Shayri.com  

Go Back   Shayri.com > Shayri > Shayri-e-Dard

Reply
 
Thread Tools Rate Thread Display Modes
barrhte howe qadam yun rahon main tham gaye
Old
  (#1)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
barrhte howe qadam yun rahon main tham gaye - 11th August 2007, 03:54 PM

aik koshish aap doston ke samnay aur raaye ki muntazir..........




barrhte howe qadam yun rahon main tham gaye
jese ke paas manzil ke saansain nahi rahi

dil ke udas mausam main hum yun kho gaye
ab khushi ko paaney ki chahat nahi rahi

aaj kal hum duniya ko hain samjhne lagay howe
per dil ko aetbaar ki ab ziada adat nahi rahi

dil main lagay kuch zakham kuch aur gehre howe
jab dil main unhain seene (stich) ki khuwahish dabi rahi


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#2)
Mohammad Kashif
DIL KI BAAT DIL TAK
Mohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant futureMohammad Kashif has a brilliant future
 
Mohammad Kashif's Avatar
 
Offline
Posts: 1,185
Join Date: Apr 2007
Location: MORADABAD (U.P.)
Rep Power: 36
11th August 2007, 05:22 PM

SALAAM ...............bahut hi umda kalaam apne pesh kiya hai ehsaas acchey rahey aaj kafi dinb baad apko padne ka mouka mila accha likha hai apne unhg-i likhti rahiye............khush rahiye.....


"Do Pal Ruka Khushio.n ka Karwan"


Dunia ke sitam ki koi perwah nahi mujhko,
wo kyoun mujhpe ungliya uthaye ja rahe hain.
Jis shaks ko janta tha ek chehre se ''kashif''
Uske kitne chehre samne laye ja rahe hain.




  Send a message via Yahoo to Mohammad Kashif  
Reply With Quote
Old
  (#3)
Dhaval
Shayri.com Moderator
Dhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.comDhaval is the among the best Shayars at Shayri.com
 
Dhaval's Avatar
 
Offline
Posts: 10,551
Join Date: Aug 2006
Location: INDIA
Rep Power: 59
11th August 2007, 05:29 PM

maanii didi adaab-o-taSleemaat:

Bahot hi dard bharii kavviSh.. aapne dard ko Khuub bayaaN kiYaa haii.. YuuNhi bazm ko sajaate rahiYe...

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval


*~*Dhaval*~*....Ek Ehsaas...
   
Reply With Quote
hello
Old
  (#4)
acharya_mj
Zakhm-e-Rooh
acharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud ofacharya_mj has much to be proud of
 
acharya_mj's Avatar
 
Offline
Posts: 2,220
Join Date: Nov 2004
Location: ahmedabad
Rep Power: 33
hello - 11th August 2007, 07:11 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
aik koshish aap doston ke samnay aur raaye ki muntazir..........




barrhte howe qadam yun rahon main tham gaye
jese ke paas manzil ke saansain nahi rahi

dil ke udas mausam main hum yun kho gaye
ab khushi ko paaney ki chahat nahi rahi

aaj kal hum duniya ko hain samjhne lagay howe
per dil ko aetbaar ki ab ziada adat nahi rahi

dil main lagay kuch zakham kuch aur gehre howe
jab dil main unhain seene (stich) ki khuwahish dabi rahi
Behad khoobsurat kalaam hai aap ka dil se daad kabool kareN

khaas kar ye 2 sher achhe hai
dil ke udas mausam main hum yun kho gaye
ab khushi ko paaney ki chahat nahi rahi

aaj kal hum duniya ko hain samjhne lagay howe
per dil ko aetbaar ki ab ziada adat nahi rahi

dil se mubarak baad kabool kare ,yunhi likhte rahe janaab
regards
manu
  Send a message via Yahoo to acharya_mj  
Reply With Quote
Old
  (#5)
musafir ek pal
a broken shadow...
musafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura aboutmusafir ek pal has a spectacular aura about
 
musafir ek pal's Avatar
 
Offline
Posts: 1,164
Join Date: Mar 2007
Location: london
Rep Power: 21
12th August 2007, 01:16 AM

salaam manni didi,

kaise hain aap?

dard ko bahut hi khoobsurti se bayaan kiya hai aapne. aise ehsaason ko lafzon mein prona bahut muskil hai, jo apne baddi hi assani se kar diya. bebassi jhalak rahi hai aapki is koshish se. vaise to her sher tareef-e-kabil hai. par humein yeh 2 sher bahut ache lage:

aaj kal hum duniya ko hain samjhne lagay howe
per dil ko aetbaar ki ab ziada adat nahi rahi

dil main lagay kuch zakham kuch aur gehre howe
jab dil main unhain seene (stich) ki khuwahish dabi rahi


wah, bahut khub, aap yuhin likte rahein aur humesha khush rahein.

manish


Life is filled with goodbyes, a million goodbyes, and it hurts every time....and every time my heart dies a little...



Darkness falls on me like rain...
just
one drop at a time....

  Send a message via Yahoo to musafir ek pal  
Reply With Quote
Old
  (#6)
Abrarsworld
Zindagi Ek Tassavvur!!!
Abrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to beholdAbrarsworld is a splendid one to behold
 
Abrarsworld's Avatar
 
Offline
Posts: 369
Join Date: Mar 2007
Location: Hyderabad,India
Rep Power: 24
12th August 2007, 12:26 PM

Salaam Maanii Ji...

kaise hain aap??? Kaafi waqt baad aapko pada hai... bohot der lagayi aapne apni tehreer mein... Is liye yeh behad khoobsurat tehreer padne ko mili... Bohot umda ehsaas pesh kiye hain aapne yahan.... Bohot khoob... Dard agar dil ka ho to maafi chahunga... Nhi to meri aur se is tehreer par daad kubool kare....

Apka Dost ...

Abrar...




Hum to pattharon se mohabbat ka hunar rakhte hain,
Tum to phir bhi moom ho "Abrar" ke gale lag kar pighal jaoge...
   
Reply With Quote
Old
  (#7)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
13th August 2007, 10:37 PM

Quote:
Originally Posted by Mohammad Kashif View Post
SALAAM ...............bahut hi umda kalaam apne pesh kiya hai ehsaas acchey rahey aaj kafi dinb baad apko padne ka mouka mila accha likha hai apne unhg-i likhti rahiye............khush rahiye.....

kashif ji aap yahan aye aur apni raye ka izhaar kia aapka bohat bohat shukriya umeed kerti hoon yunhi sath milta rahega aap bhi khush rahiye aur apna khayal rakhiyega....


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#8)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
13th August 2007, 10:42 PM

Quote:
Originally Posted by dhavalrami4you View Post
maanii didi adaab-o-taSleemaat:

Bahot hi dard bharii kavviSh.. aapne dard ko Khuub bayaaN kiYaa haii.. YuuNhi bazm ko sajaate rahiYe...

KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

aapka

~ Dhaval

chottu bohat bohat shukriya parrhne ka aur apne kahaylat ke izhar kia bohat acha laga khush raho humesha aur yunhi sath dete rehna thanks a lot....


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#9)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
13th August 2007, 11:03 PM

Quote:
Originally Posted by acharya_mj View Post
Behad khoobsurat kalaam hai aap ka dil se daad kabool kareN

khaas kar ye 2 sher achhe hai
dil ke udas mausam main hum yun kho gaye
ab khushi ko paaney ki chahat nahi rahi

aaj kal hum duniya ko hain samjhne lagay howe
per dil ko aetbaar ki ab ziada adat nahi rahi

dil se mubarak baad kabool kare ,yunhi likhte rahe janaab
regards
manu
manu ji aapko pehli baar apni post per dekh ker behad khushi hoi aap jesay log jab apni raye dete hain to aik khas khushi milti hai bohat bohat shukriya apne keemti waqt main se kuch waqt meri is choti si koshish ko dia humesha khush rahain apna khayal rakhiyega........


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#10)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
13th August 2007, 11:11 PM

Quote:
Originally Posted by musafir ek pal View Post
salaam manni didi,

kaise hain aap?

dard ko bahut hi khoobsurti se bayaan kiya hai aapne. aise ehsaason ko lafzon mein prona bahut muskil hai, jo apne baddi hi assani se kar diya. bebassi jhalak rahi hai aapki is koshish se. vaise to her sher tareef-e-kabil hai. par humein yeh 2 sher bahut ache lage:

aaj kal hum duniya ko hain samjhne lagay howe
per dil ko aetbaar ki ab ziada adat nahi rahi

dil main lagay kuch zakham kuch aur gehre howe
jab dil main unhain seene (stich) ki khuwahish dabi rahi


wah, bahut khub, aap yuhin likte rahein aur humesha khush rahein.

manish

manish bohat bohat shukrya ke tum yahan aaye aur meri koshish ko saraha bohat khushi hoi dear tumbhi humesha khush raho aur apna khayal rakhna duaon main yaad rakhna...


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#11)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
13th August 2007, 11:30 PM

Quote:
Originally Posted by Abrarsworld View Post
Salaam Maanii Ji...

kaise hain aap??? Kaafi waqt baad aapko pada hai... bohot der lagayi aapne apni tehreer mein... Is liye yeh behad khoobsurat tehreer padne ko mili... Bohot umda ehsaas pesh kiye hain aapne yahan.... Bohot khoob... Dard agar dil ka ho to maafi chahunga... Nhi to meri aur se is tehreer par daad kubool kare....

Apka Dost ...

Abrar...

abrar main bilkul theek hoon alhumdulilah aur umeed kerti hoon ke tum bhi kheriat se hoge .... hmm dair isliye lagai ke main likhti uswaqt hoon jab mera mood udas ho werna khushi ko to mujhay bayan nahi kerne aata haan per udasi ko bakhoobi likh pati hoon to is liye kam kam hi likh paati hoon bohat bohat shukriya yahan aanay ka aur meri koshish ko sarahne ka khush raho


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#12)
jasdeephere
Registered User
jasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nicejasdeephere is just really nice
 
jasdeephere's Avatar
 
Offline
Posts: 657
Join Date: Mar 2007
Location: Chandigarh/Jalandhar
Rep Power: 22
14th August 2007, 08:27 AM

bahut hi dard bhari aur khoobsurat koshish hai yeh aapki

hamein isse padna bahut achha laga........

Khush Rahein



Badnaseeb bhi nahi par mera naseeb bhi nahi
Maana ke main ameer nahi par gareeb bhi nahi
Dil ki gehraaiyon mein chhipaya hai jise
Woh door bhi nahi mujhse par kareeb bhi nahi
Chahta to hoon dena usko khushiyan saare jahan ki
par mil jaayein unke gham "Jasdeep" itna khushnaseeb bhi nahi
  Send a message via Yahoo to jasdeephere  
Reply With Quote
Old
  (#13)
sunita thakur
Moderator
sunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.comsunita thakur is the among the best Shayars at Shayri.com
 
sunita thakur's Avatar
 
Offline
Posts: 15,199
Join Date: May 2006
Location: Chandigarh (Mohali)
Rep Power: 63
14th August 2007, 10:41 AM

dear mani....bahut dino baad tumhe pada, accha laga. ahsaas khoob hai, dard bhi bahut likha hai...dard par daad kaya dooN...

kush raho yu hi likhti raho
duaoN ke saath
tumhari diiii


~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~


.....Sunita Thakur.....

यह कह कर मेरा दुश्मन मुझे हँसते हुए छोड़ गया
....के तेरे अपने ही बहुत हैं तुझे रुलाने के लिए...


   
Reply With Quote
Old
  (#14)
mausam
Yaadon ka!
mausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant futuremausam has a brilliant future
 
mausam's Avatar
 
Offline
Posts: 6,801
Join Date: Jan 2002
Location: gujarat-India
Rep Power: 46
14th August 2007, 01:09 PM

ab dard pe wah wah to kehna theek nahin hota.....Ehsaas bahut hi acche lage...spl

barrhte howe qadam yun rahon main tham gaye
jese ke paas manzil ke saansain nahi rahi


aise hi likhti rehna.........

mausam


Jaane kya samjha woh mujhe
Jaane kya samjhi main useN

Faasla nazar aaya....Kuch kadmon ke saath se
   
Reply With Quote
Old
  (#15)
s_shuaib2007
Registered User
s_shuaib2007 is on a distinguished road
 
s_shuaib2007's Avatar
 
Offline
Posts: 24
Join Date: Apr 2007
Rep Power: 0
14th August 2007, 02:50 PM

Quote:
Originally Posted by koi to ho View Post
aik koshish aap doston ke samnay aur raaye ki muntazir..........




barrhte howe qadam yun rahon main tham gaye
jese ke paas manzil ke saansain nahi rahi

dil ke udas mausam main hum yun kho gaye
ab khushi ko paaney ki chahat nahi rahi

aaj kal hum duniya ko hain samjhne lagay howe
per dil ko aetbaar ki ab ziada adat nahi rahi

dil main lagay kuch zakham kuch aur gehre howe
jab dil main unhain seene (stich) ki khuwahish dabi rahi
Aap ne bahut accha likha hai keep writing
   
Reply With Quote
Old
  (#16)
akelijaan
Mai shayar to nahi
akelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the roughakelijaan is a jewel in the rough
 
akelijaan's Avatar
 
Offline
Posts: 739
Join Date: Feb 2006
Location: mumbai,india
Rep Power: 21
15th August 2007, 04:48 PM

dil main lagay kuch zakham kuch aur gehre howe
jab dil main unhain seene (stich) ki khuwahish dabi rahi

waaaah..kya baat kahi..

bahut khoob koi to ho ji..bahut acha likha aapne..likhti rahen yunhin


yun bin bulaaye milne chala aata hai,
gham ko mujh se yeh unsiyat kaisi??

--akelijaan--
  Send a message via Yahoo to akelijaan  
Reply With Quote
Old
  (#17)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
18th August 2007, 02:04 PM

Quote:
Originally Posted by jasdeephere View Post
bahut hi dard bhari aur khoobsurat koshish hai yeh aapki

hamein isse padna bahut achha laga........

Khush Rahein


jasdeep ji bohat bohat shukriya meri tehreer ko parrhne aur pasand kerne ke liye apna khayal rakhiyega khush rahain


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#18)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
18th August 2007, 02:11 PM

Quote:
Originally Posted by sunita virender View Post
dear mani....bahut dino baad tumhe pada, accha laga. ahsaas khoob hai, dard bhi bahut likha hai...dard par daad kaya dooN...

kush raho yu hi likhti raho
duaoN ke saath
tumhari diiii


didi aapka saath jab bhi milta hai mujhay beintiha khushi milti hai bohat bohat shukriya didi ise pasand kerne ke liye humesha khush rahiye apna khayal rakhiyega duaaoon main yaad rakhiyega


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#19)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
18th August 2007, 02:18 PM

Quote:
Originally Posted by mausam View Post
ab dard pe wah wah to kehna theek nahin hota.....Ehsaas bahut hi acche lage...spl

barrhte howe qadam yun rahon main tham gaye
jese ke paas manzil ke saansain nahi rahi


aise hi likhti rehna.........

mausam

mausam di bohat bohat shukriya aapne meri koshish ko pasand kiya aapka sath pa ker acha laga .......aur koibaat nahi wah wah bhi chalega ab itna zakhmi bhi nahi ke wah wah kehne per chot lagay khush rahiye di humesha yunhi saath deti rahiyega apna khayal rakhain


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#20)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
18th August 2007, 02:24 PM

Quote:
Originally Posted by s_shuaib2007 View Post
Aap ne bahut accha likha hai keep writing

shuaib ji bohat bohat shukriya pasand kerne ke liye aur apni raye ka izhaar kerne ke liye


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Old
  (#21)
koi to ho
Registered User
koi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to beholdkoi to ho is a splendid one to behold
 
koi to ho's Avatar
 
Offline
Posts: 3,851
Join Date: Dec 2005
Location: karachi
Rep Power: 31
18th August 2007, 02:29 PM

Quote:
Originally Posted by akelijaan View Post
dil main lagay kuch zakham kuch aur gehre howe
jab dil main unhain seene (stich) ki khuwahish dabi rahi

waaaah..kya baat kahi..

bahut khoob koi to ho ji..bahut acha likha aapne..likhti rahen yunhin

sara ji bohat bohat shukriya sher pasand kerne ke liye thanks alot


Waqt ke jisam ki kharash hoon main
apne ander se pash pash hoon main
zaaat hai aetbaar e zaaat nahin
ab to main khud bhi apne saath nahin
   
Reply With Quote
Reply

Thread Tools
Display Modes Rate This Thread
Rate This Thread:

Posting Rules
You may not post new threads
You may not post replies
You may not post attachments
You may not edit your posts

BB code is On
Smilies are On
[IMG] code is On
HTML code is Off

Forum Jump

Similar Threads
Thread Thread Starter Forum Replies Last Post
Qadam Qadam Pe Khuda Ki Madad Pohonchti Hai Naqee Aapki Shayri 3 28th March 2008 03:48 AM
Tumharee rahon main tumhare intzar main khara hoon masoomshayer Shayri-e-Dard 18 27th April 2006 09:19 PM
Rahon pay zinda-laash aab bhatakti nahin hoon main Irfan Hakeem Shayri-e-Ishq 0 12th January 2004 06:01 PM
rahon pay zinda-laash aab bhatakti nahin hoon main. Neha Haroon Shayri-e-Ishq 0 30th April 2003 12:35 PM
main tumhari hoon aur tumhari rahon gi romance Shayri-e-Dard 6 27th February 2003 03:31 AM



Powered by vBulletin® Version 3.8.5
Copyright ©2000 - 2024, Jelsoft Enterprises Ltd.
vBulletin Skin developed by: vBStyles.com