बदलाव की हवा
जड़ से उखड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी


jeee bilkul ek arse ke baad apne koi naya kalam post kiya hain.....jindagi ki sacchai se wakif karata hua hain aapka kalam ..dil se daad kubool kare..aur yaha ki ronak badhate rahe...............

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
29th January 2008, 09:51 AM

Shukria Manu

Aapki daad aur tareef ka bohat bohat shukria. Ummed hai aage bhi aapka saath aise hi milega.

shukria
Praveen

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
bahoot khoob pravin jee aap ko padhane ka yeh tajoorbaa kaabil-e-taariif raha.aap koo agali ghazal ka intzaar rahega mujhe. philhaal is khoobsoorat kaavish par manu ki aur se dilli daad qubool farmaaye. bahoot khoob likha hai har ek sher aap ke zehan ki kash-m-kash bayaa.n kar rahaa hai. bakhoobii aap ne apne dil ke haalaat ko ghazal men dhaala hai.

yunhee likhate rahe
regards
manu


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria
Old
  (#10)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Shukria - 29th January 2008, 09:57 AM

धवल भाई

आपकी दाद और होसला अफ़ज़ाई का बहुत-बहुत शक्रिया. आशा करता हूँ कि आगे भी आपका साथ मिलता रहेगा.

शुक्रिया और दुआओं के साथ
प्रवीण

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
नमस्कार प्रवीण जी:

नमस्कार..!

एक अर्से बाद आपको बज्म में ताज़ा ग़ज़ल के साथ देखा.. बे-हद खुशी हुई. आपने उन हालातों को ग़ज़ल में बड़ी ही गहराई से पेश किया है. यह चंद शेरो की शक्ल बहोत कुछ बातें बयान कर जाती है.. बस गुजारिश यही रहेंगी की आप यूँही हम सब को आगे भी ऐसी उम्दा गज़लें पढ़ने का मौक़ा देते रहें

खुश रहें. अपना ख़याल रखें..

दुआओं के साथ इजाज़त

आपका

धवल


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#11)
RAJSOHAIL
Registered User
RAJSOHAIL is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 2
Join Date: Jan 2008
Rep Power: 0
29th January 2008, 06:28 PM

Praveer ji u r such a fantastic poet keep it up
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
gopy_jimy
Registered User
gopy_jimy is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Jan 2008
Rep Power: 0
29th January 2008, 06:32 PM

Dur dur reh key sanu naa tarpaa tu,
Sadey naal pakiyaan mahabbataan nibhaa tu.

Dur dur reh key sanu naa tarpaa tu,
Sadey naal pakiyaan mahabbataan nibhaa tu,
Sadey naal pakiyaan mahabbataan nibhaa tu.

Menu har weley tera hayaal ni gal sun ley sohniye,
Menu har weley tera hayaal ni gal sun ley sohniye,
Menu tere naal ho gayaa pyar ni gal sun ley sohniye,
Menu tere naal ho gayaa pyar ni gal sun ley sohniye.
   
Reply With Quote
Old
  (#13)
gopy_jimy
Registered User
gopy_jimy is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 13
Join Date: Jan 2008
Rep Power: 0
29th January 2008, 06:33 PM

Dur dur reh key sanu naa tarpaa tu,
Sadey naal pakiyaan mahabbataan nibhaa tu.

Dur dur reh key sanu naa tarpaa tu,
Sadey naal pakiyaan mahabbataan nibhaa tu,
Sadey naal pakiyaan mahabbataan nibhaa tu.

Menu har weley tera hayaal ni gal sun ley sohniye,
Menu har weley tera hayaal ni gal sun ley sohniye,
Menu tere naal ho gayaa pyar ni gal sun ley sohniye,
Menu tere naal ho gayaa pyar ni gal sun ley sohniye. mil gayi raj sohail ji
agar mil gayi to bata dena
thik hai
   
Reply With Quote
Old
  (#14)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
28th November 2009, 12:33 PM

Namaskaar Parveen jii
aaj socha aapko pada jaye....to lijiye humne aapka profile browse kiya aur aapki gazal doond nikaali
behad asardaar sher kahe haiN aapne, hume aapko padna accha laga, par aaj-kal mahfil se aap gayab haiN, yeh hume accha nahi lagta....so pls aap mahfil meiN aaiye aur apni gazal ke saath aaiye....! hume intazaar rehega

regards




Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
अज़ीज़ दोस्तो

यहां आता तो अक्सर रहता ही हूँ लेकिन अपनी ग़ज़ल के साथ बड़े तवील अर्से के बाद हाज़िर हुआ हूँ. पिछले दिनों हालात कुछ ऐसे बने कि दिल में एक अजीब कशमकश शुरू हो गई. उसकी शिद्दत कुछ ऐसी थी कि वो एक ग़ज़ल के इन चन्द शेरों की शक़्ल में उभर आई. आप सभी की पेश-ए-नज़र है. आरा का मुन्तज़िर रहूँगा.

ग़ज़ल
--------------------------------------------------------------
मुझ से झगड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी
क्यों इतना अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मुझसे यक़ीन उठने लगा है यूँ आजकल
पल-पल बिछड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

दुनिया में क्या चली ये बदलाव की हवा
जड़ से उखड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

हालात ने तो उनकी कमर तोड़ दी मगर
फिर भी अकड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मेरी ही ज़िन्दगी के संवरने की राह में
जाने क्यूँ अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी


प्रवीण सक्सेना
---------------------------------------
DostoN ne ye ghazal roman meiN bhi post karne ki farmaish ki hai toh pesh-e-khidmat hai.

Aziizan-e-mehfil

Is mehfil mein aata toh rehta huuN lekin apne kalaam ke saath bohat hi taveel arse ke ba’ad haazir hua huuN. Zindagi meiN kuch aise halaat se do chaar hua ke zehn-o-dil meiN ek ajeeb si kash-m-kash ka aaGhaaz ho gaya. Aur ye Ghazal bhi hui. Aap sab ki pesh-e-nazar hai.

GHAZAL

Mujh se jhagad rahi haiN, achchaiyaaN meri
kyuuN itna ad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Mujh se yaqeen uthne laga hai yuuN aajkal
Pal-pal bichhad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Duniya meiN kya chali ye badalaav ki hava
Jad se ukhad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Halaat ne toh unki kamar tod di magar
Phir bhi akad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Meri hi zindagi ke sanwarne ki raah meiN
Jaane kyuuN ad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Aapki aara ka muntazir rahuuNga
Praveen Saxena


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#15)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
30th November 2009, 01:51 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
Namaskaar Parveen jii
aaj socha aapko pada jaye....to lijiye humne aapka profile browse kiya aur aapki gazal doond nikaali
behad asardaar sher kahe haiN aapne, hume aapko padna accha laga, par aaj-kal mahfil se aap gayab haiN, yeh hume accha nahi lagta....so pls aap mahfil meiN aaiye aur apni gazal ke saath aaiye....! hume intazaar rehega

regards
Aadab Sunita ji

Aapki inaayat hai ke aapne khaaksaar ko padhne ka Khayal kiya. Iss ghazal par daad ka bohat shukria. Chand aur GhaleN meri yahaN maujood haiN. Ummeed karta huuN wo bhi aapko pasand aayeNgi.

Shukria phir se

Khaaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#16)
kwahish
An Incomplite Dream
kwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud ofkwahish has much to be proud of
 
kwahish's Avatar
 
Offline
Posts: 3,017
Join Date: Mar 2009
Rep Power: 30
30th November 2009, 02:21 PM

PraveeN jee AadaaB.........

Aako aaj paheli martaba padha aur behad achche aur naya hayal aapne pesh kiya hai, padhker bahut achcha laga, sach hi kaha aapne kabhi kabhji apni hi achchaiyaN apne tarahi ke raste men rukawat ban jati hai, Dil se daad kabool kijiye.........

Likhate rahiye aur apne khayaloN se ruberu karate rahiey
Apna khayalay rakhiye,
Khuda Hafez,


  Send a message via Yahoo to kwahish  
Reply With Quote
Old
  (#17)
Radhika_2
RooH Se RooH Tak
Radhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.comRadhika_2 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Radhika_2's Avatar
 
Offline
Posts: 1,247
Join Date: Feb 2010
Location: Delhi
Rep Power: 53
24th January 2012, 12:34 PM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
अज़ीज़ दोस्तो

यहां आता तो अक्सर रहता ही हूँ लेकिन अपनी ग़ज़ल के साथ बड़े तवील अर्से के बाद हाज़िर हुआ हूँ. पिछले दिनों हालात कुछ ऐसे बने कि दिल में एक अजीब कशमकश शुरू हो गई. उसकी शिद्दत कुछ ऐसी थी कि वो एक ग़ज़ल के इन चन्द शेरों की शक़्ल में उभर आई. आप सभी की पेश-ए-नज़र है. आरा का मुन्तज़िर रहूँगा.

ग़ज़ल
--------------------------------------------------------------
मुझ से झगड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी
क्यों इतना अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मुझसे यक़ीन उठने लगा है यूँ आजकल
पल-पल बिछड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

दुनिया में क्या चली ये बदलाव की हवा
जड़ से उखड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

हालात ने तो उनकी कमर तोड़ दी मगर
फिर भी अकड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मेरी ही ज़िन्दगी के संवरने की राह में
जाने क्यूँ अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी


प्रवीण सक्सेना
---------------------------------------
DostoN ne ye ghazal roman meiN bhi post karne ki farmaish ki hai toh pesh-e-khidmat hai.

Aziizan-e-mehfil

Is mehfil mein aata toh rehta huuN lekin apne kalaam ke saath bohat hi taveel arse ke ba’ad haazir hua huuN. Zindagi meiN kuch aise halaat se do chaar hua ke zehn-o-dil meiN ek ajeeb si kash-m-kash ka aaGhaaz ho gaya. Aur ye Ghazal bhi hui. Aap sab ki pesh-e-nazar hai.

GHAZAL

Mujh se jhagad rahi haiN, achchaiyaaN meri
kyuuN itna ad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Mujh se yaqeen uthne laga hai yuuN aajkal
Pal-pal bichhad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Duniya meiN kya chali ye badalaav ki hava
Jad se ukhad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Halaat ne toh unki kamar tod di magar
Phir bhi akad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Meri hi zindagi ke sanwarne ki raah meiN
Jaane kyuuN ad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Aapki aara ka muntazir rahuuNga
Praveen Saxena
Ji Bhaut Sunder...........................



Radhika

Seene Me Zakham Utarey Chale Gaye
Jo Humpe Guzari Guzarey Chale Gaye

Woh Aayega Ek Din Milne Humse
Naam Uska Hi Pukarey Chale Gaye


E-mail : radhika.nm2@gmail.com
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
AHMAD SHAKIL
Registered User
AHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant futureAHMAD SHAKIL has a brilliant future
 
AHMAD SHAKIL's Avatar
 
Offline
Posts: 1,105
Join Date: Oct 2010
Location: Faisalabad
Rep Power: 34
24th January 2012, 04:49 PM

Halaat ne toh unki kamar tod di magar
Phir bhi akad rahi haiN, achchaiyaaN meri


Wah Wah Wahhhhhhhhh Saheb...........KIa Kehnay....... Tamam Ghazla Hee Khooob Rahi...mAgar Quoted Sher To Dil Hee Le Gaya Nikaal Kr............ Dheron Daaad......
Likhtay Rahen........Khush Rahhen




Ay Chaara-Saaz Dil Pe M're Daal Ik Nazar
Mujhko Bas Aik Jism Ka Aazaar Hee Nahi

AHMAD ALI SHAKIL
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
naresh_mehra110
Anshumali
naresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.comnaresh_mehra110 is the among the best Shayars at Shayri.com
 
naresh_mehra110's Avatar
 
Offline
Posts: 7,420
Join Date: Apr 2009
Location: DELHI (INDIA)
Rep Power: 87
24th January 2012, 07:44 PM

दुनिया में क्या चली ये बदलाव की हवा
जड़ से उखड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

WaaH ! PraveeN Saxena Ji ! Kyaa Khoob Asar Angez Ashaar BayaaN Kiye HaiN ... Bahut Hii Umdaa Peshkash ... Sar Se Paa Talak ... BehtreeN ... ! Dilee Mubaaraqbaad !!!




YuuN Besabab Aansoo Aate NahiN
Lag Zaroor Koii Baat Dil Ko Rahii Hai ...

Fareb Kaa ChaDhtaa Bazaar Dekh
Insaaf Se Bastii Khaalii Ho Rahii Hai ...


---Naresh Mehra----
  Send a message via Yahoo to naresh_mehra110  
Reply With Quote
Old
  (#20)
Qasid
Super Mod
Qasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant futureQasid has a brilliant future
 
Qasid's Avatar
 
Offline
Posts: 3,901
Join Date: Aug 2001
Location: Mumbai
Rep Power: 45
25th January 2012, 08:19 AM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
अज़ीज़ दोस्तो

यहां आता तो अक्सर रहता ही हूँ लेकिन अपनी ग़ज़ल के साथ बड़े तवील अर्से के बाद हाज़िर हुआ हूँ. पिछले दिनों हालात कुछ ऐसे बने कि दिल में एक अजीब कशमकश शुरू हो गई. उसकी शिद्दत कुछ ऐसी थी कि वो एक ग़ज़ल के इन चन्द शेरों की शक़्ल में उभर आई. आप सभी की पेश-ए-नज़र है. आरा का मुन्तज़िर रहूँगा.

ग़ज़ल
--------------------------------------------------------------
मुझ से झगड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी
क्यों इतना अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मुझसे यक़ीन उठने लगा है यूँ आजकल
पल-पल बिछड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

दुनिया में क्या चली ये बदलाव की हवा
जड़ से उखड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

हालात ने तो उनकी कमर तोड़ दी मगर
फिर भी अकड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मेरी ही ज़िन्दगी के संवरने की राह में
जाने क्यूँ अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी


प्रवीण सक्सेना
---------------------------------------
DostoN ne ye ghazal roman meiN bhi post karne ki farmaish ki hai toh pesh-e-khidmat hai.

Aziizan-e-mehfil

Is mehfil mein aata toh rehta huuN lekin apne kalaam ke saath bohat hi taveel arse ke ba’ad haazir hua huuN. Zindagi meiN kuch aise halaat se do chaar hua ke zehn-o-dil meiN ek ajeeb si kash-m-kash ka aaGhaaz ho gaya. Aur ye Ghazal bhi hui. Aap sab ki pesh-e-nazar hai.

GHAZAL

Mujh se jhagad rahi haiN, achchaiyaaN meri
kyuuN itna ad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Mujh se yaqeen uthne laga hai yuuN aajkal
Pal-pal bichhad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Duniya meiN kya chali ye badalaav ki hava
Jad se ukhad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Halaat ne toh unki kamar tod di magar
Phir bhi akad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Meri hi zindagi ke sanwarne ki raah meiN
Jaane kyuuN ad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Aapki aara ka muntazir rahuuNga
Praveen Saxena
Praveen bhai - bahut umda koshish ek aaina hai aapki yeh rachnaa. Behad pasand aayi.

Likhte rahiYee abaad rahiYee

-aapka apnaa



Qasid


___________________________________________

नाम-ए-वफ़ा की जफ़ा बताएं
क्या है ज़हन में क्या बोल जाएँ

रफ़्तार-ए-दिल अब थम सी गयी है
'क़ासिद' पर अब है टिकी निगाहें
  Send a message via Yahoo to Qasid Send a message via AIM to Qasid  
Reply With Quote
Old
  (#21)
Dard-e-sush
Registered User
Dard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the roughDard-e-sush is a jewel in the rough
 
Dard-e-sush's Avatar
 
Offline
Posts: 605
Join Date: Jul 2003
Location: Moscow, Russia
Rep Power: 23
5th July 2013, 11:33 PM

Saxena ji Namaskar!

In spite of so much filth, this world is still livable because of people like you! This work is enough to make us feel the goodness in this world.

Kind Regards
Sushil


लब पे मुस्कान को लिए ऐ दोस्त, काँधों पे लाश अपनी ढोते हैं,
इस भरे शहर में हम Dard-e-Sush, जो न पाया उसे भी खोते हैं!

lab pe muskaan ko liye ae dost, kandhon pe laash apni dhote hein
is bhare sheher me ham dard-e-sush, jo na paaya use bhi khote hein
   
Reply With Quote
Old
  (#22)
sakhi1909
raj
sakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud ofsakhi1909 has much to be proud of
 
sakhi1909's Avatar
 
Offline
Posts: 2,332
Join Date: Aug 2003
Location: dil mein khud ke..aisa nahi kisi ko mera pata nahi hai mujhe dhundhne ki had tak koi dhundhta nahi hai..un
Rep Power: 34
8th July 2013, 02:18 AM

wow bandhu..kkya bata hai...iten din bada padhi maine ye ghaal afsos hai...bahut khub kahi apne ye gazal


कुछ ऐसे पल जिनको संजोना है ,
शब्दों में पिरोना है , जिससे वो हमारी यादों में महकते रहे
 Send a message via ICQ to sakhi1909  
Reply With Quote
Shukria Sushil
Old
  (#23)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Shukria Sushil - 15th July 2013, 03:14 PM

Quote:
Originally Posted by Dard-e-sush View Post
Saxena ji Namaskar!

In spite of so much filth, this world is still livable because of people like you! This work is enough to make us feel the goodness in this world.

Kind Regards
Sushil
Zazbaat o ehsasaat se bharppoor iss daad ke liye aapka bohat shukria Sushil. Aaj ke daur meiN jo hashr achche usooloN aur values ka ho raha hai uss baare meiN soch kar bohat takleef mesoos kar raha huuN kaafi waqt se bas iss Ghazal ki shakl meiN jazbaat nikal aaye. Phir ek baar aapke dil ko chhu lene waale ehsasaat ke liye shukria ke saath.

khaksaar
praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria Sakhi
Old
  (#24)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Shukria Sakhi - 15th July 2013, 03:17 PM

Quote:
Originally Posted by sakhi1909 View Post
wow bandhu..kkya bata hai...iten din bada padhi maine ye ghaal afsos hai...bahut khub kahi apne ye gazal
Chalo itne baras baad hi sahi ye Ghazal tumahri nazar se guzar hi gayee. Khushu hai mujhe ki tumne saraha. Bohat bohat shukria. Ummeed hai aage bhi sath milta rahega!

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria Naresh Bhai
Old
  (#25)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Shukria Naresh Bhai - 15th July 2013, 03:23 PM

Quote:
Originally Posted by naresh_mehra110 View Post
दुनिया में क्या चली ये बदलाव की हवा
जड़ से उखड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

WaaH ! PraveeN Saxena Ji ! Kyaa Khoob Asar Angez Ashaar BayaaN Kiye HaiN ... Bahut Hii Umdaa Peshkash ... Sar Se Paa Talak ... BehtreeN ... ! Dilee Mubaaraqbaad !!!
Muaf kiijiyega Naresh Bhai itne arse ke baad aapki daad per jawaab de raha huuN. Shayad kaam ki masroofiyaat ke bais ye gustaKhi ho gayee. ummeed karta huN bura na maaneN ge. Phir ek baar aapki daad ka bohat shukria ke saath.

Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#26)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
15th July 2013, 03:27 PM

Quote:
Originally Posted by mast View Post
Praveen bhai - bahut umda koshish ek aaina hai aapki yeh rachnaa. Behad pasand aayi.

Likhte rahiYee abaad rahiYee

-aapka apnaa
Mast bhai muafi chhahta huuN ke aapki daad ka jawaab dene meiN itna waqt laga. Kaam meiN bohat masroof raha issiliye ye nazarandaazi ho gayee mujhse. ummeed karta huuN bura na maaneN ge.

duaoN ke saath
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Ma'azrat
Old
  (#27)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Ma'azrat - 15th July 2013, 03:30 PM

Quote:
Originally Posted by AHMAD SHAKIL View Post
Halaat ne toh unki kamar tod di magar
Phir bhi akad rahi haiN, achchaiyaaN meri


Wah Wah Wahhhhhhhhh Saheb...........KIa Kehnay....... Tamam Ghazla Hee Khooob Rahi...mAgar Quoted Sher To Dil Hee Le Gaya Nikaal Kr............ Dheron Daaad......
Likhtay Rahen........Khush Rahhen
janab Ahmad Shakil sahab, ma'azrat chahta huuN ke aapki daad par jawaab meiN itni taakhiir hui. Kaam ki masruufiyaat ne yahaN aane na diya. Ummeed karta huuN bura na manayeN ge.

Khaksaar
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Shukria aur Muafi
Old
  (#28)
prasaxena
Shayar
prasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to allprasaxena is a name known to all
 
prasaxena's Avatar
 
Offline
Posts: 569
Join Date: Apr 2002
Location: New Delhi, India
Rep Power: 29
Shukria aur Muafi - 15th July 2013, 03:37 PM

Quote:
Originally Posted by kwahish View Post
PraveeN jee AadaaB.........

Aako aaj paheli martaba padha aur behad achche aur naya hayal aapne pesh kiya hai, padhker bahut achcha laga, sach hi kaha aapne kabhi kabhji apni hi achchaiyaN apne tarahi ke raste men rukawat ban jati hai, Dil se daad kabool kijiye.........

Likhate rahiye aur apne khayaloN se ruberu karate rahiey
Apna khayalay rakhiye,
Khuda Hafez,
kwahish ji

Aapki daad par shuria ada karne meiN bada taveel arsa laga diya miN ne. Muafi chahhta huuN. Dar asl kaam ki masruufiyaat hi aisi rahiiN ke yaaH aana hi mumkin na ho paya. Aapne ghazal ko apna bashqeemti waqt diye isske liye deer se sahi par bohat shukria qubool farmaayeN.

duaoN ke saath
Praveen


raah meiN hi manziloN ka zikr mat chedo Praveen
manziloN ne sun liya toh aur woh badh jaayeNgi
  Send a message via Yahoo to prasaxena  
Reply With Quote
Old
  (#29)
vikass
Registered User
vikass is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 32
Join Date: Jul 2013
Rep Power: 0
15th July 2013, 04:15 PM

Zindgi uljhe dhagoo si suljha hi lunga... Aai khuda...

Bass ek tera saath mere iradon mein rahe sada.....

Vikas

Meri likhi kuch lines.... Hope u like it....
   
Reply With Quote
Old
  (#30)
vikass
Registered User
vikass is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 32
Join Date: Jul 2013
Rep Power: 0
15th July 2013, 06:33 PM

maasoom mushkilo ne hi sambhala hai hume aaj tak.... Vikas....
fhir kyu aandhiyon kr kauf se bhikar raha makan mera.....

Last edited by vikass; 15th July 2013 at 06:36 PM..
   
Reply With Quote
Old
  (#31)
sameer'shaad'
~$uper M0der@tor~
sameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.comsameer'shaad' is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sameer'shaad''s Avatar
 
Offline
Posts: 8,417
Join Date: Feb 2006
Rep Power: 61
15th July 2013, 07:02 PM

Quote:
Originally Posted by prasaxena View Post
अज़ीज़ दोस्तो

यहां आता तो अक्सर रहता ही हूँ लेकिन अपनी ग़ज़ल के साथ बड़े तवील अर्से के बाद हाज़िर हुआ हूँ. पिछले दिनों हालात कुछ ऐसे बने कि दिल में एक अजीब कशमकश शुरू हो गई. उसकी शिद्दत कुछ ऐसी थी कि वो एक ग़ज़ल के इन चन्द शेरों की शक़्ल में उभर आई. आप सभी की पेश-ए-नज़र है. आरा का मुन्तज़िर रहूँगा.

ग़ज़ल
--------------------------------------------------------------
मुझ से झगड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी
क्यों इतना अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मुझसे यक़ीन उठने लगा है यूँ आजकल
पल-पल बिछड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

दुनिया में क्या चली ये बदलाव की हवा
जड़ से उखड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

हालात ने तो उनकी कमर तोड़ दी मगर
फिर भी अकड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी

मेरी ही ज़िन्दगी के संवरने की राह में
जाने क्यूँ अड़ रही हैं, अच्छाइयाँ मेरी


प्रवीण सक्सेना
---------------------------------------
DostoN ne ye ghazal roman meiN bhi post karne ki farmaish ki hai toh pesh-e-khidmat hai.

Aziizan-e-mehfil

Is mehfil mein aata toh rehta huuN lekin apne kalaam ke saath bohat hi taveel arse ke ba’ad haazir hua huuN. Zindagi meiN kuch aise halaat se do chaar hua ke zehn-o-dil meiN ek ajeeb si kash-m-kash ka aaGhaaz ho gaya. Aur ye Ghazal bhi hui. Aap sab ki pesh-e-nazar hai.

GHAZAL

Mujh se jhagad rahi haiN, achchaiyaaN meri
kyuuN itna ad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Mujh se yaqeen uthne laga hai yuuN aajkal
Pal-pal bichhad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Duniya meiN kya chali ye badalaav ki hava
Jad se ukhad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Halaat ne toh unki kamar tod di magar
Phir bhi akad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Meri hi zindagi ke sanwarne ki raah meiN
Jaane kyuuN ad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Aapki aara ka muntazir rahuuNga
Praveen Saxena

Waaahhhh kya baat hai Saxenaa saab..... bahot khoob kalaam raha aapka....

quoted sher behad pasand aaya...

Duniya meiN kya chali ye badalaav ki hava
Jad se ukhad rahi haiN, achchaiyaaN meri

Halaat ne toh unki kamar tod di magar
Phir bhi akad rahi haiN, achchaiyaaN meri


likhte raheN........ mehfil sajaate raheN..

Shaad.....


Shaad...
   
Reply With Quote
Old
  (#32)
mannjeet
Registered User
mannjeet is on a distinguished road
 
Offline
Posts: 23
Join Date: Jun 2013
Rep Power: 0
15th July 2013, 10:02 PM

Sunder gazal kahi hai aapne sir. Ye kashhmkash to aajkal har insaan ke dil mein chalti rahtihai pr kkoi isse aisi khubsoorti se byan kr paaye .... Mumkin nahi thanx aapne ye share kiya.
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
यह कदंब का पेड़ अगर माँ होता यमुना तीरे।। ek pal Hindi Kavitayen 4 7th September 2010 11:00 AM
क़ाफ़िर हूँ मगर खुद से बेज़ार नहीं हूँ मैं m.mayoos Shayri-e-Dard 4 30th May 2009 01:10 AM
हमारी माँ का आँचल ये लोग ख़ून से भरते हैं Dhaval Shayri-e-Dard 20 18th January 2007 05:32 PM
"तुम्हारे बिना मेरे कदम डगमगायेगे इस मेहफ़ Dhaval Shayri-e-Ishq 20 28th November 2006 12:33 PM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com